Maddamsir:KarEeena: Prem Mein...

By overthinking019

171K 20.5K 1.6K

it's another fiction story on beloved #KarEeena it's a pure fiction.. don't campare it with the real life.. More

Intro: Prem Mein Tohre..
Prologue of PMT
1. Meet but not Meet..
2. Food is becomes a key..
3. And the story begin..
4. Haseena Malik & Karishma Singh
5. Two Soul's
6. Sudden..
7. Smiles..
8. Behavior..
9. Half Past
10. Forceful Sorry
11. A Chaos
12. Thank You..
13. Friends..
14. I Trust You..
15. You Are My Sunshine..
16. Aisa Kuch Nahi Hai..
17. A Casual Kiss..
18. Truth or Dare..
19. Tum Humari Dost Ho..
20. I Adopted Her..
21. Mira..
22. Kuch Toh Baat Huyi Hai..
23. Kya Hua Hai Tumhe..
24. Karishma's Past..
25. Welcome To My Small family..
26. That You Are My Family Member..
27. Haseena's Past..
28. Partnership..
29. Pyar Ho Gaya Hai Humse..
30. Usse Kuch Nahi Hoga..
31. Khoone Se Darr Rahe Tumhe..
32. Khoone Ka Darr Laga Tumhe..
33. Woh Nind Sukoon Ki Hogi..
34. Dua Kabool Hoti Hai..
35. She Is My Daughter too..
36. Be With My Fam & Love Ones..
37. Top Secret..
38. Sudden..
39. Upset Layer..
40. Pyar Karti Ho..
41. Aadat..
42. Up's & Down..
43. I'll be there on very next moment..
44. Ashmi..
46. The Truth..
47. Irks..
48. Kahi Pasand Aa Gayi Kya Tumhe Mira..
49. I Love You Damn..
50. Will She Accept Me..
51. My To Be Daughter's Mom..
52. Waqt..
53. Perfect Family Picture..
54. Space..
55. Dost Bhi Toh Maa Hoti Hai..
56. What's Your Father Name..
57. Aur Mumma Bhi??
58. Beti Hum Doono Ki Hai..
59. Some Moments..
60. Winner, Winner Chicken Dinner..
61. KPS..
62. The Moment..
63. Hum Sabko Kiu Nahi baataya..
64. Trouble On A Path..
65. Cheese Cake..
66. Cupcake Cheese Cake..
67. News..
68. Tears..
69. Tumhari Jaisi Girlfriend..
70. Saaza..
71. Newspaper..
72. She Is Bad Girl..
73. Family Is Made By Love Not DNA
74. Are You Serious..
75. Bye Bolo Mumma Ko..
76. I Hate You A Lot..
77. Date..
78. Letter..
79. Are You Insane..
80. Preparation..
81. Cake..
82. Crumble Page..
83. The Truth..
84. Sab Se Best Gift..
85. Storm..
86. A True Face..
87. Saaza..
88. Realization..
89. Meet..
90. Karishma's side..
91. Love or Ego..
92. Restless..
93. Danger..
94. Sense..
95. Sort Out..
96. Aap Karte Ho Na..
97. Forever Together..

45. Angles..

1.5K 223 22
By overthinking019

Haseena dialled Karishma's number, while way toward the Karishma's house..

Karishma's cell rings, & she says to Mira- Mira please Bluetooth dena..

Mira forward the Bluetooth cord to Karishma, & Karishma pick the call, from the other side, before Karishma say anything, Haseena asked with stern tone- kaha par ho..

Karishma says with clam tone- doctor ke paas jaa rahi hun Ashu ko lekar..

Haseena asked with layer of panic tone- kya hua hai cupcake ko..

Karishma says with clam tone- thoda temperature high hua hai..

Haseena asked with stern tone- kitna high..

Karishma says with soft tone- doctor ke paas jaa kar pata chalega..

Haseena says with stern tone- address send karo, hum abhi waha par aa rahe hai..

