Maddamsir:KarEeena: Prem Mein...

By overthinking019

171K 20.4K 1.6K

it's another fiction story on beloved #KarEeena it's a pure fiction.. don't campare it with the real life.. More

Intro: Prem Mein Tohre..
Prologue of PMT
1. Meet but not Meet..
2. Food is becomes a key..
3. And the story begin..
4. Haseena Malik & Karishma Singh
5. Two Soul's
6. Sudden..
7. Smiles..
8. Behavior..
9. Half Past
10. Forceful Sorry
11. A Chaos
12. Thank You..
13. Friends..
14. I Trust You..
15. You Are My Sunshine..
16. Aisa Kuch Nahi Hai..
17. A Casual Kiss..
18. Truth or Dare..
19. Tum Humari Dost Ho..
20. I Adopted Her..
21. Mira..
22. Kuch Toh Baat Huyi Hai..
23. Kya Hua Hai Tumhe..
24. Karishma's Past..
25. Welcome To My Small family..
26. That You Are My Family Member..
27. Haseena's Past..
28. Partnership..
29. Pyar Ho Gaya Hai Humse..
30. Usse Kuch Nahi Hoga..
31. Khoone Se Darr Rahe Tumhe..
32. Khoone Ka Darr Laga Tumhe..
33. Woh Nind Sukoon Ki Hogi..
34. Dua Kabool Hoti Hai..
35. She Is My Daughter too..
36. Be With My Fam & Love Ones..
38. Sudden..
39. Upset Layer..
40. Pyar Karti Ho..
41. Aadat..
42. Up's & Down..
43. I'll be there on very next moment..
44. Ashmi..
45. Angles..
46. The Truth..
47. Irks..
48. Kahi Pasand Aa Gayi Kya Tumhe Mira..
49. I Love You Damn..
50. Will She Accept Me..
51. My To Be Daughter's Mom..
52. Waqt..
53. Perfect Family Picture..
54. Space..
55. Dost Bhi Toh Maa Hoti Hai..
56. What's Your Father Name..
57. Aur Mumma Bhi??
58. Beti Hum Doono Ki Hai..
59. Some Moments..
60. Winner, Winner Chicken Dinner..
61. KPS..
62. The Moment..
63. Hum Sabko Kiu Nahi baataya..
64. Trouble On A Path..
65. Cheese Cake..
66. Cupcake Cheese Cake..
67. News..
68. Tears..
69. Tumhari Jaisi Girlfriend..
70. Saaza..
71. Newspaper..
72. She Is Bad Girl..
73. Family Is Made By Love Not DNA
74. Are You Serious..
75. Bye Bolo Mumma Ko..
76. I Hate You A Lot..
77. Date..
78. Letter..
79. Are You Insane..
80. Preparation..
81. Cake..
82. Crumble Page..
83. The Truth..
84. Sab Se Best Gift..
85. Storm..
86. A True Face..
87. Saaza..
88. Realization..
89. Meet..
90. Karishma's side..
91. Love or Ego..
92. Restless..
93. Danger..
94. Sense..
95. Sort Out..
96. Aap Karte Ho Na..
97. Forever Together..

37. Top Secret..

1.6K 208 9
By overthinking019

A babbling pain tone grab Karishma's attention, she look to Haseena, who babbling something in her deep slumber, she try to listen, but not understand, she carefully caressing her palm on Haseena's forehead to stop her babbling, Haseena stop babbling by the touch of care, & Karishma conform by it, & she again gets busy with work..

"nahi"

Karishma's body shake by the voice, she quickly look back to Haseena, who taking long breaths with sweat, she keep the laptop side, & keep her palm on Haseena's forehead & says with clam tone- relax, relax..

Haseena look to Karishma, who looking at her with upset face, & Karishma asked- kya hua..

Haseena shook her head in no, Karishma shook her head little, & forward glass of water to Haseena, & says- thoda sa peelo issye..

Haseena says with little hesitation- nahi hum thik hai, humein room mei jaana hai..

Karishma says with upset layer- haan, lekar chalte hai, lekin tum aise kiu uthi, kuch bura sapna dekha kya..

Haseena not says a word & Karishma says- thik hai, mat baatav, chalo lekar chalte hai tumhe, & she give support to Haseena, till the room..

Haseena sleep on bed, without say a word, & Karishma left the room with upset mind..

