Maddamsir: Kabhi Pyar Kabhi T...

By overthinking019

312K 30.6K 2.1K

it's pure imagination story, to know more, start to read, hopefully with the smile.. More

intro
KPKT 1
KPKT 2
KPKT 3
KPKT 4
KPKT 5
KPKT 6
KPKT 7
KPKT 8
KPKT 9
KPKT 10
KPKT 11
KPKT 12
KPKT 13
KPKT 14
KPKT 15
KPKT 16
KPKT 17
KPKT 18
KPKT 19
KPKT 20
KPKT 21
KPKT 22
KPKT 23
KPKT 24
KPKT 25
KPKT 26
KPKT 27
KPKT 28
KPKT 29
KPKT 30
KPKT 31
KPKT 32
KPKT 33
KPKT 34
KPKT 35
KPKT 36
KPKT 37
KPKT 38
KPKT 39
KPKT 40
KPKT 41
KPKT 42
KPKT 43
KPKT 44
KPKT 45
KPKT 46
KPKT 47
KPKT 48
KPKT 49
important note
KPKT 50
KPKT 51
KPKT 52
KPKT 53
KPKT 54
KPKT 55
KPKT 56
KPKT 57
KPKT 58
KPKT 59
KPKT 60
KPKT 61
KPKT 62
KPKT 63
KPKT 64
KPKT 65
KPKT 66
KPKT 67
KPKT 68
KPKT 69
KPKT 70
KPKT 71
KPKT 72
KPKT 73
KPKT 74
KPKT 75
KPKT 76
KPKT 77
KPKT 78
KPKT 79
KPKT 80
KPKT 81
KPKT 82
KPKT 83
KPKT 84
KPKT 86
KPKT 87
KPKT 88
KPKT 89
KPKT 90
KPKT 91
KPKT 92
KPKT 93
KPKT 94
KPKT 95
KPKT 96
KPKT 97
KPKT 98
KPKT 99
KPKT 100
To the readers
KPKT 101
KPKT 102
KPKT 103
KPKT 104
KPKT 105
KPKT 106
KPKT 107
KPKT 108
KPKT 109
KPKT 110
KPKT 111
KPKT 112
KPKT 113
KPKT 114
KPKT 115
KPKT 116
KPKT 117
KPKT 118
KPKT 119
KPKT 120
KPKT 121
KPKT 122
KPKT 123
KPKT 124
KPKT 125
KPKT 126
KPKT 127
KPKT 128
KPKT 129
KPKT 130
KPKT 131
KPKT 132
KPKT 133
KPKT 134
KPKT 135
KPKT 136
KPKT 137
KPKT 138
KPKT 139
KPKT 140
KPKT 141
KPKT 142
KPKT 143
KPKT 144
KPKT 145
KPKT 146
KPKT 147
KPKT 148
KPKT 149
KPKT 150
KPKT 151
KPKT 152
KPKT 153
KPKT 154
KPKT 155
KPKT 156
KPKT 157
KPKT 158
KPKT 159
KPKT 160
KPKT 161
KPKT 162
KPKT 163
KPKT 164
KPKT 165
KPKT 166
KPKT 167
KPKT 168
KPKT 169
KPKT 170
KPKT 171
KPKT 172
KPKT 173
KPKT 174
KPKT 175
KPKT 176
KPKT 177
KPKT 178
KPKT 179
KPKT 180
KPKT 181..

KPKT 85

1.6K 163 20
By overthinking019

"Karishma" Haseena call Karishma from inside the room..

Karishma- ji..

Haseena says with little hesitation voice- kya aap andar aa sakt hai, aapki jarurat hai..

Karishma gulping her throat & says- kis baat ke liye..

Haseena grits her teeth & says- aap waha se puchne se accha hai, andar aakar dekhiye, hum kuch nahi karne wale hai aapke saath, aur jo tera hai wahi mera hai, toh andar aayiye..

Karishm close her eyes with little smile & says- aa rahe hai, darwaaj kholiye..

