Hate Or Love

By nehaasmat

32.7K 2.5K 571

Life More

PART#2
PART #3
PART #4
PART #5
PART#6
PART#7
PART #8
PART #9
PART #10
PART #11
PART #12
PART #13
PART #14
PART #15
SORRY NOTE:
PART #16
PART #17
PART #18
PART#19
PART #20
PART #21
LAST PART: (a):
last part (b):
A NeW OS:

PART #1

3.5K 123 9
By nehaasmat

A lovely morning of winter all are enjoying the beautiful weather in the lucknow city, the three members of mahila police thana team enjoying the tea on badnam's tea stall, the one most senior constable Pushpa Singh complaining about the morning tea made by her daughter in law as usual. Now no one taking interest in her talks anymore. A young constable keeps flirting with his one of colleague, but still he can't get any better idea to woo her heart, she is the deadly combination of beauty, Innocence and intelligence she is understanding everything but don't want to express her feeling or may be she has not interest and don't want to hurt him. Their peace and tea were disturb by a noise which is from their SHO cabin , she is shouting on someone they all are worried and run to her cabin. Where she is scolding on her junior SI Karishma Singh.
"Yeh kiyà hai Karishma Singh apki problem kiyà hai , kyun ap humari koi baat nahi manti, hamesha ap apni man mani karti hain or kab tak karti rahen gi, kabhi toh apni personal ego chor k professional ho Kay humari baat mana Karen, hamesha garbar kar dayti hain ap or bad mei sab sambhalna humain parta hai, kyun ap ek team ki tarha humara Sath nahi dayti hain, or akhir kab tak aaisa chalay ga" scolded by SHO Haseena Mallik.

" Personal or professional ki baat ap na hi Karen toh behtar hoga maddam sir, dosron ko dard kaisay dayna hai, kisi ki zindagi kaisay barbad karni hai bhala ap say behtar aur Kaun janta hoga, duniya jis haseena mallik ko chahti hai usay yeh nahi pata k is masoom chehrah k peechay kitna makar chehrah chupa hai" replied by SI karishma Singh.

Pushpa Singh interrupted." Yeh kiyà keh rhi hain ap woh apki senior hain or ap un say is tarha hargiz baat nahi Kar sakti chalen maafi mangain ap maddam sir say, yeh hum ek junior nahi apki Saas honay k hasiyat say keh rhy hain ap maafi mangain"

KS: aaj tak ek senior honay k natay hi toh inki respect kartay aaey hain hum ab aur nahi.

"Acha respect karti aai hain ap maddam sir, kitni ki hai respect ap nay Maddam sir woh hum bhi jantay hain or baqi sab bhi, woh toh maddam sir ka bara pan hai Jo aaj tak apki bari say bari ghalti ko nazar andaz karti aai hain woh, warna ap aaj yahan nahi hoti." Said by pushpa Singh.

KS: bardasht inhon nay humain kiya hai ya hum nay kiyà hai inhain bardasht bus ab aur nahi aaj faisala ho k rahay ga pushpa ji Kay is thanee mei yeh rahen gi ya toh hum. Ek ko aaj is thanee say Jana hoga.

HM: theek hai phir hum transfer lay lyn gay.

KS: ap kyun lyn gi transfer hum jaen gay yahan say, apko toh aadat hai mahaan ban k sab ki hamdardi hasil karnay ki, aaj bhi ap yahi Karna chahti hain

HM: dekhain karishma Singh hum yeh sab kar k kisi ki hamdardi nahi hasil Karna chahtay hum sach mei Jana chahtay hain yahan say ta kay ap thana apnay tarikay say chala saken.

KS: bus kar dyn yeh natak hum achay say jantay hain k apko humari kitni chinta hai yeh jhooti hamdardi dekhana band karen hum nahi aanay walay apki in batoon mei hum aaj hi apnay transfer k liey aarzi day dyn gay DSP sir ko.

PS: yeh kiyà keh rhi hain ap thora thanday demagh say siyam say sochain.

KS: hum nay faisala Kar liya hai pushpa ji or humara faisala koi badal nahi sakta.

HM: karishma Singh pushpa ji Sahi keh rhi hain thora shant ho jaen is tarha jald bazi mei faisala layna nahi chaheay warna humain umar bhar pachtana parta hai.