Karishma says with soft tone- Haseena Ashu ko doctor ko dikha kar ghar hi jaane wali hun, aur waise bhi Mira hai mere saath..

Haseena says with stern tone- address do, humein kaha ho, aur humein koi farak nahi padta hai, tumhare saath kon hai, aur tum kis ke saath ho, samjh rahi ho, hum cupcake se pyar karte hai, aur usske liye aa rahe hai, naa ke tumhare liye, toh address bolo yaa phir message karo, abhi..

Karishma shook her head disbelief & says- Dr. Pradhan 1st floor of city hospital, child specialist..

Haseena says with stern tone- hum waha par aa rahe hai, & she cut the call, before Karishma's words in reply..

Haseena reached to the place, she found Karishma, who holding Ashmi into her arms, & Mira too, who seating beside each other, Haseena walks to them, Karishma look to Haseena, who's eyes overwhelming with love towards Ashmi, she goes to caressing her hand on Ashmi's head, but Ashmi's irks tone, tells the story that she is not interested in anyone..

Mira opens her mouth- ahem, Kash mai nikalti hun..

Karishma look to Mira & says- haan..

Mira says with concern tone- Ashmi ka khayal rakhna, aur ho sake toh, nahi bhi aaogi, toh bhi chalega, thik hai..

Karishma shook her head & says- parso aajaaungi, parso exhibition hai toh, aakar jaaungi..

Mira smile & says- thik hai, mai nikalti hun, & she gives formal side hugged to Karishma, Haseena looks that with heavy heart, & she look other side, Mira left the place..

Haseena asked with soft tone- baataya kiu nahi humein..

Karishma look Haseena through corner of eyes, & says- tum pehle mere side mei aakar baitho, ek toh tum humein dikh bhi nahi rahi ho, Ashu ki wajah se..

Haseena says with stern tone- humein yahi par baithna hai, cupcake ke side mei..

Karishma says with soft tone- side mei baithne se woh baat bhi nahi karegi, iss liye bol rahi hun, issye tumhari hi takleef kum hogi..

Haseena look to Karishma with layer of irks & Karishma says with soft tone- please..

Haseena seated beside Karishma & asked again- kiu nahi baataya humein..

Karishma look to Haseena & says- thodi der ke liye, dekhne toh do, itne dinno baad mili ho, aankhon ko thoda toh pata chalne do, tum thik ho..

Haseena give layer of anger look to Karishma & asked- dekh liya, ab bolo bhi..

Karishma close her eyes for moment & she shook her head & says with soft tone- afternoon ke baad bukhar shuru hua hai..

Haseena asked with soft tone- kuch baat ki hai..

Karishma shook her head in no, & says- kuch bhi nahi baata rahi hai..

Haseena says with assurance tone- thik hai, baad mei baat karte hai hum..

Karishma highlight the word- hum..

Haseena indicate her thumb towards herself & says- hum..

Karishma shook her head only..

Doctor check Ashmi, who holding Karishma's hand in whole process of checking, Doctor done her check up & Karishma aging pick Ashmi into her arms, & she seated on chair, & Doctor says- it's a viral fever, lekin jis tarah se woh Karishma ji aapka haath pakad kar rakh rahi thi, uss hisab se, mujhe lagta hai, woh darri huyi hai, kisi na kisi baat se, aur ussi wajah shayad yeh bukhar hai, koi aisi baat huyi hai, ghar mei, jise woh ghabra gayi hai..

Haseena looking at Karishma closely & Karishma says- ghar par toh aisi koi baat nahi huyi hai, aur kabhi bhi Ashmi ke mann ke khilaf kuch hota bhi nahi hai, haan kabhi kabar daanti hun, lekin woh bhi normal hota hai..

Doctor- school mei jaati hai..

Haseena says it quickly- ji, aur abhi sirf 10-12 din hi huye hai..

Doctor shook her head little & says- shayad school mei kuch baat huyi hogi, aur aapko pata nahi hogi, toh aap ek baar usske school teacher se baat karke dekhiye..

Karishma shook her head & says- ji doctor, & Doctor prescribed some medicine, & they left the place..

