JEETE HAI CHAL ☺

By Lafz-e-mohabbat

4K 217 1.1K

This is based in a track of KUDCA itself, the track of partition, where Amdheer, Vashmay and Bridha lost so m... More

INTRODUCTION
Woh Raat
Randheer ki Ranjhan 🤧
Randheer for the Support 💕
The Final Rescue
The Vashmay Truth 🤞
THEIR SUFFERINGS
Rishton ki Gehraiyaan ✌❤
Alvida Lahore 💫
Refugee Camps 🥺
Salaam Hindustan🫡💕
Dil Se......
Tanhayi
A Broken Veer

Dil ki baatein Seedha dil mein asar karti hai 🥺♥️

207 12 104
By Lafz-e-mohabbat

I am here with the next part. But before starting I would like to say something.

Guys writing a ff is not easy. We try our level best to give the content which has been missed out in the show and which we badly wanted 🥺 we try to convey each amd every emotion nicely which feels real 🥺 and in return, all we ask is your comments. The comments really inspire us to write more and more. It feels overwhelming.

So please, it's a request, please don't leave without giving comments 🥺 Please 🥺

Everyone was smiling amidst the tension, but suddenly Iqbal chacha came from the other room, worriedly. And Amrit's eyes fell on him.

A - Baig Chacha!

Listening her, everyone shifted their gaze towards Iqbal. And Amrit rushed to him.

A - (worriedly) Kya baat hai chacha ji? Aap bade pareshan lag rahe hai...sab theek hai na 🥺 ma bauji? 😭

Others also got worried.

I - Amrit beta, tumhari ma toh bilkul theek hai (everyone sighed a relief), par........(worriedness took over him)

A - (impatient) Par? Par kya Baig chacha? Bauji theek hai na? 😭😭 boliye na please 😭😭 woh theek hai na? Kuch toh boliye 😭😭

Amrit was nearly crying and other's heart was in their mouth 🥺. Ranhdeer went near Amrit and held her shoulders.

R - (soothing her) Amrit shant hi jaiye. Lala ji theek ho jayenge, Baig chacha ko bolne toh dijiye. (Looking towards Iqbal) Chacha ji 🥺 bataiye na please 🥺

I - (breaking his silence) Dekho, main jhoothe dilaase nahi dena chahta. Lale ki halat theek nahi hai 😞😞 (everyone was shocked and Amrit stumbled but Randheer caught her) Main apni taraf se poori poori koshish kar raha hun, par kisi bhi mareez ka ilaaj karte waqt, sirf dawaiyan kaam nahi karti, mareez ko bhi theek hone ki iccha honi chahiye. Lale pe kisi bhi ilaaj ka ya dawaiyon ka asar hi nahi ho raha 😢😢 aisa lag raha hai jaise woh jeena hi nahi chahta 😞.

Everyone were crying hearing him. They were not in the state of mind to speak something. Hearing Iqbal, all they could do was pray to the god for their Lala ji for his better health 🥺🥺

A - (cries) Yeh kya bol rahe hai aap chacha ji?! 😭😭 Jeene ki iccha hi nahi hai??!! 😭😭😭 aisa kaise ho sakta hai 😭 woh hum sabse kitna pyaar karte hai 😭 woh hum sabko chod ke nahi ja sakte 😭😭😭 mere bauji nahi ja sakte 😭😭😭

I - (cups her cheek lovingly) Amru 🥺 bacche sambhal khud ko 🥺 Jaha tak main Lale ko janta hun, woh hum sab se kayi zyada mohabbat apne Lahore se karta hai 🥺 isliye toh woh gaadi se bhi utar gaya tha, woh apne Labore ko chod ke Jana hi nahi chahta 🥺 usne apni pehli saans Lahore ki mitti mein li thi aur chahta hai ki uski aakhiri saans bhi uske Lahore mein ho 🥺🥺

