छल/CHHAL(Mission Behroopiya )

By CoolWeAre

24.6K 1.7K 400

Anubhav died ,Mission is over ,Karishma knows the truth but is Karishma Fine ? Especially after what happened... More

AMMI IS BACK
Ab sehen nahi hota
Kareenav
Coffee (Anuseena )
Coffee (Kareena )
Note
Anushma
Khafa
Who is he ?
Reunion
Kyun ?
Shaadi !?
Accident
A spark of jealousy
Jealousy
Am I jealous?
Blunder

Revelation

1.3K 116 12
By CoolWeAre

So promo dekhne ke baad mann kiya ye part likhne ka ....fight sequence to dekh hi lenge hum sab to shuruaat revelation ke baad se karte hai


(Written on 8th April 2022)

______________

Continuing from previous part

After Few days

______________

Karishma was standing there with a slight smile on her face watching all the MPT members hugging Haseena tightly

just a few hours ago all her doubts regarding Urmila being Haseena or not got cleared as Haseena regained her memory while their fight against goons,At last they hugged each other finding peace after ages ,tears were running down through their eyes and both of them never wanted to loose each other again ,Karishma was the happiest person on earth at that time because she got her Madam sir back ,her best friend,her soul sister ,her teacher ,her idol,her hero ,her mentor ,her sarthi back but there were some questions in her mind which were worrying her .....After their emotional reunion they went back to thana to reveal the truth to other MPT members

As soon as MPT members got to know that Urmila is none other than their Haseena Madam they almost jumped on Haseena hugging her tightly while Karishma was watching them from some distance with a smile on her face ,Haseena indicated her to join the hug and she joined the hug too ......None of them could ever deny that they all missed this group hug extremely

After a few seconds they broke the group hug

PS- mtlb Urmila Mahadev Mahtre ,Marathi mulgi asal mein humaari MS thi !?

HM nodded

PS- par MS aapne ye naatak kiya kyun

HM -un logon tak pahunchne ke liye jinhone humein maarne ki koshish ki aur humaare desh ke sabhi secret agents ki information waali hard drive ko paane ki saazish rachi taaki vo us hard drive ko dushmano ko karodon mein bech sake

Ss- Kya !?

HM - ji ha ,aur hum us khai se kabhi gire enhi the aur humaari jaan Bakshi sir ne bacha li aur humein diya ye mission, MISSION BEHROOPIYA ,Bakshi Sir ko shaq tha ki dushman koi aisa insaan hai jo MPT ko achhe se jaanta hai ,shayad koi kareebi ( she paused and taking a deep breathe ,controling the storm of emotions inside her she spoke ) ....unka shaq poori tarah galat bhi nhi tha ......(after few seconds of silence she spoke) Unhe lagta tha shayad aap sab mein se koi ek tha jisne Mira ko hack karke humein marwaane ki koshish ki ( everyone looked at her shocked ) isiliye humein na chahte hue bhi bhes badal kar chhan been karni padi .......na chahte hue bhi aap sab par shaq karna pada kyunki humein aap sabko nirdosh saabit karna tha ........hum jaante hai ki humne aap sabko bahut dukh diya hai aapke saamne hote hue bhi humne aap sabko sach nhi bataya , aap sabko usi dard se joojhne diya , ho sake to humein maaf kar dijiye (she said holding her ears and bowing her head down )

everyone was stunned from this shocking revelation and didn't know how to react after some minutes atlast Santu broke the silence

SS- mtlb MS aap hum sabke saamne thi aur humse jhooth bol rahi thi (she said while tears in her eyes ) ,aapko pata hai MS hum ....hum sabne aapko kitna miss kiya aapke jaane ke kitne vaqt baad tak humaare thaane mein hasi thitholi nhi hui , billu ji ke faaltu jokes sirf isliye hote the taaki hum sab kahi maayus na ho jaahein ,

Cheetay ko sabke saamne muskuraate aur chhup ke rote hue dekha hai maine ( she said with pain reflecting her eyes which she felt watching Cheetah like this ),Pushpa ji kitne dino tak KM se ladi nhi aur ladna shuru bhi kiya to sirf isliye taaki KM ko lage ki sab pahle jaisa hai, pata hai aapki yaad mein kitne aansu bahaaye hai unhone ?( she said angrily) jis ma ne apni beti ko khoya ho uska dard samajh sakta hai kya hum mein se koi ?

