Friends but not friends

By JhanviKumar

8.9K 362 59

A man wants to forget every thing that happened in past. Some people are regretting their one decision in pas... More

Prologue
Character sketch
Chapter 1
chapter 2
Chapter 3
Chapter 4
Chapter 5
Chapter 6
Chapter 7 THE PAST
Chapter 8
Chapter 10
Chapter 11
Chapter 12
Chapter 13
Chapter 14
Chapter 15
Chapter 16
Chapter 17
Chapter 18
Chapter 19
Chapter 20

Chapter 9

287 18 2
By JhanviKumar

Soon the day came when Mitra family along with Ravish has to board the flight for Mumbai. In flight, everyone was busy with their thoughts. Arnav was busy in thinking that how his life is going to change once again. He is going back to the place from where he started his life. He was remembering his past life from a child to cricketer and then to coach. After spending full day with Arnav, Ravish was sure that there is something which Arnav is still hiding from him. He decided to keep his curiosity to know about these ten years aside and wait for the time when Arnav is comfortable to share with him. He was thinking how Arnav kept them alive in his memories even after that awful day. He remembers their conversation when he asked about reason behind choosing such name for academy.

Ravish- "Arnav, mujhe abhi tak nahi smjh aaya ki tune academy ka naam ARCADM Academy kyu rakha. Isse acha hota ki tu academy ko mere naam par hi rakh leta. Kitna acha lagta na, "Ravish Academy". Ye faltu sa naam kya soch kar rakha?

Mitali- "Tumhe abhi tak ye naam smjh nahi aaya?"

Ravish- "Samajh aa jata to puchta thodi. Arnav, tu bata na aisa naam kyu rakha."

Arnav- "Bata raha hu. Hyper hona band kar. Mene 'ARNAV' se 'A' liya."

Ravish-"Haan, aur Mitali ka M le liya, par beech ke letters ka kya?
Arnav- "M Mitali se nahi 'MOHIT' se liya mene.

Ravish- Kya!

Arnav- "Haan, aur aise hi 'RAVISH' se 'R', 'CHETNAYA' se 'C', 'ABHIMANYU' se 'A' aur 'DEVANSH' se 'D'.

Ravish- "Mujhe laga tha ki tu in sab ka naam jindagi mein dubara kabhi nahi sunana chahega. Unhone jo kiya us sab ke karan tu nafrat karta hoga sab se."

Arnav- "Nafrat bahut bada shabd hai, Ravish. Un sab ne jo kiya usse mein bahut hurt hua. Unke vishwas na karne se mein toot gaya. Vapis kabhi vo Arnav ban hi nahi paya. Iska matlab ye to nahi ki mein sabke sath bitaye hue ache pal bhi bhul jau. Mein jaisa bhi player tha, in sab ki vajah se hi tha. Bas is baat ka dukh humesha rehega ki itne saal sath bitane ke baad bhi inka bharosa nahi jeet saka.

Ravish- "Shyad tujhe nahi pata par ye sab bahut guilty hai. Inki side nahi le raha par ye jarur kehunga ki sab ko tujh par bahut vishwas tha aur aaj bhi hai. Bas ek galti ho gayi. Kya hum sab kuch bhul kar nayi shuruaat nahi kar sakte?

Arnav- "Hum ye sab baatein baad mein kare."

Ravish-"theek hai, jab tu chahega tabhi karenge. Itna jarur kehunga ki tu bahut strong hai. Humesha yaad rakhna ki koi aur tere sath ho ya na, mein humesha tere sath hu."

Vishthanjana was thinking that how she was working with people who shared many memories with her father. She was planning to reconnect them. Mitali was thinking about Arnav that how he would react after meeting with everyone. After that awful day, she never wanted to meet team members once who were part of closed ones.

After reaching Mumbai, Vishthanjana rejoined her office. Arnav and Mitali decided to disclose about their arrival to Mumbai to team members at first. Ravish tried to call Chetnaya and Abhimanyu but he failed. He wanted to tell them about Arnav coming to Mumbai and ask them to wait for sometime more. He feared about the consequences what if Chetnaya and Abhimanyu came to know from somewhere else and appear suddenly before Arnav. After failing multiple times, he left it on god, praying for no more dramatic scenes.

It was past one week but Arnav was in denial mode to meet anyone. He knew that he need to face them today or tomorrow but he was not ready. With passage of time anger sided but hurt remained. One day, Mitali and Arnav were disussing same.

Mitali- "Arnav, tumhe pata hai na ki tum ghar ke bahar ja sakte ho. You are not confined."

Arnav- "Haan, mein koi bacha thodi hu."

