✨ALFAAZ E ISHQ✨✔️

By lost_beautyy

163K 17.4K 2.8K

SidNaaz love tales! ✨ A compilation book of SidNaaz's different Love stories of different length and concep... More

Issq hai kajal piya ❤️
❤ ️1
❤️2
❤️3
❤️4
❤️5
❤️6
❤️Last
Pyaar toh hona hi tha❤️
1💜
2💜
3💜
4💜
5💜
last💜
Desire for devil ❤️‍🔥
1🔥
2🔥
3🔥
4🔥
5🔥
6🔥
Last 🔥
Kuch kuch hota hai Shehnaaz 💖
1💖
2💖
3💖
4💖
5💖
LAST 💖
The Second Choice 👑
1 🍂
2🍂
3🍂
4🍂
5🍂
6🍂
7🍂
8 🍂
9🍂
10🍂
11🍂
12🍂
Happy birthday Siddyyy❤️
13🍂
14 🍂
LAST🍂
Happy birthday Sanaa❤️
A beautiful part of life 💖

15🍂

2.2K 355 36
By lost_beautyy




💫




She is too glam to give a damn! 👑❤️




-




Sana opened her eyes slowly.  For some seconds all she was seeing was darkness.

She blinked and saw her mother-in-law who was looking at her with worry.

She whispered...

Sana: ammi....

Zahanara begum caressed her head.

Ammi: haan mere bacche! Kaisa mehsoos ho raha hai aab aap ko?

Sana took a deep breath and closed her eyes for a second.

She remembered that she was in his arms, he kissed her forehead, she became unconscious in her husband's arms. How can she not recognize his touch ?

She again looked at her mother-in-law and said...

Sana: woh kaha hai ammi?....unko...unko bulaye!!!

Suddenly zahanara begum's face became pale. Sana noticed that very well.

Sana: kya hua ammi?

Ammi: abhi aap aram karein. Hum baad mein baat karte hai iss baare mein. Aap ko aram ki jaroorat hai.

Sana nodded in no. Her heart was getting restless. She wanted to be with Sidharth right now. Only he can give her the much needed peace.

Sana: ammi hume abhi baat karni hai. Hume baataye woh kaha hai. Woh wapas aa gye hai na! Hume acche se yaad hai woh humare pas the. Unko bolein na humare pas aaye.

Zahanara begum took a shaky breath.

Ammi:

Beta aap ko do din baad hosh aaya hai. Aur iss do din mein humari duniya jahannam si baan gyi hai.

Usdin jab aap behosh ho gyi thi , Sidharth ghabra gya tha. Usne jaldi jaldi apna saara kaam khatam kiya taa ki woh jaldi wapas aa saake.

Jab aap behosh thi woh aap se baat kar rahe the. Aap ko keh rahe the ki unko aap ki kitni yaad aayi.  Woh aap k bina reh nahi paa rahe the.

Zindegi mein pehli Baar humne apne bete k aakhon mein mohabbat dekha hai. Behosh aap thi aur pareshan woh ho rahe the.

Hakeema begum ne aap ki ilaz ki aur kaha aap ko hosh toh aayega par thoda der lag saakta hai kyun ki aap behad daar k waja se behosh hui hai.

Ye sun k Sidharth bohot pareshan ho gya. Unko samaj nahi aaya ki aap daari kyun hai. Unhone Hume aap ka khyal rakhne bola aur fir paata lagane gye ki kya hua tha!

Sidharth ne sipahi o se pucha ki jab woh mehel mein nahi the taab kon kon iss mehel mein aaye?! Aur fir unko azhar shah ka paata chala jo azka baan k aaya tha.

Azhar Sidharth ko harana chahta tha hamesha se. Usne hamesha kosish ki Sidharth ko sab k najro pe girane ka par kabhi nahi kar paya kyun ki logo ko Sidharth se bohot mohabbat tha!