Karishma seated for her work, but Haseena's sudden waking up from sleep, that made her disturb, she try her best to concentrated on her work, but couldn't, she again walks into Haseena's room, & she look Haseena sleeping peacefully, she comes to near Haseena, caressing her palm on Haseena's forehead, & says with whispering tone- pata nahi kis baat se aise achnak tum uth gayi, jab mann kare tab baata dena, waise bhi athit ke ghav bade ghehre hote hai, aur usska ehesaas bhi utna hi dard dene wala hota, jitna woh athit tha, samjh sakte hai, lekin fikar mat karo, jaise tum humare liye, waise hum bhi hai tumhare liye, haan hum nahi bol paate hai, woh kya hai na, adat chuth gayi hai, kisi se bhi koi baat share na karne ki, & she caressing her thumb on Haseena's eyebrow with little smile & left the room..

Next morning, Ashmi pushing Karishma, who sleeps on her stomach with peaceful smile, Ashmi says with loud tone- mumma utho, mujhe der ho rahi hai, aaj school ka pehla din hai..

Karishma shows her 5 finger's while change her face direction to other side, Ashmi says with little giving up tone- oh, ho mumma, utho, aaj aap kiu meri tarah kar rahe ho, school hai mera, utho..

Karishma open her one eye, & check the time & says- baccha school time 9 ka hai, aur abhi sirf 6:30 huye hai..

Ashmi seated on Karishma's back & says- haan toh mujhe tayar bhi toh hona hai, aur aaj mujhe best wala tiffin chahiye, break time mei khaane ke liye..

Karishma shows her thumbs up, & says- bas mumma ko thodi aur der ke liye soone do..

Ashmi says while holding Karishma's t-shirts, back neck & says- mumma utho na, Hansu bhi uthi hogi..

Karishma says with tried tone- pehle aap utho mere back par se..

Ashmi getting up from Karishma's back, while Karishma says- baccha aapka wajan na ab badhne laga hai, & she turn herself, while resting her back to bedrest..

Ashmi seated on Karishma's laps, facing herself to Karishma, & says- toh aap hi mujhe itna saara khilati ho (she extend her both hands), yeh bolke, mera wajan nahi badh raha hai..

Karishma smile & says while pinching Ashmi's chin- toh kya hua, aur khilaungi, aur wajan badhne ke liye..

Ashmi says with worried tone- agar mere cheeks balloon ki tarah huye toh sab usse khichenge..

Karishma says while made a bun of Ashmi's hair- toh aap usse daanto yaa phir mujhe aa kar bolna, mai usse daatungi..

Ashmi try to look up, who's hair bun looks like coconut tree, & says- mumma mujhe na aapki tarah aur Hansu ki tarah hair nahi chahiye, mujhe na ittu se hair chahiye, she keep her hand near to neck..

Karishma says with upset tone- kiu, itne acche toh hair hai aapke, aur sab se badi baat pata hai kya hai..

Ashmi rise up eyebrows & says- kya hai..

Karishma says with smile- aapko bun hair pasand hai na..

Ashmi says with big smile- haan, aur mujhe na Hansu aur Pushpee mere jo 2 bun karte hai na, woh bhi pasand hai..

Karishma says while kiss on Ashmi's cheek- toh agar hum aapke hair ittu se karnge, toh aap 2 bun hair kaise karnge, boliye..

Ashmi fall down her lips & says- tch! Toh phir cancel..

Karishma getting up with Ashmi, & walks into the room of Haseena, who meditating on bed, Ashmi says with low tone- mujhe neeche rakho na..

Karishma says with soft tone- Hansu ko pareshan mat karna, ok..

Ashmi shook her head in yes, while, keep her down, & she left the room, after stole some glance of Haseena's calmness face..

Haseena open her eyes after long time, & she found Ashmi infront of her eyes, & says with smile- good morning..

Ashmi says with smile- good morning, aapko kuch chahiye..

Haseena look Ashmi for a moment & asked- lekin aap meri kya help karogi..

Ashmi think for a while & says- green tea lekar aati hun, yaa phir pani, yaa phir aaj ka newspaper..

Haseena look Ashmi with smile & says- abhi ke liye inn sab mei se kuch bhi nahi chahiye..

Ashmi quickly asked with doubtful tone- aapko washroom bhi nahi jaana hai..

Haseena says with poor eyes- jaana hai..

Ashmi says with warm smile- thik hai, chalo, mai aapko lekar chalti hun..

Haseena think for a while & says- thik hai, chalo, & Ashmi got down from bed, while Haseena keep her legs down..

Sametime Ashmi shouts- mumma Hansu ko washroom jaana hai..

Haseena look to Ashmi & says with shock tone- arye, tum humari help karne wali thi na, toh mumma ko kiu bulaya..

Ashmi says with innocence- kiu ki mai toh choti hun na..

Haseena look Ashmi with poor face & says- toh aapne yeh baat pehle kiu nahi sochi..

