Maddamsir:KarEeena: Prem Mein...

By overthinking019

171K 20.4K 1.6K

it's another fiction story on beloved #KarEeena it's a pure fiction.. don't campare it with the real life.. More

Intro: Prem Mein Tohre..
Prologue of PMT
1. Meet but not Meet..
2. Food is becomes a key..
3. And the story begin..
4. Haseena Malik & Karishma Singh
5. Two Soul's
6. Sudden..
7. Smiles..
8. Behavior..
9. Half Past
10. Forceful Sorry
11. A Chaos
12. Thank You..
13. Friends..
14. I Trust You..
15. You Are My Sunshine..
16. Aisa Kuch Nahi Hai..
17. A Casual Kiss..
18. Truth or Dare..
19. Tum Humari Dost Ho..
20. I Adopted Her..
21. Mira..
22. Kuch Toh Baat Huyi Hai..
23. Kya Hua Hai Tumhe..
24. Karishma's Past..
25. Welcome To My Small family..
26. That You Are My Family Member..
27. Haseena's Past..
28. Partnership..
29. Pyar Ho Gaya Hai Humse..
30. Usse Kuch Nahi Hoga..
31. Khoone Se Darr Rahe Tumhe..
32. Khoone Ka Darr Laga Tumhe..
33. Woh Nind Sukoon Ki Hogi..
34. Dua Kabool Hoti Hai..
35. She Is My Daughter too..
36. Be With My Fam & Love Ones..
37. Top Secret..
38. Sudden..
39. Upset Layer..
40. Pyar Karti Ho..
41. Aadat..
42. Up's & Down..
43. I'll be there on very next moment..
44. Ashmi..
45. Angles..
46. The Truth..
47. Irks..
48. Kahi Pasand Aa Gayi Kya Tumhe Mira..
49. I Love You Damn..
50. Will She Accept Me..
51. My To Be Daughter's Mom..
52. Waqt..
53. Perfect Family Picture..
54. Space..
55. Dost Bhi Toh Maa Hoti Hai..
56. What's Your Father Name..
57. Aur Mumma Bhi??
58. Beti Hum Doono Ki Hai..
59. Some Moments..
60. Winner, Winner Chicken Dinner..
61. KPS..
62. The Moment..
64. Trouble On A Path..
65. Cheese Cake..
66. Cupcake Cheese Cake..
67. News..
68. Tears..
69. Tumhari Jaisi Girlfriend..
70. Saaza..
71. Newspaper..
72. She Is Bad Girl..
73. Family Is Made By Love Not DNA
74. Are You Serious..
75. Bye Bolo Mumma Ko..
76. I Hate You A Lot..
77. Date..
78. Letter..
79. Are You Insane..
80. Preparation..
81. Cake..
82. Crumble Page..
83. The Truth..
84. Sab Se Best Gift..
85. Storm..
86. A True Face..
87. Saaza..
88. Realization..
89. Meet..
90. Karishma's side..
91. Love or Ego..
92. Restless..
93. Danger..
94. Sense..
95. Sort Out..
96. Aap Karte Ho Na..
97. Forever Together..

63. Hum Sabko Kiu Nahi baataya..

1.6K 195 11
By overthinking019

Six eyes staring them with the anger from other side, Karishma & Haseena seated other side of live area..

Karishma goes to open her mouth, but Pushpa ji says with stern tone- chup, ekdum se chup..

Haseena says with soft tone- arye humein aap tinno, hum doono ko baat nahi karne dege toh hum kaise aap sab ko samjha paayenge, aur ghadi mei time dekhiye, kitna baja hai, kal subhe aap sab ki pehli shift hai, humara kya hai, humari toh aram se 11 ki shift hai..

Santu quickly says with irks tone- dekho, dekho, kaise juban chal rahi hai, kaichi ki tarah, while she look Karishma, who looking at with stern face, & she quickly shut her mouth..

Cheetah looks that & says- hey, yeh cheating hai, tum aise aankhein nahi dikha sakti, tum doono apradhi ho, toh aise tum aankhein nahi dikha sakti..

Karishma says with irks tone- apradhi kis baat se, bas baat ko chupaye hai aur kuch nahi..

Pushpa ji says with anger- baat ko chupaye jaana ka matlab bas yahi hota hai, ke tum doono hum tinno ko pariwaar mante hi nahi ho..

Santu look once to Karishma & says- sahi kaha Pushpa ji aapne, ekdum se sahi kaha..

Karishma getting up from her place with layer of anger, Santu quickly grab arm of Pushpa ji with says in scary tone- ooii mummy..

Cheetah stood quickly & says- no violence, you can't show your..

Karishma only take one step towards him, & Santu pulled Cheetah back again on couch, while Pushpa ji says with mumbling tone- baitho, neeche warna khaa jaayegi..

