JEETE HAI CHAL ☺

By Lafz-e-mohabbat

4K 217 1.1K

This is based in a track of KUDCA itself, the track of partition, where Amdheer, Vashmay and Bridha lost so m... More

INTRODUCTION
Woh Raat
Randheer ki Ranjhan 🤧
Randheer for the Support 💕
The Final Rescue
The Vashmay Truth 🤞
THEIR SUFFERINGS
Dil ki baatein Seedha dil mein asar karti hai 🥺♥️
Rishton ki Gehraiyaan ✌❤
Alvida Lahore 💫
Refugee Camps 🥺
Dil Se......
Tanhayi
A Broken Veer

Salaam Hindustan🫡💕

110 6 67
By Lafz-e-mohabbat

Hey guys! I am back with the next part and hoping to have comments and reviews from you guys on it. 

So, let's start.

Everyone climber down the train and looked around the station.

L - Chalo!! pahuch gaye Dilli! woh jagah jo humara aaj aur kal hoga 🥺

Everyone smiled a bit hearing him and nodded.

R - ummm...humein chalna chahiye. humein yaha bahar se gaadi ya tanga mil jayega. Aaiye.

L - lekin beta...hum jayenge kaha?

R - lala ji, chandni chowk ke paas mere mama ji ka ghar hai. humein wahi jana hai. ma bauji bhi wahi gaye hai.

L - (hesistantly) accha...tumhara mama ji ke ghar?

Ranndheer understood his dilemma and smile. He went to him and kept his hand on his shoulder.

R - main janta hun Lala ji, ki aap soch rahe hai 😊lekin please, in baaton ko apne dimag se nikal dijiye. Woh aapke damaad ka baade mein, pehle aapke dost ka ghar hai! Aur apne dost ke ghar mein jane mein kaise hichak? 😊😊😊

Lala ji nodded smilingly hearing him.

R - accha ab chaliye. sabko aaram ki zaroorat hai aur ma bauji bhi hum sabka besabri se intezaar kar rahe honge 🥺😍

Everyone nodded and moved out of the station and found few tangas and taxis standing there. Excusing himself from everyone, Randheer went towards them and talked to them for few minutes. While everyone else were looking at him from far. After few minutes, Randheer came back to them.

R - chaliye...meri baat ho gayi hai unse. Teen gaadiyon mein jaane ke bandobast ho gaya hai.

And slowly, Randheer helped everyone settle in the car and at the end, went and sat in one car beside Amrit. The cars started moving towards its destination. 

Amrit opened the car's window and sticked her head out of it. She looked around it and was mesmerized by the beauty of Delhi. The greenery, the roads, the red fort, everyone was too appealing for her  😍😍😍

Amrit udyan, laal kila, te chandni chowk😍

Yahi hai ji dilla da maan te shaan 🤌

haye! kaise bayaan karun shadbo mein use

yeh dilwalo ki dilli hai meri jaan 💫💫

Amrit was lost in the surroundings completely while Randheer ,who was noticing her from long, was smiling seeing a whole hearted smile on Amrit's face after long 😍 and she looked towards him with a small smile.

A  - Randheer 😍😍sach mein yeh jagah kitni khubsurat hai 😍💫💕mere paas shabd nahi hai bayaan karne ke liye 😍😍aisa lagta hai jaise jannat zameen pe utar aayi ho 💫💫

R - bilkul theek kaha aapne. Dilli hai hi khubsurat aur yaha ke log aur bhi khubursat. Isliye toh ise dilwalo ki dilli kehte hai 🤌💕

A - Dilwalo ki dilli 😍waah 😍sun ke hi itna accha lagta hai 😍yeh jagah ki khubsurati sab kuch bhula de aisi hai 😍💫

R - (thought to tease her) accha? toh iski khubsurati aapko Lahore bhi bhula degi?

A - (with a tint of sadness) nahi...dilli woh nahi jo mujhe Lahore bhula de, dilli woh hai jo mujhe baar Lahore mein hone ka ehsaas dila de 🥹💕pata hai randheer, peeche abhi kuch galiyon se guzarte waqt mujhe aisa laga jaise main Lahore mein hun 😍yaha na mujhe ek alag ki anubhuti hoti hai ,Lahore mein hone ki 😍💫

R - (smiles)kaafi accha laga jaane ke. ki aap aage badhne ki koshish kar rahi hai 🥺💫

Amrit smiles overhwhelmingly hearing him and nodded with teary eyes. Randheer wipes her tears lovingly and shook his head. And suddnely they came back to senses, as the car stopped. Randheer looked around and found that that reached and smiled heartily. 