Woh moka dhundta raha Sidharth ko tabah karne ka par usko Sidharth ki koi kamjori kabhi nahi mili. Par aab usko bhi paata hai Sidharth ko harane ka ek hi jariya hai , aap. Aap k upar Sidharth ek aach taak bardaas nahi kar saakta aur aap se dur rehna Sidharth k liye sab se mushkil kaam hoga.

Kyun ki Sidharth ki aakhon mein aap k liye mohabbat dikhta hai. Woh Azhar ko bhi dikh gya tha aur issliye usko aap ka junoon char gya! Aap ko hasil kar k woh Sidharth ko harana chahta tha.

Woh azka baan k aaya tha taa ki aap ki kareeb reh saake aur Sidharth k wapas aane se pehle Aap ko hasil kar saake par aap ko shayed unpe shaq ho gya issliye unhone aap k saath battameezi karne ki kosish ki. Allah ki lakh lakh shukar hai ki aap ko kuch nahi hua! Sidharth sahi samay pe wapas aa gya!

Jab hume ye sab kuch paata chala, bohot sarmindgi mehsoos hui ki hum aap ka hefazaat nahi kar paaye mere bacche! Aur Sidharth toh gusse se pagal ho gya tha! Usko ye manjoor nahi tha ki uske begum ko kisi ne Galat tareeke se chune ki kosish ki hai.

Usne azhar ko dhoondne ki kosish ki par azhar bohot Chalaki se mehel se bahar nikal gya tha!

Uske baad kuch aisa hua jo humne kabhi nahi socha tha!  Sab kuch bikhar sa gya !


.
.
.

Sana was shocked after hearing all this, especially the fact that Sidharth loves her, she wiped her tears and held her mother-in-law's hand and asked...

Sana: Kya...kya hua hai ammi?

Ammi:

Sidharth ne humesha apne mantri o ko apne praja o ko apne parivaar ka hissa maana par humare logo mein se hi kuch log gaddar nikle Jinhone Sidharth k naam pe ye afwa fehlayi hai ki Sidharth apne begum k liye apne rajjya ka sawda kar rahe hai.

Azhar unn gaddaro k madad se Sidharth k khilaf bohot juthe iljaam lagaya aur Sidharth koi safai de paata usse pehle humare praja mehel k samne aa k kehne lage ki Sidharth ek dhokebaaz hai aur khudgarz insaan hai jo apne begum k liye apne mehel ko bech rahe hai. 

Sana gasped!

Sana: ammi...log ye kaise keh saakte hai! Woh sab se acche raja hai . Unko logo ki bohot fikar hai. Woh kabhi aisa kuch bhi nahi kar saakte jisse rajjya k saath kuch galat ho.

Ammi: jante hai hum par log toh unn baato pe hi yakeen karte hai na jo dikhta hai ? Juthi saboot ko aaj kal sacchai se jada mol mil jaata hai.

Azhar ne bohot Chalaki se logo k dimag mein ye baat ghusa di hai ki Sidharth ne unka bharosa toda apne begum k liye!

Logo k dilo mein usne aap dono k liye nafrat paida ki hai aur aab log Sidharth ko apna raja manna hi nahi chahte!!!

Sana cried...

Sana: ammi .. iska koi haal nahi hai? Hum logo ko samjha saakte hai na ki unko galatfehmi hui hai?

Ammi: Sidharth bohot toot gya hai.  Apne log jaab dhoka dete hai na uska daard sehne layek nahi hota beta. Woh akela kya kar saakta hai? Usko koi madad nahi mil raha. Azhar abhi bhi gayeb hai par kal raat usne ek khat bheja aur usme usne likha rajjya ko bachane ka ek haal hai!

Sana : Kya? Kya haal hai ammi? Jo bhi haal hai hume jaroor karna chahiye. Unke liye rajjya bohot jaroori hai.

Ammi: haan bohot jaroori hai par koi apni jimmedari aur mohabbat mein se chun saakta hai kya?

Sana: matlab? Hum samjhe nahi.

Ammi: azhar ne khat mein likha hai agar Sidharth aap ko chorh denge toh woh usko rajjya lauta dega aur rajjya k logo ko sabit kar dega ki Sidharth nirdosh hai. 

