getting love back

By Anubhav02

12.3K 682 572

so hi guys so this story is basically about #umrash hope everyone knows if u don't let me tell u umrash is r... More

first meet
POV
after party
after party 2
meeting u after many days
#umrash .trending
she is not well πŸ€’
cute nokjhok
unknown misunderstanding
#devoshami, umsim
notes
sorted things , messed up things
the party or reunion
reunion
darmiyan
inclined wala pyar
notes
sach ka Amna samna
devoleena slaps rashami
umar's accident ? real or fake
umar milgaya
Accident
their bond
shocked
rashami in coma
returning home , Sid's confession
planning
the beautiful date
the proposal
Acceptance of feelings
note

galatfehmi

304 19 8
By Anubhav02

It's been few days after the call rashmi was totally ignoring umar infact everyone she is just doing her shoots and coming back home no parties nothing she was so frustrated and broken or u can say lonely,
Whereas umar was clueless about everything he thought that rashmi was busy in her work but even after trying to talk to her and she is ignoring he even asked devo for help and when devo asked rashmi about this she use any excuse ,now it's been 2 weeks

Today was rashmi's off she told this to devo

(She was sitting near a pond in the forest near her home )

Rash (to herself) - hash aaj mera off hai pure din ka, I think I needed it after all I am soo tired , but tired of what my work really but I was never tired of doing my works because it's my passion then what am I tired of oh yeah tired of negativity, fake people,things why people cannot say things on face they have to backbit (again a lone tear slipped her eyes) kyu hota hai mere sath aisa harbar kya itni buri hu main kisike dost banne ke layak hi nahi hu to kya hua agar main divorcee hu to kya mujhe dost banane ka pyar karne ka lyf mein kisike sath settle hone ka mann nahi karta

{When someone kept a hand on her shoulder and called her she turned}

Rash - umar ? Tum yahan
Umar - Ha main
Rash - per tum yahan kaise matlab tumhe kisne bataya main yaha hu
Umar - dil se dilke taar Jude hote hai to pata laghi jata hai  janeman
{Rashmi was giving a 😒😒 types look}
Wo tumse milne tumhare ghar gaya tha tum waha thi nahi thora frustrated bhi tha to socha tha idhar hi ajau idhar ake dekha to tum v yehi thi
Rash - ooh (after a pause) per tum mere ghar kyu Gaye the
Umar - kyu gaya tha matlab tumse milne gaya tha
Rash - kyu ? (Coldly)
Umar - kyu kya kyu , tum 2 hafto se na mili ho ekbar call tak nahi kiya infact mane v kiya to uthaya bhi nahi , massages ka v reply nahi karrahi, pehle to mujhe laga kam mein busy hogi phir itne din se baat nahi Hui to main kitna bechain tha tumhe pata hai akhir hua kya hai tumhe rashmi Main kitna tention mein tha u know usdin jo last baat hui uske baad to baat hi nahi Hui (Little loud)
Rash - ( her eyes filled seeing his concern ) {she then remember the phone talks and it raised her anger}kyu bechain horahe the ha (so sternly which shocked umar )
Umar - ye tum kya bol(couldn't complete)
Rash - to kya kyu bechain horahe the kyu tention lerahe the sirf patient hi to hu na wo v thi ab main thik hu mere jaisi ladki keliye itni hamdardi kyu hai ha , main to tumhari dost v nahi hu na tumhare Bhai ki dost hu na
Umar - rashmi ye kya bolrahi ho hua kya hai
Rash - hua kya hai (sarcastically) wHa umar ye tum puchrahe ho hua kya hai ,haa tumhe kaise hi pata hoga ha na choro agar pata nahi hai to na sahi per ek baat kaan kholkar sunlo agar dost mante ho ya nahi bhi mante ho aur kuch bolna ho to say it to my face I will appreciate it and if u are saying it in my back then I am not so good to forgive u and mujhe kisike jhuthe hamdardi ki bhi jarurat nahi samjhe aur khabardar jo ainda mere pass bhi aye to main bhul jaungi tum kon ho
(Saying this she started to leave cause it is being hard for her to control her tears which she don't want to fall here )
Umar - (grabbing her hand) rashmi suno to kya hua kuch to bolo

{Rashmi didn't utter a words cz it is being difficult for her and she didn't even turned back and removed his hands and moved from there }

Rashmi sat in her car started to move from there , umar stood there confused + broken , 'it started raining' umar eyes filled with tears but it washed in rain he just fall on his knees and started crying her in car rashmi was also crying badly

Jaaye kahaan hai wafa yahaan raahegaan
Saahiban jo laga tha kabhi
Woh fareb-e-nazar aasmaan
Ab sharafat nahi ye rivayat nahi baaqi
Ho kisi ki kadar aisi aadat nahi baaqi

Rash - (pov ) kyu umar kyu tum bhi baki sab jaise nikle same thinking wale , sabke samne aur akele mein v acche bante rahe aur peeth peeche mere bareme aisi batein , kyu bhagwan mujhe sab sunna parta hai kyu tumse ye umeed nahi thi umar per tumhari bhi kya galati meri kismat hi aisi hai koi apna apna hota hi nahi

Aisa nahi kahin koi hai
Ghalat fehmi jo bani hai
Khoya nahi apnaapan
Ehsaas ki raah chuni hai

