getting love back

By Anubhav02

12.3K 682 572

so hi guys so this story is basically about #umrash hope everyone knows if u don't let me tell u umrash is r... More

first meet
POV
after party
after party 2
meeting u after many days
#umrash .trending
she is not well 🤒
cute nokjhok
unknown misunderstanding
galatfehmi
#devoshami, umsim
notes
sorted things , messed up things
the party or reunion
reunion
darmiyan
inclined wala pyar
notes
sach ka Amna samna
devoleena slaps rashami
umar's accident ? real or fake
umar milgaya
Accident
their bond
shocked
returning home , Sid's confession
planning
the beautiful date
the proposal
Acceptance of feelings
note

rashami in coma

246 22 27
By Anubhav02

Sid's condition was not less then any other he was also broken he has fought with rashami so much even bad mouthed her but never wanted her to be like this he was cursing himself for saying so much bad words to her .

Nobody could sleep peacefully remembering rashami , devo was crying even asim was broken for his best friend and himanshi being sad still consoling her love Mahira and Paras condition was also not less saddened .

Next morning rasila aunty and rashami family as they were out of town sid has called them and asked to visit the hospital .and others too reached there

Rasila aunty - beta rashami kaha hai
Sid - aunty wo .. wo
Aunty - wo wo kya laga rakha hai kuch bol kaha hai rashami kya hua usko Vishal tu to kuch bol
Vishal - aunty wo mithu (they were short of speech to convey the disastrous massage to a mother i think this the worst thing anyone could do to convey that her child condition is miserable and fighting for Life to a mother they looked towards eachother as how to say this )

Asim - rasila aunty (said coming with others and saw her Rasila aunty turned and ran to him and clutches him )

Aunty - asim beta tu batana kya hua hai rashami ko (to stood silent and aunty got impatient ) aree koi mujhe kuch bata kyu nhi raha hai kya hua ha meri bacchi ko kaise hai wo (others hung down there head and tears flowing through)
Umar -  aunty aap yaha aiye ( coming in front holding aunty's arms made her sit and gave water ) Dekhiye main jo abhi apko batane jaraha hu wo bht mushkil hai hamare liye bhi ye pata lagna bht muskil tha aur kisi ki bhi himmat nhi hui ki ek maa ko uski beti ki ye halat bata sake
Aunty - tum sayad jante nahi bht kuch jehla hai maine zindagi mein aur meri Sonu ne bhi asehi nahi koi usko kehta solid women aur tum bejhijhak batao main sehlungi ( she said wiping her tears and act strong )

Umar - ( he looked at her in astonishment how much these desai ladies are strong to handle any situation so easily and told her everything which doctor said only he knows into how much piece his heart broked when ever he said this things but for the sake of his love he has to stay strong and support her family and close once )

Aunty - com...coma meri bacchi coma mein ( she closed her eyes to let the tears flow ) aur kitni pariksha lega bhagwan tu meri bacchi ka akhir kab tak sahegi meri bacchi khushi ke Chand pal nahi rehte uske pass abhi kuch waqt pehle Tak meri bacchi khushi thi itne waqt baad sab theek hua hai uski sidharth ke sath dosti theek hogayi umar se dosti gehri hogayi per kyu meri bacchi itne takleefo se guzar rahi hai kabhi kehti nhi kisi se per main to maa hu janti hu kuch din se usko koi na koi baat andar hi andar khaye jarahi thi (everyone stood there hanging their head controlling there tears , devo couldn't control more and hugged aunty she too caressed her and consoled , aunty composed herself and wiped her tears and stated ) umar mitthu ke theek hone ke chances kitne hai (she said strictly hiding her pain)

Umar - (astonished at her strongness ). Pat..pata nhi aunty kuch keh nahi sakte  1 hafte bhi lag sakte hai ek mahina bhi ya ek saal bhi depends karta hai

Aunty - (broken but still composed herself ) theek hai hum kab milsakte hai usse

Umar was going to say but doctor called them inside rashami cabin.

