The Chatbox (On HOLD)

Von Being101Indian

5.6K 503 454

[ON HOLD] Kavin Khanna, a young cop turned businessman attempts suicide. His life changes then after.. How? T... Mehr

Introduction to the Story and Character Sketch
Purvi...
@Anonymous123
Memories #1
Guilt..
Memories #2
DCP- Kavin fight
Memories #3
Shruti (Purvi) Hemraj
We bond over texts
Memories #4
Memories #5
Memories #6
Memories #7
Memories #8
Memories #9
Memories #10

Meeting Purvi again

306 30 14
Von Being101Indian

Hello everyone!! How are you guys? Diwali enjoy ki?? 

Let's get started..

______________________________

Kahani ab tak kyuki kaafi dino se koi update nahi thi- DCP aur Kavin ka CID bureau me jhagda hota hai jiske baad Kavin ka breakdown hota hai aur wo bureau se bhaag jaat hai. Shreya uske peeche jaati hai.

Ab aage--

__________________________________

Kavin is crying as he storms out of the CID bureau. Shreya running behind him calls him. He doesn't respond. He sits in his car forcefully shuts the door and drives. Shreya takes her car and goes behind him. Kavin is driving the car with speed. He was crying. And crying and crying.

'Tujh jaisa dost hone se dost na ho to accha tha.'

'Tum Dushyant ki maut ki nahi Shruti ki maut ki investigation kar rahe ho. Agar itna hi khaas tha Dushyant to 2 mahine tak uss ladki Shruti ko nahi ghumate.'

'Apne dost ki jaan lene wala darinda hai ye.'

Kavin is driving the car at pace. Shreya is behind him. She tries to call Kavin but he disconnects.

Shreya – Hey Narayan! Kavin itni speed me jaa raha hai. Kuch galat na ho jaaye iske saath.

She sees the signal turning yellow.

Shreya – Oh nahi! Signal cross ho jau phir red hona please...please...

Kavin crosses the signal and the signal turns red.

Shreya – ARE USKE CROSS KARNE KE BAAD NAHI MERE CROSS KARNE KE BAAD RED HONA THA.

She forcefully hits the steering wheel. Kavin is continuously driving. He takes a left. He doesn't know where he is going. He is still crying and driving.

The signal turns green again. Shreya goes to find Kavin again, but till now...he has reached far.

Shreya – Yahi pe turn aana tha. Ab Kavin right gaya hoga ya left? Oh god. (She closes her eyes for a moment) Right chalti hu. Bhagwan ji..mera decision sahi ho ya galat...uss paagal ko kuch galat mat karne dena. Please ha?

And Shreya takes the right turn.

Kavin is remembering the fight in the bureau. He presses the accelerator. And suddenly presses the break with all his might. His car screeeeeeches, skids and stops.

Kavin pulls the window down. He sees a lady's back and a cute little boy in her arms. The whole crowd has gathered there. Some go to the lady and some come towards Kavin.

A man in the crowd – Dikhta nahi hai kya? Abhi marr jaate dono.

Another man – Aur nahi to kya. Bade bade log aur badi badi gaadiya. Jaan ki koi kimat hai ya nahi?

Kavin folds his hands and says 'Sorry' to everyone.

The lady who held the little boy in her arms comes in front.

The lady – Aap sab log yaha mere liye inse lade isliye aap sabka bohot bohot shukriya. Aap sabko kaam honge na, please jaiyye. Yaha bheed ki wajah peeche traffic ho raha hai.

Kavin feels he has heard the voice somewhere.

Kavin is shocked of the incident. He takes deep breaths to soothe himself.

The crowd slowly dissolves. In few minutes, Kavin is able to properly see the face of that lady.

She in coming towards him only.

Kavin properly sees her face. The same childish eyes covered with spectacles. The sparkle of sane insaneness in her eyes. He smiles unknowingly as he sees her.

Kavin whispers - Purvi....

Purvi comes towards him.

Purvi – Hey mister...itni tez gaadi chalani hai to car races me jao na. Aisi sadko pe gaadi chala matlab tumhari bhi jaan gayi aur saamne wale ki bhi.

Kavin – I...am really sorry. Purvi.

Purvi – Kavin! Tum yaha? Hi!

