๐““๐“ฒ๐“ต ๐“ญ๐“ฒ๐”‚๐”‚๐“ช๐“ท ๐“ฐ๐“ช๐“ต๐“ต๏ฟฝ...

By crystal_heart756

68.3K 7.3K 3.8K

dil diyyan gallan story on Moran , just peep into the story for the roller coaster ride of Moran , and no bas... More

dil diyyan gallan ( disclaimer )
story of two opposite poles
family ya love ??
monu landed in India
family background
matha ki jagrata
charector skech
monu meets Mahajan family
mall mein lukha chupi
Moran saves each other
monu bond with mahajan family
aag lagi basthi mein Moran apni masthi mein
saamp ne banayi jodi
monami wins Sherghil's heart
veer got a doubt
veer ka irade kya hai ??
PROMO NO 1
deepak's past
The first meeting
families ki Amna samna
karan ka shart
holi celebration in Mahajan mansion
Masti bhari Holi
pyaar v/s nafrat
aa dekhe Zara kismein kithna hai dum
nokhjhok
param's revange
families in village
monu ke haat lagi jaanvi ka dairy
monami's decision..
karan's challenge
golmaal shadhi begins
ring selection
param : the most eligible pandit
confusion mein engagement
fhas gaya param
promo
Turning point
shadhi Mubarak
shadhi ke baad tante ( beginning)
shadhi ke baad tante ( part 2 )
happy birthday mannu
shadi ka tante ( part 3 )
the hunting kiss
the gift
drunken karan
janvi and Deepak side story
janvi and Deepak side story ( part 2 )
moun vrat dharan
misunderstanding ka shikaar
the first Tashan
who is Amrita ??
Navratri ka pehla din
veer's bond with Amritha
bawarchi karan Sherghil
some romantic time btw the couples
some romantic moments ( part 2 )
shadhi mein siyappa
Dark romantic novel hero
roop Tera masthana
unexpected truth
Amritha helps Monami
clarification
monu , and Amritha makes a deal
50 -50 partnership
monu saves dadaji
inauguration ceremony ( epilogue)
let them go

karan and Monami in train

1K 111 49
By crystal_heart756

Hai. ..

Hello ...

Happy reading ...

***************

Karan : ( in call ) faizi kaha ho tum ?? Humme wapas chalna hai , yaad hai na Aaj matha ki jagrata hai ghar mein , maa ne rakhi hai , humme time par 0ahunchna hai waha ..

Faizi : karan mera friend ki behen mil nahi Rahi hai airport mein , tum ek kaam kar wapas ghar chale ja , mein uskeliye doond tha hunn ....

Karan : what do you mean mil nahi Rahi hai ?? Tumne kaha ki woh pehli baar India aayi hai aur ayise kaise kayi chali gayi ??

Faizi : maine Sid se baath ki , woh bolraha ki unki behen Sanju ki ghar ki taraf chali gayi hogi , uske paas adress hai , fhir bhi mein ek baar cross check kar ke wapas aajatha hunn , kya patha woh sach mein chali gayi ho ,abhi uski phone bhi nahi lagrahi hai ..

Karan : irresponsibility ki bhi na hud hothi hai ayise kaise tumhe aane ko bolkar woh khud chali gayi , i hate these type of people ..

Faizi : arey mein bhi toh pura ek ganta late aaya hunn , chalo yeh sab chodo aur ghar jao ,, aaj maa ne ghar ki shuk shaanthi keliye ghar mein jagrata rakhi hai tumhe waha rehna jaruri hai ..

Karan : teek flight toh already miss hogayi hai , mein trins se chalajatha hunn ,raat tak ghar pahunchi javunga .

Faizi : teek hai karan ..

Aur woh dono phone cut kardetha hai ..

Karan taxi pakad ke railway station chale jathey hai , already train ki time hojathi , woh fatak se ticket lekar station ke ander chala jatha hai , aur dekhtha train already start ho chuki hai , woh catch karne keliye bhaagtha hai ...