R - Chaliye Amrit..hum pahuch gaye 🥺humare naye thikane pe 💫

Amrit nodded and both climber down the cars and paid the driver, till the time the other two cars also arrived and everyone got off them and paid the drivers. 

R - Aaiye!

Randheer said and started moving while the other followed him and in a minute, they found themselves in front of a house where the name plate read, 'Anand's'. 

Randheer knocked the door with a small smile and a old man opened the door after few minutes. He head tears in his eyes seeing Randheer and Randeer's smile turned more wide seeing him.

R - (whispers) mama 🥺😭💕

Saying this, he jumped his mama's arms and both hugged each other tightly. His mama caressed his hair lovingly and kissed his forehead affectionately. And again hugged him 🥺🥺till the time, Parents Raizada and his mami also came there. Their happiness was on the seventh sky seeing them. His mami rushed to him and hugged him cryingly and Papa Raizada directly went to lala ji and hugged him and he had tears seeing his bad state. 

L -(wiped his tears) oye karmeya!! dekh main bilkul theek hun...apne aansu poch lein, yeh acche nahi lagte teri aankhon mein 🥺

Papa Raizada chuckled in his tearsand wiped his tears. 

PR - kaisa hai tu 😭😭😭kaisa hua yeh sab 😭😭

L - are tu chinta mat kar 🥺main theek hun...yeh bas dango ke beech kuch chotein aayi hai, magar ab sab sahi hai aur dekhna bohot jald bilkul theek ho jaunga 🥺💫💕

Papa Raizada smiled hearing him and hugged him again, while Mumma Raizada went to Rajrani and other ladies. 

MR - kaisi hai aap sab? 🥺🥺

R - sach kahein behen ji, toh maut tak ja ke wapas aaye hai 😭😭

Tears rolled down Mumma Raizada's cheeks and she hugged Rajrani. Mogar got emotional seeing them and tried to lighten the environment.

M - (full punjabi accent) o ha ji!! bilkul aisa hi laga jaise yamraj chu ke nikal gaye ho 😆😆😆

Everyone couldn't help but giggle at her statement 🤣🤣🤣

Mumma Raizada went to Amrit and caressed her head lovingly. She bent to touch her feet but she held her shoulders and pulled her in a bone crushing hug 🥺🥺 and broke the hug after few seconds. 

MR - aaiye na...andar aaiye aap sab 🥺(introduces them) inse miliye, yeh mera chota bhai aur uski patni hai, Ashwin aur Gayatri. Aur Ashwin, gayatri, yeh Amrit hai, Randheer ki hone wali patni. Aur yeh unke mata pita hai, Lala Ratan Kishore Sahani ji aur Rajrani ji. Aur yeh Amrit ki bua, chachi ji aur chachi ji. Aur yeh Uday aur Kiranbala, Amrit ke bhai behen aur yeh Vashma, Uday ki patni. Aur Sharfu ko toh tum log jante hi ho. 

                                                                                    Ashwin Anand

                                             Gayatri Anand  (Hum aapka hai kaun obssesed hai aapki writer 😁🤣)

G - (comes near Amrit) Amrit 😍😍haye jitna suna tha usse bhi zyada khubsurat ho tum 😍💕kisi ki nazar na lage...thu thu thu 💕💕

Amrit smiled and looked down shyly hearing her. She took the dupatta on her heand and bent to touch her feet but she stopped her. 

G - (hold her) are bas bas beta...khush raho 💫💫(teases her) aur han...jald hi 'sada suhagan raho' bolne ka bhi mauka do 😌😌😌

Amrit blushed hard hearing her and even Randheer looked down shyly. She went to Ashwin and bent to touch his feet but even he stopped her. 

Ashwin - (keeps his hand on her head affectionately) na na puttar...humare mein betiya pair nahi chuti. Woh toh devi ma ka ansh hoti hai, une kaise pair chune de sakte hai  😊sada khush raho 💕

Suddenly, Ashwin's eyes fell on Randheer who was looking here and there, trying to search someone. 

