Hate Or Love

By nehaasmat

34K 2.6K 571

Life More

PART #1
PART #3
PART #4
PART #5
PART#6
PART#7
PART #8
PART #9
PART #10
PART #11
PART #12
PART #13
PART #14
PART #15
SORRY NOTE:
PART #16
PART #17
PART #18
PART#19
PART #20
PART #21
LAST PART: (a):
last part (b):
A NeW OS:

PART#2

1.3K 109 12
By nehaasmat

To be continued:

Maa: bahu.

HM: ji maa

Maa: abhi tak Anu nahi aaya usay phone toh kar Kahan reh gaya.

HM: maa aa jaen gay woh, ap jab tak garam garam parathy khaen.

Maa: kabhi yeh larka time par nahi aata hai, abhi deekh Kahan reh gaya.

AS: aray maa hum aa gay hain ek toh traffic buhat zayda thi or upar say gari bhi kharab ho gae thi.

Maa: chal jaldi say fresh ho k aa or khana kha lay bahu nay tere maan pasand mooli k parathy or amli ki chatni banai hai or meethy mei kheer bhi, buhat hi achi or sanskari bachi hai ghar par aatay hi Sara Kam jat pat kar diya.

AS: maa hum aatay hain 5 minute mei.

Here haseena comes out from kitchen: maa woh aa gay kiya?

Maa: ha mun hath dhonay gaya hai tu baith jab tak khana khana shru kar woh bhi aa jaey ga tab tak.

HM: ji maa, maa hum bus 5 minute mei kitchen say aaey.

AS: wah maa Khushboo toh buhat barhia aa rhi hai.

HM: yeh lyn ap k taza or garam parathy apko garam pasand hai na.

AS: ha thank you.

She sits next to him and takes out bread from the hot case.

Maa: tujhe bhi toh pasand hai garam garam parathy phir yeh thanday kyun ?

HM: maa yeh pehlay k banay rakhy thy agar kisi nay nahi khaya toh waste hoga or humain aan ko zayda nahi Karna chaheay na.

Maa: waqai buhat samjhdar hai tu Heera hai humari bahu.

During dinner food chocked in her throat and coughing. He offers her glass of water and patted her back.

AS: theek ho tum.

HM: ji hum theek hain ab thank you.

AS: aaram aram say khao.

HM: ji.

AS: ruko hum tumhain apnay hathon say khilatay hain.

HM: nahi hum khud kha saktay hain ap kyun takleef kar rhy hain.

Maa: aray takleef ki kiyà baat hai pati hai tera.

HM: nahi maa humain aur nahi khana humara pait bhar gaya hai.

AS: haseena zara woh bowl pass Karna.

HM: ji yeh lyn.

AS: kheer ka bowl manga tha khali bowl nahi

HM: oh sorry yeh lyn.

AS: waqai Jadu hai tumharay hathon mei buhat mazay ki hai.

HM: shukriya.

After dinner: maa hum room mei ja rhy hain humain thora kam hai haseena tum maa ko medicine day Kay aa Jana.
Good night maa kissed on her forehead.

*****************

She entered in room found everywhere dark inside, he is already sleeping so she quietly laid on the empty side of the bed and center of the bed occupied with many pillows.

Morning:
She get up early after taking bath she irons his and her uniform, arrange his wallet , wrist watch, handkerchief on the side table, put his phone on charging, properly hang his uniform with batches, name plates , belts and caps. Polished his shoes and keep outside with pairs of socks, and runs to the bathroom to check the temperature of water either it's will be no too much hot nor too cold. Hang the neat and clean towel inside with his clothes and then set the alarm which rings after 5 minutes and go downstairs for making breakfast. He get up after hearing the noise of alarm he throw the clock on the random corner of the room and rushed to the bathroom. After taking bath he goes downstairs for breakfast, maa is still sleeping so he runs upstairs and change his uniform without eating breakfast.

HM: ap nashta toh kar lyn. Closing his shirt buttons he harshly throw her hand. She forwarded the nameplate he takes and attached to uniform , then she gives batches but he becomes more angry and throw all thing on the floor. She collects all stuff from the floor and put it back on the table.
He tightly holds her arms.

