Dil na jaaneya

Bởi crystal_heart756

8.9K 725 672

patha nahi kyu mere dimaag mein yeh keeda aayi hai , ab aayi , likh dethi hunn , all i want to say ki,, just... Xem Thêm

Dil na jaaneya ( promo )
din na jaaneya ( part 1 )
dil na jaaneya ( part 2 )
dil na jaaneya ( part 3 )
dil na jaaneya ( part 4 )
dil na jaaneya ( part 5 )
dil na jaaneya ( part 6 )
dil na jaaneya ( part 7 )
dil na jaaneya ( part 8 )
a letter to Aditya
a small imagination

dil na jaaneya ( part 9 ) season finale

701 69 144
Bởi crystal_heart756

Hai ..

Hello .

Happy reading ..

"***************
February 14

Goa

St cathedral church...

Church is filled with candles and light ..

Monu was praying in front of Jesus by closing her eyes , suddenly Aditya  came and sat beside her ..

"Aur kithni dher aankhi band kardogi , aankhey kholo aur khud ki feelings ko samjo "

Monu opens her eyes and sees adi in front of her

Mo : ( angryly ) mujhe nahi janna hai , i dont have any feelings inside me ..

Adi  takes her both hands in his hands and said by seeing into her eyes ..

" Dekho yaar bagwaan ke paas bhi kabhi kabhi ithni time nahi hothi , isiliye kuch kahaniyon ko woh adhura hi chod detha hai jaise ki humari story , lekin iss ka matlab yeh nahi ki tum apni zindagi jeena band kar do , plz mujhe bhul jao aur life mein move on kardo "

Saying this adi  closes monu's eyes  and after some time he opens her yes and instead of him she sees karan   in front of her ..

Mo :adi  kaha hai ..

Karan : Woh chala gaya hai lekin mein tumhe chod kar kayi nahi javunga promise

NAHIIIIII ..

MONU SHOUT AND WOKES UP FROM HER DREAM ...

Monu uttkar date and time dekhthi hai usse kuch yaad aati hai , woh bhaag kar grave yard chali jathi hai , jaha karan and Lenin Adithya ke shrine ke upar fhool laga rahe hothe hai ..

Monu comes and sits near Aditya shrine and kept her head on his shrine ..

Karan : tum so rahi thi , isiliye tumhe jagaya nahi ..

Lenin also comes and sat beside monu and hugs her ..

Jaise ek beta apni maa ko console kar raha ho ...

Bahar ki duniya aaj valentine's day celebrate kar rahi thi lekin monu ki ander toofan hai , usse zhor zhor se rone ka Mann kar raha hai lekin jaise aankhon mein paani khatham hogayi ho ..

Karan monu ki halat ko samja aur usse  utakar ghar lekar gaya , woh pura din monu ke saath tha unhe pata tha issi ka din adi monu ko chod kar chala gaya , kabhi wapas nahi aaya tha , yaha tak monu akhari bhar bhi adi ko issi din dekhi thi , unka body bhi aaj tak kisi ko nahi mili thi ..

Ayisa hi kuch din beetne lage , karan monu ki jawaab keliye inthazaar karthe raha , kabhi kisi mamlein mein force nahi Kiya bus wait kartha raha ...

Fhir same wahi huva ek police officer ki zindagi mein hothi hai , ek important case ki wajese karan ko transfer hothi , as expected , ek sincere office ko sab se pehli priority apna vardi hothi hai ,, karan sab kuch chod kar Jane keliye thayyar hogaya tha .

*****************"""

Karan railway station mein monu keliye inthazaar kartha hai , shayad ek akhari baar usse dekhne ko miljaye , peeche ki ek dukhaan mein radio mein song play ho Rahi thi ..

Yeh sunkar karan ki aankhon se aasu rukhne ki naam nahi le rahe they ,

Here monu also in dilemma , woh kyu karan ke ithna kareeb hogayi thi , usse jab karan ke saath hothi toh usse ayise hothi ki she is with adi , woh batein woh harkate zyada had tak adi ko remind karthe hai , aasu toh abhi bhi nahi hai uski aankhon mein ,

Lenin bhi bahut udas , woh jaantha tha karan aur adi mein kya cross connection hai , lekin woh nahi samja saktha hai monu ko , unhe kuch samaj nahi aata , tabhi woh gramophone ko dekha aur  usse on karne ko koshish Kiya , do teen baar try karne ke baad woh on hojathi hai , same ajeeb dasthan song play horahi thi , monu ka dil reh reh kar bechain horahi thi ..

Mo : Lenin plz stop that , mujhse nahi hogi aur ..

