Hate Or Love

By nehaasmat

34K 2.6K 571

Life More

PART #1
PART#2
PART #3
PART #4
PART #5
PART#6
PART#7
PART #8
PART #9
PART #11
PART #12
PART #13
PART #14
PART #15
SORRY NOTE:
PART #16
PART #17
PART #18
PART#19
PART #20
PART #21
LAST PART: (a):
last part (b):
A NeW OS:

PART #10

1.6K 124 15
By nehaasmat

Anuseena enters their home and found karishma Singh there.

AS: aray Kashi , behna tum yahan agar yahen aana tha toh humain bata diya hota hum Sath mei ghar aa jatay.

HM: ha karishma Singh ap k Sahi keh rhy hain par ap toh 2 ghantay pehlay nikli thi na thanee say.

KS: ha woh kuch zaroori Kam tha phir maa ki yaad aanay lagi toh hum yahan aa gay.

AS: acha kiyà chalen Sath mei dinner kartay hain.

HM: ap dono bhai behan batein karen hum khana bana daytay hain.

KS: bhabhi sorry Ms hum nay or maa nay khana bana diya hai apki tabiyat theek nahi hai ap aaram Karen.

HM: ap nay kyun takleef ki KS hum bana laytay na, waisay ap dono bhai behan ek jaisay hain, hum say lartay bhi buhat hain or humara khayal bhi buhat rakhtay hain.

KS: ap dono change kar k aaen hum tab tak khana maiz par laga daytay hain.

HM: hum kar lyn gay

KS: ap shaid bhool rhi hain yeh ap say pehlay humara ghar tha, ap agar is ghar ki zabardasti ki bahu hain toh hum bhi is ghar ki beti hain.

AS: chalen haseena woh keh rhi hai woh kar day gi toh karnay dyn na usay. Chal k uniform change Kar laytay hain.

After few minutes karishma knocks their room's door

KS: hum andar aa saktay hain Kiya?

HM: aray KS aaen na ap ijazat laynay ki Kiya zaroorat, apka hi ghar hai.

KS: woh Ms bhaiya khana lag gaya hai aa jaen

AS: Chalo haseena.

KS: ek minutes bhaiya rukain humain ap dono say kuch baat bhi Karni hai.

HM: kiyà baat hai KS kahen Jo kehna chahti hain ap.

AS: ha behna.

KS:  bhaiya humain ap say yeh umeed nahi thi k ap Ms k Sath kuch aaisa waisa Karen gay.

AS: saaf saaf kahen baat Kiya hai.

KS shows the marks on haseena body to him: yeh kiyà hai bhaiya , yeh zakham ap nay diey hain na inhain, bolain jawab dyn khamoshi kyun hain, humain ap say yeh umeed nahi thi , ap zaban say roz inhain ghao daytay hi thy par kiyà shareer par bhi yeh zakham daynay zaroori thy kiyà, or ap Ms insaaf ki Devi hain na ap roz roz thanee mei aaisay hi darjanon case solve karti hain par khud par kiey gay zulum k khilaf awaz kyun nahi uthati hain ap, mana k ghalti apki thi uski saza bhi ap nay bhugti hai, par woh ghalti itni bhi bari nahi thi k ap yeh sab sahen, bhaiya maa ko sach kyun nahi bata daytay ap dono kyun ek dosray ko do salon say bardasht kar rhy hain is rishtay mei kuch nahi rakha hai, aakhir kab tak Karen gay ap dono duniya k samnay  ek bad had pyar karnay walay pati patni ka natak , kyun nahi bata daytay sari duniya ko apnay rishtay ki sachai, ja Kay maa say keh kyun nahi daytay Kay nahi kartay ap dono ek dosray say pyar khud ko is bay mainay  rishtay say azad kyun nahi Kar laytay.

HM: ks ap ghalat samjh rhi hain Anubhav nay kuch nahi kiyà hai aaisa.

AS: jhoot mat bolo haseena ha hum nay kiyà yeh sab haseena k jism par har ek zakham k nishan humaray diey huay hain.

HM: Anubhav ap kiyà bol rhy hain yeh...

AS: haseena behna ko sach batanay do humain. Ha behna hum say ghalti ho gae hum nay haseena ko choat pohnchai hai yeh sab hum nay kiyà hai. Aaj tak hum nay siway isay dard k kuch nahi diya hai.

HM: Anubhav chup ho jaen ap yeh bol rhy hain ap... Maa .