Ashwin - kya hua Randheer? kuch dhundh rahe ho beta?

R- kuch nahi mama, kisi ko. Veer aur Nakul kaha hai? Kahi dikh nahi raha!

Ashwin - beta, woh Amritsar gaye hue, kisi kaam se. Do din mein laut aayenge.

Randheer nodded hearing him.

L - (joins his hand) humein maaf kariyega Ashwin ji. Bina baat aapko itna pareshan kar rahe hai hum  🥺🥺🥺

Ashwin was shocked hearing him. He rushed to him and held his hands.

Ashwin  - are lala ji yeh kya kar rhe hai aap? aap mujhse bade hai, mere jija ji ki umar ke hai. aap aise mat jodiye please. aur isme pareshani ki koi baat nahi hai...sach mein 🥺aur yeh ghar jitna mera hai, utna hi meri behen aur jija ji ka hai, aapka haq hai aapke dost ke ghar pe. 

G - Ashwin bilkul theek keh rahe hai. aur waise bhi, ab toh sirf dosti tak ka rishta thodi reh gaya hai, hum toh ab ek parivar ho gaye hai na. Amrit humari hi toh bacchi aur uska parivar, huamra parivar 😌💕

R - sach mein humari Amrit ke toh bhagya hi khul gaye, aapke ghar ki bahu jo banne wali hai woh 💫💫💫

Everyone smiled hearing her.

G - accha ab bohot ho gayi baatein...aap sab kaafi kamzor aur zakhmi hai. aap log naha lijiye, tak tak khana ban jayega aur fir kha ke aap log kar lijiyega. 

Everyone nodded and they showed rooms and bathrooms to everyone. Randheer came in Nakul's room and getting a pair of clothes from his cupboard, he went to the washroom directly and removed his shirtt, when his eyes fell on a number on his palm. He smiled seeing it and came out of the washroom. He got hold of  a paper and pen and wrote the number, with the name 'Afsar sahab' below it and kept it safely and again went to freshen up. 

***********************************************************************************************

Amrit came out the room to the hall on found no one there. She looked around but no one was there. She started walking around, adoring the beauty of the house. 

She was walking around to find someone, when she stumbled and hit a door. It opened she landed directly inside. She looked around and found that it was a bedroom and found few pictures of two guys there along with Randheer. 

Randheer came out of the washroom and got confused seeing her there.

R - Amrit! aap yaha?

A - (turns towards him) ummm...sorry woh bahar koi tha nahi toh, toh bas sabko dhundh rahi thi, usme kahi pair takraya aur main seedha andar aa gayi.

R - are nahi nahi! isme maafi maangne ki koi baat nahi hai...main aise hi pooch raha tha.

Amrit smiled and again looked at the pictures and Randheer noticed it and smiled.

R - (smiles) yeh mere do bhai hai Amrit, Veer aur Nakul.

                                                                            Nakul Anand

                                                                    Veer Anand 

A - ha..mujhe laga hi tha...woh bahar aapne unke baare mein poocha tha na!

Randheer smiled and nodded.

A - waise Randheer...aap teeno bhaiyo mein se sabse bada kaun hai?

R - (smiles) main 😊😊😊bauji ke koi sage bhai nahi hai aur ma ke bas ek hi sage bhai hai, Ashwin mama, aur unke sirf do bete Veer aur Nakul. Aur chunki ma badi hai, isliye main bhi sabse bada hun. Waise toh aur bhi bhai behen hai mere, magar yeh dono sabse kareebi hai. 

A - ohhhh...aur un dono mein kaun bada hai?

R - Veer! Nakul usse dedh saal chota hai aur Veer mujhse teen saal chota hai.

A - (thoughtfully) toh randheer? ashwin mama ji aur unka praivar aapke parivar se sabse kareebi hai, toh woh log Lahore kyun aaye the humari shadi ke liye?

R - woh log darasal kisi cheez mein vyast the. baat yhe hau ki kuch mahino mein ashwin mama ka ek bohot bada accident hua tha, aur us waqt mami na maanta rakhi thi ki jab woh theek ho jayenge toh woh log bambai mein siddhivinayak mandir jayenge. Aur sanyog se us waqt woh log bambai mein the. Aur unki maante thi, isliye humne zyada kuch kaha bhi nahi.

Amrit nodded understandingly and started looking around making Randheer confused.