Cheetah & Santu look to Pushpa ji with unexpected way, & Santu says in whispering tone- Pushpa ji aap kaise, aapko toh poora haq hai..

Pushpa ji says with irks whispering tone- tum nahi jaanati ho Karishma ko, agar usska mann kare toh aaj ka gussa kal ki subhe ki chai se karegi, aur subhe, subhe haath mei bina shakar wali chai thama degi, aur saath mei karle ki sabji bhi milegi..

Santu made her face poor with puppy eyes, & Pushpa ji shook her head in yes with poor face, Cheetah listen their conversation, while Karishma & Haseena staring them with confusion, & Cheetah says with whispering tone- aap doono kya baatein kar rahi ho, khaane ke liye aap doono, inn doono ko jaane de rahe ho..

Pushpa ji asked with forceful smile- aur yeh baat tum bol rahe ho, tum har din, har roj karela ki sabji khaa sakte ho..

Cheetah shook his head in no, & Santu says- nahi khaa sakte na, toh chupke se maaf kardo aur kuch aise sidhe se maaf nahi karte hai, thode ruth jaate hai, aur saath mei, kuch na toh kuch firoti ke roop mei haathiya lete hai..

Cheetah looks Santu with shock & says- hare ram, kaise ladki se mei pyar kar raha hun..

Pushpa ji quickly asked before Santu open her mouth- toh ab kya break up karne ka soch rahe ho..

Cheetah shock by Pushpa ji words & he shook his head in no, & Santu says- bolo bolo..

Cheetah goes to open his mouth, the same time Haseena claps for two times & trio looks at her, & she says- aap tinno ko nahi lag raha hai, aap sab topic se bhatak rahe ho..

Pushpa ji, Santu, & Cheetah exchange the look with each other, & Pushpa ji says- tum doono ko saaja milegi..

Karishma says with little confusion- itni si baat ke liye aap sab humein aise dekh rahe the..

Haseena look to Karishma & says with irks tone- Kashu unn sab ki shabdon par gaur kar farmao, woh humein saaja dene ki baat kar rahe hai..

Karishma says with casual tone- haan toh thik hai na, iss mei konsi badi baat hai..

Haseena blink her eyes for numerous time & says- yeh tinn hum doono ko saaja dene baat kar rahe hai..

Karishma says with causal tone- haan, toh konsi baadi baat hai, yeh hum bol rahe hai, aur mujhe jitna pata hai, uss hisab se toh yeh humein koi aise saaja na de jise humein takleef ho..

Cheetah quickly irrupt & says- ohh pyar mei doobi ashiq, hum tinn itne bhi gaye gujre nahi hai, samji..

Haseena shows her tongue to Cheetah & Pushpa ji says- toh tum doono ki saaja yeh hai, ke & she take a pause..

Haseena, Karishma, Santu, & Cheetah staring Pushpa ji with upset layer, while Karishma says with irks tone- Pushpa ji jaldi boliye na, kiu dil ki dhadkaine tej kar rahi hai..

Pushpa ji sigh & says- haan, toh Karishma tumhari saaja yeh hai, ke tum hum tinno ko humari pasanditat dishes banaogi, aur tum Haseena, hum tinno ke saath milkar ek interview dogi, jaha par sawal humare hoge, aur tumhe usske jawab sahi mei dene hi padenge..

Karishma says with little concern tone- Pushpa ji aapke reports ke mutabik, aapko bahot saari chize khaane ke liye mana ki hai doctor ne, toh mai yeh nahi kar sakte, inn doono ke liye unnki pasanditat dish milegi, lekin aapko nahi..

Haseena quickly says- aur hum nahi dene wale hai, aap tinno ke saath koi bhi interview nahi dene wale hai, tum tinno milkar humein aise jagah par lakar khaada kar dete ho, jaha se na hum khud kud sakte hai, aur na tum tinn ko dhakel sakte hai..

Pushpa ji- thik hai, toh phir hum tinno, tum doono se baat nahi karnge, thik hai..

Haseena & Karishma exchange the look with each other & Haseena says- Pushpa ji yeh galat baat hai, aap koi aur saaja dijiye na, Karishma ka thik hai, lekin humein koi aur saaja dijiye..

Karishma quickly irrupt & says with irks tone- ek minute, tumhe kya lagta hai, Pushpa ji ki pasandita dish bankar di toh meri saaja poori ho gayi, tumhe pata hai, Pushpa ji ka latest health reports jo aaye hai na, uss mei unnka cholesterol badha hua hai, aur Pushpa ji ki pansditat dish hai, butter chicken, banake de unnhe, bolo..

Haseena look to Pushpa ji with stern face & says- Pushpa ji yeh saaja nahi ho sakti, dekhiye, saaja ek toh aap change kariye, yaa phir aap sab baat hi mat kariye..

Karishma widen her eyes & says- arye oh, kya, tum ek toh iss paar hoti ho, ya uss paar, beech wala koi raasta hai..