______________________________________

Everyone along with rashami's family went inside and were very disturbed by seeing the condition of their loved one , she sleeping on the bed lifelessly , her happy cheerful face is now very pale and oxygen mask is covers , her hands which always tickel with the noise of bangles is now cover with lots of attached pipes lots of machine was attached to her for her breathing and her heartbeat can be seen through the monitor present on the right side of her bed , there eyes filled with lots of sorrows seeing her like this and then standing helplessly .
Umar have Seen Many patients like this till now but this patients condition is breaking him from inside , Rasila aunty stumbled on her foot seeing her loving daughter in this condition but gourav (rash's brother ) hold her , everyone was crying while umar stood there staring her the doctor spoke .

Doctor - dekhiye as we stated earlier ye 12 hours miss desai keliye bht hi jyada critical hai aur uske baad hu hum kuch bata sakte hai
(Everybody looked towards him in hopefulness ) to 12 hours hone ke baad humne inhe check Kiya hai so her life is temporarily out of danger
(Everyone becomes happy) aah i said temporarily

Asim - mtlb doctor hum kuch samjhe nhi

Doctor - dekhie miss Desai theek to hogayi hai per

Mahira - per doctor

Doctor - i am sorry to say but miss desai coma mein chali gayi hai

{After hearing this it was like mountains breaking on head of rasila aunty and rash's family

Aunty - com...coma mein (the tears the breakdown she was holding standing strongly till now broke the wall and she collapsed on the floor ) meri bacchi (cry hysterically) kya galati hai meri bacchi ki kyu usko itni takleef

Rash's family was consoling aunty others were also consoling umar was standing still just staring rashami her heartbeat started fluctuating like she is hearing everything her mother's cries she cannot see her mother like this so her heart is not excepting the condition of her mother and her beloved once .

Umar - doctor doctor plz come dekhiye rashami ko kya horaha hai

(Everyone saw that side doctor came near her )

Doctor - dekhiye aap sab bahar jaiye inki condition bigar rahi hai

______________________________________

Outside the cabin doctor checking rashami and rasila aunty was crying hysterically but that was it for umar , rasila aunty is like mother to him though he was also pacifying her and he himself is not in the condition but still he need to pacify her give her strength to stay strong .

He drag aunty and bring her near mandir of the hospital

Aunty - kya hua umar tum mujhe yaha kyu laaye

Umar - aunty apko inper bharosa hai (showing towards the Ganesha idol aunty nodded ) apko apki beti pe bharosa hai na (aunty nodded) to aap itna kaise toot gayi (aunty looked towards him ) aunty apki beti aur hamari dost sherni hai sherni logo se to kya wo maut se bhi lad jayegi , itna kuch jhela hai usne zindagi mein phir bhi harr nahi maani jab akeli raaton mein soyi ha jab tanhai me Pali hai jab din bhar sirf royi hai usne tab harr nahi maani aur ab to uske sath uska pariwar hai uske dost hai ab kaise wo harr man jayegi
(Rasila aunty looked towards him with a hopeful eyes) aap janti hai na apki beti kitni strong hai asehi log use solid women nhi kehte aapki beti harr mushkil ko harakar wapas ayegi bass apko thoda sabr rakhna hoga , aur agar aap hi aise toot jayengi to rashami kakya hoga apne dekha nahii apki uss halat mein dekhkar uski kya halat Hui thi

Aunty - ( wept her tears and slightly smile) tum sahi kehrahe ho beta main hosla nhi harr sakti meri bacchi solid women hai aur uski maa hoker main kaise toot jau meri bacchi ki bhalai aur khushi hamsabko sahi salamat hasta kehta dekhne mein hai to main kaise uski khushi cheen lo , abse main nhi roungi aur apne bacchi ko theek karne keliye wo sab karungi jo ek maa ko karna chaiye

