Destiny is everything

DhvaniMehta0 tarafından

44.1K 3.5K 146

What happens when Anirudh and bondita get married in their childhood...... What if Anirudh doesn't accept the... Daha Fazla

PROLOGUE
Anirudh returns from London
Anirudh avoids Bondita
Anirudh was confused
Bondita raises her voice against injustice
Anirudh wins the case
Anirudh breaks up with saudamini
Anidita's emotional breakdown and honeymmoon planning
Bondita's accident
Anirudh's realisation
ballroom party
Bondita confronts anirudh
Anirudh's gift
two souls united forever
Token of gratitude
Bondita's thakuma
A big thankyou
Bondita to go krishnanagar
Anidita misses eachother
Bondita encourages Christina
Bondita returns at RC mansion
Anirudh was angry
Trilochan didn't like salim
Diwali at RC mansion
Bondita is pregnant
Bondita's guilt
Bondita gets irritated
Anirudh's surprise
Anidita's fight
Anidita reconcile
First feeling of their baby
Bondita's godbharai
Arrival of their life
first night with baby 👶
naming their life
First crawling
Shubra's birthday
After 4 years
Epilogue
A small request ❤️❤️
note ❤️
new story

Bondita learns salim's past

570 77 2
DhvaniMehta0 tarafından

In hall.....

Bon : aaiye khana taiyar hai....

Ani : chalo salim.....

Salim : main aap sab ke liye gifts laya hu pehle woh de du.....

Bon : kya zarurat thi dada.....

Salim : kyu jab aap log aaye the toh mere liye aur ammi abbu ke liye gifts nahi laye the.....

Ani : woh jo bhi ho hume koi gifts nahi chahiye.....

Salim : tere liye laya bhi kon hai main toh bhabhijaan aur baki logo ke liye laya hu.....

Everybody laughed silently.....

Ani : ek mauka nahi chodta na mazak udaane ka.....

Salim : kaka yeh aapke liye shawl......

Kaka : iski zarurat nahi hai....

Salim : le lijiye na kaka please.....

He takes it.....

Kaka : shukriya.....

Salim : uncle aapke liye perfumes aapko bohot pasand hai na....

Binoy : tumhe kaise pata.....

Salim : London mein anirudh ne aap sabke baare mein detail mein bataya hai....

Binoy : thankyou beta.....

Salim : aunty yeh aapke liye saree....mujhe itna nahi pata iske baare mein phir bhi ho pasand aaya woh laya hu.....

Shubra : bohot sundar hai beta dhanyawad.....

Salim : champs yeh aap logo ke liye chocolates.....

Batuk : wow chocolates.....

He was going to eat.....

Shubra : rakh....rakh niche Bondita le ja yeh warna yeh dono khana nahi khayenge.....

Everybody laughed.....

Salim : bhabhijaan aapke liye yeh necklace....

Bon : nahi dada bohot zyada hai yeh main nahi le sakti.....

Salim : please bhabhijaan waise bhi meri koi behen nahi hai aisa lagega apni behen ko de diya.....please.....

Bon : okay.....

Salim : chaliye ab khana khaate hai....

Ani : mere liye kuch nahi laya....

Salim : tune hi toh kaha abhi ki tujhe kuch nahi chahiye.....

Everybody giggled....... anirudh makes face.......

Salim : zyada muh mat bana yeh le....

Ani : kya hai yeh.....

Salim : khud dekh le.....

He saw a beautiful pen....he smiles....

Ani : bohot accha pen hai yeh....

Salim : aakhir choice kiski hai....

Bon : dada ab toh aapne sab ko gifts de di hai ab toh chaliye sab khana kha lete hai.....

Salim : ek minute..... bhabhijaan yeh wo aapke ghar ke helpers hai na bihari and koyeli unke liye anirudh ne bataya tha ki woh aapke liye aapke family hi hai toh isiliye main unke liye bhi leke aaya.....

Everybody smiles at his gesture......

Bon : aap khud hi de dijiye main bulati hu.....

She called them.....salim gave them gifts.....they thanked him heartedly.....

They all sat for lunch.....