Haseena look Karishma & asked- yaha se kaha par jaana hai..

Karishma says with soft tone- ghar hi chalte hai..

Haseena asked with concern tone- kuch khaya hai subhe se..

Karishma look to Haseena, & Haseena shook her head & she says- humein laga hi tha, & she order to driver move towards the Karishma's house..

Haseena on call, with Cheetah- nahi, doctor ne dawai di hai, lekin saath mei kaha hai ki cupcake se baat karne ki koshish kare, shayad usske mann mei koi baat hai, yaa koi aisi baat huyi hai, uss wajah se woh darri huyi hai, aur ussi wajah se bukhar hai..

Cheetah says with soft tone- ek kaam karte hai, thodi der mei, mera, Pushpa ji aur Santu ka pack up hone wala hai, toh hum wahi par aate hai, tab tak cupcake ka bukhar kum bhi hoga aur humein usse baat bhi karne milegi..

Haseena look to Karishma & asked- 9 baje tak bukhar kum hoga..

Karishma think for a while & says- ghar jaakar kuch khayegi aur usske baad dawai dungi toh ho sakta hai, ke bukhar kum ho..

Haseena asked to Cheetah- sunna..

Cheetah- haan sunn liya, ab bas itna bol do Kashu ko, ke hum sab ke liye kuch na banaye, hum kuch na kuch lekar aate hai sab ke liye, bas Guchi ke liye hi khaana banane bolo..

Haseena look to Karishma & says- tum bas cupcake le khaana banado, hum sab ke liye khaana Cheetah lekar aa raha hai..

Karishma shook her head only, while Haseena cut the call..

Haseena asked- waise kya hum cupcake ki dost Ishita se mil sakte hai..

Karishma says with little casual tone- haan, lekin usse bhi bukhar hai, aur jab tak bukhar khatam nahi hota hai, tab tak toh hum kuch kar hi nahi sakte..

Haseena shook her head only..

Everyone reached at house, they first look for Ashmi, who sleeping with medication, Pushpa ji keep her palm on Ashmi's forehead, while Cheetah keep his hand on Ashmi's leg, & asked with concern tone- bukhar itna hi tha ya ab thoda kum hua hai..

Haseena says with little smile- ab thoda kum hua hai, hopefully cupcake nind se utne ke baad hum sab se baat kare..

Santu asked with upset layer- tumse bhi baat nahi ki kya..

Haseena says with sad layer- haath bhi lagne nahi diya hai, jaise taise Kashu ne khichdi banayi aur woh khilakar, dawai dekar sulaya hai, soone ke baad humein haath lagaya hai..

Pushpa ji asked with upset tone- kuch bhi nahi bola hai..

Karishma shook her head in no, while Pushpa ii asked- cupcake ki dost hai na, Ishita, usska kya hua, woh kuch boli hai..

Karishma says with quick tone- phone kar ke dekhti hun, & she quickly dialled the number of Ishita's parents..

She asked about first Ishita's health & then asked- Ishita talked about anything..

"abhi tak kuch boli hi nahi hai, aur doctor se baat ki toh, bole hai, ke usse thoda waqt de, issye woh khud baata sakegi"

Karishma says with clam tone- thik hai, agar Ishita kuch bhi bole toh mujhe bhi baata dena, kiu ki yaha par Ashmi bhi chup hogayi hai, aur saath mei bukhar bhi hai, aur jaise Ishita ka haal tha, waise hi kuch Ashmi ka bhi hai, toh bas issi wajah se thoda tension hai..

"haan, mai baata dungi" & they cut the call..

Haseena quickly asked- kya kaha..

Karishma says with little disappointed tone- kuch bhi nahi kaha hai, bas bukhar kum hua hai, aur kuch nahi..

They shook their head only, while the same time Santu asked- Kashidi cupcake ke bag mei itne saare chocolates kiu hai, kisine usse diye hai kya..

Karishma look the Santu's hand & asked- bag mei chocolates, kaha se aaye..