KS: yeh ap keh rhi hain Maddam sir k jald bazi k faisaly ghalat hotay hain is ka jeeta jagta saboot humaray samnay apki soorat mei khari hain. Dhokaybaz insan.

"Yeh kiyà ho rha hai yahan yeh thana hai ya machali bazar kyun Sara thana sir par utha rakha hai ap logon nay,yeh kaisa shor hai lagta nahi k ap sab police officers hain, jab dekho har samay lartay hi rehtay hain" shouts by DSP when just comes and see the lady dabang and lady jazbat quarrelling on some matters.

All: jai Hind sir.

AS: jai Hind buhat jaldi khayal aa gaya ap sab ko k hum bhi yahan hain.

HM: sorry sir hum apni or apni sari team k taraf say ap say maafi mangtay hain.

KS: nautanki.

Haseena glares.

AS: SHO Haseena ap batanay ka kasht Karen gi Kay yahan yeh sab kiyà chal rha hai, ap dono lar kyun rhy hain?

KS: ap in say kahay pooch rhy hain hum wajah batatay hain na, sir yeh lyn humari aarzi hai transfer k liey, hum yahan in k Sath aur Kam nahi Kar saktay hum tang aa gay hain in say. Agar hum ek din aur bhi is thanee mei rhy toh ya toh hum pagal ho jaen gay ya phir khudkhushi kar lyn gay jis ki zimadari in par hogi.

AS: Kyun karti hain SHO Haseena ap aaisa, kyun Shanti say inhain Kam Karnay nahi dayti, aaisay hotay hain senior.

HM: sorry sir par ghalti sari Karishma Singh ki hi hai, woh har case apnay bhaukal maar Dhar say suljhana chahti hain or natija kuch nahi nikalta is bar toh inhon nay had kar di hai, samjh nahi aa rha k hum ab yeh case solve Kaisay karen.

KS: ha yeh Kaun si bari baat hai hum jantay hain ap nay jan boojh k billay ko wahan bheja hoga ta k woh Vikas bhag jaey aur humara Sara plan kharab ho jaey.

HM: hum nay kisi ko nahi bheeja hai wahan aur ap ko us Amar ko marnay say pehlay uska naam toh pochna chaheay tha bechara nirdosh apki laat or ghosun k wajah say hospital mei para hai.

KS: ha is mei bhi ghalti humari hi hai isi liey hum yahan say Jana chah rhy hain.
Sir ap humaray is arzi par sign kar dyn toh acha hoga.

AS: par ap kyun Jana chahti hain Karishma Singh is say toh yeh baat sabit ho jaey gi k doshi ap hain.

KS: aur nahi toh hum kiya Karen har baat baat par ji maddam sir ji maddam sir hum say nahi ho sakta.

AS: toh agar ghalti apki thana parbhari ki hai toh saza bhi unhain hi milni chaheay kyun Ms mallik hum Sahi keh rhy hain na. Hum apko 6 din k liey suspend kartay hain.

PS: ek minute sir mana k hum jaisay juniors ko senior k kisi mamalay mei bolnay ka koi adikar nahi hai par ap Jo kar rhy hain woh sar a sar ghalat hai ap sirf Karishma maddam ki batein sun k maddam sir ko doshi nahi maan saktay, kyun ap dono bhai behan apni niji mamalay k liey maddam sir ko doshi bananay par Tulay huay hain, maddam sir nirdosh hain or yeh hum sabit Kar saktay hain.

AS: pushpa ji is waqt hum kisi niji khalish ki wajah say inhain doosh nahi day rhy hain.

PS: toh phir dono paksh ki batein sunnay bina faisala kyun suna rhy hain ap

HM: Pushpa ji janay dyn na.

PS: nahi maddam sir yeh dono bhai behan khud ko samjhtay kiyà hai jab dil mei aata hai apko khari khoti suna k chalay jatay hain bina koi wajah jannay ap par ilzam lagatay hain.

KS: pushpa ji ap ki zaban buhat nahi chal rhi hai.

AS: theek hai toh batein baat kiyà hai.

Pushpa Singh explain him.

PS: ab ap hi bataein sir k maddam sir ka kiyà dosh.

AS: karishma Singh kiya pushpa ji nay Jo Kaha woh sach hai.

SS: sir mei kuch bolun?

Santosh Sharma and cheeta who are still listening the fight between their senior none of them dare to say in between.

AS: ha kahen Santosh Sharma kiyà kehna chahti hain ap.