Karan : ( to himself ) karan pehle hi flight miss hogayi hai raat tak Amritsar pahunchna hoga , come on run ..

Tabhi unhe ek ladki ki  haath dikhayi dethi hai ..

Karan smiles a little and holds the hand that girl pulls karan into train and un dono ki balance bigad jathi hai , woh ladki seedha paas wali seat mein bhait jathi hai aur karan uske upar girjatha hai .

Dono ek dusre ko dekhthey hai aur ek saath bol padthey hai ..

"Tum "

Do minute ke baad monu hash lethi hai karan confuse hojatha hai ..

Karan : ek minute tum  hash kyu Rahi ho ??

Mo : same scene ddlg mein bhi hothi hai bus farak ithna hai waha Raj simran ko haath detha hai lekin yaha mein tumhe diya ..

Karan : ( under the breath) yeh ladki sach mein paagal hai ..

Mo : kuch bola tumne ??

Karan : kuch nahi

aur seedha jake seat par bhait jaatha hai unfortunately dono ki seats aamney saamney hothey ,

Paru tab se karan ko yaad karke chup bhaiti tho woh karan ko dekh kar uchal padi ..

Paru : arey tum ?? Yaha devdas ..

Karan ek dum se dar jatha hai ..

Karan. : Hey hey tum baatha bhi kar saktha hai. 

Pura : baath kar saktha hai nahi baath kar sakthi hunn ,, i am a female bird you know ..

Karan : ab baathon se irritate karne wali gudiya kum thi ab bird bhi baatein karni lagi ??

Mo : gudiya , what's gudiya ..

Karan : it's gudiya means doll ..

Mo : ( excitedly ) ohh wow tum mujhe doll bola , which type ki dool hunn mein , Barbie ya cindrella??

Karan : ( taunt maarthey huye ) haaa ??! Annabelle..

Monu makes a face and sees outside and tabhi chane bhejne wala aatha hai ..

Mo : wow peanuts tum khavogi paru ..

Paru : ( dreamingly seeing karan ) aaj toh mein bahut kush hunn , tum zeher bhi dedo mein kha javungi ..

Mo : what ?? Lekin ab mein zeher kaha se lav , what is meant by zeher koi South Indian dish hai kya ??

Paru : zeher matlab poison , isiliye kehthi hunn maa ke saath bhait kar kuch Hindi serials dekho Hindi ajayegi ..

Karan hides his smile by argument ..

Chane bhejne wala : madam chahiye ki nahi ??

Mo : haan dedo na ..

He gives one packet and she gives it to paru i mean paru ke saamney rakh detho hai ..

Mo : ek aur do bhayya ..

This time woh karan ke haath mein pakda dethi hai ..

Karan : mujhe nahi chahiye ....

Mo : arey khalo digestive system acchi chalegi .( Seeing that person)ek aur dedo bhayya

Woh ek aur dedetha hai, monu five hundred rupees note dedethi hai ..

" Change nahi hai madam "

Mo : accha toh ek kaam karo yaha compartment mein jithne bhi log hai unhe dedo ..

Karan ek dum se chok jatha hai , fhir woh bhi peanuts khane lagtha hai , monu toh apni hi masthi mein mast hai , sab ke saath selfie lethey huye sab e saath baatein karthey huye karan ko pareshaan karthey huye mast busy hai , karan ko yeh sab dekh kar irritation aane lagi ,, paru toh bus karan mein khoyi rahi ,, tabhi train ek river upar Jane lagi ..

Mo : ( shouts ) arey river river ..

Karan neechey girthey girthey bach jatha hai ..

Paru : haa toh river hai volcano nahi ki tu ithna chillari hai ..

Mo : arey tum bhul gayi ?? River mein coin dalne se humari sari wishes puri hojathi hai dad ne bole they na ..

Paru : toh coin nikhalo aur dalo ..

She checks for coins in her bag but she didn't find , woh baaki sab se puch thi hai lekin kisi ke pass coins nahi hothey hai ..