Haseena open the door, & Karishma look Haseena's face through the mirror, she holding her one hand back of her choli & she says- hook band nahi ho rahe hai..

Karishma says with irks tone- kiu ki yeh aapke size ki hai hi nahi, iss liye hum aapko bol rahe the, lekin nahi, aap toh color dekhkar chize pasand karti hai, & she hook her choli..

Haseena- kitni bolti hai aap..

Karishma turn to go but Haseena quickly grab her hand & pulled her near, while she hold her by waist, with twisting Karishma's hand behind her back, & asked- kaise dikh rahe hai hum..

Karishma try to leave her hand from Haseena's grip but Haseena made her grips tight on her hand, while she pulled Karishma more close that their lips inch apart, Haseena asked her- dhadkane badh rahi hai aapki..

Karishma not says a word, & Haseena says- yeh dhadkane jaise aapki badhi hai na, waise humari bhi badhti hai, jab aap humare karib hoti hai, jab bhi hum kisi baat se pareshaan hote hai, tab aap humari taraf ek nazar se dekhti hai, toh humein ek sukoon milta hai, aur ek ehasaas hota hai, ke aap humare saath hai, lekin aap woh sukoon bhi humse cheen rahi hai Karishma, abhi bhi waqt hai, chaliye humare saath aur ammi ko baata dete hai, maaniye humari baat, hum doono milkar baat ko sambhal lenge, kuch nahi hoga ammi ko, & she wait for Karishma's answer for a moment, she look Karishma's eyes, who gives the answer, that she is not ready to do anything & Haseena leaves Karishma's hand & made a distance from Karishma..

Karishma quickly leaves the changing room without look Haseena..

Engagement evening, everyone present there, except Karishma, Pushpa ji enters into the room of Haseena & she look Haseena wiping her tears, Pushpa ji comes near to her & asked- madamsir aap, & she hold Haseena's shoulder from back..

Haseena turn to Pushpa ji & enters in to her arms, Pushpa ji caressing her hand on her back with love & try to calm down Haseena- madamsir aap aise rooyiye mat..

Haseena coming out from hug & says- toh kya karu Pushpa ji, ammi ko bas unnki Khushi dekhi rahi, hum andar se udas hai, yeh kiu nahi samjh aa raha hai unnhe, aur Karishma, woh toh gayab hi ho gayi hai, unnhe toh kuch padi hi nahi, humein aise mehsoos karwa rahi hai, ke hum hi the jo unnse pyar karte the, jaise ke unnki taraf se kuch tha hi nahi, & fresh tears welled up into eyes..

Pushpa ji- pehle toh aap yeh roona band kariye, aur humari baat maaniye, agar aapka aur unnka pyar saccha hai, toh Karishma yaha par jarur aayegi..

Haseena says with sad layer- nahi aayengi Pushpa ji, woh jitni ziddi hai naa ke..

Pushpa ji cut her mid & says- vishwas kariye, woh jarur aayengi..

Haseena shook her head in yes, & she again enters into Pushpa's arms, & Pushpa ji caressing her hand on Haseena's back with love, & she kissed on Haseena's head with love..

"yeh sab chize gaadi mei rakh do, hum abhi aate hai, agar sona ke papa puche toh bolna, hum room mei gaye hai, Haseena beti ka toffa lene" Yashomati says while walking towards the room & she heard the ball taping sound coming out from the room of Karishma, & she walks towards there, she enters into room, she look Karishma seated on floor, near the bed, who throwing the ball on wall, & catch it again..

Yashomati comes near to her & asked- tu yaha par kya kar rahi hai, Haseena beti ki sagai ho rahi hai, aur tu hai ke yaha par baith kar yeh ball ke saath khel rahi hai, tu aayi kab, aur humein kisne baataya kiu nahi..

Karishma not look to her mother & says- agar kisi ne dekha hota toh baata dete aapko..

Yashomati feel a sadness in Karishma's voice & she seat beside her, & asked- kya baat hai..

Karishma not look to her mother & says- kuch nahi amma, & she throw the ball towards the wall..