AS: humari patni honay ka natak band karo tum, in do saloon mei tumhain itni si baat samjh nahi aai, yeh sab kar k tum kiyà sabit Karna chahti ho, jis tarha zabardasti tum humari zindagi mei shamil ho gae ho waisay hi tum humaray dil mei bhi jagha bana lo gi, nahi yeh kabhi nahi ho sakta hai, tum nay Jo humari zindagi barbad ki hai uski saza tumhain poori umar milay gi, yeh sab natak kar k tum maa ka dil jeet sakti ho par tum humaray dil mei jagha nahi bana sakti, ab hatto aagay say humain dyar ho rhi hai. He pushed her forcefully and she falls on the floor.

HM (pov): do saal ho gay hain humari shadi ko par in do saalon mei hum ap k dil mei pyar ki ek boond bhi nahi jaga paey Anubhav, shaid yahi humari saza hai , par humaray hi Sath aaisa kyun hota hai, hum khud zabardasti apki zindagi mei nahi aaey hum majboor thy Anubhav, kiyà ap kabhi humain samjh paen gay kiya ya nahi.

Maa: Anu tu Kahan ja rha hai nashta toh karta ja.

AS: maa hum nay kar liya hai nashta chaltay hain dyar ho rhi hai.

Maa: jhoot mat bol Sara ka Sara aaisay hi para hai na tu nay kuch khaya hai na bahu nay , Kahan hai woh.. chal tu bhi aa.

AS: maa hum head quarter mei kuch kha lyn gay chaltay hain.

Maa: aacha bahu ko toh layta ja. Bechari Kahan auto rickshaw k dhakay khaati phiray gi.

AS: maa humari meeting hai hum nay Jan ko bata diya hai woh manage kar lyn gi hum ja rhy hain, apna khayal rakheay ga.

She comes down stairs.

HM: maa ap please nashta Kar layna hum chaltay hain.

Maa: aray Anu ki meeting hai teri thori na hai. Tu toh kuch kha lay.

HM: theek hai maa, (takes a bread and eating )maa bus aur nahi warna humari wajah say unhain bhi dyar ho jaey gi, waisay woh kahan hain?

Maa: woh toh chala gaya.

HM: chalay gay. Bataya bhi nahi

Maa: woh keh rha tha k us nay tujhe bata diya hai, kiyà baat hai beta sab theek toh hai na tum dono k beech.

HM: ha maa sab theek hai hum dono k beech.

Maa: toh phir Anu nay hum say jhoot kyun bola k us nay tujhe bata diya hai or aaj tere liey intezar bhi nahi kiyà.

HM: maa shaid hum nay hi nahi Sunna hoga hum jab shower laynay gay thy woh kuch keh toh rhy thy par awaz saaf nahi aai thi.

Maa: acha humain laga k tum dono k beech kuch garbar hai.

HM: nahi maa kiyà hoga hum dono ko hum Sath mei buhat khush hain, ap chinta mat karen acha maa hum ja rhy hain bye.

Maa: theek hai Sahi say Jana or thanee pohnchtay hi humain or Anu ko phone kar dayna.

HM: ji maa.

****************

HM: karishma Singh.

KS: ji maddam sir.

HM: illegal construction wala case Kahan tak pohncha

KS: sari details hum nay lay li hain bus action layna baqi hai agar ap kahen toh hum us khurana k bachay ko daboch k latay hain yahan thanee phir usay bataein gay k gharibon ki zaminon par na jaiz qabza kar k wahan par buildings khari karnay ka kiyà anjam hota hai.

HM: nahi Karishma Singh humain nahi lagta k k khurana hi akela culprit hai is mei buhat say baray baray naam bhi involve ho saktay hain kyun k itni bari property mei itni aasani say qabza Karna kisi aam banday ka Kam nahi hoga

KS: wahi toh hum keh rhy hain Ms khurana ki Jab khal utray gi toh sab naam bahir aaen gay.

HM: agar aaisa karnay k bad bhi us nay zaban nahi kholi toh phir ap kiyà Karen gi.

KS: yani ab apko is mei bhi problem hai MS. Waisay bhi Ms ap behtar janti hungi is baray mei kyun k kab kaisay Kisi ki zindagi mei kitni chaturai k Sath qabza Karna hai woh bhi koi saboot choray bina yeh ap say behtar aur Kaun janta hoga Ms so called bhabhi Jan.

HM: KS ap kiyà personal or professional life ko alag nahi rakh k baat kar sakti baat baat par humain tannay dayna zaroori hai kiyà. Agar hum say itni hi problem thi toh apnay bhaiya say Kaha hota k humain apnay Sath ghar na laen wahi mandap par chor k aa jatay, dekhain ks hum is rishtay ko pooray maan say nibhana chahtay hain isliay do saal say ap ki batein bardasht kar rhy hain.

