Destiny is everything

By DhvaniMehta0

44.1K 3.5K 146

What happens when Anirudh and bondita get married in their childhood...... What if Anirudh doesn't accept the... More

PROLOGUE
Anirudh returns from London
Anirudh avoids Bondita
Anirudh was confused
Bondita raises her voice against injustice
Anirudh wins the case
Anirudh breaks up with saudamini
Anidita's emotional breakdown and honeymmoon planning
Bondita's accident
Anirudh's realisation
ballroom party
Bondita confronts anirudh
Anirudh's gift
two souls united forever
Token of gratitude
Bondita's thakuma
A big thankyou
Bondita to go krishnanagar
Anidita misses eachother
Bondita encourages Christina
Bondita returns at RC mansion
Anirudh was angry
Bondita learns salim's past
Diwali at RC mansion
Bondita is pregnant
Bondita's guilt
Bondita gets irritated
Anirudh's surprise
Anidita's fight
Anidita reconcile
First feeling of their baby
Bondita's godbharai
Arrival of their life
first night with baby ๐Ÿ‘ถ
naming their life
First crawling
Shubra's birthday
After 4 years
Epilogue
A small request โค๏ธโค๏ธ
note โค๏ธ
new story

Trilochan didn't like salim

696 79 5
By DhvaniMehta0

Next morning......

Everybody was having breakfast......

Kaka : shubra behen diwali aa rahi hai saari taiyari shuru kar do.....jaise har saal hota hai usse bhi accha Anirudh aur bahu ka bhi pehla tyohar hai saath mein.....

Shubra : ji daa.....

Everybody was done with breakfast.....

Som and batuk were studying when anirudh came......

Ani : som.....batuk.....

Both : ji dada.....

Ani : batuk kal ke liye mujhe maaf kardo aise baat nahi karni chahiye thi.....baat karne ka tarika galat tha isiliye maafi maang raha hu par baat galat nahi thi padhai acche se karna som tum bhi.....

They nods....

Ani : ek baat ka yakin rakho tum dono main bohot pyar karta hu tum dono se isiliye nahi chahta ki tumhara bhavishya kharab ho......acche bhavishya ke liye padhai bohot zaruri hai..... karoge na.....

Batuk : haa dada hum puri mehnat karenge......

Som : aapko ya maa baba ko shikayat ka mauka nahi denge.....

Ani : good..... padhai karo aur koi bhi difficulty ho toh mujhse kehna....

They nods.....he went to study......

In study..... telephone ranged.....he picked.....

Ani : hello....

Salim : hii mere bhai kaisa hai.....

Ani : salim..... bohot khush hu tu bata tera kya......

Salim : humara kya bass chal rahi hai zindagi..... bhabhijaan kaisi hai tum dono ke beech sab thik hai na.....

Ani : teri bhabhijaan bhi bohot khush hai aur humare beech bhi sab thik hai.....

Salim : allah ka shukar hai.....kya kar raha hai.....

Ani : bass ghar mein diwali ki taiyari chal rahi hai usme thodi madat kar raha hu baaki ek do cases pending hai.....

Salim : bohot busy hai lagta hai.....

Ani : tere liye humesha free hu.....

Bon : patibabu kisse baat kar rahe hai....

Ani : aapke salim dada.....

Bon : accha mujhe bhi dijiye na.....

He gives her phone.....

Bon : kaise hai aap salim dada.....

Salim : ekdum badhiya bhabhijaan.....aap kaisi hai....

Bon : ekdum badhiya.....waise haa accha hua aapne khud phone kiya main patibabu se keh kar phone karwane hi wali thi......ghar mein diwali ki puja hai toh aapko aana hai aapke ammi abbu ke saath.....

Salim : par bhabhijaan aapke family ka function hoga main kya karunga.....

Bon : aap bhi humari family hi hai chaliye inke dost na sahi mere dada ke rishte se aa jaiye.....koi bahana nahi chalega.....

Anirudh smiles.....

Salim : chaliye thik hai aapki baat kabhi taal saka hu kya main aaunga par ammi abbu nahi aa payenge shehar mein nahi hai.....

Bon : accha thik hai aap aa jaiye.....wait karenge aapka.....

Salim : thik hai

Bon : lijiye apne dost se baat kijiye.....

She gives him phone back.....

Ani : aaiye swagat hai aap ka tulsipur mein.....

Salim : thankyou main bhi pehli baar tulsipur dekhunga aaj tak sirf baate suni thi.......

Ani : haa tu mujhe teri train ka time bata dena main station aa jaunga tujhe lene......

Salim : thik hai chal rakhta hu.....bye

Ani : bye.....

They hanged up the call.....

Ani : thankyou.......main khud usse bulana chahta tha......

Bon : welcome...... coffee.....mujhe aaj tak yeh samajh nahi aaya ki aap yeh kadwi si coffee kaise pee lete hai......aur isme caffeine bhi toh hota hai.......thodi kam kijiye acchi nahi hai sehat ke liye.....