B - (emotionally) Oooo Iqbal bhai bilkul sahi keh rahe hai ji. Dekha hai Maine, kitna pyar karte hai pra ji apne Lahore se 🥺🥺 aaj bhi mujhe yaad hai, jab Amrit hui thi, uske kuch mahino baad, humari ek bua thi, woh Amru ko dekhne vaaste aayi thi aur unhone pra ji ko kitna samjaya tha ki baccho ke acche bhavishya ke liye hum log Karachi chale jaayein rehne ke liye, lekin pra ji tas se mas nahi hue! Kisi bhi keemat pe apne Lahore ko chodne ke liye taiyyar nahi the woh 🙂🙂. Pra ji apne Lahore se bohot pyar karte hai, shayad khud se bhi zyada 🥺

Everyone were shocked yet emotional hearing him 🥺

A - (weeping) Aur hum? 🥺🥺😭😭 humara kya chacha ji? Woh apni Amru se bhi toh itna pyar karte hai 🥺 kya main, unka parivar jo itna pyar karte hai usne, usne koi maltab nahi hai unhe? 😭😭😭

I - (feeling bad) Aisi baat nahi hai puttar 🥺 tu bhi janti hai woh tujhse, apni Amru se, apne is parivar se kitna kitna pyaar karte hai 🥺 itna pyaar ki unpe apni jaan tak luta dete hai 🥺 amru tune toh Lahore mein sirf 17 saal bitaye hai par phir bhi tu kitna pyaar karti hai apne Lahore se 🥺❤

Amrit stood silent, tears kept rolling down her eyes 🥺 her bauji was her life, her whole world, he was the man for whom she was ready to quit writing, she was ready to give up ok Ranjhan. He was the person who taught her to live 🥺 he was the person who broke his promise for his daughter's happiness 🥺 how could she allow him to go away from her, forever 😭😭.

Without thinking twice, she ran with all her might to her parents room and sat beside her bauji. Others got shocked seeing her like this and ran behind her.

A - (cryingly and angry) Bauji aap bohot bure ho 😭😭 bohot bure ho aap 😭😭 Maine kabhi baat nahi karni hai aapse 😭😭 aap sirf apne Lahore se pyaar karte hai, sirf apne Lahore se 😭😭 main, Brij chacha ji, Mogar Bua, mummy ji, Uday Veer ji, aapke dono khaas dost, Iqbal chacha aur aapke Raizada sahab, aapke liye koi Maayne nahi rakhte 😭😭 tabhi toh Lahore ke liye hum sabko chod ke jaane ke liye taiyyar hai na aap 😭😭😭

R - (hold her shoulders) Amrit please sambhaliye khud ko 🥺🥺🥺

U - (teary eyes) Ha Amru, sambhal khud ko puttar 🥺🥺 aise toh teri tabet bhi bigad jani hai.

A - (shouts cryingly) Toj bigad jaye Veer ji, bigad jaye tabet, ab ni farq padta Mainu 😭😭😭 (starts crying hysterically and everyone felt bad seeing her condition 🥺) jis insaan se meri zindagi se, jisse main hun, agar wahi nahi honge toh kya karungi main aisi zindagi ka 😭😭😭😭 nahi jee sakti main apne bauji ke bina, nahi jee sakti 😫😫😫 agar inhe kuch ho gaya toh main mar jaungi 😭😭 (Randheer immediately kept his palm on her mouth with teary eyes 😫)

R - (heavy voice due to crying) Amrit 🥺🥺 please aisa mat boliye 😫😫 aur apne ram ji par bharosa rakhhiye, na aapke bauji ko kuch hoga aur na hi aapko, samjhi aap? 🥺

Randheer said softly but it touched the deaf ears of Amrit. She was standing lifelessly with tears continously rolling down her cheeks 🥺. Seeing her not responding at all, Randheer sighed deeply.

R - (pleading her) Amrit please kuch boliye 😫😫 aise chup mat rahiye 🥺 dekhna agar aap apne bauji ki bolengi na toh woh zaroor uthenge, apni aankhein zaroor kholenge 🥺🥺 unhe apni beti ki maan manni hi hogi 🥺 please kuch boliye na unhe 😭😭 (starts weeping) Amrit! Please kuch boliye na, Amrit 😭😭

Everyone were shocked seeing even Randheer loosing his senses but Amrit was not responding at all 🥺😫. Only one thing was running in her mind.

Will her bauji really leave her and go away?

This question didn't leave her in the capacity to think anything else 🥺🥺.

And Uday rushed to Randheer and held his shoulder.