KS: ap humain bardasht kar rhi hain ya humain apko sehna par rha hai, bhaiya unki toh zindagi khatam ho k reh gae hai becharay.

HM: dekhain ks hum nay apkay bhaiya ko apnay pallu say bandh nahi rakha hai azad hain woh jab chahain jis say chahain shadi kar saktay hain humain koi iteraz nahi hai.

KS: ha apko kiyà iteraz hoga ap nay maa ko Jo apnay vash mei kiyà hua hai aur ap janti hain bhaiya maa ki marzi k bina kuch nahi Kar saktay hain.

HM: maa ko hum samjhain gay agar Anubhav hum say khud kahen k unhain dosri shadi karni hai, humain vishwas hai maa inkar nahi karen gi, or hum bhi roz roz k natak say azad ho jaen gay Jo humain maa k samnay Karna parta hai.

KS: apko kiyà diqqat hai natak karnay mei ap toh mahir hain na in sab mei.

HM: Karishma Singh ap apni hadein par kar rhi hain hum thanee mei bhi ap kay senior hain or rishtay mei bhi , ap is tarha hum say baat nahi Kar sakti , apni maryada mei rahen toh behtar hoga ap k liey.

KS: jab baray apni maryada bhool jaen toh choton ko yad dilana parta hai samjh gae ap.

AS enters: kiyà ho rha hai yeh ap dono har samay kyun lartay rehtay hain, or behna ap zara toh yeh soch liya Karen k apki larai ka kaaran agar baqi team members ko pata lag gaya or unhon nay maa ko bata diya toh kiyà guzray gi un par, iska toh pata nahi atleast ap toh samjhdari dekhaein or thora apnay gussay par control rakhain.

KS: ji bhaiya hum koshish karen gay par ap bhi apni patni ko samjha dyn k hum say is tarha baat nahi kiyà Karen warna kis ko kaisay uski auqat mei rakhna hai humain achi tarha aata hai.

Here Santosh Sharma enter with a file in her hand.

SS: jai Hind sir.

AS: jai Hind.

SS: Ms mujhe is file par ap k signatures chaheay DSP sir ko phir dayni hai yeh file.

HM: laen dyn. She signs yeh lyn sir.

AS: thank you gives her side hugs.

SS: sir file mei nay complete ki hai ap thank you Ms ko kyun bol rhy hain.

AS: woh bus aaisay.

SS: waisay sir apki or MS ki jori super cute hai ap dono Sath mei buhat achay lagtay hain, ek dum perfect couple.

AS: Sahi Kaha perfect couple , aur kyun na ho perfect aakhir hum dono ek dosray say itna pyar Jo kartay hain kyun Jan. Holds her more tightly.

HM: hummm.

SS: I know sir jab hi toh din mei do bar ap Ms ko dekhnay k liey chakkar lagatay hain.

AS: 💯 percent Sahi Kaha ap nay constable Santosh Sharma, bhala Kaun hoga Jo inhain dekhay bina reh sakay.

HM: bus karen ap buhat romantic ho rhy hain head quarter jaen aaisa na ho commissioner sir apka transfer hi yahan na kar dyn.

AS: aray ja rhy hain hum itni jaldi bhi kiyà hai apko, abhi toh apko theek say dekha hi nahi hai.

HM: hum sari umar ap k Sath hain bad mei humain jee bhar k nihar lijeay ga abhi toh jaen ap.

KS: ji bhaiya bhabhi Sahi keh rhi hain in AS ear's: ap bhi pushpa ji ki tarha buhat zayda over acting nahi Kar rhy hain.

AS: nahi toh. Hum chaltay hain phir loudly and left.

*****************

It's a short story here is the second part I hope you like it and don't forget to tell me of you really like.

Sorry for grammatical errors
Thanks and shower your love please




Continue Reading

You'll Also Like

67K 3.7K 53
this story after hm marriage story enjoy 😊
20.9K 1.8K 101
ye story special @Amr33n ji k liye likhi gayi hai.
34.3K 2K 35
So hello guys, So writing this story but with my terms Read the story and have fun 😉 Ranked #1 on haseenamalik out of 792 stories on 15 February Ran...
15.3K 1.2K 24
ary yarr description muj se nahi likha jata isi liye aplog story read kr lo