Mitali- "Jab se Mumbai aaye ho, ghar ke bahar ek kadam nahi rakha to socha yaad dila du ki tum bahar ja sakte ho."

Arnav- "Par mujhe kahi nahi jana. Mein ghar mein hi khush hu."

Mitali- "Aisa kab tak chalega. Kabhi to first step lena pdega na."
Arnav- " I am not ready for it. Kaise samjhau tumhe ki dar lgta hai. Dar lagta hai ki kahi Mr. Das ki baat sach ho gayi to?"

Mitali- "Tum kab se Das ki baaton ko seriously lene lag gaye."

Arnav-" 10 saal pehle usne bola tha ki vo log mera yakeen nahi karenge. Uski kahi hui baat sach hui. Agar phir se vo sahi hua to?"

Mitali- "Vo kuch bhi bakwaas bolega aur tum maan loge? Ravish se mil kar laga tumhe aisa?

Arnav- "Par....."

Mitali- "Jab tak miloge nahi, tumhe kaise pata chlega ki aaj vo kya sochte hai tumhare baare mein."

Arnav- "Mujhe nahi pata."

Saying this, Arnav left the room unaware of the fact that Ravish heard whole conversation. Ravish decided to confront Mitali about it.

Ravish- "To us Das ko bhi pata tha ki tum kaha ho."

Mitali was shocked after seeing Ravish there. She did not know that how much Ravish has heard.

Mitali- "Hello Ravish. Tum kab aaye?"

Ravish- "Mene kuch pucha hai. Das ko sab maloom tha. Vo itna important kab se ho gaya?"

Mitali- "Ravish, jaisa tum soch rahe ho vaisa kuch nahi hai."

Ravish- "To tum mujhe samjhao na ki kaisa hai. Tumhe kya lgta hai ki mujhe nahi pata ki Arnav yaha Mumbai aakar comfortable nahi hai. Mein kuch bol nahi raha iska matlab ye nahi ki mujhe kuch pata nahi hai. Kuch to aisa hai jo tum log abhi bhi mujhse chupa rahe ho."

Mitali- "Ye sab btane ka haq mera nahi, Arnav ka hai. Mr. Das selecteion team ke sath Jaipur aaye the. Vahi Das ki mulakat Arnav se hui."

Ravish- "Usne aisa kya bola ki Arnav ko us baat ka dar hai?"
Mitali- "usne kaha ki Arnav ne team ko us time choda jab team ko uski sabse jyda jarurat thi. Isliye team ke sare  members nafrat karte hai Arnav se." She told him whole conversation of Arnav and Mr. Das.

Ravish- "What rubbish. Us Das ko to mein chodunga nahi."

Mitali- " Usse kya hoga?"

Ravish- "To kya usse aise hi chod du? Usse pata tha ki Arnav kaha hai phir bhi vo chup raha. Khud ne Arnav ka career barbaad karne mein koi kasar nahi chodi. Barso baad bhi peecha nahi chod raha."

Mitali- "Das ko hum baad mein dekh lenge. Abhi hume Arnav par focus karna hai. Arnav abhi emotional state mein hai isliye vo ye sab soch raha hai. Hume Das ko galat prove karne ke baarein mein sochna hai."

Ravish- "Kyu na, kisi ko Arnav se mila de. Ho sakta hai isse Arnav ka dar dur ho jayega."

Mitali- "Par kisse?"

Ravish- "Chetnaya aur Abhimanyu ko? Vo dono Arnav ko dundhne ke bahut close hai."

Mitali- "Kisi aur ko nahi bula sakte? Yash kaha hai, usse bula le?"

Ravish- "Par uske sath do member free honge, Neeraj aur Hridyansh. Teeno sath hi rehte hai."

Mitali- "Baat karke mujhe bata dena."

They did not tell all planning to Arnav as he would postpone it again. According to Ravish, Hridyansh is most sensible person between three if matter is related to Arnav. So he called Hridyansh and asked to come to certain place near Arnav's flat with Yashwardhan and Neeraj next day.

Hridyansh- "Bhaiya aap theek to ho na. Arnav bahiya ki building ke paas aane ka bol rahe ho vo bhi Neeraj aur Yashwardhan ke sath. Ek to mujhe gusse se maar dega aur dusra phir se sab yaad karke guilty feel karne lagega."

Ravish- "To aayega ya nahi?"

Hridyansh- "kahi aap un dono ko ye to nahi btane wale na ki hum dono mahino tak Arnav bhaiya ke flat par jate the is umeed mein ki shyad bhaiya aa gaye ho.