Yashomati catch the ball quickly before Karishma catch it, & Karishma look her & Yashomati says with stern tone- itni hi takleef ho rahi hai, toh jaane kiu de rahi ho..

Karishma gives confused look to Yashomati & Yashomati says- jad buddhi ho tum, samjh rahi ho..

Karishma says with little irks tone- amma kya bole jaa rahi ho..

Yashomati- Haseena hi hai na woh ladki..

Karishma's face expression quickly change, & she shook her head little, & Yashomati- toh aise hi ussko tum kisi aur ke saath jaane de rahi ho, yeh pata hote huye bhi ke woh tumse kitna pyar karti hai..

A quick tear rolled down from Karishma's eye, & Yashomati says with stern tone- agar pyar karne ki himmat ki hai toh usse nibhane ki himmat karo, samjh rahi ho..

Karishma wipe the tear & says- humari wajah se unnki sagai ho rahi hai..

Yashomati not react first but on very next blink of eyes, she slapped Karishma with anger & says- arye jad buddhi, tum pagal ho chuki ho, samjh bhi aa raha hai, tum kya bol rahi ho, tumari himmat naa huye hai toh usse tumhare pyar mei behne hi kiu diya, hum sochte the tu kisi ki zindagi barbad naa kare hai kabhi, lekin aaj pata chala tu bhi unn sab logo mei se hi nikali hai..

Karishma says with soft sobs & says- aisa nahi hai amma..

Yashomati hold Karishma by the arms, her fingers almost dig into her arms & says- toh kaisa hai..

Karishma wincing with the pain & says- amma sab baata dete hai, lekin dard ho raha hai..

Yashomati lose her grips & says- bol kya baat hai, & Karishma shook her head & start to narrating the incidence..

Anubhav reach at Haseena's house with Shreya, & he looking for MPT team, & most to Karishma..

Anubhav made seat first to Shreya at safest place & he found Billu, he grab him by the back neck & asked- sab kaha par hai..

Billu- Rajvir darwaaje par, Pushpa ji madamsir ke paas, Santu ji saare camera par nazar rakhi hai, aur Cheetah stage ke corner par hai..

Anubhav quickly asked- aur Karishma singh..

Billu- Karishma madam gayab hai, unnka phone bhi band aa raha hai, aur last location bhi thana dikha raha hai, kaha par hai, kisi ko bhi nahi pata hai..

Anubhav shook his head lightly & says- toh shreeman aapne kya kiya..

Billu look to Anubhav with the confusion- mujhe bhi kuch karna tha..

Anubhav gives him sharp anger look & says- shreeman humein kaha tha, ek baat ko aag ki tarah faila do tumhare network mei, jise Karishma singh yaha par maujood honi chahiye thi, ab woh yaha par nahi hai, jise hum jo chahte hai, Haseena ji ki matashree ko thoda sa hi sahi pata chale Karishma singh aur Haseena ji ke baare, jise unnhe yeh ehasaas ho ke woh doono ek dusre se pyar karti hai, aur Karishma singh yeh baat chupa rahi hai, kiu ki unnki sehet par koi asar naa ho iss liye..

Billu close his eyes while shook his head & says- haan, woh kaam kab ka ho gaya hai, lekin usse pehle hi Karishma madam ka phone switch off hua hai..

Anubhav says with himself- kya musibat hai, agar woh Samrat yaha par Karishma singh aane se pehle aa gaya toh sach mei Haseena malik ki jaan ko khatra ho sakta hai..

Yashomati- abhi ke abhi uth yaha se aur jaa waha par, aur rok de sab kuch..

Karishma says with helpless face- amma, ammi ki jaan ko khatra hai, aur woh humare pyar ko nahi samjh paayi toh, aur unnhe kuch hua toh madamsir kabhi humare saath khush nahi reh paayegi..

Yashomati- agar tune abhi jo kuch bhi Haseena ki zindagi mei ho raha hai, woh nahi roka toh Haseena ki zindagi kharab hogi aur saath mei tumhari bhi..

Karishma shook her head in no, & says- humse nahi ho paayega..