Kavin is baffled. – Um..Hi! Tumhe mai yaad hu?

Purvi – Haa...

Kavin – Kaise? Hume milke to kaafi din ho gaye.

Purvi – Jaise tumhe mai yaad hu.

Kavin gives a tired smile.

Purvi – Ro rahe the?

Kavin – Um..nahi

Purvi laughs – Seriously? Jhooth bolne se pehle apna muh to dekh liya hota.

Kavin looks in the mirror. His eyes have become red and have swollen due to crying.

Kavin – Haa..wo thoda bura laga to ro diya.

Purvi – Acchi baat hai. Jo laga wo express karna chahiye.

Kavin – Hmm

Purvi – Lekin road ke beecho beech full speed me gaadi chalakar nahi.

Kavin – I am really sorry. ☹

Purvi – It's okay. 😊

Kavin – Waise tumhara baccha kaha hai? Use chot to nahi aayi n?

Purvi – Baccha? Mera? Oh! (And laughs again) (Kavin smiles seeing her laugh)

• Wo baccha mera nahi tha. Ek didi waha sabzi khareed rahi thi. Paise dete waqt unka beta haath chodke chalne laga. Unka dhyaan jaata tabtak wo chalte chalte beech sadak pohoch gaya. Mai road cross kar rahi to maine tumhari car aur us bacche ko dekha. Mai us bacche ke kareeb thi to use bachane bhag aayi.

Kavin – Oh...

Purvi – Meri to shaadi bhi nahi hui hai. Tumhari bhi nahi hui haina?

Kavin – Huh? Haa..nahi hui.

Purvi – Hmm...Pankaj ji ne uss din bataya tha.

Kavin – Haa...use tum Police officer lagi.

Purvi laughs again – Mera bhai kehta tha ki mai police officer ban sakti hu.

Kavin – To?

Purvi – Interest nahi tha.

Kavin laughs – Accha.

• Chalo. Mai chalta hu.

Purvi – Ek minute. Mai bhi saath chalungi.

Kavin – Kya? Kyu?

Purvi – Aise hi. Abhi tum ek murder karte karte bache ho. Koi saath hoga to tum bhi shaant hoge. Aur mujhe bhi hospital tak lift mil jayegi.

Kavin thinks for a while and says okay. He opens the door from other side and Purvi gets inside.

This time Kavin drives slowly.

Kavin – Mujhe pura raasta yaad nahi hai hospital ka to...

Purvi smiles – Don't worry. I'll guide you.

Kavin is attracted to Purvi's dimples everytime she laughs or smiles.

Purvi – Uss din mujhe urgently ek patient dekhne jaana pada. To baadme baat nahi ho payi. Aur tumhe bhi discharge mil gaya.

Kavin – Hm..mujhe suspicious laga wo.

Purvi – Obviously. Mr.Ex-CIDian.

Kavin smiles.

Purvi clears her throat – Waise...koi badi baat hai kya? Nahi...aise drive kar rahe the jaise khoon sawar ho.

Kavin – Ha bass...umm...tumhe to pata hai ki mai ek ex-CID officer hu.

Purvi nods.

Kavin – To mai mere purane colleagues se milne gaya tha. Waha ke mere purane senior se jhadga hua to..

Purvi sighs – Hmmmm....It's okay. Apne haq ke insaan se saath hi hum jhagda kar sakte hai.

Kavin smirks.

Purvi – Are sachme. Tumne aise kitne strangers ke beech jhagde hote dekhe hai, unless raaste ka accident ya similar reason na ho. Aksar maa-baap-bacche, pati patni, Dost, Bhai-behen inhi me jhagde hote hai.

Kavin is listening silently.

Purvi – (directing towards hospital) Yaha se right. Isliye jhagdo ko jyada seriously na lo to hi accha hai.

Kavin – Lekin kai baar aise jhadgo me saamne wala humpe naajaayaz iljaam laga de to?

Purvi – Hum yahi to sochte hai. Saamne wale ke iljaam naajaayaz hoge. Saamnewala bhi yahi sochta hoga haina? Jhagde saamnewale ki baat na pasand aane ki wajah se aksar hote hai. Lekin saamnewale ki baaton me sacchai ho sakti hai.

