Maddamsir: Kabhi Pyar Kabhi T...

By overthinking019

312K 30.6K 2.1K

it's pure imagination story, to know more, start to read, hopefully with the smile.. More

intro
KPKT 1
KPKT 2
KPKT 3
KPKT 4
KPKT 5
KPKT 6
KPKT 7
KPKT 8
KPKT 9
KPKT 10
KPKT 11
KPKT 12
KPKT 13
KPKT 14
KPKT 15
KPKT 16
KPKT 17
KPKT 18
KPKT 19
KPKT 20
KPKT 21
KPKT 22
KPKT 23
KPKT 24
KPKT 25
KPKT 26
KPKT 27
KPKT 28
KPKT 29
KPKT 30
KPKT 31
KPKT 32
KPKT 33
KPKT 34
KPKT 35
KPKT 36
KPKT 37
KPKT 38
KPKT 39
KPKT 40
KPKT 41
KPKT 42
KPKT 43
KPKT 44
KPKT 45
KPKT 46
KPKT 47
KPKT 48
KPKT 49
important note
KPKT 50
KPKT 51
KPKT 52
KPKT 53
KPKT 54
KPKT 55
KPKT 56
KPKT 57
KPKT 58
KPKT 59
KPKT 60
KPKT 61
KPKT 62
KPKT 63
KPKT 64
KPKT 65
KPKT 66
KPKT 67
KPKT 68
KPKT 69
KPKT 70
KPKT 71
KPKT 72
KPKT 73
KPKT 74
KPKT 76
KPKT 77
KPKT 78
KPKT 79
KPKT 80
KPKT 81
KPKT 82
KPKT 83
KPKT 84
KPKT 85
KPKT 86
KPKT 87
KPKT 88
KPKT 89
KPKT 90
KPKT 91
KPKT 92
KPKT 93
KPKT 94
KPKT 95
KPKT 96
KPKT 97
KPKT 98
KPKT 99
KPKT 100
To the readers
KPKT 101
KPKT 102
KPKT 103
KPKT 104
KPKT 105
KPKT 106
KPKT 107
KPKT 108
KPKT 109
KPKT 110
KPKT 111
KPKT 112
KPKT 113
KPKT 114
KPKT 115
KPKT 116
KPKT 117
KPKT 118
KPKT 119
KPKT 120
KPKT 121
KPKT 122
KPKT 123
KPKT 124
KPKT 125
KPKT 126
KPKT 127
KPKT 128
KPKT 129
KPKT 130
KPKT 131
KPKT 132
KPKT 133
KPKT 134
KPKT 135
KPKT 136
KPKT 137
KPKT 138
KPKT 139
KPKT 140
KPKT 141
KPKT 142
KPKT 143
KPKT 144
KPKT 145
KPKT 146
KPKT 147
KPKT 148
KPKT 149
KPKT 150
KPKT 151
KPKT 152
KPKT 153
KPKT 154
KPKT 155
KPKT 156
KPKT 157
KPKT 158
KPKT 159
KPKT 160
KPKT 161
KPKT 162
KPKT 163
KPKT 164
KPKT 165
KPKT 166
KPKT 167
KPKT 168
KPKT 169
KPKT 170
KPKT 171
KPKT 172
KPKT 173
KPKT 174
KPKT 175
KPKT 176
KPKT 177
KPKT 178
KPKT 179
KPKT 180
KPKT 181..

KPKT 75

1.5K 152 9
By overthinking019

"aur kitni der coco" Haseena asked with irks tone..

Karishma says with calm tone- bas 5 minute mei poch jaaynge..

Haseena says with little irks tone- dedh ghanta ho gaya hai, lekin aapka 5 minute khatam nahi ho raha hai..

Karishma look once to Haseena & says- aa gaye, & she stop the car near the lorn..

Haseena look out from the car glass & says- yeh itni sunsaan jagah par humein sukoon milega..

Karishma rolled her eyes & says- yaha par nahi lekin, yaha se thoda chalna padega, phir woh mann ka sukoon milega..

Haseena says with little doubtful tone- ok, & they get down from the car..

Karishma walks toward the way of small path, while Haseena hold her hand & says- thoda dheere chaliye..

Karishma says with little confused tone while tight the grip on Haseena's hand- dheere kiu chalna hai, yaha se waha tak pochne tak aapko koi pathar nahi milega..

Haseena says with little pouted tone- aise bol rahi hai jaise yeh jagah aapko aur aap iss jagah ko acche se jaanti hai..

Karishma look once to Haseena & says- sahi kaha waise..

Haseena asked her with doubtful tone- itni dur aap akeli, kiu aati thi..

Karishma look her & says- sukoon ke liye, jab dimag mei bahot saara kuch chal raha hota hai, tab yaha par aate hai, aur yaha ki shaanti na humare dil aur dimag par itna gehra asar karti hai na ke, sab kuch ek jhatke mei shaant ho jaata hai..

Haseena- waise yaha par aane ke baad jo khuli hawa humein mehsoos ho rahi hai, woh badi sukoon dene wali hai..

Karishma smile & says- hmm, lekin issye bhi sukoon aapko aage milega..

Haseena- aur kitna chalna padega, aapke iss sukoon bhare lamhe ko jeene ke liye..

Karishma smile & says- yaha se sirf geen ke 8 kadam..

Haseena- ok..