Tabhi gramophone mein achanak hi adi ka voice aane lagthi , darasal adi jane se pehle ek voice note chod kar chala jatha hai ..

" Kya yaar abhi tak rori ho ?? "

Mo : adiii..

She imagines adi besides her and hears his words from gramophone..

"Yaar aaj mein jis mission mein jara hunn wapas aana mushkhil hai , kadam kadam par Katra hai , koi bhi enemy kayi bhi mujhe maar saktha hai ..

Lekin mujhe mere liye tension nahi hai , mujhe tumhare liye tension hori hai , mere jaane ke baad tum khud ko sambhal logi na ? .

Ek promise karogi ??

Agar mere jaane ke baad kabhi pyaar dubara tumhari dil ki darwaza kat kataya toh , darwaza band math karna , mere liye plz ..

Mujhe bahut Kushi hogi agar tum zindagi mein aage bad gayi toh , mujhe shanthi milega yeh soch kar ki mere jaane ke baad koi hai tumhare khayal rakhne keliye , kya yeh ek favour karogi mere liye ??

Plz mujhe bhul jao Monami ....

Hearing this monu had tears after ages , yes after years she heard adi voice , she is in her thoughts ...

Lenin barks and pulls monu saree pallu and takes her to car , he himself sat in passenger seat , monu Lenin ka ishara samaj kar aur dher na karthe huye railway station ki taraf car chal di ,

*************

Karan ka train nikalne ko hotha hai , woh train  mein Chad jaatha hai , train nikalne lagthi hai .

Tabhi unhe ayisa lagtha ki koi usse bhularahe hai , woh door ke paas aakhar dekhtha hai , Lenin bhaagtha huva aara hai ..

Karan bina kuch soche samjhe train se jump kar detha hai , chote mote chot lag jathe hai ..

Lenin aake karan ke upar jump kartha hai aur fhirse same hug karke lick karke pyaar ko dikhatha hai , wahi par monu bhi aakar khadi hojathi hai ..

Karan rothe huye monu ko hug kartha hai ..

Karan: plz don't leave me , i can't live without you ..

Monu bhi isse hug karthi hai and Lenin bahut kush hokar dono ke upar jump kartha hai ...

The end ...

Wait wait wait

Maine abhi tak adi and karan ki beech ki connection toh bathayi nahi ..

Chalo fhir woh bhi dekh Lethe hai .

*****"""*""**"""

Shadhi ka mandap ..

Karan and Monami were doing pheras

Lenin and adi front row mein bhait kar woh sab dekh rahe the ..

Kya samaj nahi aaya ??

Adi sirf Lenin ko humesha dikhtha hai and humesha kya karna hai Lenin ko instructions detha hai , like karan ko Monami ke pass Lana , gramophone on karne ko bholna , shrine tak le jana , jab monu dilemma mein thi gramophone mein adi ka voice note sunana , aaj Moran ko shadhi ka mandap tak le aana sab kuch adi ka kehne par hi Lenin kartha aaya tha , jaise ek beta apne papa ka instructions maan rahe ho , adi aur karan ke beech ka connection bhi Lenin ko pata hai ..

Ofcourse Jo cheesein insaan nahi dekh pate woh animals jarur dekthey hai ..

Lenin barks to adi ..

Adi : haan finally jiss kaam keliye mein iss duniya ko chod kar nahi Jaa para tha woh ajj complete hogayi hai , shayad kisi ko pata nahi karan ke ander mera hi dil hai , par hum dono ko pata hai na , meri Monami ke saath indirectly mein hi hunn ..

Lenin again barks to adi...

Adi : nahi baccha , mein yaha nahi reh sakthi , it's against to nature , samajha karo Lenin but promise me tum humesha mummy papa ke saath hi rahega ohk ??

Lenin sees downwards and tears flowing from his eyes ..

Adi kisses Lenin's head and leaves from there while remembering that dreadful accident

**********"""""""

Third person pov..

Nurse : sir kuch logon ne ek admi ko lekar aaye the , khai ke pass Inka accident huva hai ..

Dr : oh shit , pura chehra bigad gaya , immediately operation theatre mein shift kariye , ..

Kuch minute examine karne ke baad doctor ko patha chal jatha hai ki internal injuries ki wajese brain khafhi damage hogayi hai and brain dead hogaya hai ..

Dr : we can't save him , his brain got dead , inke pass koi wallet I'd kuch Mila hai ??

Nurse : nahi sir sab kuch jal Gaya hai , end moment mein kuch log inhe dekh kar yaha pahuncha diya hai ..