R - Amrit (she looks towards him) kya hua? kuch chahiye aapko?

A - errr nahi nahi! darasal yeh ghar kaafi khubsurat hai, toh bas wahi dekhi rahi thi 😍😊

R - pasand aaya aapko? (Amrit nods)dekhna chahengi aap yeh poora ghar?

Amrit eyes twinkled and nodded cutely making Randheer smile. 

R - (lovingly) aaiye 😊

Saying this, he held her hand and started to move when suddenly Amrit's eyes fell on her wrist and he stopped making Randheer confused. He turned and was confused to see Amrit's face pale all of a sudden. He cupped her face lovingly and worriedly.

R - (worriedly) amrit! kya hua? aapka chahra aise utar kyun gaya? sab theek hai na?

Amrit looked at him and softly removed his hand and sat on the bed worriedly. Randheer sat beside her and held her hand softly.

R - Amrit! bataiye na! sab theek hai?

A - Nahi Randheer 🥺🥺🥺

R - kyun? kya hua?

Amrit looked at him worriedly and showed him her wrist. He was shocked looking at it whihc showed the tattoo of farooq's name. He looked at her with teary eyes.

A - (worriedly) randheer 😭😭yeh...yeh nishan...ab...ab zindagi bhar mere saath rahega!! mujhe...us..us dardnaak raat ki yaad dilata rahega!! 😭😭😭

R - (softly) Amrit! aap aisa kyun soch rahi hai? 🥺🥺nakaratmak sochne se behtar, yeh nishan dekh ke yeh sochiye na ki aap kitni dridh hau jo aap us rakshas ke saamne kamzor nahi padi aur datt ke uska saamna kiya 🥹🥹🥹

A - (sighs heavily) Randheer...main aapki baat samajti hun...magar meri chinta ki asli wajah yeh nahi hai! 😔😔😔 (Randheer got confused hearing her and looked at her with questioning eyes) randheer... kya...kya aapka parivar yeh sweekar karega? 😭😭woh ek daagi ladki ko apni ghar ki bahu khushi khushi banayenge? Ek...ek aisi ladki ko apne ghar ki bahu banayenge jiski kalayi pe kisi gair mard ka naam ho? 😭😭😭

Randheer was shocked hearing her and had tears seeing her fear.

R - (cups her cheeks lovingly) ha Amrit  🥹 mera parivar us ladki ko zaroor sweekar karega aur sirf sweekar hi nahi karega, balki poori izzat aur pyar ke saath Raizada parivar mein aapka swagat karega 🥹🥹💕💕kyunki main aapko chahta hun 💫💫Amrit, aap kehti hai na ki mera vyaktitva aur sabke saath mera bartaav aapko bohot accha lagta hai na, aap yahi kehti hai na ki meri tarah banna sabke bas ki baat nahi hai 🥺🥺(Amrit nods) toh Amrit, yeh sab main ma ke pet se sikh ke nahi aaya tha, yeh meri parvarish ho. Mere ma bauji ki, mere dad dadi ki, apne baaki parivar ke bartaav dekh ke hi main yeh sab seekha hun 🥹🥹🥹Amrit har insaan ke vyaktitva mein uske parivar ki prasthbhoomi dikhti hai, kyunki uske harkaton se hi samja ja sakta hai ki uski parwarish kaisi hai! Mujhe aapke is nishan se koi dikkat nahi hai, toh unhe kaise dikkat hogi jinhone mujhe is kaabil banaya ki main koi bhi bhed bhaav kiya bina har kisi ko ek samaan dekhun? 🥺🥺🥺

Amrit got emotional hearing him.

Chitta Kukkar banere te

Chitta Kukkar banere te

R - aapke haath pe konsa naam hai Amrit, usse mujhe koi farq nahi padta kyunki main bohot acche se janta hun ki yaha (points at her heart) sirf aur sirf mera naam likha hai. Aur mere liye itna kaafi hai 😌😌💕💕

Kashni dupatte waliye

Munda sadqe tere te
 

Tears rolled down Amrit's cheeks and without wasting a second, she pulled Randheer in a tight hug 🤗🤗🫂🫂. She wanted to hold him tight as if he would vanish away if she leaves him 🥺🥹she was feeling blessed to have this guy in her life and thanked god to give her the best gift of her life 💕💕 Randheer slwoly broke the hug and looked at her lovingly. He cupped her cheek softly and planted a soft peck on her forehead while she closed her eyes to feel his love 💕