"tum kab aayi yaha par sona" Karishma & Yashomati looks on door Utam, who stood with the little upset face..

Karishma says with little tensed tone- thodi der pehle aaye hai papa..

Utam- accha hua tu yaha par hai..

Karishma asked with little upset face- kiu, kya baat hai papa, sab thik toh hai..

Utam- woh Samrat jail se bhag gaya hai, aur pata chala hai, woh tumhe aur Haseena beti ko dhund raha hai, woh tujhe aur Haseena ko marna chahta hai..

Karishma quickly getting up from the floor with shock- kya..

Utam- haan, tu fikar mat kar, maine log bheje hai Haseena ke ghar par, woh usse dhar denge, Haseena ko kuch nahi hoga..

Karishma says while collecting her bike keys & on her cell- nahi, humein nikalna hoga, aur hum jitna Samrat ko jaante hai, woh usska maksad poora kiye bina nahi maanega, & she walks toward the door..

Utam says with little upset tone- lekin teri bhi jaan ko khatra hai..

Karishma runs toward the main door of house & says- humein kuch nahi hoga papa..

Utam- hum aa rahe hai tere piche aur saath mei aur log bhej dete hai..

Karishma start the bike & says- ji papa, & she way towards the Haseena's house..

Anubhav asked to Santu- Santosh sharma koi gadbad toh nahi hai na..

Santu- nahi sir, abhi tak sab sahi jaa raha hai..

Anubhav- thik hai, & he look Pushpa ji coming near to him, & he side his earphone..

Pushpa ji- Anubhav sir humein na ab bahot jaada darr lag raha hai, aapne plan inn doono ko ek karne ke liye bana toh diya, lekin jis tarah se Karishma madam yaha par nahi hai, yeh dekhkar humein ab bechaini ho rahi hai, kahi kuch bura na ho jaaye..

Anubhav says with clam tone- Pushpa ji ek lambi geheri saas lijiye..

Pushpa ji take one long breath & Anubhav says- aur ab sunniye, koi darr ne ki baat nahi hai, sab kuch thik hoga, aur yaha par hum sab ne poori tarah se protection diya hua hai, aur hum khud sab par nazar gadaye huye hai, kisi ko bhi kuch nahi hoga..

Pushpa ji asked him with upset layer- aur sagai kya, woh toh ho kar rahegi, agar Karishma nahi aayi toh..

Anubhav says with clam tone- Pushpa ji, Pushpa ji, humein kya kaha, aap bas saas lijiye, aur Haseena ji ke saath rahiye, bas aur kuch nahi, Pushpa ji shook her head & walks back to Haseena again..

Haseena dialled Karishma's number, & she found it's ringing, & Karishma not pick up her call, & she keep her cell on dressing table with anger & she says with herself- yeh sach mei humari jaana legi, koi itna rude kaise ho sakta hai..

Haseena's bua entered into her room with smile & says- chalo Haseena ring ceremony ka time ho gaya hai..

Haseena- thodi der rukiye, amma aur Utam uncle abhi tak aaye nahi hai, woh raastein mei hai..

Haseena's bua- haan, toh woh aa jaaynge, tum neeche toh chalo..

Haseena again look to her cell, & dialled Karishma's number but still she not pick the call, & she keep her cell aside, & says to her bua- chaliye bua ji, & she left the room without her cell with her bua ji..

Karishma's bike stood near the signal & she check her cell with upset face, & she found Haseena's miscall, she call back Haseena, but Haseena didn't pick her call- corny call uthao humara, & she check the time, time indicated the time of ring ceremony, & she again dialled Haseena's number, but she got same answer, same time signal show green & she speed up her bike..

Santu- everyone alert suspect enters into the hall, he is in black shirt..

MPT members alert by the Santu's words, & Anubhav looks Samrat near the food counter, & he says- Samrat food counter ke yaha par hai, Rajvir, Cheetah, Haseena ji ko protect karna hai, hum Samrat ke aas-paas hi hai..

