ULJHE DHAAGE (Complete)

By muskan75

42.6K 3.3K 2.2K

story of a brother who separated years before because of misunderstanding will they meet ever again peep insi... More

character scatch
1️⃣ :- glimpse of khurana brothers
2️⃣ :- getting into fight
3️⃣ :-Dr.rk
4️⃣ :- kichen disaster
5️⃣ :- rishabh's arrival
6️⃣ :- uttarayan celebration
7️⃣ :- horror movie
8️⃣ :- Rey's mischief
9️⃣ :- memories
1️⃣0️⃣ :- known strangers
1️⃣1️⃣ - Rey's banter
1️⃣2️⃣ :- Near yet far
1️⃣3️⃣ :- trouble allert
1️⃣4️⃣ :- Face of
1️⃣5️⃣ - collide with the past
1️⃣7️⃣ - Rey's drama
1️⃣8️⃣ - negligence of rey
1️⃣9️⃣ - Rishabh's way
2️⃣0️⃣ :- brothers talk
2️⃣1️⃣ - clash
2️⃣2️⃣ - Unknown facts of past
2️⃣3️⃣ :- dr.rk on duty
2️⃣4️⃣ :- history repeats
2️⃣5️⃣ :- reason behind the action

1️⃣6️⃣ :- welcome back

1.2K 135 155
By muskan75

Rishabh reach rajiv's office and ask about him to which he get to know that he is in his cabin but befor they inform that he is busy in important meeting rishabh went from there

He berge inside in rajiv's cabin without even knocking with sudden entry everyone turn towards him that's when he realises and feel guilty for distributing them

Rajiv see his face and understand that something is not right with his friend orelse he is not type of person who berge inside startaling anyone

He appologice to everyone and ask them "gentle man can we discuss remaining half tomorrow as some urgent work come up so i have to be there i apologise for inconvenience hope you guys understand"

They said no problem and went from there shaking hands with Rajiv.

After they went Rajiv ask rishabh to sit and give him some water as he is looking exausted

Rishabh drink water and said sorry yaar meri vahaj se teri meeting but Rajiv cut him inbetween saying kuchh nahi hua meeting ka vese bhi paka rahe the kabse thank God tu aagaya muje bachane god ne farishte ki tarah bheja Varna mera sir fat jana tha aaj.

They set there in silence for sometime as Rajiv know rishabh wants to talk he will say once he will get ready and he is ready till he speaks

Half an hour went in silence finnally Rajiv ask "ab bol bhi de mujse baat karne ke liye itna kab se sochna padne laga be tuje".

Rishabh inhale breath and told him that "i meet him today"

Rajiv - "kise Amitabh Bachchan ji ko mere Bina isiliye nervous tha dar Raha tha batane me"

Rishabh - "Raj i am sirious"

Rajiv - "achha bhala to betha hai mere samne kaha serious condition me hai doctor hoke itna bhi nahi pata beta tuje ke ventilator pe rakhe hue insaan ko sirious kehte hai chalte firte insaan kabhi serious nahi ho sakte"

Rishabh -" joke tha hasna tha muje hahahah bas seriously me yaha tuje apni problem batane aaya hu aur tu muje ese pathetic joke suna Raha hai"

Rajiv - "batane aaya hai to bata bhi yaa aspicious time nahi hua hai abhi pandit ji ne kab ka subh mahurat bataya hai"

Rishabh - "are bataya to ki me aaj unse mila"

Rajiv - "rishabh insaan roz kitne logo se milta hai un me se tu kise mila aur kisise milna koi problem thodi hai" he delibrtly say that so that rishabh spill what is running in his mind.

Rishabh - "finally speak me bhaiya ki baat kar raha hu unse mila me aaj"

Rajiv - "ohh bhaiyaaa se Mila tu apne"

Rishabh realise what he said so he said "yaa means mr.khurana ko mila"

Rajiv - "apne bhai ko bhaiya kehke bulana koi mistake nahi hai rishabh to tu correction kar raha hai"

"Aur isme problem kya hai tuje kya lagta kab tak bhag pata tu unse kabhi na kabhi to milna hi tha saari zindagi to tu apne apno se bhaag nahi sakta tha na "

Rishabh - "i was not ready to meet them yet Raj abhi achanak mere samne agaye and behave like nothing happened between us and behaving like they were behaved with me before that incident"and told him everything happened in hospital Rajiv listen him patiently.