Ashmi says with innocent tone- woh toh mujhe abhi yaad aaya na..

Haseena goes to open her mouth & same time Karishma enters in & asked- kya hua..

Haseena goes to open her mouth & Ashmi quickly says- Hansu ko washroom jaana hai..

Karishma look to Haseena & says with innocent tone- thik hai, chalo, & she comes to near her..

Haseena says with poor tone- sorry..

Karishma asked with stern tone- kiu, while Haseena hold Karishma's hand for support..

Haseena sigh & says- tum abhi ke liye busy ho, aur saath mei aaj se cupcake ka school shuru ho raha hai, aur tum uss mei busy rahogi, aur uss mei..

Karishma says with stern tone- thanks giving, sorry, apology ka game na hum sab kuch kaam khatam hone ke baad karte hai, chalega..

Haseena says with soft tone- naraz mat ho..

Karishma says with stern tone- naraz nahi hun, lekin tumne mujhe family toh sach mei maana hai na..

Haseena asked with firm tone- koi shaq hai kya..

Karishma says with anger- hai, agar sach mei family maana hota toh aise bolti nahi, sorry, thank you aur bahot kuch..

Haseena says with clam tone- humein accha nahi lagta hai, tumhe yeh sab akele karte huye dekhna..

Karishma cut their conversation topic in mid & says- jaao andar, fresh ho jaao, thodi der mei aate hai..

Haseena shook her head only..

"aur nahi toh kya, Karishma ek maid rakh lo" Pushpa ji agreeing with Haseena, who they seated in live area..

"abhi ke liye mujhe toh nahi chahiye Pushpa ji, aage jaa kar sochungi" Karishma says in denying tone..

Haseena & Pushpa ji shook their heads & says together- toh ho gaya kaam..

"mumma chalo na" Ashmi shouts loudly from the door..

Pushpa ji, Karishma & Haseena look the clock & Haseena says- itne jaldi, it's only 8:30..

Pushpa ji says with little irks tone- aur nahi toh kya, aur school yaha se sirf 10 minute ki duri par hai, yaha par aajaa..

Ashmi says with grumpy face- nahi, mujhe late ho raha hai..

Karishma says with pleading tone- baccha hum car se jaane wale hai, thoda sa bhi late nahi hoga..

Ashmi asked with upset tone- traffic mila toh..

Haseena says with firm tone- well she is right..

Karishma look to Haseena & says with poor tone- kya, kiu..

Haseena says with smile- Kashu she is excited, what do I do..

Karishma says with irks tone- don't do anything, just keep quite for some moment at least..

Haseena says with pouted tone- it's hurting..

Pushpa ji asked with firm doubtful tone- ho gaya, aap doono ka, agar ho gaya hai toh usse lekar jaao Karishma..

Karishma look to Pushpa ji with poor eyes & Haseena calls Ashmi- baccha ek baar toh aao humare paas..

Ashmi says with pouted tone- nahi..

Karishma shook her head, while Haseena says with low tone- yeh toh sach mei bahot hi jaada excited hai..

Karishma asked with cold tone- toh tumhe kya laga, upar, upar se hai..

Pushpa ji asked with doubtful tone- cupcake hum sab ko bhoolegi toh nahi..

Karishma says with laughter- Pushpa ji kya aap bhi, woh sirf 5 ghante ke liye school mei hogi, usske baad hum sab ke saath hogi..

Haseena says with pouted tone- cupcake ek kiss toh doo..

Ashmi shook her head in no, while showring flying kiss, Haseena, Pushpa ji surprise by her action, & Karishma says with smile- mai nikalti hun, tab tak Pushpa ji aap Haseena ke saath ho na..

Pushpa ji shook her head in yes, & Karishma left the house with Ashmi, before that Ashmi bid bye to Haseena & Pushpa ji..

Pushpa ji sip the coffee, while staring Haseena, & Haseena caught that & asked- kya, kiu ghura jaa raha hai humein..

Pushpa ji says after sip once the coffee- upar se giri, yaha par aayi ho, lekin usse bhi badi baat humein ek samaj nahi aa rahi hai, Haseena Malik kis wajah se itni khush hai..

Haseena says with smile- Haseena Malik humesha khush hoti hai, bas aap nahi dekhti hai humein..

Pushpa ji look to Haseena with frown eyes & Haseena correct her words & says- humara matlab hai, aap kabhi humein aise gaur se kabhi dekhti hai nahi..

Pushpa ji shook her head in understand way, & says- thik hai, aisa hi hoga..

