Its been one month
Haseena is noticing shivani is bit worried
Haseena asked shivani but she said kuch nahi hai
They were sitting in class there professor was apsent
Haseena is talking shivani but shivani only reply in hmmm ohhh
Haseena ask kya hua meri jaan is everything all right
Shivani said kuch nahi hassu
Haseena said kuch ti hua hai batao
Shivani said kuch nahi hua
Haseena ask pakka
Shivani with fake anger said HAAN
Haseena said relax relax
After uni malik furqan call haseena in his office
She enter
Malik furqan said aik second and continue talking with his hr
Malik furqan said do mahina hogaye hain accountant ko chora hua job abhi tak koi new appoint nahi hua
Hr said sir koi accha nahi milraha
Malik furqan said khair next time mein khud interviews lunga
Hr said oo and went
Haseena is playing with paper weight
Malik furqan take it from haseena hand
And call his employe
Haseena said baba apna keyun bulaya aur mujhe bulaya haito humsa baat kijiya tabsa employes ka saath hain
Malik furqan said ushi ka mutalliq baat hai yeh hain rajesh inka tumhi batao rajesh kiska kya tha
Rajesh said actually mera mamu ki beti ki dost ki cousin ki nand ki dost ki behen ki bhabhi ka aik problem hai
Haseena make a weird face
Malik furqan smile and said haan unka
Haseena said waisa kitna days lagaye yeh yaad karna mein ???
Rajesh ask kya
Haseena said yeh rishta
Rajesh said ismein yaad karna wali kaunsi baat hai
Malik furqan said tum nahi samjhi ga khair haseena inka jo bhi hain abhi inhon na bataya unka kuch ghar ka problem hai unhonna ghar liya tha 2 years pehla aur ab koi kya naam tha
Rajesh said tony
Malik furqan said haan tony uspa kabza kiya hai aur unko bolraha hai ja ghar khali karo
Haseena ask to
Malik furqan said soo yeh matter mein chahta hoon app solve karo
Haseena said apbhi tokarsakta hain
Malik furqan said chota sa mashla hai aghar koi bohot bara mashla hota to mein khud solve karta and waisa bhi mujhe kuch kaam hai
Haseena said ok
Rajesh said woh unko zabardasti ghar sa ajj 2 baje aka nikala ga
Haseena said ok about to went
Malik furqan ask tumha pata hai gahr kahan hai
Haseena node no
Malik furqan said to address to lelo
Haseena take a note from rajesh
Malik furqan said aur haan guards leka jana aur haan sayyam sa kaam lena
Haseena said ok ab hum jain
Haseena went in her car
She open the note and is shocked she read that address 4 timez she is hell angry
She take 4 guards from house and went to that address
So i will not keep suspense the address was shivan house
Tony enter in house
Mohini whisper ab kya hoga
Manoch said raghu na kisi sa baat to ki thi help ka liya pata nahi kya hua
Shivani said app ijazat deinto mein haseena sa
Manoch said nahi
Tony sit on sofa
And said abhi tak saman nahi bandha
Manoch said yeh hamara ghar hai hum kahin nahi jainga
Tony said abto bhagwan khud bhi ajain lekin phir bhi tumha jana to parha ga
Suddenly haseena enter and said yeh tumhari galat fehmi hai
Everyone look at her
Shivani and family is shocked
Manoch ask tumna bulaya
Shivani said nahi
Haseena come and sit infront of tony on sofa
Tony ask tum kaunho ???
Haseena said batana zaruri nahi samajhti keyunka aghar batadiya to tumhari halat kharab hojayegi
Tony said kya bakwas hai jao yahan sa
Haseena said jaoga to tum pyaar sa kehrahi hoon inka peecha choredo
Tony laugh and said teri do takka ki larki ki baat keyun manun
Haseena said aghar baba ne na kaha hota to tum abhi apna paron pa na khara hota chahun na to maar ka aisi jagah dafnaungi ka kisi ko lash bhi nahi milagi
Tony said jao na yahan sa warna
He stand and about to come toward haseena
Guard stop him and point gun toward him
Haseena said barhal hum hain haseena malik malik furqan ki beti
Tony is shocked and scared
Haseena stand and said kya hua jhatka laga na ab aram sa in document's pa sign karo
And aik file sa kuch document nikala and keep it on tabke
Haseena said jaldi karo warna
And guard gun load his pistol
Tony knows ka yeh kuch bhi karwa sakti hai kisi ki himmat nahi ussa kuch bolsake
Tony silently sign
Haseena said good lijiya uncle app sign kijiya ab
Manoch sign
Haseena said aur ab yeh app rakhiya yeh ghar wapis apka naam hogaya hai aur ab kisi ki itni himmat nahi ispa nazar bhi dal sakeaur tum who ever you are ainda yahan ya kisi ka saath bhi aisa karta nazar aye to chaha bhagwan aka keyun na kahe hum sayyam nahi rakkhainga
Tony ask mein jaun
Haseena ask mainna kaha and indicate a guard
Guard hold his collar and usko leka chala gaya
Manoch ask yeh kahan gaya
Haseena said choriya usko khair ab problem solve hogaye hai
Manoch said shukriya waisa apko kaisa pata chala
Haseena said woh baba ki company mein aio employe hai rajesh usna bataya pata nahi kya dost ki nand bhabhi pata nahi kisna . Usna bataya warna apnon koto itna sabhi trust nahi aur nahi kuch manta hain
And look at shivani
Shivani feel guilty shivani said dekh hassu
Haseena said uncle dubara koi mashla hua to bataya ga and turn to went
Shivani hold her arm
Haseena jerk and said dur raho keyun rokrahi ho hamara rishta hi kya hai
Shivani said hassu
Haseena said haseena malik naan hai hamara
Shivani said yaar im sorry
Haseena said oh please shivani yeh sorry hamein nahi chahiya jaka usko do jisko tum apna samajhti ho jiska saath tum apni problem share karsako . Hum hi pagal tha jo tumha apni best friend apni behen sab samjha aur tumna hamein kuch nahi
Haseena was really hurt
Shivani said............
Precap : naraz haseena