Rajiv - "apno se milne ke liye preparation ki zaroorat nahi hoti yaar tu khudko Reddy karne ki baat kar raha hai na me likh ke deta hu tu kabhi Reddy nahi kar pata khudko

Achha hua bhagvan ji ne khud hi tuje tere bhaiyon se milane ka rashta nikal liya Varna es jaman me to impossible tha

Kyuki tu Aaj bhi us ek baat ko pakad ke betha hai aaj bhi tu vahi khada hai jaha saalo pehle khada tha learn move on rishabh learn to forgive and forgot"

Rishabh - "tu ye keh raha hai jo unhone Kiya me ese hi bhul jau itna asaan hai sab kuchh"

Rajiv - "zindagi me kuchh aasan hota nahi hai rishabh banana padta hai

Me ye nahi keh raha unhone Jo Kiya vo sahi tha bohot galat kiya unhone tere saath par unhe unki galti ka pachhtava hai

Unhe apni galti sudharne ka ek moka de janta hu you can't forgive him that easily but give him chance to earn your forgiveness

Kehte hai apni galti manana bohot mushkil hai aur usase bhi muskil hai use swikar karna"

Galti zindagi ka panna hai aur rishtey puri kitaab zarurat padne par galti kaa page faad Dena chahiye par ek panne ke liye puri kitab nahi gawani chahiye mere bhai

Let the by gone is by gone leave bitter past behind and let the present lite your life"

Rishabh - "tu kehna kya chahta hai mene Jo Kiya galat kiya aur jo kar raha hu vo bhi galat kar raha hu"

Rajiv - "me sahi galat ki baat nahi kar raha par kya jo tune Kiya usase koi bhi khush hai kisi aur ki chhod tu khud khush hai''

Past ka hath thame rakhne se takleef ho milti hai rishabh isase koi khush nahi reh payega

Aur tum dono bhaiyo ke bich us masoom bachhe ki to soch kya vo Tera pyar deserve nahi karta kya vo tuje pyar karna deserve nahi karta

Tumhari aapsi ladai me uski kya galti hai use teri zaroorat hai not just as doctor but more as brother

Bhagvan ne dusra moka Diya hai uske saath rehne ka yaade banane ka god forbid agar use kuchh hogaya to kya tu khud ko maaf kar payega ki jab tere paas uske saath rehne ka vakht tha tab tune apni zid aur takleef ko chuna"

Rishabh - "use kuchh nahi hoga me use kuchh nahi hone dunga"

Rajiv - "Dara nahi Raha hu rishabh samja raha hu zindagi bohot chhoti hai sikave , sikayat aur narazgi ke liye

Tu hurt he to puchh unse kyu Kiya unhone esa kyu badal gaye learn to excess your right my friend''

"As a friend me tuje salah de sakta hu aage Teri Marzi tere har decision me tere sath hu me hamesha"

Rishabh look him being surprised 😯 Rajiv raise his eyebrows asking what

Rishabh -" tere pass dimag bhi hai tune bataya nahi kabse esi badi badi batein karne laga"

Rajiv -" oh please dimag to mera chanakya jitna tez hai bas me zyada chalata nahi kahi ghish gaya to"

"Chal aab chehra sudhar bandar lag raha hai rishabh smile and hug him tightly while saying tere bina kya hota mera"

Rajiv - "tera pata nahi par tu jis seher me jata vaha baad zarur ajati rota jo rehta hai rotlu kahika"

Rishabh -" me rotlu nahi hu"

Rajiv -" haa man liya ab ja Jake ready hoja tere dono bhai intzaar kar rahe honge"

Rishabh -" tu bhi chal raha hai mere saath"

Rajiv -" mera vaha kya kaam tu Jaa apna family time spend kar itne saal baad unse mil Raha hai"

Rishabh -" tu bhi to meri family hi hai chalna yaar i need you Rajiv said chal raha hu aab vapis rona mat start karde"

They get ready in spare room which is present in rajiv's cabin and went from there