Salim : bohot tasty hai sabkuch bhabhijaan....

Bon : thankyou.....

Binoy : beta kaam kya karte ho....

Salim : uncle abbu ke business mein unki help karta hu.....sikh raha hu abhi....

Binoy : agar koi help chahiye business se related you can ask me anytime....

Salim : sure....

Shubra : kaam shuru ho gaya hai toh shadi ke baare mein bhi socho beta kuch chize zindagi mein sahi samay par ho jaaye toh accha hai na.....

Salim's smile vanished..... anirudh's too.... Bondita notices it.....

Ani : kya maa aap bhi aap bado ka bass chale toh pure khandan ki shadi ek hi din mein karwa do.....

Everybody giggled......while anirudh and salim were looking at each other.....

After lunch anirudh and salim was in his room.....

Ani : kab tak ghutega salim.....maa sahi keh rahi thi.....

Salim : main chahkar bhi woh baat nahi bhul paa raha hu anirudh.....

Bon : konsi baat.....

They saw her standing at door.....

Ani : kuch nahi bondita.....

Bon : maine khane ke samay bhi aap logo ko pareshan dekha tha jab maa ne shadi wali baat uthayi.....kya baat hai.....nahi batana chahte toh koi baat nahi main samajh sakti hu.....

Salim : aisi baat nahi hai bhabhijaan.....

Bon : dada jaise aapne mujhe apni behen maana hai maine bhi aapko apna bhai maana hai kyuki mera bhi koi bhai nahi hai.....agar koi pareshani hai toh aap bata sakte hai.....

Ani : salim ka ek gehra past hai bondita.....

Bon : kya....

Ani : jab hum college mein the London mein waha salim  ek ladki se pyar karta tha....naina naam tha.....woh bhi salim se bohot pyar karti thi dono ne milkar socha tha ki jab padhai puri ho jayegi toh dono apne pariwar ko bata denge......par.....

Bon : par kya patibabu.....

Ani : jab hum college ke last year mein the tab ek din salim aur Naina ek dusre ke saath time spend kar rahe the uske hostel room mein tab achanak naina ki family usse surprise dene London aayi aur directly uske hostel gayi.....dono ko saath mein dekh kar unhe bohot gussa aaya specially naina ke baba ko....aur unka gussa aur badh gaya jab unhe pata chala ki salim muslim community se hai.....woh log pehle hi naina ki higher studies ke khilaf the par uski khushi ke liye woh maane the par jab unhe pata chala inn dono ke baare mein woh log turant naina ko india le aaye uski padhai ki bhi chinta nahi ki......dono ne bohot request ki unse ki bhale hi woh unhe accept na kare par kam se kam naina ki padhai toh puri ho jaane de par unhone nahi suna.....maine bhi samjhane ki koshish ki par kuch nahin hua.....woh leke gaye usse......teen mahine baad salim ko naina ka letter mila jisme likha tha ki uske gharwalo ne uski zabardasti shaadi kara di hai.....

Bondita had tears in her eyes......

Salim : uss din maine thaan liya ki shadi nahi karunga.....

Ani : kitni sharam aati hai yeh sochke ki aaj bhi log pyar mein caste ko dekhte hai saccha pyar ka koi mol hi nahi hota kya.....

Bon : dada main aapka dard bohot acchi tarah se samajhti hu ek pal aisa tha jaha main aur patibabu bhi aise hi kisi pal se guzar rahe the.....hume laga tha ki humara rishta kahi nahi pohochega.....par aaj dekhiye.....yeh sach hai ki sacche pyar ko bhulana aasan nahi hai bohot mushkil hai par yeh bhi sach hai na ki zindagi kabhi kisi ke liye nahin rukti......dada dugga maa jo bhi karti hai na uske peeche koi na koi wajah hoti hai..... jodiyan toh upar se banke hi aati hai dada.....ab aap humara hi example le lijiye na....... patibabu ne kya socha tha par hua wohi na jo dugga maa ne chaha.....aur aaj dekhiye sab humari jodi ki missalle dete hai.....dada naina bhi kahi na kahi apni zindagi mein aage badh chuki hogi apko bhi badh jaana chahiye.....main janti hu aasan nahi hai..... shayad koi aur hoga aapki kismat mein ek baar apne dil ke darwaze khol kar dekhiye......