Ani : ab aadat padh gayi hai shona.....kitni bhi koshish karu kaam ke waqt toh chahiye hi......phir bhi koshish karunga......

Bon : bandh nahi kam kar dijiye jaise 2 cups a day......

Ani : ok mam......

Before he can hug her she ran away.....he chuckled.....

Everybody was preparing for diwali.....

Shubra : Bondita maine jo kaha tha sab aa gaya.....

Bon : maa bihari babu ko bheja hai aate hi honge.....

Kaka : binoy sabko nimantran pohoch gaya na.....

Binoy : haa daa woh main sambhal raha hu aap chinta mat kijiye.....

Kaka : bahu mithaai ki aur bhog ki saari vyavastha ho gayi hai.....

Bon : haa ksj sab ho gaya hai......aap....

She makes him sit on sofa.....

Bon : aap yaha bethiye sab ho gaya hai aur jo baaki hai woh hum sab kar rahe hai.....aap yaha se hilenge nahi....

Kaka : par bahu.....

Bon : kuch par var nahi......

He sighs.....

Binoy(whispers to shubra) : aaj tak sirf bondita ke aage inki bolti band hote hue dekha hai.....

Shubra : haa....

They smiles.....

Bondita was standing at ladder fixing toran when her leg slipped.....two strong arms catched her......

Ani : dhyan se shona.....ghir jaati abhi....

Bon : sorry patibabu......

Ani : kya sorry ghar mein itne log hai yeh sab tumhe kyu karna hai.....

Bon : sab vyast hai patibabu.....

Ani : toh mujhe keh deti aise risk mat liya Karo.......

Bon : ok sorry.......accha salim dada kab aa rahe hai diwali ke din hi aayenge yaa usse pehle.....

Ani : baat hui meri kal hi aa jayega.....

Bon : thik hai.....

At lunch time......

Kaka : saari taiyari ho gayi hai na.....kuch chutt toh nahi raha.....

Bon : ksj sab ho gaya hai aur puja ke phul aur bhog toh ussi din banenge....

Kaka : thik hai....

Ani : accha haa main yeh kehna chahta tha ki mera dost salim aa raha hai humare saath diwali manane.....

Everybody smiles while kaka frowns little....shubra noticed his face and understood what is going on in his mind....he was about to say something but shubra requested him to stay quiet through eyes.....

After lunch they all again started preparing.....

In kaka's room.....

Kaka : tumne mujhe kuch kehne kyu nahi diya.....

Shubra : main janti hu daa aapke mann mein kya chal raha hai isiliye roka warna anirudh ko accha nahi lagta.....

Binoy : haa daa agar salim aata hai toh isme burai kya hai.....woh dost hai anirudh ka

Kaka : par hum paraye dharam ke logo ko kaise aane de sakte hai humare ghar woh bhi puja wale din.....

Shubra : mujhe pata hai aapko pasand nahi hai par agar ab mana karenge toh anirudh ko accha nahi lagega daa pehle hi aap dono ke beech sab thik nahi hai ab agar aapne aisa kuch kaha toh woh chup nahi rahega aap jaante hai...... diwali ka mohol hai daa kalesh ghar mein acche nahi lagte.....

Binoy : haa daa shubra sahi keh rahi hai......

Kaka : thik hai par hum keh dete hai ghar mein thik hai par puja ke waqt hum bardasht nahi karenge ab yeh kaise karna hai tum dekh lo.....

Binoy and shubra sighed and left the room.....

Shubra : daa bhi kaisi zidd kar rahe hai ab agar woh ghar aayega toh puja mein bhi bethega hi na.....

Binoy : jitna unhe samjha sakte hai utna samjhaya par tumne dekha na......

Shubra : Bondita ko bata du woh kisi tarah sambhal legi....

Binoy : nahi shubra Bondita bhi salim ko apna bhai maanti hai usse yeh accha nahi lagega aur tum janti ho na waise toh bondita shaant hai par anyay nahi sehti......

Shubra : toh kya karenge.....

Binoy : dekha jayega abhi toh chalo.....

She nodded.....

At night in their room.....

He hugged her from back.....

Ani : tumhare pass mere liye time nahi hai bondita bilkul bhi pura din bass kaam kabhi apne bichare pati par bhi dhyan de do.....

Bon : apne bichare pati par mera dhyan humesha rehta hai......

Ani : kabhi dikha toh nahi......

Bon : aaj dikhau.....

Ani : kaise.....

Bon : aise.....

She pulled him by his collar and kissed him.....he was totally shocked by her bold move.....he kissed her back..... after some time they parted....

Ani : kuch zyada hi bold nahi ho gayi hai meri patni.....

Bon : mere pati kam hai kya.....

Ani : mere saath flirt......abhi dikhata hu.....

He pulls her by waist.....

Bon : patibabu so jaiye mujhe kal uth ke bohot saara kaam hai aur apko bhi station jana hai salim dada ko laane.....

Ani : kyu ab jab meri romance karne ki baari aayi toh madam ko sona hai....

He picked her up in his arms and laid her on bed hovering her.....she blushed hard.....