Haseena says with irks tone- arye tum hum par kiu chadh rahi ho, haan, humein kya kiya, yeh tinno milkar yeh sab kar rahe hai, woh tumhe nahi dikh raha hai..

Karishma fired back- mujhe dikh raha hai, iss liye mai bol rahi hun, aur tum ho ke mujhe hi sunna rahi ho..

Haseena says with irks tone- hum tumhe nahi bol rahe hai, innke saaja ke baare mei bol rahe hai..

Karishma goes to open her mouth, but Cheetah whistle to grab their attention, they look at him & asked in one tone- kya hai..

Pushpa ji says with stern tone- kiu chila rahi ho, time dekho, aur cupcake tum doono ki awaj sunn kar, nind se uthkar bahar aayi toh yaad rakhna, naa tum doono ko murga bana diya toh, dekhna..

Santu asked with innocent tone- Pushpa ji yeh doono toh ladkiyan hai na, toh murga kaise ban sakti hai, murgi banani chahiye na..

Haseena, Karishma, Cheetah & Pushpa ji staring Santu with pity eyes, they shook their head with unbelievable way..

Santu says with innocent tone- kya, sahi toh bola maine..

Pushpa ji & Cheetah blink their eyes & turn their faces towards the Haseena & Karishma, while Haseena says with soft tone- Santu tum thodi der ke liye chup rahogi..

Santu asked with innocent tone- kiu..

Karishma says with clam mind- kiu ki, Pushpa ji ka problem hai na, usse pehle solve kare..

Santu shook her head in yes, & Karishma goes to open her mouth, but Pushpa ji quickly says- nahi, koi bhi negotiation nahi hoga..

Karishma says with poor tone- Pushpa ji kya bacchon jaise zidd hai..

Pushpa ji asked with firm tone- toh phir tum doono aisa kiya bhi kaise, hum sab ko kiu nahi baataya, tum doono ka rishta jud gaya hai, iss baat ka humein kiu nahi pata chalne diya..

Haseena says with clam tone-kiu ki humein cupcake ko waqt dena tha, hum doono ek dusre ko aapna liya hai, lekin cupcake ka kya, kya woh hum doono ke rishtein ko aapna pati, iss baat ko lekar hum doono bahot hi jaada pareshaan the, aur in fact aaj bhi hai, aur nahi samjh aa raha hai, ke humein, ke hum kaise usse woh sab baatein bole, kaise usse samjhaye..

Karishma says with clam tone- Pushpa ji aap jaanti hai, Ashu ke ek sawal nahi, 100 sawal hote hai, aisa nahi hai, maine nahi samjhaya usse, maine samjhaya, lekin yeh umar usski inn sab baaton ko samjhne ke nahi hai, iss liye, hum doono ne milkar socha ke khud ko bhi woh waqt de, iss liye hum doono ne aap sab ko kuch nahi baataya, bas aur kuch nahi..

Pushpa ji says with smile- irada toh nek tha, lekin cupcake ko aaj agar samjhne jaaoge toh, khud ke liye bhi waqt hota hai, woh bhi bhool jaaoge tum doono, toh cupcake ke baare mei socha bahot acchi hai, lekin woh khud ka waqt legi, aur usske hisab se hi legi..

Cheetah says with clam tone- 5 saal ki bacchi hai Guchi, usse samjhne ke liye bahot waqt pada hai, toh abhi ke liye khud ke rishtein ko accept karo, aur usse majboot karo, kiu Pushpa ji..

Pushpa ji smile, & Haseena says- wahi kar rahe the..

Santu quickly asked- toh phir humse kiu chupaya..

Karishma says with clam tone- hum baatana chahte the, in fact aaj hi hum doono ne milkar decided bhi kiya tha, lekin usse pehle hi, yeh sab hua..

Pushpa ji says with smile- chalo, jo hua so hua, usska anat accha hi hua hai, toh mere liye kal subhe ki nashtein mei ek kadad garam masala chai, aur usske saath upma kar dena..

Karishma smile & says- mil jaayega..

Santu says with smile- aur Ms. Malik aapko hum tinno ke saath ek bas segment karna hai, ussmei hum tinno ke saath kaisa relation hai, usske hi baare mei bolna hai..

Haseena smile & says- done, ho jaayega..

Continue Reading

You'll Also Like

74.4K 8.4K 51
This is a story about two police officers who fell in love but didn't realise their feelings for the longest time. This is a story about the love the...
10.6K 1.6K 17
सबर का फल मीठा होता है 😉 Stay tuned for more 😁
49.9K 8.2K 59
hello everyone I'm back with my new story I hope you will enjoy this chapter too so keep reading keep voting keep supporting ❣️❣️❣️ If you like jinni...
42.5K 3.8K 19
A love story of KAREENA but in a different style. Haseena who loves Karishma from her college time but Karishma is unknown about Haseena's feelings...