Salim : thankyou bhabhijaan......puri koshish karunga.....

They smiles.....

Bon : bass bohot ho gayi yeh emotional baate.....ab koi nahi royega....diwali enjoy karte hai.....

Ani : haa sahi kaha.....iss baar diwali mein saari buri yaadon ko mita kar hum sab nayi shuruaat karenge......

Salim : haa....

Anirudh and Bondita left the room.....

Ani : thankyou Bondita salim ko sambhalne ke liye.....

Bon : mere bhi toh dada hai......ab chaliye aapko mere saath bazar aana hai kuch saaman laana hai.....

Ani : nahi bondita main bazar nahi aaunga..... tumhari shopping mein main bore ho jaata hu.....main paise de deta hu tum chali jao aur akeli nahi jaana chahti toh maa ko le jao.....

Bon : main aapse puch nahi rahi hu aapko bata rahi hu chaliye mere saath....

Ani : please nahi shona.....

Bon : thik hai mat aaiye......(sadly)

Ani : ab aisi shakal mat banao please shona tumhe pata hai na main phir tumhe mana nahi kar paata.....thik hai chalo.....

Bon : thankyou patibabu.....

She kissed his cheek.....

Ani : agar tumhari baat maan ne se yeh reward milega toh main humesha tumhari baat maanunga.....

She blushed.....

Bon : chaliye.....

In hall.....

Kaka : kaha jaa rahe ho dono.....

Bon : ksj bazar jaa rahe hai kuch zaruri saaman laana hai....

Kaka : thik hai jaldi aana....

They nodded and left.....

In market.....they were roaming....

Sm : Bondita.....

They turn back.....

Bon : palak.....

They hugs each other.....

Bon : kaisi hai achanak yaha....

Palak : haa ab permanently aa gayi hu....

Bon : accha.....ghar par sab kaise hai.....

Palak : ekdum badhiya.....

Ani : Bondita yeh kon hai....

Bon : arey haa patibabu yeh palak hai school mein na ek teacher hua karte the woh mujhe apni beti hi maante the yeh unhi ki beti hai......main inke ghar bhi gayi hu.....waha dosti hui thi humari.....phir yeh Germany chali gayi....kabhi kabhi yaha aati rehti thi.....aur palak yeh mere husband.....

Palak : Hii....

Ani : hii....

Bon : ab yaha kaam kya karegi.....dr.palak....

Palak : tulsipur mein practice karne ka soch rahi hu.... government hospital mein.....

Ani : yeh toh bohot acchi baat hai tulsipur ko sachme kaabil doctors ki zarurat hai.....

Palak : isiliye toh yaha practice kar rahi hu....accha bondita ab chalti hu late ho raha hai......

Bon : ghar aayegi na diwali par....

Palak : sure zarur aaungi.....bye.....

Bon : bye.....

She left....

Ani : ab ghar chale madam main thak gaya hu.....

Bon : ghar chaliye aapki thakan durr karti hu.....(huskily)

Anirudh wide his eyes looking here and there.....

Ani : kuch zyada hi bold nahi ho gayi ho koi sunn leta toh

Bon : pata chala jab sabke saamne mujhe pareshan karte hai aisi harkate karke.....

Ani : toh ab tum badla logi.....(pouts)

Bon : chaliye.....

They went home.....

Okumaya devam et

Bunları da Beğeneceksin

28.9K 1.9K 6
Its an avneil FS Ranked #9 in #avneil on 22 November Ranked #4 in Neil on 9th february
25.6K 2.9K 68
My fourth story of Anidita based on Telugu nativity backdrop of Telugu nativity, Joint Andhra Pradesh state around late 1990s - early 2000s when tec...
237K 25.7K 46
Shivaay Singh Oberoi, a bad boy and the most popular guy in college. 🤷‍♂ Anika, a nerd who is only concentrated on her studies and hates Shivaay. 💁...
934K 21.4K 49
In wich a one night stand turns out to be a lot more than that.