Santu says with casual tone- books ke neeche the, aapne cupcake ka bag check nahi kiya kya..

Karishma says with little upset layer- nahi, thodi busy thi iss poore hafte toh, bas diary check kar rahi thi aur Ashu hi bag pack kar rahi thi..

Haseena look to Pushpa ji & asked with doubtful tone- Pushpa ji aapne diye hai kya..

Pushpa ji says with upset layer- nahi toh, balki Karishma humein daanti hai, toh cupcake ko chocolate nahi dete hai hum usse..

Cheetah look to Haseena & signed her to come out from the room, & they both left the room, & stood in to the balcony..

Cheetah says with serious tone- Haseena baat bahot hi jaada badi hai, jo abhi ke liye mere dimag mei aa raha hai, baccha hai na, bahot jaada tab darrata hai, jab usske parents usse daant lagte hai, teacher se darrata hai, aur ek aisi baat se darrata hai, jiske baare mei kisine bhi nahi socha ho..

Haseena says with mimes- molest!

Cheetah says with upset layer- ho sakta hai, uss wajah se woh naa tumhe khud ko haath lagne deti hai, naa humein, sirf Karishma ke paas reh rahi hai, woh sirf abhi ke liye Karishma par hi vishwas kar rahi hai..

Haseena says with denying tone- nahi, aisa nahi hai, Kashu ne humein baataya tha, cupcake ko bukhar aata hai, tab woh sirf usske saath hi rehna pasand karti hai..

Cheetah says with firm tone- mai bhi yahi chahta hun, lekin aisa hua toh..

Quickly eye brim of Haseena & says- khuda kare aisa kuch na ho, agar aisa kuch hua toh bacchi ko kaise ehasaas dilange, ke hum usske aapne hai, aur usske saath aisa kuch nahi karnge..

Cheetah round his hand around Haseena's shoulder & says- hum hai, agar aisa kuch hua hoga toh, sab se pehle tum baat karne ki koshish karo Guchi se, aisa kuch hai, toh baaki sab kuch mai dekhlunga, bas tum baat karne ki koshish karo..

Haseena says with upset tone- agar aisa hua toh, Kashu aapne aapko blame karegi..

Cheetah says with assurance tone- hum sab hai usske saath, hum sambhal lenge..

Haseena shook her head in yes & same time Santu comes there & says- sab thik toh hai..

Haseena quickly wipe her tears & says- haan, sab thik hai, tum bolo, tum yaha par kya kar rahi ho..

Santu- cupcake nind se uth gayi hai..

Cheetah & Haseena exchange the look & Haseena says- chalo, & they walks into the room..

They look Ashmi seat on lap of Pushpa ji, Karishma seated near to bed edge, while Cheetah take a seat on bed edge & Haseena take a seat infront of Ashmi, Cheetah says- Guchi kaisa hai sweetie pie..

Ashmi shook her head only, while Haseena forward her hand to Ashmi & says- humare paas aaogi..

Pushpa ji says with soft tone- jaao Hansu ke paas..

Karishma look Cheetah & Haseena's serious face, & she asked to Cheetah- sab thik toh hai..

Cheetah look to Karishma & says- sab thik hai, bas Guchi ko puchne ki koshish karte hai, kis baat se darr gayi hai, pata chala toh accha hoga..

Karishma shook her head in casual way, & Ashmi seated in arms of Haseena, Haseena gives her bone crush hugged, with love..

Continue Reading

You'll Also Like

48.1K 6.5K 62
This Story Is About Haseena Malik and Karishma Singh and their Love and MPT ...♥️ Let's dive right Into The Story . Hope You will enjoy this Story
24.4K 2.3K 23
Jahan par kuch nhi Milne wala.... Ander jao aur khud janlo.....
57.5K 9.6K 57
First love hurts Second love heals From the writer of BE MEANT TO BE & FROM THE BIRTH, ITS ONLY YOU Keep Supporting for more Kareena stories With Gr...
10.6K 1.6K 17
सबर का फल मीठा होता है 😉 Stay tuned for more 😁