ANUSEENA:PYAR TOH PYAR HAI {C...

By lekhek_sahab

37.9K 2.9K 575

So, this Story starts when anubhav came back in lucknow after 2 months of saagai incident, No one talk to him... More

IMPORTANT POINTS
PART 1.......
PART 2
PART 3
PART 4
PART 5
PART 6
PART 7
PART 8
Part 9
PART 10
PART 11
PART 12
NEW STORY
PART 13
PART 14
PART 15
PART 16
PART 17
PART 19
PART 20
NEW STORY
PART 21
PART 22
PART 23
PART 24
PART 25
PART 26
SORRY 🙏
PART 27
PART 28
PART 29
PART 30
PART 31
PART 32
PART 33
PART 34
PART 35
Part 36
Happy Independence Day🇮🇳
PART 37
PART 38

PART 18

703 82 18
By lekhek_sahab

Sorry for late update

Continue

At mango farm

Goon1-bhai ye dekhiye is aam ke andar bomb, iss uss sp ke gaadi pe phekte hai gaadi ke saath SP bhi jal ke khak ho jayega

Goon 1 throw the bomb for trail, but the bomb doesn't blast

Babban- ye kaisa bomb hai, iss udaega us SP ko,

Goon1- pata nahi ye blast kaise nahi hua

A man came from where the bomb thrown, with the mango bomb in his hand,

Babban- kon ho tum

Man- lagta hai babban miya ne apne aakho mai surma nahi lagaya hai

Babban see him carefully and said

Babban- SP Anubhav Singh

Anubhav- haa SP anubhav Singh( he said with dangerous smirk)

Babban- ye dekho shikar khud sher ke gufa mai aa gaya hai

Anubhav- sher ke khaal phen lene se gidar sher nahi banjata babban bhaijaan, tum sabhi apne aap ko humare hawale kar do, issi mai tum logo ki bhali hai

Babban- aao padko hume hum sab yahi khade hai....( to the goons) tum log dekh kya rahe ho uski haddiyon ka churma nikal do

Daya silently goes in his back and hold his neck tightly

Daya- itni bhi kya jaldi hai babban miya, phele hum sab se acche se mil toh loo

All cid team attack on them and within few minutes all goons are lying on floor

Anubhav held babban collar and said

Anubhav- chaliyea babban bhaijaan aapko aapke sasural le jate hai

Anubhav and team take babban with them and put in jail.

At beureo

Anubhav is in acp cabin and work and outside others are chit chatting

Purvi- haseena tune kab shaadi kar li aur muje bataya bhi nahi

Haseena- 2 mahine phele hi hui hai shaadi aur tera se contact mai bhi nahi thi mai isliye

Purvi- wo sab chhod shaadi ki party kab de rahi hai

Haseena- bahut jald

Pankaj- tab toh maaza aayega tarah tarah ke food items honge(

Daya- pankaj tumhe khane ke alawa kuch aata hai

Freddy- haa sir pankja ko khane ke alawa sirf sona aata hai

All giggled

Pankaj- freedy sir aapko bhi toh khaane aur sone ke alawa kuch nahi aata hai.

Freddy- dekh tu( cut by daya)

Daya- bass bahut ho gaya ab kaam pe dhyan do sab

All started working, at lunch time, all went to canteen except our anuseena

Haseena enter in cabin and said

Haseena- anubhav chaliye lunch time ho gaya hai phele kuch kha ligeyea aapne subah thik se khaya bhi nahi tha

Anubhav- aap chaliyea hum aa rahe hai

But haseena styed there, anubhav look her

Anubhav- kya hua

Haseena- hum aapke saath hi jayenge, warna pata chala lunch time khatam ho gaya aur aap kaam hi kar rahe hai

He chulked

Anubhav- chaliyea

Both move headed towards canteen,
They settled on chairs

Purvi- anubhav sir ek baat puchu

Anubhav- jii

Purvi- aapne haseena se shaadi kaise ki kyuki college mai toh haseena ladko se dur hi rethi thi. In short haseen toh ladko aur pyar se dur hi rethi thi.

Anubhav- bahut muskilo ke baad hunari inse shaadi hui hai, jisee shabdo mai bata pana bahut muskil hai.

Anuseena got a bit emotional, all noticed this. So purvi divert the topic

Purvi- toh phir honeymoon ke liye kahan jane ka socha hai

Anubhav- humne toh jagah aur rehne ke liye sthan bhi soch rakha tha lekin ye mission bich mai aa gaya( in flow flow)

Purvi- ooh hoo lagta hai anubhav sir puri taiyari mai the

Anuseena blushed. To divert the topic anubhav spoke strictly

Anubhav- baatein bahut ho gayi, jaldi se khana khantam kariyea aur kaam pe legeyea.

