Arylie- Aryan Imlie aur Woh

By GargiRamtirthaParand

6.1K 620 197

This story starts after Aryan meets Imlie in pagdandiya after 5 years. Imlie has Chini but there is someone e... More

We meet again and who is this?
Imlie's life
Her anger his anguish
A dangerous misson
Dream team
Going to Delhi
A rainy night
For Bhaskar times
Lost
She has to move on
Old secrets -1
Old secrets - 2
Imlie's life at risk
His Past
The Hinduja Family
Imlie returns to Rathod's
Just talk to her
Malini's misdeeds
Aryan's decision
Imlie's questions
Imlie talks to Aryan

Telling the families

198 24 8
By GargiRamtirthaParand

Aryan returned home to a worried Rathod Family, they knew of Imlie being in the hospital and visited her daily, Raghav had texted them that Imlie was awake and exhibited no physical damage but did not share anything beyond that. He asked Arpita to speak to Aryan if she wanted more details.

Arp- Ruk ja aaru..Imlie kaisi hai abhi? aur tu raat bhar kaha tha? pata hai ma kitni tension mein hain, unhe sleeping pills deke sulana pada mujhe

Su- Saale sahab Imlie kaisi hai? Aur kaha hai? Mein gaadi nikalta hun Arpitaji hum usse lene chalte hai

Ar- Ruk jaao Sundar, Imlie abhi yaha vapas nahi aayegi, aap log uska aur Chinika saaman bandh lijiye..woh ab Hindujas ke saath hi rahegi, abse wohi uska ghar hai

Arp- Par vaha toh weekend mein jaane ka plan tha na? Toh ab woh tik hain toh yahi aayegi na? Yeh kya bol raha hai tu?

Arpita screamed at Aryan, she and Sundar received the update on Imlie's partial memory loss from Raghav and could imagine what had happened. Just then the kids came running out asking for some food and Arpita stood their confused and almost in tears. Chini had been told that Imlie was out of the town for a few days for a work commitment with her dadda and was staying at the Rathods, waiting eagerly for her Imaliya to return.

Su- Arpitaji aap bacchon ko dekhiye mukje saale sahab se kuchh baat karni hai

Arpita left with the kids after Sundar promised her he would tell her everything later.

Su- Toh yeh sab kya ho raha hai? Sachh bol payenge aap humse?

Ar- Maine kabhi aapse jhooth bola hai Sundar

Su-Har baar jhooth bola hai saale sahab...inn paach saalo mein har baar jhooth bola hai jab aapne hum sabko yeh yakeen dilaya hai ki aap apne aapko sambhalenge! Imlie kaha hai? Uska ghar unn logo ke saath nahi yaha hai!! Hum sab ke saath!

Aryan explained everything to Sundar who felt hopeless after hearing what Aryan had done.

Su-Yeh kya kar diye aap? Aap hote kaun hai Imlie ke zindagi ka itna bada faisla lene wale?

Ar-Kamal hai Sundar kabhi aap log kehte hain mujhe Imlie ke life mein phirse khushiyan lani chahiye, aap log woh pehli waali Imlie wapas chahte  hain na...woh jaldhi wapas aayi hui dekhenge aap sab

Su-Par iss tarah? Aap ne iss bar ek nahi char zindagiyon ka faisla akele le liya; Imlie, Chini, Imlie ka dost aur aap khud! Aur humare parivaron ka kya?

Ar-Mein yeh sab nahi janta Sundar, meine sirf Imlie ko dukhh diye hain...mein uske liye thik nahi hu itna hi main janta hun...

Su-Hanh aapne usse bahut dukhh diye hai! sacch hai... par kya unn dukho ke beech koi acche pal nahi the? Kya unn ladaiyon mein ek dusre ke liye pyar nahi tha? Kya aap dono ki narajgi main ek dusre ka khayal nahi tha? Ek rishta apni pehchaan bass burre palon se nahi acche palon se pata hai!!  Aur Imlie aapke saath khush thi!

Ar-Thi...kabhi kuch vakt ke liye woh khush thi!