Haseena gulping her throat, & in her mind- ab kya humare chehre par kuch dikhne laga hai kya, thoda control karna hi hoga humein, tch, lekin kaise kare, jab bhi Kashu smile karti hai, humein usse dekhne ka hi mann karta hai, kya kare hum uss baat ka, & she give smile to Pushpa ji..

"baccha aapki wajah se hum doono kitne jaldi aaye hai dekho, abhi tak koi bhi nahi aaya hai" Karishma says to Ashmi..

Ashmi says with smile- lekin mumma issye ek baat toh acchi huyi na, ke humein traffic toh nahi mila..

Karishma look to Ashmi & asked with serious tone- aap sach mei 5 ghante school mei sabke saath baithkar padhai toh karoge na..

Ashmi says with smile- haan mumma..

Karishma shook her head & asked- kya mai school ke bahar ruk jaau..

Ashmi look to Karishma & asked- aap kitne saal ke ho..

Karishma asked with doubtful tone- kiu puch rahi ho..

Ashmi asked with smile- nahi aap woh mere bina nahi reh sakte na toh mujhe laga aap chotu ho..

Karishma give surprise look to Ashmi & asked- kaha se sikh rahe ho yeh sab baatein, haan..

Ashmi says with sad tone- toh aap kiu aisi baatein bol rahe ho, aur aap meri cool mom ho na..

Karishma shook her head in yes & says- haan, lekin thodi tension hoti hai..

Ashmi quickly asked- waise ek baat puchu..

Karishma shook her head little & Ashmi asked- kya Hansu humare saath humesha reh sakti hai kya..

Karishma look Ashmi for a moment & asked- aap yeh baat mujhse kiu puch rahi hai..

Ashmi think for a while & says- kiu ki aap meri mumma ho na aur Hansu ki best friend, aur aap decision bhi lete ho na, iss liye..

Karishma sigh while shook her head & says- hmm, toh aap chahti hai ke Hansu humare saath hi rehe..

Ashmi shook her head while rise up her eyebrows little with happiness, & Karishma asked- aur agar socho, mai aapki Hansu ki best friend bani toh aapko kaisa lagega..

Ashmi says with firm tone- lekin aap meri best friend ho na..

Karishma says with clam tone- wahi toh mai bol rahi hun, mai aapki best friend hun, aur Hansu meri best friend bani toh, aapko kaisa lagega..

Ashmi says with widen happiness eyes- toh phir aap, mai aur Hansu best family ho jaaynge..

Karishma shook her head little & says- hmm, toh aapko koi problem nahi hai Hansu meri best friend bane..

Ashmi shook her head in no & says- mujhe accha lagega..

Karishma says with smile- ok..

Ashmi asked with excited tone- toh Hansu ab humare saath rahegi..

Karishma says with sweet tone- puchna padega..

Ashmi quickly asked another question- toh aap kab puchoge..

Karishma says with surpass smile- pehle aapki Hansu ko thik toh hone do, phir baat karnge..

Ashmi asked with excited tone- sachi mei..

Karishma think for a while & says- haan, lekin yeh aapka aur mera top secret hai, ok..

Ashmi shook her head with smile & same time her school bell rings, while Karishma bid bye to Ashmi, & she sigh, she says with herself- yeh kya ho raha hai, Ashu ko khush rakhne ke liye yeh sab kar rahi hun mai yaa phir kuch alag baat hai, kiu itne confusion create ho rahe hai, usse khone ka darr hai, lekin samjh mei nahi aa raha hai, kya karu, aur jis tarah se waqt jaa raha hai, toh aur confusion badh rahi hai, & she shook her head with close eyes..

Continue Reading

You'll Also Like

42.5K 3.8K 19
A love story of KAREENA but in a different style. Haseena who loves Karishma from her college time but Karishma is unknown about Haseena's feelings...
24.3K 2.3K 23
Jahan par kuch nhi Milne wala.... Ander jao aur khud janlo.....
74.4K 8.4K 51
This is a story about two police officers who fell in love but didn't realise their feelings for the longest time. This is a story about the love the...
8K 1K 11
"𝐋𝐨𝐯𝐞 𝐂𝐨𝐦𝐞𝐬 𝐔𝐧𝐞𝐱𝐩𝐞𝐜𝐭𝐞𝐝𝐥𝐲 𝐚𝐧𝐝 𝐛𝐥𝐞𝐰 𝐲𝐨𝐮 𝐚𝐰𝐚𝐲 𝐢𝐧 𝐭𝐡𝐞 𝐩𝐚𝐬𝐬𝐢𝐨𝐧𝐚𝐭𝐞 𝐣𝐨𝐮𝐫𝐧𝐞𝐲 𝐨𝐟 𝐥𝐨𝐯𝐞 𝐰𝐡𝐞𝐫�...