SS: sir pushpa ji bilkul Sahi keh rhi hain Karishma mam nay mere samnay hi billu ji ko call Kar k Kaha tha k wahan aaen ta kay saray k Sara ilzam Maddam sir par aaey.

KS: yeh tum kiyà keh rhi ho santu chup karo tum.

CC: santu ji santu ji mana k ap buhat hi masoom hain par kabhi kabhi ap apni masomiyat ka istemal buhat hi ghalat jagha karti hain, jab DSP sir Karishma maddam k aagay apni haseena ji ki batein nahi maan rhy woh apki baat kaisay manain gay.

AS tore the letter into pieces.

AS: karishma Singh ap kahen nahi jaen gi ap isi thanee mei haseena mallik k under Kam karen gi ap nay in Kay saray orders follow Karnay hain that's clear.

KS: par bhaiya?

AS: no argument more back to work.

KS: yes sir.

AS: or SHO Haseena ap humain domestic violence ki case files daynay ka kasht Karen gi Kay a nahi.

HM: sir woh file abhi complete nahi hai hum sham tak apko headquarter pohncha dyn gay.

AS: complete nahi hai? Kiyà karti hain ap theek hai sham tak ka waqt hai pohcha dijeay ga hum chaltay hain jai Hind.

HM: yes sir jai Hind.

He left.

KS: tum kiyà keh rhi thi santu or maddam sir ap toh buhat khush ho gi kyun k apki wajah say bhaiya nay humain danta jo hai.

HM: humain kyun Khushi hogi Karishma Singh.

KS: masoom na banaein zayda jaisay k hum kuch jantay hi nahi hai, jitni bhi koshish Kar lyn ap , na Kal bhaiya ap k thy na hi kabhi ho paen gay, jitni jaldi yeh baat ap ki samjh aa jaey utna hi behtar hai.

PS: pata nahi kyun yeh dono is tarha lartay rehtay hain, aye bhagwan kiyà sach mei kabhi in dono ki dosti ho gi kabhi.

SS: pushpa ji dekhna buhat jald Karishma maddam maddam sir ki baat ko samjhnay lagen gi.

****************

Head quarter:

HM coughs to grab his attention and take permission to come inside

AS: aa jaen.

HM: sir yeh file Jo ap nay kahi thi complete karnay k liey.

AS: rakh dyn yahan.

He have a look at his wrist watch: yeh toh ghar janay ka samay ho gaya hai hum kal yeh file parh lyn gay, ap ja sakti hain ab.

HM: ji sir.
She takes few steps and turn again.

HM: Anubhav sir.

AS: ji..

HM: woh maa ki medicine khatam ho gae hain toh please wapsi par lay k aaeay ga. Warna ap humain prescription dyn gay hum laytay jaen gay.

AS: nahi hum lay aaen gay.

HM: humm theek hai hum chaltay hain jai Hind.

AS: jai Hind.

*********

Maa: haseena beta Anu Kahan hai woh nahi aaya tere Sath.

HM: nahi maa unhain apki medicine laynay Jana tha isliay woh thori dyar say aaen gay. Or ap safai kyun kar rhi hain ? Kiyà Kam wali nahi aai aaj bhi ? Laen humain dyn ap ja k aaram Karen.

Maa: aray tu khud abhi thak k aai hai or ab yeh sab.

HM: maa hum apki bahu hai or sari zimadariyan ek bahu ki hoti hain toh isliay ap ja k aaram Karen hum kar lyn gay.

Maa: theek hai phir hum jab tak khana bana daytay hain.

HM: nahi ap aaram Karen gi bus hum sab manage kar lyn gay. Ap jaen na.

Maa: acha theek hai hum ja rhy hain. Humari sahita ki zaroorat ho toh bata dayna.

HM: ji maa.

****************

Here is the first part of my new story. I hope you like it.

Sorry for grammatical errors

Continue Reading

You'll Also Like

2.3K 138 10
Hello everyone, I bring with some Shorts story which will related to life. For know more you have to peep inside. Copyright ©️:- @Tishak2141 Book cov...
4.9K 725 12
Ghar ki Gali se, Dil ki Gali tak ❤️
69.6K 8.6K 50
Just a story of Kareena ✨
Solace By Himu

Fanfiction

59K 7.1K 50
Kya hai yeh ehsaas? Pyaar hai ya hamdardi, jisse mai pyaar samajh baithi?