U - (calming him down) Sambhaliye khud ko Randheer sahab. Aap is tarah toot jayenge toh kaise chalega 🥺 aap toh har paristhti mein, chahe woh kaisi bhi ho, has ke uska saamna karne walon mein se hai na, aap aise nahi toot sakte Randheer sahab 🥺🥺 humein Amru ko bhi sambhalna hai 😫😫.

Randheer looked towards Uday and found him looking towards him with teary eyes 🥺. He nodded and wiped his tears but was still sniffing 🤧.

Suddenly Randheer remembered something and his eyes sparkled. He ran outside making everyone shocked. He went to the other room near Amrit's stuff and started finding something desperately. Everyone came behind him to see him and got confused seeing him finding something.

V - (going near him) Randheer! Kya dhundh rahe hai aap?

But Randheer didn't answer and resumed his search while everyone looked at him cluelessly. After few minutes, he stopped searching and smiled seeing something. He picked up a red coloured potli making everyone confused and Vashma smiled a bit seeing it.

R - (seeing towards the potli) Yeh potli yaad hai Vashma?

V - (smiles and  nods) Bilkul yaad hai 🥺 yeh kaise bhul sakti hun 🥺

Everyone else wer confused seeing it.

U - (confused) Yeh konsi potli hai?Aur kya hai isme?

Vashdheer smile hearing him.

FLASHBACK

It has been quite a few days since Lalaji had accepted Randheer as his son - in - law whole heartedly 🤧. And very very soon, they were gonna start with their pre wedding rituals making Amdheer reach the 7th sky 😛😛😛.

They couldn't wait to be called as husband and wife officially 🙈🙈. Randheer left no chance to tease and romance her while she always found ways to run away 🤪🤪making him annoyed 😂, but desperate Raizada somehow decided to wait till their wedding 😙😙.

But he couldn't resist one thing, that is spend lovely time with his soon to be wifey and cherish all the beautiful moments before their wedding 🤧♥️.

Finding the correct time, he planned to surpise her take her to the lawn by the river on the midnight beauty 😍. He even got her beautiful multicoloured Lakh ki chudiyan with danglers hanging on it and smalls stones engraved 🤩.

He looked at the clock which showed 11.30pm. Afte checking, everyone were asleep, he walked towards Amrit's room with stifled steps (Dabe paaon).

He was just a few steps away from Amrit's room and thought that he won but but but.............🤪🤪🤪


Kis taraf Randheer Sahab? 🤨

He stopped dead in his tracks as he heard a familiar voice. He recognized the voice but turned nervously to double check. He stumbled as he saw him.

R - (murmured in fear) Lala ji 😳😳🥴🥴😵😵 marr gaya 🥴🥴😵😵😭😭😩😩 (managed to hide the bangles)

L - (understanding his intentions but still teasing him 🤪) Raat ke andhere mein raasta khul gaye kya? Aapka kamra us taraf hai (pointing towards his room)

Randheer gave a forced smile.

R - (forced smile) Ji 🙃🙃🙃 (changing the topic) Aap soye nahi ab tak?

L - (controls his smile seeing him changing the topic) Nahi waise toh so gaya tha, bas paani lene ke liye bahar aaya tab aap pe nazar padi. (Continue teasing him) Lekin Dabe Paaon choro ki tarah kyun ja rahe the aap?

R - (not getting words) woh...woh...woh (getting an answer) ha! Woh main bhi paani peene hi utna tha, aur aap sabko hulchul ki wajah se disturb na ho, isliye aise dabe paaon ja rha hai (fake laugh) aur shayad neend ki wajah se is taraf aa gaya 🙃🙃😩😩

L - (smiles seeing him making excuses) Accha! Chalo koi ni! Ab aap kamre mein jaiye aur aaram se so jaiye.

Randheer was shocked but didn't have any option. He turned to go towards his room while making faces 🥴😂. After walking few steps, he turned back to see whether Lalaji left or not but to his dismay, he was still there 😂😂😂. He again turned to go to his room and Lala ji wanted to laugh seeing the poor boy but decided not to tease him more 🤪🤪.

L - (calling him out) Accha Randheer sahab! Zara suniye!

Randheer turned to listen to him.

R - (nods) Ji Lala ji...boliye!