A - Jis din se Randheer Raizada ne Ranjhan ko apnaya tha, us din se uske man mein sirf uske Editor Sahab hi the aur yeh uska wada hai ki uski aakhiri saans tak, uski dil ki har dhadkan pe sirf aur sirf Randheer hi haq hoga, aur kisi ka nahi 💫💫

Pipli diyan chahwan ne

Pipli diyan chahwan ne

R - Main janta hun 🥹💕Aur Ranjhan ke Editor sahab ka bhi yeh wada hai ki uski nas nas mein woh basi hai aur humesha badi rahegi 💕aur doosra wada yeh ki Randheer ko Editor Sahab bulane ka haq sirf Ranjhan ka hai 🤌🤌🤌

Amrit smiled between her tears and again pulled him a bone crushing hug 🥹🥹🤌🤌

Appe hathe doli taur ke

Maape karan duavan ni

(Note : I know this is quite new song but what to do 😫😫these lyrics just went so well with the scene that i couldn't stop but write these lyrics with them 😫💕)

After few minutes, Randheer broke their hug unwillingly and softly wipes his and Amrit's tears. He sniffled and stood up with a smile making Amrit confused.

R - (Smiles) accha ab chaliye 😌😌😌

A - (confused) kaha?

R - Aapko yeh ghar dekhna tha na 😌 

Amrit smiles hearing him and nodded happily. She got hold of his hand and moved out of the room with him and both came to the hall.

R - yeh dekhiye...yeh hai ghar ka hall! 

Neither too luxuries, nor too attactive, but the place was enough to give Amrit a complete homely vibes and ntot making her feel away from home. She could feel the warmness of wood under her feet. moving fugther, the royal jaipuri style mat on the floor was the centre of attraction of the room. The beautiful family pictures on the wall reflcted the beauty of our relationsships. the rugged sofas were places in a balanced manner and the room was dark to give a coool feel and the only light was the shine of the lamps, while the brights rays of the sun were prevented to enter, stopped by the heavy silk curtains on the windows, the plants and flwoers  were adding a tint of freshness to the room. The warmness in the room gave a traditional yet rustic feel to the room. 

Amrit looked around the hall smilingly. Although she saw the hall when they came, but she was not able to look at it properly in between their talks. She started noticing every single thing and details, making her adore the beauty of the hall. 

A - (smilingly) beyhadd khubsurat hai 😍

Saying this, she moved forward and looked around the etrance of the house which was reflecting beauty . The entrance showcased love and provided a warm wlecome to the visitors. 

R - haina 😍😍😍jab maine pehli baar yeh ghar dekha tha na, tab main bhi dekhta hi reh gaya tha 😍

A - yeh hai hi itna khubsurat ki koi bhi kho jaye 😍💫

R - (smiles) accha ab aaiye...is ghar ki ek aur khubsurat jagah dikhani hai aapko 😁😁😁

Amrit smiles wide hearing and nodded. Randheer started moving and Amrit followed him and both came of out of the house by the back door and as soon as she came out, Amrit's mouth hung seeing the beauty in front of her. The boundaries of the lawn was covered with a canopy of herbs, shrubs and trees . The grass below the feet was evenly cut and felt soft and ticklish under the feet. It had seating arrangements on the conmer of the lawn and vales were hanging on the boundary walls making the place feel heavenly. 

The backyard was simple but that simplicity was caught by Amrit's heart 😍😍for her, the beauty was in its simplicity 💫💫

A - (twirls happily in the lawn) randheer 😍😍kitna sundar hai yeh bageecha 😍😍😍aur barsaat ke vaqt toh yeh jagah aur khil jati hogi na 😍💫

R - (smiles) bilkul 💫are vasant ke samay toh poora baeecha phoolon se bhar jata hai 😍🤌titliyan poore bageeche mein dikhti hai 💫ek alag nazara hota hai woh 😍💕

Amrit smilingly sat on the grass and closed her eyes feeling the freshness of the area making Randheer smile. He didn't disturb her and just gazed the beauty in front of her😌💫

R - (after few minutes) Amrit 😊 (she opened her eyes and looked at him) chaliye, aapko dining area dikhata hun 😊

A - (smiles) ha 😁chaliye 😁

She walked to him and both again found their way inside the house and soon came to dining area of the house. 