aur mai, MS pata hai aapko aapke jaane ke baad kitna miss kiya hai maine apko, aapki vajah se meri masoomiyat bhi kam ho gayi hai ( she said complaining like a little child ) , sirf senior nhi behen bhi khoyi thi maine MS aur apni idol bhi

aur KM vo .......unhone to sabse jyada dard jhela hai MS , kitni raat soyi nhi hai vo ,kitni raat aapke us khaayi se girne vaale khaufnaak sapnon ne neend udaayi hai unki ,Aapko na bacha paane ka guilt ,aapke kaatilon tak na pahunch paane ka guilt in sabne unhe kitna tod diya tha jaanti hai aap ? fir bhi vo khadi thi mazboot hum sabke saamne

par MS aapne hum sab par shaq kiya ?

HM looked down with tears in her eyes and others too were having tears in their eyes

HM- Santosh humaare dil ne kabhi ek pal bhi aap sab par shaq nhi kiya ,kaise kar sakte the pariwaar hai aap sab humaara ( she said while looking in SS's eyes while tears were formed in her eyes  ) hum majboor the SS humaara farz humein ijazat nhi de raha tha aap sabko sach bataane ka

KS - MS sahi keh rahi hai Santu ... farz se badhkar kuch nhi ,( she closed her eyes and spoke ) JAAN CHALI JAAYE PAR DESH PAR KABHI AANCH NA AAYE ............ (she slowly opened her eyes and spoke ) Hum jaante hai Santu MS ke liye bhi aasaan nhi raha hoga ye sab shayad ,aur unki majboori thi hum sab par na chahte hue bhi shaq karna

Everyone looked at KS shocked

CC- KM ye aap keh rahi hai vo insaan jo MS ke jaane ke baad shayad mushkil se ekaad baar muskuraayi ho ,aap jaanti hai na kaisa lagta hai jab koi bharosa na kare aap par

HM- bharosa tha Cc ,sirf farz se bandhe the hum ,majboor the ( she said with helplessness and pain visible in her eyes )

KS- cheetay hum jaante hai tum kya mehssos kar rahe ho, aap sab kya mehsoos kar hai ,par humein lagta hai aap sabko Maddam sir ko maaf kar dena chahiye

SS -nhi KM abhi to nhi

SS and CC left the place

PS- hum jaante hai KM shayad ismein MS ki koi galti na ho par aap bhi ye jaanti hai ki itni aasaani se unhe maaf karna hum mein se kisi ke liye asaan nhi hai ....aur na hi aapke liye ,hum achhe se jaante hai sach jaankar aapka bhi to dil tuta hoga fir aap .....vaqt lagega KM itni jaldi maafi nhi mil sakti ( she looked at Haseena for once and then left the place and billu followed her)

HM and KS were only left there

HM looked at KS's eyes and was shocked to see that stillness , the deep silence in her eyes ,as if she hid all her emotions inside her and first time since past two years HM wasn't able to read Karishma's eyes and this is what astonished her and terrified her to the core

KS- MS khafa hai aapse abhi par chinta mat kijiye humein yakeen hai aap unhe mana lengi ( she blinked her eyes in assurance and HM nodded ) humein Hazratganj chowk par traffic control karne jaana hai ,aate hai ...Jai Hind( saying this she turned towards gate but HM's voice stopped her )

HM - KS aapne humein maaf kar diya ?

KS- MS maaf tab kiya jaata hai jab kisi ne koi galti ki ho aur humein bilkul nhi lagta ki ye sab jp kuch bhi kiya usmein aap ki koi bhi galti thi to fir maaf karne ka sawaal hi paida nhi hota (after saying this she left the thana but while going she asked CC to come with her )

____________________________________________

At Hazratganj Chawk there was a lot of rush ,Cheetah and Karishma were at opposite sides of the road

Just then Karishma was pushed by someone and everyone stopped for a moment hearing a sound of gun shot

The bullet passed near Karishma but someone pushed her just at the right time saving her

Soon panic situation got created between all the people there , everyone started running trying to save themselves ,KS looked in the direction from where the bullet was shot but wasn't able to spot any suspicious person ,she looked back to thank the person who just saved her but there wasn't anyone behind her ,the man who saved her already left from there and she wasn't even able to see his face clearly well also she couldn't because he was wearing a goggle and mask ....." wearing goggles at night ,strange ! Isn't it ?" Karishma thought .....just then she noticed a drop of blood on ground and she realised that the bullet probably touched that person 

Cc came running towards her

Cc - KM aap theek to hai na ?