Other side

Rudra and rey reach home in whole ride Rey was blebering what they have to do and how he wants to do so many things

Rudra listen him patiently after reaching home he started saying "dadu jaldi karo time bohot Kam hai hamare pass Bohot saare kaam hai"

Rudra said "Rey take a deep breath bachha why are you in so much hurry we have four hours in our hand

Hame sirf rushi ke pasand ka khana banana hai aur baaki Jo tune bola vo me servant se karne ko bol dunga"

Rey - "aur cake bhi bake karni hai unka room bhi clean karvana hai agar Ganda hoga to vo kese rahenge usme"

Rudra had doubt in that he is not sure if rishabh will stay here as he is coming here on their request is more than he expected from him

Rudra said "Rey bachha rishabh yaha nahi rukna chahega sayad''

Rey - "are kyu nahi rukenge yaha vo ye unka apna Ghar hai yaha Ghar hote hue vo kahi aur kyu rahenge dadu"

Rudra - "kese samjau me tuje bachha he needs some to adjust with everything don't force him for anything okay"

Rey - "aur kitna time chahiye unhe itne saal kafi nahi hai kya aur apne ghar me adjustment kesa home is most comfortable place for person

Aap na dadu kuchh samaj hi nahi rahe ho me unhe kahi nahi Jane dunga infact me to kehta hu tie him on bad or lock him in his room taki kahi bhag hi na paaye gharse"

Rudra get tense seeing stubborness of rey regarding not letting rishabh go from here as at the end it will hurt him if rishabh will not agree to be with them but he don't want to shetter his hope and make him sad by saying it loud

He divert his attention for time being "vese idea achha hai par tere liye actual me tuje bed se tie karke ya room me bandh karke rakhna chahiye taki tere kand kaam ho"

Rey whine "dadu kya hai jab dekho mere pichhe pade rehte ho aap mene kab kand Kiya"

Rudra -" haa beta tu kaha koi kand karta hai sare kand to dadu karte hai haina"

Rey - "vahi to abhi chalo bohot kaam hai batao muje kya karna hai"

Rudra - "reyansh ji aap abhi abhi hospital se discharge hoke arahe hai agar apko yaad na ho to"

Rey - "ha to uska kya me thik hogaya isiliye to discharge Kiya muje"

Rudra - "tu yaha sofe pe chup chap achhe bachhe ki tarah bethega aur jo karna hai vo instruct karega tu apna khayal rakhle vahi bohot badi help hai aur koi help nahi chahiye muje"

Rey - "no way me bhi help karunga please dadu please"

Rudra - "sachi help karni hai tuje" to which Rey nood his head being excited so rudra said "chal kichen me" and take him to kichen

After reaching kichen he made him sit on kichen counter and say" yaha Beth aur mujse baat kar Varna bore ho jaunga me"

Rey - "dadu ye cheating hai ye kesi help hui" rudra Sighn and give him some pease and said achha thik hai biriyani banani hai ye matar chhil de

Rey - "bas itna hi to which rudra say itna to kar baba me deta hu aur kaam tuje" as he know Rey will take hours to pill bowl pease

Rey got busy in pease like he was finding some mystry in them while rudra got busy in making rishabh's fevourite dish

After an hour rudra complete almost whole cooking and look towards Rey who was still struggling with pease then see the bowl

He didn't even peeled pease that cover bottom of the bowl and here he was asking to help him in cooking

He ask Rey abhi tak nahi chhile matar abhi sirf biriyani hi bachi hai banane ko bachha jaldi kar

Rey - ohh dadu kitna difficult kaam Diya apne muje ye dekho na iski skin nikal hi nahi rahi kabse try kar raha hu

Rudra - laa muje de me batata hu kese karte hai and teach him how to peel pease

Rey see with utter concentration like rudra is teaching him account and try how rudra teach him and get successful and became happy and said "dadu you are genius how easily you did it apko to chef hona chahiye kaha business ke chakkar me fas Gaye"

Rudra - "haa beta aab yahi karna reh Gaya hai chal aab jaldi de muje matar and he started making biryani after that he ask Rey ja aab room me thodi der aaram kar aur fresh hoja sab hogaya hai"

They are going to room just then adi enter inside he greet rudra and ask Rey about his health