Sana's heart started beating quickly! While fresh tears rolled down from her eyes.

.
.
.
.

Sidharth was standing alone in the darkest room of the palace. He was looking at the moon with questioning eyes.

He has done everything for this kingdom's betterment from the day he has become the king. He never thought his people would betray him or his people wouldn't trust him.

He was shocked and broken. He got to know sana got back her senses but he didn't go to meet her because he knew that she would understand something is wrong by seeing his pale face.

He didn't want her to worry. He didn't want her to be sad.

He was lost in his thoughts when he heard her voice...

Sana: nikah k samay waada kiya tha aap ka haar sukh dukh humara bhi hai aur hume janne ka haaq bhi hai taa ki hum aap ka saath de saake! Aap humse humara haaq cheen rahe hai aise akele mein saara dukh seh k?

He turned and looked softly at her.

He cupped her face and kissed her forehead and the couple stayed in silence for some minutes.

Sid: thik hai aap?

Sana: hum thik kaise ho saakte hai jab hume paata hai ki aap thik nahi hai?

Sid: hum thik hai gul.

Sana: aap humara sawda kar lein. Iss rajjya k logo ko aap k jaise raja ki jaroorat hai. Ye rajjya aap k liye kitna keemti hai woh hume paata hai. Aap humare waja se rajjya se dur na jaye. Hum chahte hai aap rajjya ko chune.

He turned and took a frustrated sigh.

Sid:  aap in sab mein maat pariye gul. Hum samhal lenge sab kuch.

Sana: humare chale jaane se sab sahi ho jayega! Aap k baare mein logo ki galatfehmi dur ho jayegi. Rajjya mein fir se khushiya aa jayega!

He pulled her towards him harshly making her gasp .

Sid:

Aur humare Khushi ka kya? Humari Khushi toh aap k saath hai gul .

Hum kyun apne Khushi ka balidaan de?

Logo ne humare wafa ko dhoka samjha hai gul.

Sana:

woh log Masoom hai. Unko jo dikhaya gya unhone uspe hi yakeen ki hai kyun ki unko laga unki raja apni begum k liye rajjya k balidaan de rahe hai Aur hum nahi chahte unke maan mein aap ko le k koi bhi galatfehmi rahe.

Aur ye taab hi hoga jab aap hume chorh denge.

Sidharth punched his hand on the wall and shouted...

Sid:

Chorh dein aap ko?

Agar chorhna hi tha toh aap aayi hi Kyun humare zindegi mein?

Humare dil mein chahat paida kyun ki apne?

Humare iss sote hue dil ko kyun jagaya apne?

Jab humne aap ko begum banne se inkar kiya tha taab kyun nahi chali gyi aap?

Kyun hume khud k kareeb aane ka moka diya?

Kyun Hume ehsaas dilaya ki nikah mein kitni takat hoti hai?

Kyun hume mohabbat karna sikha k humse dur jaana chahti hai aap gul?

Jab hum aap k saath jeena chahte hai taab aap hume jinda laash banne k liye kyun bol rahi hai?

Jab hum aap k bina nahi rehna chahte taab aap ko duriyaan chahiye akhir kyun?

.
.
.

Sana sobbed.

Sana: kyun ki aap ki jimmedari hai iss rajjya k prati. Aap isko aise nahi chorh saakte!

Sid: humara jimmedari aap k prati bhi utna hi hai gul. Hum shohar hai aap k . Hum aap ko aise kaise chorh saakte hai?

Sana: ye ek hi rasta hai humare pas!!!

Sid: theek hai chalein jaye aap! Hum aap ka shakal nahi deknna chahte aaj k baad!!

He screamed and punched in the wall more harshly . Blood started coming out from his knuckles. She gasped and ran towards him.

She held his hand but he jerked it.

Sid: Hume choona maat! Chale jayein aap..

Sana: khoon...khoon aa raha hai. Bohot chot lag gya hai. Hume... Hume dekhne dein.

Sid: chot haato se jada dil mein lagi hai par aap humari fikar na karein . Jaye aap!

He pushed her slowly and turned to leave but she ran towards him while crying...