L - Ek kaam kijiye. Jaha ja rahe the, wahi chale jaiye 😌

R - (shocked but acts innocent) Ji?

L - (chuckles) Ji! Amru ke kamre mein hi ja rahe the na aap. Jaiye 😌

Lala ji rocked Randhu baby shocked 🤪

L - (Pats his shoulder) Itna chuakiye mat! Humne bhi humare zamane mein aise bohot paitre aazmaye hai Janab(while me singing 'arsho ki Pariyo ka mela hai aur Maine bhi har khel khela hai'🤪)

Randheer chuckles hearing him 😛.

R - (chuckles slowly) Lala ji...aap? 🤪🤪🤪

L - (patting his shoulder) Ha puttar ji. Ab jawani ke din the, aur bade pardo pe wahi nargis, raj kapoor ko dekha tha. Toh bas kabhi kabhi jaag jata tha humare dil ke Raj Kapoor (Randheer chuckled) Ab jawani ke samay toh yeh sab karne ka man kar hi jata hai 😉😉 akhir budhape mein fir yahi baatein toh yaad aati hai 😌

R - (smiles) Yeh toh bilkul theek kaha aapne 😍

L - Waise toh shaadi se pehle dulha dulhan ko nahi milna chahiye (Randheer's face fell) Par kabhi kabhi toh chalta hai 😉 (Pats his head) Ab baccho ki khushi ke liye toh itna chalta hai 😌♥️.

Randheer smiled wide hearing him.

L - Ab jaiye hone wale damad ji, isse pehle ki hum humara man badal de 😌.

Randheer immediately shook his head in a no and Lala ji let out a small laugh 😛. Lala ji turned to go and Randheer went to his Amru's room. He smilingly entered and found her sitting on her table and writing something in Ranjhan's diary. He smiled and went to her quietly and hugged her form back making her moan in shock. She recognized the touch and her shock turned into a smile 😍.

R - (softly) Kya likha ja raha hai Ranjhan sahiba?

A - (smiled slightly) Kuch khaas nahi Randheer 🥰 bas ek aam ladki ki dil ki baatein. Jo woh kisi se nahi kehti, bas apne andar dabaye rakhti hai. Uske woh jazbat jo uske bidai ke mehez kuch din pehle uske dil mein daud rahe hote hai 🤧 us dauran use jo ek naye rishte mein Jane ki khushi milti hai, naye ristho ko sahi se sambhalne ka jo darr hota hai, pati ke naam se jo dil mein hulchul hoti hai, aur apne us ghar ko chod ke Jane ka jo dukh hota hai, Jaha usne apna bachpan dekha hai 🤧🥺. Bas wahi sab jazbaat, is Kaagaz pe utarne ki koshish kar rahi hun.

Randheer looked at her emotionally and the kissed the side of her forehead affectionately and she closed her eyes feeling his love ♥️🥰. He broke the hug and went and sat in front on her.

R - (whisper) Kya baat hai Amrit 🥺😍 sahi kaha aapne, un kuch dino mein ek ladki ke dil mein jo jazbaat hote hai, shayad woh uske siva koi nahi samaj sakta 🤧. Aur mujhe poora bharosa hai, ki ek ladki ke jazbaat aap bakhoobi is kagaz par utar sakti hai 🥺 (Amrit smiled hearing him)

Amrit wiped her tears which formed in her eyes and he kissed her forehead.

A - (changing the topic) Khair yeh sab chodiye. Aap bataiye janab, itni raat gaye, mere kamre ka rasta kaise bhul Gaye?

Suddenly, Randheer realised why he came there and stood up immediately.

R - Ha! Aapko kahi le ke jaana hai. Chaliye.

He said and held her hand and started dragging her but she stopped him somehow.

A - (stopped him) Are are rukiye Randheer! Aise itni raat ko hum kaha ja rahe hai aur aise kisi ko bina bataye?

R - Amrit hum kaha ja rahe hai, woh ek surprise hai, aur kisi ko bataye bina kaha, Lala ji ko pata hai na 😃.

He said casually making Amrit shocked.

A - (shocked) Bauji ko? Haye rabba! Randheer, bade besharam hai aap, are! Aap bauji ko kaise bata sakte hai!! Aap bhi na!!!

