🌺🖤🌺🖤🌺🖤🌺🖤🌺🖤🌺🖤🌺🖤
Raah e mohobbat ki kadiya jab
Judti hai tab samjh ati hai..
Haqiqat lafzo me bayan nai hoti
alvida kehne par samjh Ati hai..
🌺🖤🌺🖤🌺🖤🌺🖤🌺🖤🌺🖤🌺🖤
🌺🖤🌺🖤🌺🖤🌺🖤🌺🖤🌺🖤🌺🖤
Suno ... Chahungi main tumhe
Chahungi har dam ..
Tumhare Siva na kisi ko jazbaat
Bayan kar paenge ham..
🌺🖤🌺🖤🌺🖤🌺🖤🌺🖤🌺🖤🌺🖤