Sana: hume nahi jaana! Hum...hum kya kare aap baataye? Hume samaj nahi aa raha! Hum majboori mein keh rahe hai ki hume jaane dein taa ki aap ko ye rajjya wapas mil jaye par humara dil Jaanta hai ye baat kehte hue hume kitni takleef ho rahi hai. Hum nahi chahte aap se dur jaana meer. Hume mohabbat ho gyi hai aap se! Aap k bina Hume rehna nahi aata!!!

His heart skipped a beat.  He cupped her face and wiped her tears.

Sid: fir dur jaane ki jid kyun kar rahi thi?

Sana: daar gyi thi. Hum...aap k bina nahi rehna chahte meer.

Her voice cracked.

Sid: hum aap ko khud se dur kabhi nahi jaane denge gul.  Ye aap k meer ka waada hai.

She sobbed . He pulled her and took her trembling lips in a slow passionate kiss to heal their restless hearts.

She clutched his kurta and winched as he gave a soft bite on her lower lip.

Sana: ah...meer.

He broke the kiss and whispered...

Sid:  Ji jaan e meer?

She blushed and hid her face inside his neck while hugging him softly.

He chuckled and said...

Sid: uffff aap ki iss adaa pe hi toh hum fida hai.

She slapped his arms.

Sana: taang na karein.

Sid: accha nahi kar raha. Aab humari ek baat suniye.

Sana nodded and looked at him. He kissed her forehead and said...

Sid;

Aap ko kya lagta hai aap ka shohar itna kamzor hai? Hum chahe toh sab kuch khud sabit kar saakte hai.

Azhar ka asli Roop sab k samne laana humare liye koi Badi baat nahi hai. Iss rajjya k logo k maan mein humare liye paida hua galatfehmi hum chutki mein dur kar saakte hai par hum nahi karna chahte.

Kyun ki jin logo k behtaari k liye humne din raat mehnaat ki hai, jinko apna maana unn logo ne kisi tisre k kehne pe hume dhoka diya, humpe yakeen nahi Kiya. Aise rajjya k raja baan k rehna Sidharth meer ko manjoor nahi.

Woh chahte hai ki hum iss rajjya ka raja na rahe, yaha se chale jaye , chale jayenge par hum apne praja ki fikar karna nahi chorenge. Kyun ki ek raja bas taab taak raja nahi hota jab taak uski saar pe taaj rehta hai, ek raja taab bhi raja hota hai jab woh koi taaj k bina bhi apne logo k baare mein socha hai.

Hum aap ko yakeen dilate hai ki dur se hi sahi hum iss rajjya ka pura khyal rakhenge aur Azhar ko hum apne haato se saza denge kyun ki usne humare mohabbat pe buri Najar dalne ki himmat ki hai.

Bas aap saath rahein gul, har mushkil asaan ho jayega. Sacchai ki rah mushkil hai par anjaam behtaar hai.  

Shayed aab hume koi chote se ghar mein asra lena hoga , shayed haar waqt khane k liye bhi na mile, shayed hum aap ko ek rani jaisi zindegi nahi de paayenge par yakeen maane Humara mohabbat kabhi kaam nahi hoga.  Hum aap aur ammi , Allah k bharose ek chote se ghar mein reh lenge. Aap dengi na humara saath?

She kissed his forehead and whispered..

Hamesha! 💗












*
*
*
*






Here is the update!!

Keep loving ❤️❤️❤️












































Continue Reading

You'll Also Like

172K 14.3K 25
A Muslim love story where an extremely dominant sidharth meer will fall in love with a simple innocent girl, shehnaaz khan♥︎ Zubiya🥀
67.9K 7.4K 25
Something different✨a story of twins🖤 not gonna reveal much hehe🖤✨
7.2K 773 10
Glimpses of different stories and each stories could revolve around characters who form deep bonds, support each other through thick and thin, and go...
29.3K 1.8K 15
Short stories of SIDNAAZ As I am not able provide regular updates , came up with this new idea Hope you will love this one aswell. (ps: Only fun an...