kumkum ( pyaara sa bandhan )...

By PariSaini3

18.4K 1.6K 240

arnav tum ne yeh kya kiya yeh tumari bhabi hain aur tune issi ke maag bhardi kumkum se yeh acha nahi kiya tun... More

introduction
chapter- 1
chapter- 2
chapter- 3
chapter-4
chapter-5
chapter-6
chapter-7
chapter-8
chapter-9
chapter- 10
chapter - 11
chapter-12
chapter- 13
chapter- 14
chapter- 15
chapter- 16
chapter-17
chapter- 18
chapter- 19
chapter- 20
chapter- 21
chapter- 22
chapter- 24
chapter- 25
Chapter- 26
Chapter - 27
Chapter-28
chapter -29
chapter -30
chapter -31
chapter - 32
chapter 33
chapter 34
chapter -35
last episode

chapter-23

356 45 15
By PariSaini3

Next day morning

Sab dining table per hote hain. Breakfast kar rahe hote hain. Rudra bhi aata hain, koi kuch nahi bolta even morning wish nahi karta sirf, rudra ki maa, dadi, sheetal aur payal wish karte hain. Tabhi karan, aman bags lekar aate hain apne aur uske piche arnav aur khushi bhi apne bags ke lekar aate hain.sab dekh kar thoda shocked hote hain. Kyu ki unhe nahi lga tha ki yeh chaaro itni subha hi nikal lege ghar se. Sab hall mein aate hain.

Karan - hey good morning every one
Nk- good morning
Nani- beta yeh bags abhi kyu laa rahe aap sab chote
Arnav- kyu ki hum jaa rahe hain nani, hum sirf nk ki marriage attend karne aaye the jo ab ho gayi hain. Aur khushi ko bhi kaam hain jiske liye hume morning mein hi nikalna hoga iss liye
Khushi - hp ji yeh bags car mein rakhwa di jiye please
Hp - ji bhabhi
Khushi - arnav ji
Arnav- yup
Khushi - woh papers kaha hain
Arnav- konse papers
Khushi - are you seriously forgot nk wedding gift jo humne bola tha.

Arnav- oh that sorry bhul gaya tha, per woh paper aman ke pass hain. Maine use bol diya tha toh uske pass hain papers. aman papers dena

Aman- konse papers asr

Arnav- oh really aman kon se paper

Aman- nahi woh aapne do paper ke liye bola tha na asr toh bas wahi puch raha tha main. Kon se paper du

Khushi - aman bhai,arnav ji aap dono ka ho gaya ab mujhe papers milege ya

Aman- nahi nahi yaad aa gaya yeh lo papers

Khushi - thanks, arnav ji yeh

Arnav- ok fine nk lavanya come here

Nk lavanya sabki aur dekhte hain phir arnav aur khushi ke pass aate hain

Nk- yes nanav bhai sorry arnav bhai

Arnav- yeh lo yeh gift meri aur khushi ki aur se

Lavanya - yeh konse paper hain arnav bhai

Arnav- yeh ek flat ke papers hain jo hum ne yani khushi aur maine tumhare liye buy kiya hain new york mein. As your wedding gift and tum dono na nahi karoge.

Khushi - kyu ki hum dono rishte mein tumse bade hain iss liye koi na nahi okay problems ek side aur gift ek side. I hope tumhe acha lge gift

Nk- aap dono ne itne pyaar se diya hain.acha toh hoga hi. Thanks

Arnav- aman dusre papers jo maine raath ko tumhe bola tha woh do mujhe ab.

Aman- yes asr

Khushi - yeh konse papers hain ab arnav ji

Arnav- btata hu khushi, dad

Arnav dad- haa bolo arnav

Arnav- dad yeh papers aap rakh li jiye.

Arnav chachu - iss mein kya hain arnav

Arnav- chachu iss mein yeh likha hain ki main arnav Singh raizada aaj se Delhi ki AR company aur shaantihawan rudra bhai, nk, viren akhash, asad aur Anjali ke naam karta hu.

Sab shocked ho jaate hain yeh sun kar

Arnav mom - chote yeh sab kya hain.
Kyu kar rahe hain aap yeh

Nani- yeh company aur ghar toh aapke naam tha na phir aap ne itna bada fesla kyu liya hain. Yeh sab tik na hain chote aapne apni mehent se yeh sab dubaar bnaya hain aur ese hi apne bhaiyo mein dena tik na hain khushi bitiya aap samjhaiye inko

Khushi - sorry nani ji hum iss mein khuch nahi bol skte kyu ki yeh fesla inka hain. Inhone agar yeh fesla liya hain toh iss ka koi bada reason hoga.