AS: ha haseena maa ko bhi hum nay dhoka diya hai un Kay Sath bhi chahl kiyà hai unhain hum do saal say dhoka day rhy hain, aadarsh pati patni ka natak kar rhy hain hum jab k hum dono ek kamray mei toh rehtay hain par ek ajnabi ki tarha.

HM: Anubhav chup Karen kyun mazaq kar rhy hain ap, ap bhi na and hugged him.

Slow ( Anubhav maa peechay khari hain Khuda k vastay chup ho Jaen)

Maa: kyun chup karwa rhi ho isay haseena bolnay do isay sach. Humain bhi toh pata chalay k kaisay aaj tak humaray betay or bahu nay humain dhoka diya hai.

HM: maa hum nay koi dhoka nahi diya Anubhav mazaq kar rhy hain kyun Anubhav bataein na maa ko ap mazaq kar rhy hain, hum dono k beech buhat pyar hai , hai na Anubhav.

Maa: chup raho haseena ab band kar do apna natak, ab humain sab pata chal gaya hai toh is natak ki ab koi zaroorat nahi hai. Haseena tere jism par yeh nishan hum nay usi roz hospital mei deekh liya tha par chup thy hum Kay jab poori tarha theek ho jaey gi toh tujh say pochain gay.  Ab jab humain sachai pata chal gae hai toh hum ab chup nahi rahen gay, ab tum dono ko kisi qisim ka natak karnay ki zaroorat nahi hai , kyun k tum dono ab ek Sath nahi raho gay, yeh rishta humari wajah say jora tha tum nay Anu toh isay hum hi khatam Karen gay, Anu tu nay meri phool si bachi par buhat zulam kiyà hai, iska gunnah itna bara bhi nahi tha jitna tum dono bhai behan nay mil k bana diya hai, Anu jab tu do salon mei isay maaf nahi Kar paya toh aagay ja k kiya karay ga, bus haseena beta hum tujhe us nargh mei aur jalnay nahi dyn gay,  Anu tujhe haseena ko talaq dayni hogi phir hum apni bachinki shadi khud aaisay larkay say karwaen gay Jo isay pyar karay isay izzat day iska khayal rakhay , Jo is k qabil ho us k pyar k qabil ho.

AS: maa ap aaisa nahi Kar sakti

HM: maa hum bhi Anubhav ko chor k kahen nahi jaen gay maa, hum in say pyar kartay hain hum maar jaen gay in k bina.

Maa: haseena  aaisay shaks say pyar nahi kiyà Jata beta Jo tujhe pyar k badly pyar or izzat na day, meri bachi tu nay ghalat shaks say pyar kar liya hai, kyun is k peechay tu apni zindagi barbad kar rhi hai, mat kar beta. Ab Chalo khana kha lo tum sab aa k hum Kal kisi achay say wakeel say mil k tum talaq Kay khagzat banwa lyn gay.

AS: maa please ap thanday dimagh say humari baat sunain jald bazi mei koi faisala na lyn please maa.

Maa: humain kuch nahi Sunna samjhna.

At  midnight:

Her sleep broke and she found Anubhav no where , she switch on the light and searching him, she saw the door of balcony is open.

HM: Anubhav ap yahan kiyà kar rhy hain.

AS: kuch nahi bus neend nahi aa rhi thi toh aa gay ap ja k aaram Karen hum bhi thori dyar mei aatay hain.

HM: ji theek hai.

After few minutes she again come but this time not alone she has two cups of tea in her hand which she gives him one and take a sip from another cup.

HM: kiyà soch rhy hain ap, chahain toh ap humain bata saktay hain.

AS: haseena kiyà sach mei tum humain chor k Chali jao gi.

HM: nahi hum chor k jana toh nahi chahtay magar maa ka faisala atal hai, or hum aur ap par boojh nahi bannah chahtay Anubhav, maa Sahi kehti hain hum zabardasti kisi ko khud say pyar karnay par majboor nahi Kar saktay. Acha hai apko ab yeh rishta aur sehna nahi paray ga. Ap hi toh chahtay thy k hum ap say alag ho jaen.

AS: hummm. Haseena kiyà hum dost ban saktay hain????

HM: ap hum say dosti kyun Karna chahtay hain Anubhav.

AS: kyun hum itnay buray hain k ap hum say dosti ka rishta bhi nahi rakhna chahti.

HM: ap kaisay buray ho saktay hain Anubhav buray toh hum hain jis nay zabardasti ka rishta jor rakha hai ap say.