R - (stopped her) Are are tham jaiye Zara. Aur main nahi batana chah raha tha usko! Are main toh kisi ko bataye hi yaha aa raha tha, par achanak se Lala ji ne bahar pakad liye toh main kya karun 😵😵😵.

A - (sulking face) Kya Randheer, aap bhi na 😵😵😵.

R - (making faces) Ab chodiye na Amrit! Lekin ab jaldi chaliye please.

A - Are par.............

R - (cut her) Amrit main kuch nahi sun raha ab. Bharosa rakhiye, aaj ki raat bohot khaas hogi aapke liye. Bharosa hai na? 🥺

A - (smiles) Khud se zyada 🥺🥰.

Randheer smiled hearing her. Amrit held his hand making him grin even wider and both walked out hand in hand.

They walked towards the car and Randheer opened the door for her like a gentleman making her smile. Settling themselves in the car, he started driving, while Amrit enjoyed the cool breeze. She closed her eyes and felt the breeze 😩. He smiled seeing her. And after few minutes, she opened her eyes feeling the stable car.

A - Pohoch gaye?

R - (nods) Ji chaliye 😃.

Amrit smiled and got off the car and both again started walking. After nearly two minute, they were in front of a heavenly place.

Greenery was surrounding the place with the river water flowing freely. A wood bridge made it's way above the river. The trees and the water made the surroundings cool. The only sound was the movement of the trees under the effect on the cool breeze. And the whole place was glowing under the moon light and twinkling stars 💫

(Ignore the lights in the pic)

Amrit had chills as she saw the place. She visited the river many times, but in these years, it was the first time she came there in the midnight ⭐. She felt a unknown peace in her heart. She closed her eyes and felt that cold breeze hitting her and refreshing her mind and heart. She didn't have any thoughts in her mind, it was blank. It was just her, her closed eyes and the positivity of the surroundings 😌.

Randheer looked at her and smiled. He knew she loved the place, afterall this was a heaven for all the peace lovers 😌♥️. He decided not to disturb her time and wait till she gets satisfied 😍.

A - (after few minutes with closed eyes) Sach Randheer 🥺🥺🥺 yeh meri zindagi ka sabse haseen din hai 😌😌 sach, jannat hai yeh jagah 😍😍😍

R - (smiles) Main janta tha ki aapko yeh jagah bohot pasand aayegi 😍. Aur agar aap saath dein toh yeh khushi aur soon thoda aur badh sakta hai 😌.

A - (opens her eyes and looks at him) Woh kaise?

Randheer holds her and makes her wear the bangles he got for her. Amrit face really spilled out happiness seeing the bangles.

R - (looks at her) Pasand aayi?

A - (happily) Pasand? Randheer yeh mujhe bohot bohot bohot pasand aayi 😍 shukriya 😍

R - (lovingly) Aapke liye kuch bhi 😘♥️ (Amrit blushes hearing him and he holds her hand) Accha ab aaiye mere saath, lekin uske pehle apni chappal utar dijiye.

A - (confused) Par kyun?


R - Zyada sawal mat kijiye. Bas apne chappal utariye aur chaliye mere saath.

Amrit nodded smilingly and removed her chappal. Randheer smiled and dragged her with him. As they slowly started coming near the river more. The coldness of the breeze started increasing. And just a few moments later, she felt ticklish in her feet as she moved over the green grass covered with 'oas'. The coldness under her feet made her feel elated. She nearly felt goosebumps 😍.

A - (shivering due to happiness) Randheer! Sach, aaj ki is raat ke liye main zindagi bhar aapki shukraguzar rahungi 🥺♥️. Thank you 😍.

Saying this, she immediately hugged him making him shocked at the sudden hug, bythe gave in and hugged her back.

R - (kissed her hair) Aapke liye kuch bhi. (Breaking the hug) Ab thodi der kahi baith jaye?

Amrit nodded and both sat, without saying anything but just enjoying the surroundings 😍. But Amrit was just lost somewhere. She had closed her eyes.

After few minutes, she opened her eyes and caressed the mitti under her hand.

A - (still caressing her mitti) Aap jante hai Randheer! (He looked towards her) Main yaha kayi baar aayi hun, subah ke samay. Jante hai kyun? (He looked her curiously) Kyunki is jagah main apne Lahore ko mehsus kar sakti hun 🥺🥺.