KS- ha hum theek hai Cheetay,par jis insaan ne humein bachaya vo kahi nhi dikh raha ,shayad use chot bhi aayi hai (she looked at around watching everyone panicking) pahle yaha sthiti ko sambhala hoga

Cc nodded

_________

At Haseena's home

Haseena rang the doorbell of her house and her Ammi opened the gate
As soon as Haseena saw her, she engulfed her into a tight hug and burst into tears ,

"Haseena " the words came out from her mouth as soonas she realised that her daughter is back ,her Haseena's memory is back

"Ammi " she said while sobbing slowly

Ammi started rubbing her back

Ammi - Kya hua Haseena ?(she said with concern ) Haseena tu aa andar baith

Ammi sat on the sofa while Haseena lay there putting her head in her lap

Haseena told her everything about the mission and what happened today

Ammi - Haseena dil tuta hai un sabka vaqt lagega thoda

HM - hum jaante hai ammi hum achhe se jaante hai aur hum taeyaar hai chahe jo bhi karna pade humein, chaahe jitna vaqt lage par hum unhe mana kar rahenge ......

Ammi kam se kam vo humse gussa to hai magar Karishma singh ......vo to humse khafa hi nhi hai Ammi ,unhone kaha ki vo humein maaf tab karti agar unhe lagta ki humne kuch galati ki hai (she said with tears in her eyes, Ammi caressed her hair trying to give her a little relief )

Ammi aap jaanti hai na vo kaisi hai ,kitni jaldi gussa aata hai unhe aur ek baar naraaz ho jayein to unhone manane ke liye kitne papad belne pade hai par aaj Ammi ......

.......aaj unki aankhon mein ek ajeeb si khaamoshi thi ,jab se hum unse mile hai tab se lekar aaj tak pahli baar itni buri tarah nakaamayab hue hai unki aankhein padhne mein ,aaj vo humse khafa bhi nhi thi na unhe hum par gussa aa raha tha par hum jaante hai ki aisa bahut kuch tha unke andar jise unhone zaahir nhi kiya ....kyun kar rahi hai ammi vo aisa ?

Ammi - Haseena tu hi to kehti hai ki Karishma teri dost hai

HM - uhmm (she shook her while still burying her head in her lap ) vo humaari sabse achhi dost hai

Ammi (she smiled and caressed her head ) ha vo teri sabse achhi dost hai ,to fir tu pata laga na ki teri SABSE(emphasizing on word sabse) achhi dost ke dil mein kya chal raha hai ......humein pura yakeen hai tu uske dil mein kya chal raha hai ye pata bhi laga legi aur teri jo pyaari team hai .....nhi ...jo tera pariwar hai use bhi tu jald mana legi

____________

In a hospital

Woman - bhaiya aap theek hai ?

Man - ha bas goli haath se chhu ke nikal gayi to jyada ghaav nhi hai

Woman - bhaiya aage ka kya plan hai

Man - ab SAUMITR yaani mujhe MPT jaana hoga

Woman- par aapka haath ?

Man - chota sa ghaav hai theek ho jayega ,abhi mera MPT jaana jyada jaruri hai

Woman nodded

_________

What do you think, who is this Saumitr and what must be his intentions behind entering MPT

So the amount of response i am getting on this FF is quite disappointing and i am not even able to give regular updates due to my boards which are going to start very soon and i am hardly opening wattpad ,but I still couldn't stop myself from continuing because probably i am not satisfied from what happened in the show .....well hoping for a dhamakedar reunion in the show but still wanted to write it in my own way

Continue Reading

You'll Also Like

26.7K 2K 13
What if Shyam was never married to Anjali and his obsession with Khushi was twice fold? In a story where Anjali married an honest man and the Guptas...
63.3K 9.1K 45
Ks - Nah toh hum iss Rishte ko maante hain Aur nah hein iss Shadi ko Nah toh hum apse Mohabaat karte hain Nahi Nafrat Aap Singh Khandan ki Aur Hamari...
111K 7.5K 45
(AnuSeena FanFic) Haseena is hurt after knowing Qayamat's truth, Karishma And Anubhav are trying to win back her trust. Anubhav Realizes and Accepts...
39.7K 4.8K 44
न कम होगा न खत्म होगा ये प्यार है हर पल होगा और तुमसे ही होगा ✨❤️ My first Kareena story and I don't know a little bit about writing I am here just...