A - (smiles) ise kehte hai apni dharti se jude rehna 😍😍paalti maar ke neeche baith ke khaane ka intezaam, naa ki angrezo ki tarah mez aur kursi pe 😍

R - (smiles back) bilkul theek kaha aapne 💫 accha ab aaiye, bas rasoi ghar bacha hai ,woh bhi dikha deta hun aapko 😁😁

Amrit nodded and both again headed towards the kitchen.

They came to the kitchen and found Gayatri and Mumma Raizada present there. They saw amdheer and glared them.

MR - (annoyingly) tum dono??!! tum dono yaha kya kar rahe ho? are zara apni taraf dekho!! tumhari chotein theek nahi hui hai abhi!! kitne maze se idhar udhar ghum rahe ho tum dono 😑are thoda aaram kar lo na dono 😑🥺

R - ma hum theek hai 🥺bas kuch chotein hai woh samay ke saath bhar jayengi. Aap chinta mat kijiye 💫

G - ha bhai 😑ab apne baccho ki chinta bhi na karein hum 😊lekin sahi hai, tum dono samjoge bhi kaise? kal jab khud ke bacche honge na tab samaj mein aayega 😑😌💫

Amdheer blushed hard hearing her the ladies chuckled seeing their cheeks red.

MR - acha bohot ho gayi masti. tum dono bahar baitho. bas khana ban gaya hai. hum sabko bula lete hai aur fir sab khana kha lo. hmmm?

Amdheer nodded and went outside and after few minutes, they were near the dining table with everyone and settles themselves but Amrit stood there itself with Mumma Raizada and Gayatri.

G - Amrit? tum kyun khadi ho? baith jao na. 

A - nahi mami ji...main aap logo ki madad kar deti hun parosne mein. (Gayatri was about to say something) mami ji...please 🥺main sach mein theek hun 🥺aur yeh sab kaam karna accha lagta hai mujhe 💫💕

MR - (chuckles) rehne do Gayatri 😁yeh nahi maanegi 😁💫

G - theek hai 😁toh parosna chalu karein?!

They nodded and started serving everyone. Suddnely, Gayatri's eyes fell on Amrit's wrist and was shocked. He hand immediately want and held her wrist shockingly. Amrit was shocked and got nervous seeing her gaze. She looked toards Randheer who was already looking at her worriedly and was preparing himself to answer in his mind. 

G - (shockingly) Amrit!! yeh?!

Ashwin, Papa Raizada and Mumma Raizada peeped in to see and even they were left speechless. Thousands of questions were running in their minds. 

R - ma bauji, isme amrit ki koi galti nahi hai, woh.....

MR - ek minute randheer! main amrit ke muh se sara sach sunna chahti hun. Bolo Amrit!!

Amrit felt nervous hearing her strict tone and shivered in fear. Randheer saw her and understood that what she was feeling at the moment. He held her hand, hiding from everyone's gaze. She looked at him with teary eyes and he blinked, assuring her with his support. She smiled in between her tears and turned back to Mumma Raizada. 

Amrit lowered her gaze and told them the whole truth. Everyone were in utter shock hearing her. Her parents had tears learning everything their daughter faced. A sense of fear crossed their heart as they thought about Randheer's family reaction. They feared losing Randheer for their daughter. 

R - (slowly) ma......

Mumma Raizada looked at him and showed him her hand. Unwillingly, he stood mum and bowed his head. 

R - (in his mind worriedly) hey bhagwan, please kuch bhi galat mat hone dena 🥺🤞pichle kuch dino mein humari zindagiyon mein bohot kuch ho chuka hai. ab bas zindagi mein sab sahi chahiye 💫 hath pe laga mehaz ke nishan ko humari zindagi ki kahani mat likhne dena 😢😭

Mumma Raizada came to Amrit and looked at her making her scared. Mumma Raziada chuckled sarcastically seeing it.

MR - kehte hai ki shadi sirf do logo ke beech nahi, do parivaro ke beech hoti hai aur isliye shadi se pehle apne hone wale pati ya patni ke saath unke parivar ko samajna chahiye. Magar mujhe is baad ka beyhadd dukh hai Amrit, ki tum humein zara sa bhi nahi samaj payi. (chuckles sadly) lekin main tumse kyun ummeed rakh rahi hun, jab humara beta hi humein nahi samaj sakta, oth tumhari baat toh bohot door ki hai. 