Su-Abbhi bhi ho sakti thi , agar aap usse woh 5 saal yaad dilaye bina yeh kehte ki woh aapki patni hai!!  Arpitaji aur ma ko apna parivaar mil jata!! Arre aap dono ki shaadi bhul jaate hai do minit...woh yaha kirayedaar bankar hi vapas aajati !! Aur aap dekhte aap dono wapas ek ho jaate kyuki chahe jo hojaye pyar itni aasani se nahi marta saale sahab!!

Ar-Wohi toh mein nahi chahta! Mein nahi chahta woh vapas mere kareeb aaye, she deserves better...mein uski yaadon ke sahare jee sakta hun par usse mere karan phir mushkilo mein nahi dekh sakta...mere saath ghut ghut kar jeete hue nahi dekh sakta....aur phir wahi sab hota, aaj nahi toh kal, mein phirse uska dil tod deta...

Su-Toh yeh sab aap Imlie ke liye nahi apne liye kiye hai toh?

Ar-Aap jo samhajna chahte hain aap samhaj sakte hain!

Kya samhaje hum?? Kuch samhajne ko baccha bhi hai?

Arpita had overheard their conversation and was furious more than ever at her brother.

Arp-Iss baar toh saari hadde par kar di tunne Aaru! Tu mera bhai nahi hai, tu koi aur hai...aur ek baat sunn aaj sein mere bete sein dur rehna

Su- Shant ho jaiye Arpitaji...aap yeh kya keh rahi hai?..Abhi aap ghusse mein hain..humaara Jaggu apne mama se kitnna pyar karta hai!

Arp-Ekdum thik keh rahi hun mein Sundarji...kahi iske saath rehkar woh bhi iss jaisa na bann jaye! Mere bhai ko apni zindagi barbaad karte hue dekh chuki hun mein apne bete ko wohi sab karte hue nahi dekh paungi mein Sundarji!

Arpita began crying helplessly in Sundar's arms and Aryan watched with tears in his eyes. Arpita finally wiped her tears and turned to face Aryan.

Arp- Thik hain..aaj se iss ghar se koi tujhe kuchh nahi puchega...par hum sab Imlie ke liye jo humaari zimmedaari hain woh purri tarah se nibhayenge! Aur ussme tu kucchh nahi bolega!!

Ar-Thik hain di, jo aap kahe...

Arp-hala jaa Aaru, mere saamne se chala ja..

Aryan left to get ready for work.

Su- Shant ho jayeye Arpitaji....Ronna bandh kijiye please..bacchein ya maa aapko dekh liya toh woh ghabra jayenge..

Arp-Mein kya karu Sundarji, kaise apne bhai ko roku?...Sundarji isne Imlie aur iske ek honne ke saare raaste bandh kar diye...Imlie ki yaadon se khelne ka hakh isse kisne diya?

Su- Jo ho chuka woh ho chuka hai Arpitaji ...ab aage ka sochte hai, mein aapke faisle se sehmat hun....Imlie ko humaari zaroorat hain...humme usse humaara gum chupana hoga aur uske zindagi ko khushiyon se bharna hoga...Saale sahabko jo karna tha woh kar chuke....abhi Mata Rani hi kuchh kar sakti hai..Humne itne saal kya hummne koshishe nahi ki hai?? 

Arp-Aap sachh keh rahe hai Sundarji

Su- agar inke kismat mein ek honna hoga toh woh hokar rahega..... aap please ronna band kijiye abhi...Bhuliye mat aapko maa ko bhi sambhalna hain!

At the hospital- 

Raghav made sure Imlie was soundly sleeping through the night and had her breakfast and medicines in the morning.  He excused himself to meet with his family. The next morning Hindujas had arrived per Raghav's request, eager to understand why he had called them so urgently, they knew of Imlies condition through Akhilesh but were puzzled about why Raghav had to say.

R- thank you aap sab yaha itne short notice par aagaye 

G- Kya hua hai beta? Is Imlie ok?

R- Shes fine mom, but..

Anu- But what?

R- Woh mujhe apna pati keh rahi hai...matlab mein hun...woh hain...woh meri patni hain//

AH-Kya? Par Raghav tum dono ne shadi kab ki?

R-Pagdandiya mein...

AH-Jhooth!...bilkul jhooth, humme tumhare zindagi mein honne waali saari baton ka pata hai Raghav!

G-Prakash kuch bolo apne bete se, ya kya keh raha hai!