Akash - per bhai iss mein aapne apna koi share nahi rakh esa kyu

Asad- haa na ghar mein

Viren- na company mein

Arnav- tumhe lgta hain mujhe in sab ki jrurt hain. Guys main mere aur khushi ke liye jitna bnana tha woh bna liya hain. Wse bhi khushi kuch time baad khud ka kaam start karegi toh mujhe nahi lgta ki hume in sab ki jrurt hain.

Chachu - per yeh sab tik nahi hain beta

Mama - haa tumne humare liye jitna kiya hain utna kaafi hain phir yeh sab ki kya jrurt hain.

Arnav- jrurt kyu nahi, jese nk, rudra Anjali mere bhai behan hain wse hi asad, viren aur akash mere bhai hain, hum sab bachpan se saath the chachu, mama toh unka bhi hak bnta hain in sab mein. Aur ab mujhe kuch nahi suna in sab ke baare mein.chalo khushi flight kaa time ho raha hain.

Khushi - chali

Jese khushi jaane lgti hain rudra use rokta hain

Rudra - khushi woh mujhe tumse kuch bolna tha

Khushi - hmm boliye

Rudra - kya hum akele mein baat kar skte hain

Khushi arnav ki aur dekhti hain phir rudra ki aur

Khushi - itni bhi koi secret baat nahi hogi jo aap apne hi parivaar ke saamne nahi bol skta,

Rudra - nahi bas jo maine kiya uske liye maafi maagni thi tum se i hope tum mujhe maaf kar sko i am sorry khushi

Khushi - nahi, hum aapko maaf nahi karte kyu ki aapke ek wrong fesle ki wja se humne kaafi kuch saha hain. Per hum phir bhi aapko maaf karte hain rudra bhaiya kyu ki aapki wja se hum sucha pyaar aur khud se phele hume rakhne wala pati mila hain iss liye hum aapki sorry accept karte hain bhaiya. Ab aap kuch aur bole hum ek baat clear kar dete hain sab ke saamne. Humara ristha sirf yeh hain ki aap humare liye arnav ji ke bade bhai hain toh hum bhi aapko bhaiya hi bulaye ga. Taaki aap yeh na bhule ki ab hum sirf aapke chote bhai ki patni hain. So bye everyone, arnav hum car mein aapka wait karte hain.

Arnav- okay jaana

Khushi, karan aur aman bahaar chale jaate hain. Arnav bhi jaane lgta hain per phir last time family ki aur dekhta hain aur bolta hain

Arnav - one more thing jo main bolna bhul gaya tha aap sabko.

Dadi- ab kya baaki reh gaya hain btana

Arnav- ki main ab kabhi India nahi aauga aur na khushi ko laauga yaha, uska reason aap khud hain my dear dadi. Aaj se aap sab ke kisi function mein ya khushi mein mujhe shaamil hone ke liye mat boliye ga okay bye guys.

Arnav Mom - chote

Arnav- no mom ab main bada beta nahi hu toh meri koi responsibility nahi hain yaha per aur aap kuch logo ne mujhe kaafi hurt kiya hain. Specially aap dono ne mom dad toh i hope main ab aapse kabhi na milu.
Kyu ki in sab ke liye aap khud jimedar hain ab in sab mein meri wife ko bich mein na lana aap

Arnav mom and dad - arnav

Arnav unki koi baat nahi sunta aur ghar se bahaar nikal jaata hain bina kisi se mile.

Bahar khushi aman aur Karan hote hain arnav unke paas jaata hain
Aur khushi ko bolta hain

Arnav- i love you khushi



Khushi - i love you too arnav ji

( ignore wording in this gif )

Khushi, arnav, karan aur aman new york waapas aane ke liye nikal jaate hain. Baaki family members bhi shaam ko Delhi ke liye nikal jaate hain sad face lekar.

-----------------------------------------------------------
Toh iss tehara sheetal ka plan hu flop aur arnav khushi ke pyaar ki hui jeet par story abhi baaki hain. Toh dekhe ge ki aage kya hoga raizada ko akal aayegi specially arnav ke mom dad aur dadi ko aur kya woh kabhi khushi ko accept karege. Lets see in next chapter

Continue Reading

You'll Also Like

397K 15.2K 55
What if Khushi would have confronted Arnav after the terrace scene?? What if Anjali knew about Shyaam right after the terrace scene?? Peep in to fin...
1.8K 31 4
एक रंगतदार कहाणी, जाणून घेण्यासाठी नक्की वाचा...
282K 35.7K 200
Another story of Sameer and Naina, their relation starts from School with lots of twists and turns except the one you see in Serial. This is my first...