Umar - ye hui na baat , ye ki apne rasila aunty wali baat ab aap ye asu wasu pocho warna rashami theek hokar mere kaan khichegi aur bolegi
' umar kaisa dost hai tu mere gair mojudgi mein meri rasila ko theek nhi rakh paya tu tujhpe to lanat hai ' {micmicking rashami to which rasila chuckle and hit umar lightly } aap haste huye bare pyaare lagte ho , bilkul rashami jaisi (little emotional which he hid fastly but maa is more faster to know their child's pain) aab pata chala rashami itni khubsurat kaise ekbar theek hojane do usko phir batata hu

Aunty - bohot pyar karte ho na use
(Umar starled at this sudden question )

Umar - py...pyar na ..nahi aunty ye kya keh ..kehrai hai aap hum...hum to bass acche dost hai (he said stammering and hiding his eyes)

Aunty - eaccha nazre chura rahe ho aur kehte ho pyar nahi , sochlo umar ek maa se jhuth nahi kehsakte tum

Umar - na...nahi aunty aap...ais...aisa kuch nahi hai hum to

Aunty - acche dost hai aisa hi kehna chahte ho na , ye acchi dosti ka patta dusro ko parhana umar mujhe nahi maa hu main baccho ke dil mein kab kya kiske liye hai sab pata hai chaljata hai hame , aur maine Sonu ke ankho mein Dekhi hai tumhare liye wo fikr wo pyar ho wo khud nahi maanti kabhi aur tumhara ankho mein bhi maine wohi dekha hai chahe jitni bhi nazre churalo .
Beta aaj jhuth mat bolo kamse kam na apne aap se na humse

{Umar knew by know that it is impossible to hide anything from mothers and the tears and pain he was holding till now came out he hugged rasila aunty tightly and cried his heart out and she too embraced him as if a little child crying to his mother }

Umar - haa aunty bo....bohot pyar karta hu main rashami se it ..itna pyar sayad...hi maine ..kabhi kis.....kisis se kiya hai .... Rashami mer....mere liye sabkuch hai ....main....nahi...dekh....dekh sakta usko iss halat mein...main...main bohot koshis kiya hu khudko rokne ka per....per nahi hua l.....mujhse isss tarha apni beti ne apna Jadu kiya hai mujhpe ki usko bhule bhi nhi raha jaata...aur abhi bhi apne apko strong banaye rakha hai sirf uske liye kyuki wo kabhi sayad nahi chahegi uske pariwar aur uske log aise tootein ....agar....agar wo yaha hoti to wo kisi ko tootne nahi deti aur maine bhi wohi Kiya...aur ....aur uske ...iss...halat...ka zim.... zimmedar kahi na kahi mian bhi hoon

Aunty - (breaking the hug cupped his face ) shh shant shant bacche asa kuch nahi hai , jo hona tha hogaya ab usko nahi badalsakte hum per ab jo hone wala ha wo hamare hath mein hai , main bohot khush hoon ki meri bacchi ko tumhare jaisa pyar karne wala Mila hai sayad ab meri sonu ke zindagi mein khushiya ayegi , aur tum bohot strong ho per apne ansu ase dabaye mat rakhna hamesha jabtak Sonu theek nahi hojati tum iss buddi maa se hi kaam chala lo

{Umar gets embarrassed and hid his face into aunty's embrace }

Aunty - badi sharam arahi hai haa (teasing ) per beta kabhi bhi lage ki apna Mann halka karna ho to apne aap mein mat rakhna tere liye ye teri maa hai abhi samjha

Umar -  (emotionally ) ji aunty

Aunty - abhi Maine maa kaha

Umar - (emotionally ) ji maa (again hugged her this time she too hugged him , maybe this was much needed because both of their soul is still inside the cabin ) and i promise you I will be anyhow  " getting my love back "

A person who was watching this wept his tears , and smiled thanking God for this because it was much needed for both of them