Rajvir & Cheetah walks towards the Haseena, who coming down with her bua & with Pushpa ji..

Samrat looks Haseena with fumes eyes, & he pulled out the knife, & started to walks toward the Haseena..

Karishma dialled the number of Santu, & Santu pick the call & says before Karishma- arye Karishma madam aap kaha par hai, yaha par aapki bahot jaada jarurat hai, madamsir ki jaan khatre mei..

Karishma says with little irks tone- humein pata hai, hum tumhe yahi baat bolne ke liye phone kar rahe hai, hum aane tak madamsir ko kuch bhi karke unnhe unnke room se bahar aane mat do..

Santu- madamsir toh neeche aa chuki hai, woh stage ki taraf jaa rahi hai..

Karishma quickly cut the call, & she up her speed more to reach Haseena's place..

Sametime Santu tells to Anubhav about Karishma, & looks to Samrat, who with the knife & he stop him before he walks towards the Haseena- agar abhi jaaoge marane toh kuch fayda nahi hoga, Karishma singh yaha par nahi hai, agar ek pathar mei doo panchi marne hai toh khud ko rok lo, Samrat look to Anubhav & shook his head & control himself..

Karishma reached to Haseena's place, & she enters into hall, & look Haseena safe & fine on stage, she take a relief breath & walks toward the stage with relax face, & Haseena look Karishma after long hours, but she not react on her presence, Haseena's ammi look Karishma & calls Karishma, Karishma looks to ammi & but her whole attention on Haseena, who not paying small attention on her, Karishma only shook her head on ammi's words, but nothing reached into her ears..

Karishma's eyes catch Samrat walking towards the Haseena, she left mid Noorjahan & started to walks towards the Samrat with anger, Anubhav look Karishma & he looks Karishma walking towards the stage with anger, his eyes catch Samrat too & he sense the danger, he too walks towards the way of Samrat..

Haseena looks Karishma walking with anger towards the other direction & she look in direction of Karishma, & she look Samrat there, Haseena in her mind- yeh yaha par kaise, & she look knife in his hands, & she walks towards the stage stairs..

Samrat taking fast step towards the Haseena, but Haseena's eyes on Karishma, who walking towards the Samrat, & Anubhav walks towards the stage to grab Samrat but before that Karishma grab Samrat by the arm, & Samrat slash the knife on Karishma stomach, Haseena shouts with the fear- Karishma, & she runs to her..

Same time Anubhav grab Samrat with the upset face, Karishma hold her stomach with sharp pain, Haseena hold Karishma with the tears, everyone shock by the scene, Karishma's eyes started to closing by the blood lose, Haseena says with tears- coco, coco aankhen band mat kijiye, & Karishma tried to open her eyes..

Haseena slapping on Karishma's cheek to makes her in a sense- coco humari taraf dekhiye, (sametime she shout top of lungs) Rajvir gaadi nikaliye, coco aapko humari kasam hai, aankhen mat band karo..

Noorjahan looks her daughter closely, her tears tells her another story, her fear of lose tells her another story that made her little upset, her daughter's gaps in a breath, show a truth, & she make herself strong & says- Pushpa ji jaldi se koi kapda do, khoon rokne ke liye, & sametime Santu brings the clothe, she handover it to Haseena, Haseena holds it near the wound of Karishma who almost lost her sense, Samrat take by the other police & Anubhav pick Karishma in his arms, & says- innhe pehle hum hospital lekar chalte hai, & MPT member with Haseena left the house with upset face, & Noorjahan look her daughter's another level of love towards the Karishma..

Continue Reading

You'll Also Like

21.5K 2.5K 45
Welcome to a Royal Buissness Family. A completely different family. But the most sweetest...caring and songest bond they hold with each other. But t...
24.4K 2.3K 23
Jahan par kuch nhi Milne wala.... Ander jao aur khud janlo.....
50.3K 4.7K 27
Writing for the first time..so please do support 🥺 A die heart Kareena fan 😎 So this story is all about Kareena's unique relationship their trust...
67.8K 8.4K 50
Just a story of Kareena ✨