P-Raghav kya yeh wah kahi sacch hai? Kya ho raha hai yaha?

R-Woh dad humne sabse chupke shaadi karli thi aur mein aap sabko yeh baat nahi batana chahta tha, jabtak Imlie aapke dilon mein jagah na bana de...yeh sab meri idea thi Imlie toh mera pura naam bhi nahi janti thi Delhi mein aanese pehle...Im sorry maine aap sabko andhere mein rakha..

AH-Yehi baat humare aakhon mein dekh kar bolo! Nicche dekhkar nahi chotte!!!

R-Bhai woh....woh mein....

P-Raghav tumnne jo kaha humne suna, abhi tum bahar jaoo beta..Hum sab ko baat karne do..

Raghav left the room, he had thought of telling him the truth but didn't believe they would go along with a fake marriage, and Imlie was already inquiring about them. Traditions and relationships were very sacred to the Hindujas it was the thread that had kept their generations on the right path and prevented them from losing themselves to the temptations that come with immense wealth, it was the very fabric that held their family together. His Family was taught to believe that traditions were the  silk that weaved into the fabric of times, uniting their past, present and future years. And in that, was the sense of their joy, a steady sense of calm. But beyond all of that was Imlie's health and he couldn't risk it at any cost.

G- arre bass bhi karo tum log, varna mera beta phir humme chodke chala jayega!

P-Par Gayatri , we dont know anything about that girl

G-what difference does it make? Our son has returned after 5 years Prakash! And Imlie is a good girl, her values are right and isnt that what we always look for in our would-be daughter in laws?

P- Gayatri tum sirf emotionally soch rahi ho!

AH-Exactly Dad!, this marriage, when did this happen and how?

Anu-Akhil ye vakt nahi hai iss sabka, Raghav maafi maang raha hai na...humme unn dono ko accept karna hoga papa...

P-Par iss tarah nahi! He has to get married the right way, with family elders present and in front of our ancestral Gods.

G- Woh sab hum sambhal lenge, pehle woh bacchi thik toh ho jaaye

AH-Shayad issiliye woh itna disturbed tha jab woh yaha usse pehli baar leke aaya....shayad mein hi dekh nahi paya..

G-Abhi usse bulao aur gale lagao Prakash, he has to know we are with him in all this, uspe kya beet rahi hai , woh toh socho!

The family called him inside and began talking.

G-Shant ho jaoo Raghav, hum sabne baat ki hai, Imlie ki health abhi sabse important hum samhaj nahi paa rahe tumne yeh shadi ki baat kyu chupayi par.... 

AH- par uske fully recover hone ke baad....tum dono ki shaadi ko accept karne ke liye humaari ek shart hai...

R-Kaisi shart bhai?

P-Tum dono ko phirse shaadi karni hogi! Aur woh bhi thik ussi tarah jaise tumhare bhaiyon ki shaadi hui thi; Humaare Rajastanwaale pushtaini ghar mein, Thakurji ke saamne!

Raghav was shocked, he was sinking deeper and deeper into this web of lies but he felt the situation was out of his control, he decided to talk to Amma, she had the right to know the decisions taken for her daughter. Raghav admired and respected amma, she was his friend and his agony aunt in those years at Pagdandiya. He narrated everything that had happened in Delhi to her, Amma was worried about her daughter but also assured that she was surrounded by people who loved and cared for her, she was willing to travel to Delhi the same day but Raghav asked her to come in a few days, closer to Imlie's surgery, he would send a car for her to come and she could stay with them but Amma who was proud just like her daughter, declined and said she could manage on her own.










Continue Reading

You'll Also Like

30.6K 1.7K 49
Aryan was living with fire in his body. He wanted revenge. And he sure will take it. Imlie was sweet simple and kind girl. She didnt know her life wi...
15.7K 791 14
10 years ago he removed her from his life, but now he want her in his life. What will happen when they meet again?....
10.1K 709 14
Imlie who was ran away from a marriage. Her father Dev Chaturvedi who sold her to his own business partner's son. She is saved by a single billionai...
24.7K 1.3K 28
A 20 years old girl and 28 years old man. Girl is innocent cute thinks straight. bubbly but introvert. a normal higher middle class family girl. lov...