R - (confused) Lahore lo mehsus kar sakti hai? Ummm....kaise? Main kuch samja nahi 😅.

A - (smiles) Waise toh Lahore bohot bada hai, lekin fir bhi, bas yahi par main Lahore ki khusbhu mehsus kar sakti hun. (Picked a bit of mitti) Is mati main, aur yaha ke is paani main 🥺😍.

Randheer smiled hearing her.

A - (smells the mitti) Is sunghti hun toh aisa hi lagta hai ki main Lahore ki God mein hun 🥺🥺.

Suddenly, she opened her dupatta and put some mitti on it making him confused.

R - (confused) Amrit, yeh kya kar rahi hai aap?

A - (looks towards him) Abhi Maine kaha na, is mitti mein mujhe Lahore ki khusbhu aati hai. Abhi kuch dino mein humari shaadi hai Randheer aur fir hum dono Karachi chale jayenge, pata nahi fir wapas kab aaungi, isliye is mitti ko apne saath le ke jana chahti hun. Taaki jab Lahore ki yaad hai, toh bas ise sungh lungi 🥺😍. Kehne ko toh yeh sirf mitti hai Randheer, par is mitti ne sab dekha hai. Is mitti pe janmi hun main, is mitti pe apna bachpan dekha hai, dosti Dekhi hai, (looks towards him lovingly) pehle pyaar ka ehsas dekha hai, apnapan dekha hai, khushiyan dekhi hai, dukh dekha hai, aur zindagi dekhi hai 🥺 ise apne saath kaise nahi le jaungi, aur na kuch mitti Vashma ko bhi dungi, woh bhi toh chali jayegi na kuch din mein 🙂🙂🥺🥺.

Randheer had tears hearing her. He didn't say anything but just hugged her and she had tears formed as he took her in his arms 🥺🥺.

FLASHBACK END.

Everyone smiled between tears hearing him.

U - (emotional) Amru ke dil mein itni saari baatein chupa ke rakhi thi 🥺 usne kabhi hum tak pahuchne hi nahi di 🥺.

R - (smiles sadly) Hota hai Uday 🥺 kuch logo ko apni bhavnayein chupana bakhubi aata hai 🥺.

U - (nods) Theek kaha aapne. Lekin aap abhi is mitti ka kya karenge?

M - Ha! Is waqt yeh mitti kaise kaam aayegi?

R - Batata hun! Aaiye mere saath!

Saying this, he again rushed towards Lala ji's room and saw Amrit sitting lifelessly beside him. His heart broke seeing her this way 🥺. He walked up to her and held her shoulders lovingly.

R - (lovingly) Bharosa rakhiye Amrit. Lala ji zaroor theek honge 🥺. Apni aankh zaroor kholenge 🥺.

While Amrit just looked at him with teary eyes. He moved Amrit aside and sat beside Lala ji. He opened the polti and everyone was looking at him curiously that what he will do now.

Randheer took some mitti in his hand and applied it on his forehead and chest making everyone shocked.

I - Randheer! Beta yeh kya kar rahe ho?

R - (smiles) Aapne apna kaam kar diya na Iqbal chacha? (Iqbal chacha nods) Toh mujhe ab apna kaam karne dijiye. Bharosa rakhiye ✌.

Iqbal nods his head in agreement and Randheer smiles at him in a thank you. And Randheer again turned towards Lala ji.

Om tryambakam yajamahe
Sugandhim pushtivardhanam
Urvarukmiva bandhanan
Mrityor mukshiya maamritat

R - (emotionally) Lala ji, main nahi janta ki aap mujhe sun pa rahe hai ya nahi. Par main itna zaroor janta hun (looks towards Amrit) ki agar mere baat dil se niklegi toh aap ke dil tak zaroor pahuchegi 🥺🥺🥺. Aur main sabse pehle zaroor keh dun, ki aapko wapas aana hoga, aana hoga wapas, un sab ke liye jo aapke itna pyaar karte hai 🤧♥️.