Ani : kiss karte waqt madam ko sharam nahi aayi ab aa rahi hai.....

She glares him......

Ani : aise mat dekho sachme control nahi hoga....

She blushed hard......

They slept after spending some romantic time with each other....

In morning......

Shubra : Bondita anirudh kaha gaya subah subah.....

Bon : maa woh salim dada ko station lene gaye hai thodi der pehle hi nikle.....

Kaka frowns........

Shubra : accha thik hai.....tab tak naashte ki taiyari karte hai.....

Bon : chaliye maa.....

Kaka : binoy humari baat yaad hai na.....

Binoy : haa daa usse aane toh dijiye.....

At station anirudh was waiting.....

Salim : anirudh......

Ani : salim.....

Both hugs each other.....

Ani : safar kaisa raha.....

Salim : accha tha.....

Ani : chal ghar sab intezar kar rahe hai.....

Salim : haa main bhi sabse milne ke liye excited hu.....aaj tak sirf sabki baatein suni thi.....

Ani : chal.....

Anirudh was driving while salim was watching outside.....

Salim : tulsipur sachme bohot sundar hai anirudh.....

He smiles.....

After some time they reached home....

Salim : bohot bada ghar hai tera toh.....and it's very beautiful.....

Ani : andar toh chal.....

They went inside.....

Bon : salim dada.....

Everybody looks at entrance.....

Bon : kaise hai aap.....

Salim : jaisa aapne Siliguri mein dekha tha bhabhijaan.....

She smiles.....

Ani : salim yeh mere kaka.....

He touched his feet.....

Salim : namaste kaka.....

Kaka : namaste (hesitating).....

Ani : yeh mere maa baba....

He touched their feets too.....they were impressed by his manners and blessed him.....

Ani : aur yeh mere dono bhai somnath aur batuk.....

Salim : hii champs.....

Both : hii.....

Bon : dada aap kuch der aaram kar lijiye tab tak khana bhi ready ho jayega.....

Salim : ji....woh toh main kar hi lunga bhabhijaan lekin apne dost se baat toh karlu.....

Bon : thik hai kariye main  coffee lekar aati hu.....

They went to study.....

Salim : kya baat hai study toh bohot acchi banayi hai.....

Ani : ghar par rehta hu toh almost yehi hota hu.....

Salim : bhabhijaan kuch bolti nahi hai.....

Ani : woh toh kabhi kabhi itni frustrate ho jaati hai ki isse apni sautan tak keh deti hai....

Salim : sautan..... really.....(laughing)..

Bon : haa toh yeh bhi bataiye na ki kyu kehti hu......aapko pata hai dada court se aate hi seedha yaha.....khana khaya nahi ki seedha yaha.....yaha tak ki jis din court nahi jaate uss din toh subah se yehi.....inka bass chale toh issi ko apna kamra....apni patni.....apni family bana le.....

Salim was laughing loud.....

Ani : zyada hass mat aur bondita tum toh aise keh rahi ho jaise main tumhe time deta hi nahi.....

Bon : haa dete hai na jab coffee chahiye hoti hai yaa koi aur chiz chahiye hoti hai.....inhe apni hi rakhi hui chize nahi milti.....

Ani : bondita yeh thik nahi hai....

Salim : bass bass aap log baad mein ladh lena....

Bon : yeh lijiye dada coffee.....

Ani : meri.....

Bon : patibabu aapki subah se do cup ho chuki hai.....ab aur nahi.....

Ani : arey lekin.....

She left.....salim was laughing hard.....

Ani : kis baat pe itni hasi aa rahi hai....

Salim : main dekh raha hu jis barrister ke aage sabki bolti band ho jaati hai uski bolti apni patni ke aage band ho jaati hai.....

Ani : teri shadi hogi na tab bataunga tujhe.....

Salim : woh toh kabhi nahi hoga

Ani : dekhte hai...

Salim : dekh lena....

In kaka's room.....

Shubra : daa dekha na kitna accha ladka hai....kitne adar ke saath usne humare pair chuhe....

Binoy : haa daa.....

Kaka : ladka toh accha hai waise....thik hai.....

They smiles.....

Continue Reading

You'll Also Like

25.6K 2.9K 68
My fourth story of Anidita based on Telugu nativity backdrop of Telugu nativity, Joint Andhra Pradesh state around late 1990s - early 2000s when tec...
34.4K 4.7K 30
A handsome man near 27s was Sitting on a chair helding a photo " Tumhari to shadi hogayi hogi, Mujhe maaf kardo main apni zimmedari puri nehi kaar pa...
27.2K 2.8K 60
The story starts from the marriage day of Bondita with Chandrachur. But Bondita runs away from her marriage with the help of Anirudh to fulfill his...
1.1M 37.3K 63
๐’๐“๐€๐‘๐†๐ˆ๐‘๐‹ โ”€โ”€โ”€โ”€ โi just wanna see you shine, 'cause i know you are a stargirl!โž ๐ˆ๐ ๐–๐‡๐ˆ๐‚๐‡ jude bellingham finally manages to shoot...