All finished their lunch and back to work

2 months later

There is no clue about where gundaswami makes the missiles, but only one thing is good that the fuel conductor is not ready yet. Anuseena bonded very well with cid team, and make fun teasing each other pulling each other legs.

At CID Bureau

Anubhav- muje abhi khabar mili hai ki fuel conductor banke taiyar ho chuka hai aur jis scientist ne usse banaya aur wo usse leke kal mumbai aa raha hai toh hume airport pe security tight karni padigi

Daya- lekin sir agar gundaswami ne mumbai aane se phele hii fuel conductor le liya aur scientist ko nuksan puchane ki koshish ki toh

Acp- daya aaisa nahi hoga kyuki anubhav unn scientist
ko bahut tight security provide ki hai.

Anubhav- kal hume kisi bhi haal mai fuels conductor aur scientist
ko bachana hoga. Is that clear?

All except acp- yes sir

Anubhav- good

On the next day full cid team reached airport and take care all security arrangements, gundaswami's goons also present there to kidnap the scientist

After some time one man came fron the airport with decent clothes and briefcase in his hand, goons thought that he is the scientist, so they keep him on gunpoint without anyone notice and take him to the car and go away. Daya see them and shouted

Daya- sir

All came to daya

Abhijeet- kya hua daya

Daya- kuch log ek addmi ko leke gaye hai jo bilkul scientist ke tarah dikh raha tha

Kavin- shit iska matlab humlog fail ho gaye

Abhijeet- aab kya kare sir

Anubhav- abb toh ek hi upay bacha hai

Haseena- kya

Anubhav- aar ya paar ke ladai

At beureo

Acp- daam it humari itni tight security ke baad bhi wo log uss scientist ko leke kaise gaye

Anubhav- sir jaisa ki maine bataya tha ki gundaswami ke saath humare ek powerful neta bhi mile hue hai uss ke karan.

Acp- pata nahi ye log kab sudhrenge kuch paiso ke liye apni bharat maa ko bech dete hai

Anubhav- unn sab ko unke kiye ki saza milegi aur zarur milegi.

Haseena- lekin sir abhi sabse zayda zaroori ye hai ki hume missiles kaha pe ban rahi hai wo jagah dundni hogi tabhi humlog gundaswami ko rok payenge

Anubhav- humne IB head se baat karke india mai jitne bhi ib undercover agents hai unhe active karwa diya hai, bahut jald hume pata chal jayega, lekin itna toh tay hai ki wo log hamla 15 august ko hi karenge

Acp- aur ajj 2 august hai iska matlab humare paas sirf 13 din bache hai

Anubhav- jii sir

Haseena- sir hume lagta hai ki wo log missile delhi ke red fort par target kar sakte hai kyuki 15 august ke din waha kaafi log hote hai

Acp- ho sakta haseena, bas ek baar location pata chal .

At night

Anuseena came back home and get fresh. Haseena is making dinner while anubhav trying to find the location. After finishing dinner both headed towards the room

He is laid on bed and haseena keep her head on his chest

Haseena- anu humlog ye mission scussesful kar payenge ne

Anubhav- aree jaan jis mission mai haseena malik on board ho wo toh pura hoke hi rahega( he said to lightens her mood)

Haseena- anu abhi hum mazak ke mood mai nahi hai

Anubhav- hmm, hum ye toh nahi jante ki misson safal ho ga vifal, lekin humari puri koshish rahegi ki hum sab ke hote hue iss desh par koi aach naa aye

Haseena- aapko pata hai hum aapse itna pyar kyu karte hai

Anubhav- kyu

Haseena- kyuki aap bilkul humare abbu jaise hai, apne desh ke liye kuch bhi kar jane ki himmat rakthe hai, ek sacche deshbakht hai, hum jab bhi aapke paas rethe hai toh hume lagta hai ki hum abbu ke paas hi hai

Anubhav smiled and kissed her forehead. Soon both went in deep slumber.

..............................................

Thanks

Target 60+ votes

Sorry for grammatical and spelling mistake.

Continue Reading

You'll Also Like

53.8K 3.8K 29
HASEENA MALLIK IS HEART BROKEN AND ANUBHAV SINGH IS GUILT RIDDEN...HE BLAMES HIMSELF FOR HER PAINFUL CONDITION AND DECIDES TO MOVE DISTANT FROM HER T...
77.4K 4.5K 33
This starts after mission jeet. Haseena still has feelings for Anubhav but tries to avoid herself from these feelings and pretending to be happy for...
53.6K 3.6K 25
Anubhav is son of a rich businessman and DSP of Lucknow .Although his family requested him to join the family business he denied as he wanted to get...
9.3K 559 9
The story would be after Anubhav returns from the mission. Haseena does not forgive him or will never trust or love him. Anuseena fans please don't k...