Kehta yeh pal
Khud se nikal
Jeete hai chal
Jeete hai chal
Jeete hai chal

R - (continues) Aapki bhavnayein galat nahi hai. His dharti par pehli saans li hai aapne. Hum sab samaj sakte hai ki aapki kya bhavnayein Judi hai is jagah se 🙂🙂🙂 lekin aaj ek baar aapko Lahore mein mili khushiyon ka ek alag roop dikhana chahta hun main aapko.

Gham musafir tha Jane de
Dhoop angan mein aane de
Jeete hai Chal
Jeete hai Chal
Jeete hai Chal

R - (sniffles and continues) Lahore mein Janam le ke, is mitti pe itni saal guzare. Itni khubsurat jagah mein reh ke aapne dil ko kitni khushi mili hai in saalon mein. Lekin woh khushi sirf aadhi hi thi, aadhi khushi aapko apno ko pa ke mili hai. Aapke bhai ka aana, Iqbal chacha se aapki itni tagdi dosti hona, aapki patni ka aapki zindagi mein aana, aapki Amru ka aana, aur aise kayi pal jo aapne yaha bitaye hai. Aadhi khushi aur shayad aadhe se zyada aapko in sab se mili hai. Agar aap akele hote, toh kya woh khushiyan jo aapne itne saalon mein dekhi, kya woh milti?

Talvon ke neeche hai thandi si ek dharti
Kehti hai aaja daudenge
Yaadon ke bakson mein zinda si khushboo hai
Kehti hai sab peeche chodenge

R - (continues) Is jagah se bhale hi door chale jayenge par woh saari yaadein, saare pal, umar bhar aapke saath rahenge, aapne dil mein. Aur use koi nahi nikal sakta 🥺🥺🥺. Jab tak hum sab saath hai na Lala ji, chahe Dilli ho ya Amritsar, hum use bhi Lahore bana denge 🥺😍♥️, Humare un palon ko yaad karke, saath rehke, aur us Lahore ki mitti ki sugandh le ke 🤧♥️.

Ungliyon se kal ki ret behene ne
Aaj aur abhi mein khud ko rehne de
Kehta yeh pal
Khud se nikal
Jeete hai Chal
Jeete hai Chal
Jeete hai Chal

R - (continues) Bas uth jaiye Lala ji 🥺 un sab ke liye jinme jaan Basti hai aapki 😭😭. Lahore ko toh peeche chod denge (rubs mitti on his forehead) par Lahore ki yeh maati humesha humare saath rahegi 🥺🥺🥺 humari nas nas mein rahegi 😭♥️ jiski mehak kabhi humse door nahi ja payegi 😭😭 woh log humse Lahore cheen sakte hai, par uski mitti nahi 🥺🥺🥺.

Hichki ruk Jane de
Siski tham Jane de
Is pal ki yeh guzarish hai
Marna kyun, Jee lena
Boondon ko pee lena
Tere hi sapno ki baarish hai

R - (continues) Woh Lahore dil mein basa hai. Uski mitti humare dil mein basi hai. Woh chah ke bhi koi nahi nikal sakta 🥺🥺. Woh Lahore kuch is kadar humare nas nas mein bas gaya hai, ki use bhool yeh kabhi nahi hoga humare bas mein 🤧♥️.

Paaniyon ko raste tu banane de
Roshni ke peeche khud ko Jane de
Kehta yeh pal
Khud se nikal
Jeete hai chal
Jeete hai chal
Jeete hai chal

R - (sniffles) Bas aap uth jaiye Lala ji. Uth jaiye. Aapka parivaar aapka intezaar kar raha hai 😭😭♥️♥️.

Saying this he held his hand in his forehand and starts crying 😭😭. Everyone has tears listening his hearty words 🥺♥️.

But none noticed the moving finger of Lala ji 🤧.

Done with today's part. Hope you guys like it and please give in comments 🥺♥️.

Continue Reading

You'll Also Like

53.2K 1.7K 12
A short story on riansh parting there ways after vansh doesn't recognise riddhima anymore .
12.9K 909 13
This is my 4th Fanfiction on Anidita... So basically this ff will start from the end of the sanyasi track with a different plot... Read intro part...
74.9K 7.5K 34
Growing up she believed she had to live life to the fullest, she could not afford to spend her time on anyone! Growing up he believed life had no mea...
86.1K 3.1K 29
This is a bit different story and I will start it from Rishikesh.