Man's POV : Dekha rashami rasila aunty kitni khush hai umar ke sath aur dono ek dusre ke taqat bangaye ajke halat mein , sayad umar hi tumhare liye sahi hai tum dono hi ek dusre ki qismat Ho main kabhi tumhari zindagi mein tha hi nahi main to bass tumhare kahani ka ek hissa tha per haa main khush jarur honga ki syad tumhari pyar ki kitab ka ek panna main tha jo tumhari kahani jodne ka ek atoot hissa bana (he smiled ) maine abtak tumhe jitne bhi dukh dard ansu diye hai dekhna umar usse kayi jyada tumhe Khushi aur sukh dega aur ab main bhi wada karta hai aage barhne ka
(Umar notice the man and said loudly)

Umar - aree sid waha kyu khara hai

Sid - (came back to reality ) Ha .na..nahi wo main aap dono ko bulane aya tha

Umar - hame
Sid - wo doctor ne sabko bulaya hai
Umar - kykya theek hai hum aye hai chaliye aunty

{They were going when aunty kept a hand on Sid's shoulder }

Aunty - sid beta theek ho na

Sid - haa aunty mujhe kya hoga

Aunty - sid main maa hoon main sab janti hu mujhse to mat chupao

Sid - (that was it for him ) kya kahu aunty , aap to sab janti hi hai rash ko iss halat mein mujhse dekha nhi jata  (breakdown ) bohot mushkil se khudko sambhala tha maine ek waqt mein tod gayi mujhe , kitna kuch nahi kaha maine usse aur aaj Sahi kehta hai Sab main kabhi rash ko deserve nahi karta not even as a friend (he started crying) main apka sath bhi deserve nahi karta aunty

Aunty - shh shant sid  ye kya bachpana hai mera itna bahadur beta roraha hai sabko rulane wala khud roo raha hai , itna kamzor to nahi banaya tha rita ji ne tumhe , sidharth jo hona tha hogaya ab beeti baton ko leker baithoge to na tumhara aaj theek bitega na ane wala kal khushal hoga, aur jo hona tha wo hogaya uska hum chahkar bhi kuch nhi karsakte per tumdono ne milkar jo ye dosti ki nayi shuruaat ki hai ise hi tumhe age lejana hoga aur sidharth main janti hu tumne jo kiya uske liye tumhare Mann mein bohot pachtava hai aur pashchattap se bhari koi maafi aur saza nahi aur waise bhi sonu ne bhi tumhe maaf kardiya hai to khudko itna atmaglani (guilty ) mat mano aur sabkuch apne liye bhi ek nayi shuruaat karo samjhe buddhu (she smiled to which sid smiled too )

Sid - sahi kaha Aunty ,main ab ek nayi shuruaat karunga (determined ) aur iss jhalli ko apne sath hi rakhunga as a friend aur main bhi iske sath rahunga aur harr ye mumkin koshis karunga ki usko koi takleef na ho , sahi kehte hai sab ek maa se na to kuch chupta hai aur na chupana chaiye, apse baat karke dil bht halka hogaya

Aunty - (smiled ) chal ab doctors kya kehrahe honge .

Aunty in mind : heyy bhagwan meri bacchi ko sahi salamat rakhna , aur inn saare baccho ko bhi himmat dena sath mein mujhe bhi taaki main inhe sambhal saku akhir meri bacchi ki khushiya hai insabme aur in baccho ki khushiya meri sonu mein sabkuch theek karde bhagwan .

____________________________________________________________________________

2460 words 😅
Long chapter but i soo wanted to show rasila aunty and umars bond and also sid .

Continue Reading

You'll Also Like

6.8K 394 40
Revisit bigg boss 13 in my style. Some glimpse of the lovely bonds which are formed outside the house with the tadka of fiction. You won't get disapp...
44.1K 2.8K 27
This is a fanfiction on how the relationship of SIDNAAZ went after BB house. I always felt people misjudged them. He was never rude and she was never...
497K 23.1K 24
She looked at all of them with hopeful eyes. No one belived her. Except Him ! She didn't expect him to believe her out of all the people. She had exp...