Amdheer got confused hearing her and stared at her face flabbergasted.

MR - (caress Amrit's face) beta hum itne neech nahi hai jitna tum humein sochti ho (Amrit immediately shook her head) nahi beta, humein sach ke khyal se hi tumahre chehre pe jo darr tha, wahi sari sacchayi bata raha tha. Are main toh tum dono ka rishta karwane ke liye tumahare bauji se bhi ladd gayi thi, yaad hai na? (Amrit nods) toh tumne yeh kaise soch liya ki mehaz ek nishan ki wajah se hum tumhari aur Randheer ki shadi tudwa denge?

A - (in the verge of crying) aisa nahi hai ma 😭..............mai.....

MR - aisa hi hai beta. Randheer ko khone ke darr tumhare chehre pe saaf dikh raha tha  🙂

A - (looking down) mujhe maaf kar dijiye ma 😭aapke dil ko thes pahuchane ke irada nahi tha mera 😢main.....main....

G - koi baat nahi beta. har rishte mein pyar aur bharosa ahista ahsita bhi banta hai. Randheer ke liye tumhara hum samaj sakte hai, balki humein khushi hai ki humare Randheer ko itni pyari ladki mili hai. Humein tumse koi shikayat nahi hai! (the raizadas nodded making Amdheer smile) aur jaha tak is nishan ki baat hai, toh kalayi pe bana yeh nishan tumhara charitra nirdharit nahi karega. is kalayi pe yeh nishan hote hue bhi, tum humein utni hi pyari ho, jitni nishan banne se pehle thi 💫

Amrit smiled in relief and hugged both Mumma Raizada and Gayatri at a time and they caressed her hair lovingly.

MR - lekin hai, humein Amrit se bhale hi koi shikayat na ho, magar ek insaan se zaroor hai!

She said sternly. Amrit was boggled and looked towards Randheer who looked down nervously, knowing that it was him.

G - Khair! (everyone looked at her) baatein toh hoti rahegi. khana ka lete hai warna thanda ho jayega. 

Everyone nodded and again settles down while Amdheer kept looking at each other nervously. Amrit blinked her eyes at him assuringly and he smiled back.

R - (in his mind) ma ko toh main mana lunga. woh mujhse zyada der tak naraz nahi reh payengi magar mujhe is baat ki khushi hai ki Amrit ke nishan ko le ke ghar mein koi bawaal nahi hua. mere liye yahi kaafi hai 🥺

Suddenly, he came out of his thoughts when he heard Ashwin's voice. 

Ashwin - bhale hi humne woh waqt nahi dekha, magar aap logo ke dekh ke andaza aata hai ki batware ke woh samay kaisa raha hoga 🥺na jane kitne masumo ne apni jaan se haath dhoya hoga 😢aur wajah kya?! dono dharmo ke liye naya mulk pane ki aag?! in kuch siyasati logo ki wajah se sabse zyada begunah aur masum log hi sehte hai. 

Brij - bilkul theek keh rahe hai aap Ashwin bhai sahab. lahore mein dango ke beech bitaya woh samay, shaayd shabdo mein bayaan nahi kiya ja sakta. bade hi dardnaak drishya the woh. bhagwan bhi kaise din dikhate hai 😭

Gayatri  - ummm....aap ko taklif na ho toh main puch sakti hun ki yeh sab kaise hua? kaise shuru hai?

Mogar - yeh sab kab shuru hua woh toh hum bhi nahi jante behen ji. na jane kinne vaqt se yeh hindu musalman ki dushmai chal rahi hai. kab se log naye mulk ke liye ek doosre ke khoon ke pyase ho gaye hai....

Rajrani - oh ji har kuch dino mein sunne ko aata tha, ki yaha dange ho gaye, waha fasaad ho gaye, dono desho ke batware ki baatein sunne ko mil rahi thi. laga tha ki shayad yeh bas kuch dino ki baat hai, kuch din mein sab sahi ho jayega, hindu aur musalman wapas ek ho jayenge, bas har din isi ummeed mein jeete the. magar zindagi bhi kitne alag alag mod dikhati hai, ki angrezo ke saamne jo ek jut ho ke lade the, woh aaj ek doosre se lad rahe hai, mehez ek...ek naye mulk ke liye. 