Rey said me bilkul thik hu aur tuje pata hai me kisase Mila Aaj and told him how his buddy is none other than his rishu bhai and he is coming here after his work

He share each details excitedly and at last he also said "aur tuje pata hai mene dinner bhi banaya dadu ke saath milke"

Adi -" achha kya banaya tune"

Rey - "biriyani banayi chef reyansh ne"

Adi - "achha chef reyansh khane layak to bani hai ki loose motion hone ka khatra hai dekh khatro se khelna hai to pehle hi bata de me pehle se apni preparation me rehta hu"

Rey -" abe don't underestimate the power of chef reyansh khurana biriyani itni lajawab bani hai ki tu biriyani ke sath chammach bhi kha jayega"

Adi - "ha ha vo to dekh lenge baad me abhi chal and he take him to his room"

After an hour rishabh with Rajiv come Rey run towards him and brust party popper and said welcome home

Rishabh said "don't run kiddo and hug him Rey also greet Rajiv and ask him hey buddy how are you"

Rajiv -" hey champ i am good actually awesome how are you tabiyat kesi hai abhi" to which Rey said dramatically me to pehle se hi thik tha ye doctor danav hote hai muje khamakha vaha Sula ke rakha tha kalse

Kher chodiye mere jese masoom ke sath akshar esa zulm hota rehta hai"

Rudra - "bachha andar to ane de unhe ki vahi sab baat karni hai"

Rey take them inside and said "dadu apne abhi tak hug bhi nahi Kiya itne saal baad ayr hai bhai"

Rudra hug rishabh tightly while rishabh also resiprocate hesitetly after that he was looking towards every where being emotional as he come back after ages

After sometime talking with each other they set on dining table to have dinner where rishabh saw each dish is his favourite

Rey said "dadu ne apne hatho se banaya hai apki saari fevourite dish" rishabh and rudra look towards each other rishabh immediately look away but rudra seen shin tear in his eyes which he is trying to stop

Servent serve them dinner rishabh was going to eat but Rey say" dadu itne pyar se bhai ke liye khana banaya hai to unhe khila bhi do"

Rudra look towards rishabh as he thought rishabh don't appreciate it may be but Rey again say "are ese dekh kya rahe ho dadu khilao na bhai ko bhukh lagi hogi hena bhai" rishabh nood his head as he don't want to upsate Rey in any way and some where he also wanted to fed by rudra

Rudra feed him and Rishabh felt that he had eaten his fill after years in all this rajiv's eyes fall on adi who was hesitant to eat biryani

He ask "kya hua baddy biriyani khane me itna daar kyu raha hai"

Adi - "darne ki baat hai to Darna to padega na ye es bandar Rey ne banayi hai"

Rishabh look surprised while rudra say "adi khale beta safe hai usne sirf matar chhilne me meri help Kari hai"

Rey being offended said "haa to matar chhilne is most difficult part in making biryani jo mene Kiya"

Adi - "really Rey matar chhile hai sirf tune aur baat kar raha hai jese biriyani ka Sara swad tere hath ka magic hai"

Rey - "hato mere hath ka magic hi to hai matar ke bina achhi thodi banti biriyani aur mere hath lagate hi matar bhi aur zyada testy hogaye"

Adi - "dhanya hai reyansh baba"

Rey - "dadu dekho na kese mera mazak bana raha hai"

Rudra - "stop it guys ladna bandh karo aur khana Khao" after that they finish dinner while talking and laughing with Rajiv and rey's talk.

That's for now

Hope you all like this please do vote and share your thoughts in inline comments

Vote 80 comments 200

Continue Reading

You'll Also Like

18.7K 1.5K 15
Second Part of Yeh Kaisa jurm hua,Before reading this read First Part"yeh Kaisa jurm hua"
35.3K 2.9K 27
Two brothers who are unaware of each other, completely different from each other, one like hot sun and the other cold water.One like a calm mountain...
Raaz By

General Fiction

46.3K 2.6K 34
It's a story about khanna brothers and how the events of their life made them unknown to each other's existence but brought them back together after...
35.7K 1.6K 43
What happens when you have two elder strict brothers? And you are the youngest 🤫🤭 Wanna know....then let's get into the story The daily life of th...