YUMHAJ - SHAADI KE BAAD

By DholiBajaj

5.6K 216 20

Yumna wakes up and sees that she is in a bridal dress and realizes that she is married to wahaj whom she met... More

tum sirf meri ho
tumhe lagta hai main darr jaunga?
woh toh main waise bhi bhaag jaungi
Shopping ja rahe hai
mera haq hai
nahi ho tum mere pati
w-ofc meri officially wedded wife ๐Ÿ˜๐Ÿคฉ
y-tum bohot zyada hero type lag rahe ho
w-pyaar hogaya hai tumsr๐Ÿ˜
tum meri biwi ho?
y-ab tum dekho wahaj main tumhe kitna torture karungi
w-meri body kaisi lagi?
koi aaya hai ?
y ko dil ki baat keh de
kya taqat h meri y mein
y got shocked
y- kaun ho tum?
y ki memory loss hogyi

W-tum toh kafi kuch pehenti ho

320 14 0
By DholiBajaj

In car
W- kya kharodogi?
Y-jo main pehenti hu
W- tum toh kaafi kuch pehenti ho
Y- kya matlab?😠
W- salwar,jeans,top,jumpsuit
Y- oh yeh
W- ha tumne kya socha
Y- kuch bhi toh nahi
W- hmmmm naught y
Y- kya aisa kuch nahi hai
W- kaisa nahi haipehenti ho
Y- main kuch ulta seedha nahi soch rahi
W- main aisa kab kaha?
Y- suno samne dekho aur mujhse zyada baat mat karo
In mall
W- chalo dekhte hai kya logi tum
Y- yeh toh jumpsuits hai
W- ha tumhe pasand hai na
Y- ha lekin... Ek min tumhe kaise maloom?
W- mujhe tumhare bare mein sab kuch pata hai
Chalo btao konsa colour
Y- main ye nahi pehnungi
W- toh?
Y- salwar kameez ke sec mein chalte hai
W- kyun?
Y- mujhe woh khareed na hai
W- ha chalo
In mind- ab pata nhi iss kya hogya?
Yeh toh western zyada pasand karti hai
Y-kya hua chalo?
W- ha chalo.....
Yeh colors ache hai , jao jaake trial karo
Y- ek sec isme toh dori hai
W- toh?
Y- main dori wale kapde nahi pehenti
W- oh acha thik h toh yeh rakh do side pe , jao trial le kar ao
Y - okay
After sometime
Y had tried all salwars and  she was in her own clothes
W suddenly saw someone and got into the trial room where y is
Y screamed - tum.....
W- shhhhh. Chup hojao
Y- tum yaha kya kar rahe ho?
W- kya kar rahe ho matlab trial room hai try karne aya hu
Y- acha ladies trial room mein
W- woh men wala khali nahi tha
Y- kya? Toh mere wale mein kyun aaye?
W- woh....... Meri biwi ka trial room hai toh main toh aa hi sakta hu na , y
Y- nahi main tumhari biwi nahi hu
Aur hato mujhe bahar jane do
W- nahi (shouts )
Y- kyu
W- bahar kyun jana hai?
Y- mujhe tumhare saath yaha nahi rehna , air waise bhi main bahar ja rahi hu tum try karlo
Lekin.....ek min tumhare kapde kaha par hai?
W- woh tumhare hai na ....
Y- kya
W- nahi mera matlab tumne try kar liya?(trying to change the topic)
Y- ha ab btao kahan hai kapde
W- nahi tum bahar nahi ja sakti
Y- kyun ?
W in mind - main nahi chahta ki tum bahar jao warna woh log tumhe dekh lenge aur .......
Tumhari hifasat karna mera farz hai aur taki tum bahar na jao isiliye main amdar aa gaya tumhe rokne
Y- hello? Kya? Hato yha se
W- nahi......i cant
Y- kyu?
W was moving towards y
He was coming coming closer
Y stuck to the wall
W- main tumhare saath thoda time spent karna chahta hu
Y- kya bol rahe ho?
W- sach
Y- kaisa sach ?
W- main bohot dino takkehna chahta tha ki
Y- ki
W- tum bohot
Y- main bohot
W- moti ho gayi ho
Y- kya 😠😠
W- ha sach hai
Suddenly a phone rings
W- hello....
Ha aa rahe hai
Chlo chalna hai
Y- kya matlab ...... Tumne mujhe moti kaha
W- ha woh tum ho thodi moti ...... Sorry( he holded his ears)
Y- yeh kya badtaneezi hai tumhe kya lagta hai main tumhe maaf kardungi, main tumhe kabhi nahi chodungi
W- please mujhe kabhi nahi chodna
He holded her wrist abd made a cute face ( from the show , do y'all remember that scene?)
They both had an eye contact
Y- mann toh kar raha hai tumhe mar dalu
W- tumhare liye toh jaan bhi hazir hai babydoll (he winked)
Y-dekho..... Tum na zyada
W-Acha suno na ..... Late ho raha hai chalte hai na
Y- ha thik hai chalo ab
They went out

Continue Reading

You'll Also Like

6.5K 344 10
Arranged marriage- i have always thought that it is beautiful.. sometimes scary.. but it is.. though we all.. i mean younger generation prefer love m...
30.9K 4.1K 65
So ye story start hoti hai sumod par susheela and pramod.. Jinka Pyaar shuru Hota Hai unke office se..
1.1M 31.7K 48
โheaven help a fool who falls in love.โž in which, after four years, timothรฉe chalamet reconnects with a girl he once knew, and probably loved. โจ timo...
5.6K 192 5
แ€แ€ถแ€…แ€ฌแ€ธแ€แ€ปแ€€แ€บแ€†แ€ญแ€ฏแ€แ€ฌ แ€œแ€ฝแ€šแ€บแ€œแ€ฝแ€šแ€บแ€–แ€ปแ€ฑแ€ฌแ€€แ€บแ€–แ€ปแ€€แ€บแ€œแ€ญแ€ฏแ€ท แ€›แ€›แ€ญแ€ฏแ€ธแ€œแ€ฌแ€ธ..