Ravish- "Mujhe pagal kutte ne nahi kata hai jo ye sab unhe batau. Mujhe laga tu mera chota bhai hai, itna sa kaam to kar hi dega par koi na mein hi baat karta hu unse."

Hridyansh- "Ye emotional blackmail karne ki koshish mat karo. Le aaunga un dono ko. Kal sham ke 7 baje tak aa jayenge hum. Agar aap 1 minute bhi late hue na to mein bina mile hi chala jaunga."

Ravish- "Conditions baad mein lagana. Pehle un dono se baat karke bata."

Hridyansh- "Milna kyu hai, ye to batao?"

Ravish- "Milkar batata hu, bahut lambi kahani hai."

Hridyansh- "Sab theek to hai na."
Ravish- "Haan, Tu jaldi se un dono se baat karke bata mujhe."

Hridyansh managed to convince both Neeraj and Yashwardhan to meet Ravish without telling reason for such an urgent meeting. When they reached decided place, Neeraj realized that they were going to a place near Arnav's flat.

Neeraj- "Mein vapis ja raha hu."

Yashwardhan- "Kya hua tujhe".

Neeraj- "Samne dekh. Vo building vahi hai jaha..." He left his sentence incomplete.

Hridyansh texted Ravish to reach there as soon as possible otherwise it would be his last day.

Hridyansh- "Ab Ravish bhai ne bulaya hai to kuch soch kar hi bulaya hoga."

"Yaha meri baatein ho rahi hai kya", spoke Ravish.

Yashwardhan- "Aapne hume yaha kyu bulaya? Kahi aur bhi to mil sakte the na hum."

Ravish- " Hmmmm. Ab chale?"

Neeraj- "Kaha?"

Ravish ignored his question and started walking. Soon he realized that three of them are not walking with him.

Ravish-"Yehi khada rehna hai kya?"

Yashwardhan- "Phle aap batao, aapne hume yaha kyu bulaya hai aur kaha lekar ja rahe ho."

Ravish- "Agar mujhe kabhi bhi apna bada bhai mana hai, to ek baar bina kuch puche mere sath aaja."

Having no option, three of them started following Ravish. Ravish took them to Arnav's flat. He knocked on the door. Vishthanjana opened the door and found three of them standing at the door with Ravish. With passage of time, she became comfortable with Ravish. Hridyansh and other two were shocked after finding Vishthanjana there. Ravish asked them to come inside.

Neeraj-"Ravish bhaiya, aap hume Vishthanjana se milwane lekr aaye ho?"

Ravish- "Haan, actually Vishthanjana...."

Hridyansh (Cutting Ravish in between)- "Arnav Bhaiya ne ye flat bech diya?"

Neeraj- "Nahi, vo isse nahi bech sakte."

Yashwardhan- "Kyu nahi bech sakte? Jab vo yaha se chale hi gaye hai to kuch bhi kar sakte hai."

Ravish- "Tumhara discussion ho gaya ho to mein bolu?"
Yashwardhan- "Hum bahar chalkar baat kare. Mujhe yaha nahi rukna aur Miss Vishthanjana bhi awkward feel kar rahi hongi.

Vishthanjana- "Mr. Captain, aap humesha se itne sadu aur khaddos ho kya?"

Yashwardhan- "None of your business."

Before Ravish can say anything, Arnav who was coming back from balcony asked Vishthanjana that whether Ravish had arrived as he was supposed to come. On not getting any reply, Arnav came into the room. He was shocked after finding Hridyansh, Neeraj and Yashwardhan in the room. Hridyansh was shocked. He was unable to move from his position, still trying to believe that Arnav is really there. Neeraj's eyes were full of tears after seeing Arnav in the same room. Yashwardhan's face was blank, no expressions. He took steps towards Arnav and cared his face.

Yashwardhan- "Aap...."

Arnav, unable to speak because of his emotional state nodded his head in yes.

Neeraj- "Bhaiya, aap kaha chale gaye the?"

Yashwardhan after realizing what he was doing ran from there to ground floor. Ravish was about to go behind him, but Hridyansh stopped him and went himself. Yashwardhan stopped after reaching ground floor.

Continue Reading

You'll Also Like

18.7K 1.6K 15
"Maybe," said Rahul. "Maybe things aren't meant to be the same forever." "Maybe," said Virat. He didn't believe it, and yet he did. Because the 31-y...
31.4K 1.8K 21
Oneshots about Indian cricket team. There will be both Friendship and BL stories.
33.7K 1.5K 19
two players who have been best of friends, two strong players who are known as the backbone of Indian cricket, the captain & the vice captain , what...
40.5K 2.1K 21
One friend is going through a lot but hides it from his best friend. What will happen when the other comes to know everything? Will the relationship...