Mogar - aur baaki dango ki tarah, pandrah tareekh ko bhi dange fasaad shuru ho gaye, achanak se! amrit aur randheer ke phero ke beech. sar pe pair rakh ke apna ghar chod ke bhagna pada humein. laga tha ki shayad kuch ghanto baad jab sab shant hoga, toh wapas aa jayenge (let out a painful laugh) oh ji, shadi ki daawat khayenge. magar....magar tab us ghar se nikle aur uske baad wapas waha nahi gaye. use humesha ke liye peeche chod diya! (traumatically) oh ji...oh ji, mere....mere bauji da ghar tha woh, maine dekha hai unhone ek ek pai jod ke us ghar ko kitne man se banaya tha. woh....woh ghar...woh ghar sirf....sirf chaar diwari nahi thi, un chaar diwaron ne huamre hasi, humari khsuhi, humare dukh, humara rona...sab dekha tha. mera, mere dono pra ji ka us ghar mein bada hone, mere dono parjai ka aana, kiran, uday, amrit ka aana, unka bada hona, sab!! us maakn ko banaya toh humne tha, magar...magar kuch hi saalon mein woh eento se bana mkaan, humara ghar ban gaya, jisne humari poori zindagi likhi, aur....aur inhi kuch siyasati logo ki nafrat woh jhel nahi paya aur...aur bikhar gaya. humari zindagi ke itne khas khas panne ko hum ek baar mud ke dekh bhi na sake...dekh bhi na sake 😭😭😭

Mogar broke down completely and everyone were numb hearing her. their vision got blurry as tears found their way in them. Gayatri went and hugged both Mogar and Rajrani as they weeped. 

G - (controlling her weeps) hum shayad kabhi yeh ehsaas kar hi nahi sakte, ki kya baati hai un sab logo pe jo is batware ka shikar hue hai. yeh sab sunne meii, aur usse rubaroo hone mein zameen aasman ka antar hai.

Rajrani - sahi kaha aapne...hum bhale hi has le, muskura le, magar...magar hum jante hai ki un sab haadso ka jo aaghat humare dil aur dimag pe laga hai, us wajah se shayad hum pehle jaise kabhi nahi ho sakte, kabhi nahi!

Lala ji - ab bas...ab un baaton ko yaad nahi karna. woh dard ke alawa aur kuch nahi denge. 

Brij - sahi kaha aapne pra ji 😢😢 woh baatein humare zehen se kabhi niklengi, magar hum yeh koshish toh kar sakte hai na ki us baare mein zyada baat na karke, apne man ko behlane ki koshish kare.

Uday - bilkul theek keh rahe hai aap...jab bhi man mein bura khyal aaye ya beeti baatein pareshan kare, tab man ko behlane ki koshish karni chahiye, man shant ho jata hai. (trying to cheer everyone up) aur waise bhi, ab kuch dino mein man behlane ka accha mauka bhi mil jayega (everyone got confused) are...aise kyun dekh rhe hai aap log mujhe? ab jab Amrit aur Randheer sahab ki shadi hogi, tab uski taiyaariyon mein, rasmo mein sabka man toh behel hi jayega, kyun?

Everyone smiled a bit hearing him and nodded. Amrit looked down shyly while Randheer's smile flattened. He cleared his throat.

R - (with a serious tone) main darasal aap logo se kuch baat karna chahta tha.

Everyone looked at him and nodded, giving him a approval.

R - (takes a deep breath) darasal.....MAAF KIJIYE LEKIN MAIN AMRIT SE SHADI NAHI KAR SAKTA!

Randheer announced his decision calmly which brought a earthquake in everyone's life, especially Amrit's. He gaze was not ready to leave Randheer's face trying to read it while tears rolled down her beautiful orbs.

Done with today's part!

Don't leave without dropping comments 😌😌



Continue Reading

You'll Also Like

86.5K 3.1K 29
This is a bit different story and I will start it from Rishikesh.
76.3K 4.4K 33
This starts after mission jeet. Haseena still has feelings for Anubhav but tries to avoid herself from these feelings and pretending to be happy for...
53.7K 2.7K 14
My Take on Sheetal Track.. NOTE:- I'm writing an Arshi story after a very long time maybe you guys will feel the story is rushed so I'm sorry for tha...