Umar - (pov ) rashmi tumhe hua kya hai mujhe kuch samajh nahi araha tum bata bhi nahi rahi akhir baat kya hai aur aur mujhe itna farak itna kyu padhraha hai , kya tum mujhe apna dost nahi manti sirf isiliye milti ho kyuki main asim ka bhai hu , to wo sab care kya hai jo tum mere liye karti ho wo sab feel hota hai tumhari ankho mein dikhta hai

{He remembers her eyes were so pure and innocent but hurt when she was shouting to him it had tears which he was trying very hard to hide}

Tarasti hain nigaahein meri
Takti hain raahein teri
Sunn kabhi aahein meri
Yeh kaise main bataaun
Tujhe soti nahin aankhein meri
Kat’ti nahin raatein meri

Ki Khawaaishein pe khabon ki barishein
Azaabon ki kahaan kahin gayi
Dhoop mere hisse ke sawabon ki
Ki dard bhare naalon pe
Kar karam sawalon ke
Kyun sitam hai tera tere chaahne

Tarasti hain nigaahein meri
Takti hain raahein teri
Chaahiye panaah teri
Yeh kaise main bataaun
Tujhe soti nahin aankhein meri
Kat’ti nahin raatein meri

*Two hearts were crying for eachother .one is crying thinking that why she is behaving rude with him without any reason he was unaware of the reason of her strange behaviour but his heart don't know why is she effecting her so much .
The other person was crying remembering the crucial words about her said to someone behind her back she have always feel this kind of pain it was not so new for her but here it kind of disheartened her without her knowledge she thought she lost a friend a very good friend

Dhal nahi jaate
Pal nahi jaate
Doobti hain saansein
Dil aise bhar jaate
Jaate huve lamhon ko
Paas bulaata hai
Thodi si bhi doori dil
Seh nahi paata hai

{She remembers his care when she reached in his clinic and when he stopped her from going holding her hand his eyes were flowing with care but then she remembered the phone talking }

Sab hai dikhawe
Jhoothe behlaave
Ek hi kadam laaye
100-100 pachhtaave

Bekhabbar tha zara
Par na tha bewafa yaara

Sach thha ya ghalat fehmi
Par khaab nahi jud paate
Dukh dete, jaan lete hain
Taras zara nahi khaate

Rash - (pov) (laughs sarcastically) jhut hai wo ankhe wo batein wo fikr sab jhuth hai sari batein jhuthi hai dikhawa hai , koi fikr wikr nahi hai usko Teri na kisi aur ko rashmi tu akeli thi hai aur rahegi yehi teri kismat hai rashmi Desai yehi teri kismat hai akele rehna
(She again broked into pieces saying this to herself)

Tarasti hain nigaahein meri
Takti hain raahein teri
Chaahiye panaah teri
Yeh kaise main bataaun
Tujhe soti nahin aankhein meri
Kat’ti nahin raatein meri

Ki Khawaaishein pe khabon ki barishein
Azaabon ki kahaan kahin gayi
Dhoop mere hisse ke sawabon ki
Ki dard bhare naalon pe
Kar karam sawalon ke
Kyun sitam hai tera tere chaahne walon pe

Umar - (pov) nahi rashmi main jhutha nahi hu meri fikr meri batein kuch jhuthi nahi hai aur na tum galat ho aur na hamari dosti galat hai mane dekha hai tumhari ankho mein mere liye wo biswas wo care aaj ek pal ke gusse keliye hamari dosti bikharne nahi dunga main sab thik kardunga rashmi i promise u are not meant to be alone u deserve every happiness of this world

Aisa nahi kahin koi hai
Ghalat fehmi jo bani hai
Khoya nahi apnaapan
Ehsaas ki raah chuni hai

Aisa nahi kahin koi hai
Ghalat fehmi jo bani hai
Khoya nahi apnaapan
Ehsaas ki raah chuni hai

Aisa nahi kahin koi hai
Ghalat fehmi jo bani hai
Khoya nahi apnaapan
Ehsaas ki raah chuni hai

Aisa nahi kahin koi hai
Ghalat fehmi jo bani hai


Precap - friendship and brothership ,

Dono ke dil hi ek dusre ke liye roo raha hai ek ko hai galat fehmi dusre ke jhuthi batein sunkar aur dusre ko hai galat fehmi apni dosti ke imtehaan ki kya door hogi inki galat fehmi yaa tootkar bikhar jayegi rashmi aur umar ki he kahani
Stay tuned spread positivety

---------------_-------------------------------------------

Colors ko umar ko evict nahi karna chaiye tha yrr he is very dedicated and most real person in bigboss ab bigboss colors and voot have to pay for it , umrash walo 😢kuch bolne keliye nahi hai stay strong rashu ghar pe

Continue Reading

You'll Also Like

29.3K 1.7K 11
The feeling of being extremely alone - Tanhaiyan. That accident changed their lives. The Dream team competition broke them apart. Parth's accident wa...
210K 7.5K 46
(used to be titled 'the loving marriage') ━━━━━━━ "Zaroon, Don't," I said pushing his arms away. "Why not?" He asked acting clueless like what he was...
497K 23.1K 24
She looked at all of them with hopeful eyes. No one belived her. Except Him ! She didn't expect him to believe her out of all the people. She had exp...