Karan apna pocket se coin nikhal ke uske saamney rakh detha hai ..

Mo : ohh thank you black coffee ..

Karan : ab zyada mera sar math Khao , coin fheko i mean river mein coin dalo ..

Mo : tum nahi daloge i mean tumhe koi wishes nahi hai ..

Karan : hai lekin ab mere paas ek hi coin hai so iss baar tum wish maanglo agli baar mein wish maangunga, no worries ..

Mo : ayise kaise , ek minute mere saath auo ..

She literally drags him with her towards the door and says ..

Mo : hum dono milke wish maang  lengey ..

Karan : maine bola iski koi jarurat nahi hai..

Mo : chup hojao , aankhey band karlo pehle ..

Karan signs in disbelief and closes his eyes ..

Mo: good boy ab wish maanglo , mein bhi maangungi ..

She herself closes her eyes and prays ..

"Ganga maaya humari family ki raksha karo , dad ka yehi wish hai , dadi dadu , chachi chachu aur kithna bhi log hai sab ko health aur wealth dono dedo aur mom dad  ko bhi humesha kush rakhna ..."

Yeh sunkar karan ki chehre par bhi smile aajathi hai ,, karan bhi mann mein pray karne laga ..

"Dadaji ki dukh dhoor kardo maa aur humari family ko sari Khushi dedo jo woh log deserve karthey hai "

Dono coin ko hawa mein udadethey hai , woh coin river mein jaa gir thi hai ..

Monu karan ki chehre ke upar smile dekh lethi hai ..

Mo : wahh tum he muskhurana bhi aathi hai ??

Karan : ( return back to khadoos mood ) shut up , ( under the breath ) badboli kihiki .

Kuch dher ayisa hi hone ke baad candy floss bhejne wala aatha hai ..

Mo : yayyyyy candy floss..

Iss baar karan apna khaan band kardetha hai ..

Mo : bhayya ek candiy floss dedena ..

She again gives 500 rupees note ..

"Madam iska price dus rupai hai woh dedo na "

Mo : accha ek kaam karo .m

Karan : hey hey rukho , yeh lo dus rupai aur jao ..

Karan takes that 500 hundred rupees note and gives to monu ..

Karan : i think aap India aane ki khushi mein excited hai isiliye ithna uthava hore hai ,, aage in paison ki bahut jarurat padne wali hai so ya thoda sambhalke ..

Saying this he kept his headphones..

Monu kuch bolne wali hi hothi hai lekin beech mein rokh kar karan hi boltha hai ..

It's ohk subha aapne mujhe peanuts diye they  aur ab mein yeh dilwaya so mamla yehi khatham , agar aage tum mar bhi gayi na mujhe disturb math karna ..

Lekin woh bhi toh Monami Mahajan , agar chup hagayi toh monu kaise rahegi , jab tak woho ki journey complete nahi hothi tab tak karan ki jaan khathi rahi in dono ki jagde beech fhasi hai humari paru ..

Finally they reached Amritsar and left to there respective destinations ...

*********************





Continue Reading

You'll Also Like

509K 16K 74
Hiraeth - A homesickness for a home to which you cannot return, a home which maybe never was; the nostalgia, the yearning, the grief for the lost pla...
1M 54.2K 35
It's the 2nd season of " My Heaven's Flower " The most thrilling love triangle story in which Mohammad Abdullah ( Jeon Jungkook's ) daughter Mishel...
315K 10.2K 52
There's no way you're hitting on me right now. โ” Lando Norris x Fem!OC ยฉ KissLeclerc , April 2024 Started: April 8, 2024 Completed: May 10, 2...
236K 5.8K 52
โŽฏโŽฏโŽฏโŽฏโŽฏโŽฏโŽฏ เชœโ€โžด ๐…๐„๐„๐‹๐’ ๐‹๐ˆ๐Š๐„ .แŸ โ› & i need you sometimes, we'll be alright. โœ IN WHICH; kate martin's crush on the basketball photographer is...