Kavin – Aur na ho to?

Purvi – To bhi apna saiyyam khona acchi baat nahi hai.

Kavin sighs.

Purvi – Left aur straight.

Both maintain silence for sometime.

The car stops in front of hospital.

Purvi – Kisine mujhe kaha tha ki saamne wale ne iljaam kyu lagaye agar iss baat kaa sateek jawaab ho to aadhi problems chutki bajate hi solve ho jaati hai....hum apni nazar se duniya dekhte hai...lekin duniya ko waise hi dekhna chahiye jaisi wo hai. Hum duniya ka sach hi nahi dekh paate Uska saccha roop dekhna chahiye.

Purvi gets out of the car. She closes the door. Kavin pulls down the window.

Purvi – Koi baat ho to ye mera card. I'll help you. Aur...Thanks for dropping.

Kavin smiles- Welcome

Till the journey, Shreya had called Kavin many times. But he rejected the call everytime.

Purvi – Aur tumhara koi dost baar baar call raha hai. Wo pareshaan hoga tumhare liye. Baat kar lena. Waqt rehte baat kar leni chahiye.

Kavin looks at her. Their eyes meet for a moment.

Purvi – Chalo. Chalti hu. Phir milenge shayad.

Kavin – Shayad?

Purvi – Shayad. (Smiles) Bye. Take care.

Kavin smiles too– Bye. Tum bhi.

Purvi - Aur gaadi ab sambhal ke chalana.

Kavin smiles – Haa

Purvi leaves.

Kavin looks at Purvi's disappearing figure. He pulls up the window. Closes his eyes. Takes deep breaths for sometime.

'Sacchayi tumhe kabhi dikhi hi nahi.'

'Uske maut ka sach jaanne ke liye keh raha hu mai. Wo sach jo tumne kabhi dhoondhne ki koshish nahi ki.'

'Kisine mujhe kaha tha ki saamne wale ne iljaam kyu lagaye agar iss baat kaa sateek jawaab ho to aadhi problems chutki bajate hi solve ho jaati hai....hum apni nazar se duniya dekhte hai...lekin duniya ko waise hi dekhna chahiye jaisi wo hai. Hum duniya ka sach hi nahi dekh paate Uska saccha roop dekhna chahiye.'

' Ab us job me mann nahi lagta. Mujhe ek NGO kholna hai.'

'Bhaagte hue wo bracelet....wo bracelet gir gaya'

Kavin opens his eyes with a jerk of sudden realization. He takes out his phone. Shreya has given many missed calls. Not only Shreya, entire CID team has called him many times. Shreya, unable to find Kavin has come back to the bureau.

He calls Shreya.

Shreya- Kavin, Kaha hai tu? Thik to haina?

Kavin – Haa. Wo hospital aaya tha.

Shreya – Hospital? Kyu?

Kavin – Are wo Dr.Purvi haina. Wo mili raaste me. Use chodne.

Shreya – Pakka?

Kavin – Haa baba! Mai ekdum thik hu. Abhi ghar jaa raha hu. Nahake so lunga. Kal milte hai. Tera off haina?

Shreya – Ha. Kal off hai. Kal milte hai. Tere ghar.

Kavin – Okay.

Shreya – Hm. Take care.

Kavin – Tu bhi.

Shreya – Bye.

Kavin – Bye.

Shreya informs everyone in the bureau that Kavin is safe and is going home. Pankaj leaves for Kavin's house too.

Here, Kavin has reached home. He took a shower with hot water. And slept. 


.

.

.

.

.

.

to be continued. 

Pasand aaya to batana aur vote karo, share karo dosto ke saath..

Weiterlesen

Das wird dir gefallen

7.8K 236 5
Nothing special to say. Just a short Kavi Story. Take a look inside and enjoy!
42.5K 3K 65
kavi/ karvi story... just peep inn
7.3K 494 11
kbhi ifetaaq se apne past ke saame aaye ho kya kbhi past ka samna krna itna mushkil ho ta hai kya aaye sunte yeh khaani .............
35.9K 1.2K 32
There is handsome looking boy named kavin who loves purvi and purvi loves kavin but they never confess so lets see how they confess with so much prob...