Haseena look a thin light she found by her eyes, & they walks more & she says- poora sheher aur yeh raat ki chadni, aur saath mei shaanti, wow..

Karishma look to Haseena & asked- pasand aaya..

Haseena look once to Karishma & says- bahot jaada..

Karishma smile & says- baithiye, & they seated on ground of grass..

Haseena smile smoothly & says- yeh sach mei aapne jagah dhundi hai yaa kisi ne aapko yaha par pehli baar laaya tha..

Karishma act like think & says- umm, ghar se bhagkar hum pehli baar yahi aaye the, aur usske baad yaha par kayi daffa aate rahe..

Haseena smile & she seat relax, & Karishma says- aankhen band kijiye aur poori ek-kakgrata se suniye, aapko yaha par ek majid mei se quawali ki dhoon bhi sunayi degi, aur woh dhoon hum poora lucknow bhi ghume na toh bhi humein sunne nahi milega, & she look Haseena already closed her eyes with the soft smile, & Karishma smile back look after relax..

Haseena open her eyes smoothly & look Karishma staring her, & asked- kya..

Karishma smile & shook her head & say- aaj humein pata chala aap humein kiu dekti rehti hai, ek alag sa sukoon milta hai, jab aap jise pyar karte hai, usse shaant dekhte ho..

Haseena smile & says- hmm, chalo aaj aapke sawal ka jawab toh pata chala aapko..

Karishma shook her head in yes with smile, & she little move towards the Haseena, & Haseena closed the gap between them, their shoulders touching each other, & Haseena says- toh aap yaha par aa jaati thi, agar aap akela mehsoos karti thi tab..

Karishma look to Haseena & says- haan, lekin ab nahi karte hai, aur ab jab hum yaha par aate hai tab sirf iss jagah ka sukoon paane ke liye..

Haseena- agli baar se hum bhi aayenge aapke saath..

Karishma says with firm tone- nahi, hum doono yaha par ek saath nahi aayenge..

Haseena asked her with pouted tone- kiu..

Karishma- iss jagah ka sukoon chodke hum aapko hi dekhte hai, jab se aaye hai, tab se hum yaha sirf aapko dekh rahe hai..

Haseena- ohh toh aapke saath yeh pehli baar ho raha hai..

Karishma shook her head in yes & says- hmm, aur aaj ek baat pata bhi chali hai, ke pyar sharish ka nahi hota hai, balki rooh ka bhi hota hai..

Haseena- hmm, Rajvir ki kitab padh rahi hai aap..

Karishma laugh & says- nahi, bilkul bhi nahi, balki usski konsi bhi baat humare palle bhi nahi padti hai..

Haseena smile & says- waise kuch baat puche hum aapko..

Karishma- hmm, puchiye..

Haseena- aapne amma ko hum doono ke baare baataya hai kya..

Karishma says with confusion- nahi toh, kiu kya hua..

Haseena- amma humein bol rahi thi, ke aap bahot jaada gusse wali hai, aur humein aapko thoda samjhna hoga, aur sab se badi baat aap bahot jaada emotional hai, aur samne wale insan se pyar karti hai, toh uss ke liye aap kuch bhi kar sakti hai..

Karishma- humein sach mei nahi baataya hai amma ko kuch bhi, haan bas itna kaha ke hum pyar karte hai, aur woh ladki hai..

Haseena- hmm, isska matlab hai, unnhe thoda sa hi sahi shaq hua hai..

Karishma says with pouted lips- hone do, humein koi problem nahi hai, waise bhi aaj nahi toh kal pata chalega, & she brush her lips with Haseena..

Haseena capture Karishma's lower lip smoothly, Karishma keep her one palm on Haseena's cheek & properly capture the lips, & started to kiss smoothly, till their tongue wants to explore each other, till their breath chocked..

Karishma & Haseena part their lips, & while smooching the lips again, Haseena asked- gussa khatam..

Karishma laughed, & she keep her head on Haseena's shoulder & Haseena enters her finger into Karishma's back head hair, & says- yaha par aa kar sukoon toh mila lekin saath mei humari jaan bhi wapas aa gayi..

Karishma look to Haseena & brush her lips on Haseena's cheek with hot breath, & says- jaan toh humari wapas aayi hai, subhe se gussa lekar chal rahe the aur yaha par aane ke baad shaant hua aur saath mei woh waqt bhi mila jo sach mei hum beetna chahte the..

Haseena- toh agali baar aap humein saath mei lekar aayingi yaa akeli aayengi..

Karishma- sochneg iss baare mei..

Haseena- pakka sochengi..

Karishma shook her head in yes, while Haseena keep her head on shoulder of Karishma, & says- kuch der aur rukte hai, aur phir nikalte hai..

Karishma hit her side head little on Haseena head & says- thik hai, & they both looking the dark sky with smile..

Continue Reading

You'll Also Like

26.1K 3.2K 22
KarEena: Pure Love
4K 503 12
it is a story about a beautiful journey of two beautiful people baaki ka ander jake padho 😉😁
9.9K 608 7
This book is based on my personal imagination of some scenes in Maddam Sir 🤫 . It will contain One shots (OS) or two shots (TS) of different episode...
50K 8.2K 59
hello everyone I'm back with my new story I hope you will enjoy this chapter too so keep reading keep voting keep supporting ❣️❣️❣️ If you like jinni...