AS: haseena tum aaisa kyun keh rhi ho.

HM: theek hai toh humain apki dosti qabool hai.

AS: toh kiyà ek dost honay k natay hum ap say kuch pooch saktay hain????

HM: ha pochain.

AS: kiyà hua us din tum  mandap mei khud aai thi ya koi majboori thi tumhari.

HM: ap sach mei jannah chahtay hain.

AS: ha.

HM: kiyà Karen gay ab Jan k waisay bhi ap nay humari baton par vishwas toh Karna hi nahi hai.

AS: Humain vishwas hai ap par isliay toh pooch rhy hain.

HM: nahi hum khud nahi aaey thy aapi nay humain zabardasti bheeja tha.

AS: kyun?

HM: kyun k woh apko nahi saad ko pasand karti thi or shadi bhi usi say Karna chahti thi.

AS: toh woh  hum say shadi say inkar kar dayti apko bheejnay ki kiyà zaroorat thi.

HM: Anubhav inkar toh kar dayti par un Kay or Saad k beech ki deewar hum thy Anubhav, inkar k bad apka or unka rishta khatam hota humara or Saad ka nahi. Aapi nay apnay pyar ki chah mei humari khushiyun ka balidan day diya , unhon nay apni pyar k liey humain sab ki nazron mei gira diya, hum nahi kartay thy ap say pyar na hi ap say shadi Karna chahtay thy hum Anubhav , par halat hi kuch aaisay bana diey thy aapi nay k humain majbooran mandap mei aana para, yaqeen Karen ap humara hum nay aapi ko kidnap nahi kiyà tha, woh toh Mami ji or aapi ki ek chal thi humain neechay dekhanay k liey, agar ap hum say shadi na kartay toh hum bay aasara ho jatay , itna sab honay k bad mama ji humain ghar par nahi rehnay daytay , or Saad ki Ammi nay toh hum say rishta toar hi diya tha, hum Kahan jatay koi nahi tha humara apna Jo humara Sahara banta Jo humain aasara dayta, isliay hum aaj tak ap ka kiyà gaya har zulum har zayadti hans k bardasht ki hai kyun k koi nahi tha ap k or maa k siwa jisay hum apna keh saken.

AS: toh ap bhi yeh rishta majboori mei nibha rhi thi.

HM: nahi Anubhav hum nay socha toh aaisa hi tha par ap k Sath reh k Jana k ap buhat achay insan hai, ghalat bhi toh kuch nahi kiyà ap nay humaray Sath kyun k agar apki jagha koi aur bhi hota toh yahi karta, phir dheeray dheeray humain apki aadat ho gae. Or ap jantay hain aadat nahi badali jati.

AS: haseena humain maaf kar do hum  nay buhat zulum kiey hain tum par.

HM: nahi Anubhav hum apko maaf nahi Kar saktay hain.

AS silent:

HM: kyun k maaf unhain kiyà Jata hai Jin say hum khafa hun. Hum ap say kabhi khafa thy hi nahi.

AS: haseena tum sach mei buhat achi ho , hum hi bad qismat hain Jo tumhara Sath nahi day sakay.

HM: Anubhav shaid humara Sath yahen tak tha.  Sach samnay aanay k bad humain yahan say Jana hi tha.

AS: par itni jaldi kyun abhi toh hum nay tumhain jannah samjhna shru kiyà hai or abhi say tum humain chor k janay ki baat kar rhi ho , kuch din aur nahi reh sakti humaray Sath.

HM: reh saktay hain Anubhav hamesha reh saktay agar ap chahain toh  ( in mind).

AS ( in mind): haseena ek tum hi ho Jo maa ko mana sakti ho, is rishtay ko ek mooqa aur day sakti ho, par hum nay Jo kiyà hai tumharay Sath kiyà hum tumharay sath k qabil hain. Nahi tum hum jaisa insan deserve nahi karti.

***************

Thank you all for great response and feedback.

I will unable to update tomorrow.

Sorry for grammatical mistakes.

Continue Reading

You'll Also Like

Solace By Himu

Fanfiction

65.2K 7.3K 50
Kya hai yeh ehsaas? Pyaar hai ya hamdardi, jisse mai pyaar samajh baithi?
20.9K 1.8K 101
ye story special @Amr33n ji k liye likhi gayi hai.
5.3K 756 12
Ghar ki Gali se, Dil ki Gali tak ❤️
79.1K 9.1K 50
Just a story of Kareena ✨