Dr : police station mein inform Karo fhir

Nurse : sir ek baat puchu ?? Woh officer hai na jinke seene mein 3 bolullets lag gaye hai , heart transplant keliye heart ko doodnrahe hai , ek baar check kare kya ?! Kya pata yeh heart aur woh heart match hojaye ..

Dr thinks of sometime and say to nurse ..

Dr : ohk , humare team ko sari tests ko karne ko bolo , mein unke maa baap se baath karunga ..

They done all the tests and fortune enough their both hearts got matched , without wasting anytime they done the heart transplant..

Dr : commissioner sir ab aapka beta khatre se bahar hai , yeh ladka jo bhi ho farista bankar aaya hai aapke bete ki zindagi mein ..

Commissioner : sir , inke family ke baare mein kuch pata chala ?? I want to do something for them , i want to assure them that we will be there for them anytime  .

Dr : commissioner saab maine jaane ki bahut koshish Kiya lekin kayi bhi missing case file nahi huyi hai ..

Kaise hotha koi bhi adi ke baare mein bahar ki duniya ko pata chalne nahi diya , koi monu ka complaint bhi nahi liya ..

Nurse : sir ab kya kare ?? Body ko government hospital pahuncha du ..

Commissioner : nahi sister , yeh mere bete  ko apna heart dekar life  wapas diya , mein inhe ek anaadh lash nahi hone dunga , sari reethi riwazon ke saath funeral kardunga , ek yehi ek cheese hai mein inke liye kar saktha hunn ..

Nurse : par sir agar koi inke baremein jaane keliye aaya toh ??

Commissioner: jo bhi hoga , mein face karunga , tum logon ke upar problem nahi aane dunga ...

Saying so he gave last rites to adi's body ...

So adi ka body isiliye kisi ko nahi mili thi , but ek anaadh lash ki tarah iss duniya se nahi gaya hai , unhe ba izzat se iss duniya se bhej diya hai commissioner and his family ...

This is how karan and adi were connected .

I know tum log yehi soch rahe honge ki mein yeh baat Monami ko kyu disclose hone nahi Diya ..

Monami charector ki past mein bahut dard hai , besak adi ka pyaar bhi tha lekin usse bhi  zyada bahut pain bhi thi ..

So i don't want to monu move on  in her life with any baggage , isiliye yeh humesha keliye mystery hi rahega ki karan and adi ek jaisa kyu behave karthe hai ..

Kuch risthey mystery hi acchi lagthi hai..

Dekhna chahoge kaise ???

****"******""""

Two years later

Hospital ..

Vikram and Aslam comes to see monu ...

Vikram: monu ab tabiyat kaisi hai and baby ka tabiyat kaisi hai ..

Mo : mein teek hunn vikky and baby bhi teek hai

Aslam : finally mein mama ban gaya hunn , waise bhaji naam kya socha  hai choti Raj Kumari ka ..

Mo : abhi tak socha nahi Aslam ..

Karan : lekin maine soch liya hai , meri princess ki naam hogi Amrutha, acchi hai na ..

Saying this karan took his princess in his arms and left to outside from room ..

Vikram and Aslam sees each other shockingly ..

Vikram: monu adi ki mom ka naam bhi Amrutha hai na ??

Aslam: haan bhaji kya aap ne karan sir ko bathaya ki maaji ka naam rakhne keliye ?!

Mo : nahi Aslam , i dont know nothing , kabhi kabhi karan bilkul adi ki tarah hi behave kartha hai , i dont what is this mystery  .

Vikram: it's ok , jo bhi hai tum ab kush hai na , yehi khafhi hai , zyada math socho , tum aur tumhare pathi bacchon ke saath kush raho bus yehi adi ka wish hai shayad ..

Monu nods and sees karan and Lenin playing with her princess Amrutha...

So JustacupofCoffee0 bro ab samaj aaya ki maine adi ka mom ka naam kyu nahi disclose kiya 😁

I know yeh last point zyada logon ko pasand nahi ayega but sab ki thought process ek nahi hothi hai , so ya yeh khani yehi khatham hothi ,,

Thank you for staying with me till the end ..

Bye ❤️😘

Đọc tiếp

Bạn Cũng Sẽ Thích

17.3K 1K 10
A case which leads to two strangers turns into lover...
59.8K 2.4K 54
Monami Singh Rajawat a girl from a royal family fall in love with Special Agent Karan Shergill who hate rich peoples because he thinks that his broth...
9.6K 950 20
this is the story of zdmn , a story of a commando who loves his country unconditionally and also a story of an army doctor who wants to protect him f...
81.1K 5.4K 62
Special agent major Karan Shergill rude,hot , strict ,handsome young man .. love his country very much ..he has a secret. ..but only two people are k...