Ham Saath Saath Hain

By Bahaar2811

28.3K 2.2K 425

hi guys! I am the younger sister of the writer of Anokhi Dosti Apni. I am writing a fanfiction of the TV show... More

Introduction
Happy Birthday Santu...!!!
Bye Bye!
Case Solved👍
Pyar Bhari Naraazgi
Uff.. Ye Masoomiyat..!
The Auditions
Khatti-Meethi Nok-Jhok
Aage Badho..!
Jaata Hai Kya Koi Aise Chhod Ke..!
Note
What's Wrong With Her??!
Pyara Pariwar..!
Kuch to gadbad hai..!!
Pyari Pareshani!
Abhi To Party Shuru Hui Hai!😎
👏Antakshari👏
Roothna Manana Hai Pyaar Ki Ada...!
Note
Pehli Udaan..!
Dil Ki Baat...!
Santu Ka Bhai..!
Mere Ghar Aayi Ek Nanhi Pari..!
Kyun Is Kadar Pareshan Tu!!?
Ishaare Teri Karti Nigah..!!
Veyoshma ke college ke din..!!
Khadoos Senior!!!
ideas!
Safar Ek Saal Ka..!!
Kahaan Gaya Use Dhoondo..!!
Aa Bhi Ja Kahin Se Ab Tu...!!
Note
Ruk Jaana Nahin Tu Kahin Haar Ke...!!

Woh Din bhi kya Din the..!

702 76 10
By Bahaar2811

Sorry! Sorry! Sorry!
Really sorry for such a late update!
Even my sister updated 2 parts
But I had got the due date for books submission
Here is a bit long part to compensate!
Enjoy!!

After dinner everyone was sitting on the sofas chilling and talking about random topics when door bell rang

SS opened the door
She saw a man standing there
SS- pushpaji! Lagta hai kachre waala aaya hai

PS- kachre waala?? Par wo to subeh hi aa kar chala gaya tha

They all went to check who's there
There was a man in blue jeans jacket over white t-shirt and black jeans standing clueless about what was SS saying 😳

Seeing the man KS was not able to control laughing
HM heard her giggles

HM whispering- karishma singh! aap has kyun rahi hain? Aap jaanti hain inhein

KS- ji madam sir! Ye.. ye.. kachre waale.. ye hamare....hmmhm..
she said between her giggles

PS- Lalla!!??

(Yeah! You guessed it right)

Tum??

VS- haan amma! Aapka lalla!
To SS
Aap kon??

SS- myself santosh sharma

VS- oh! To aap hain santu! Karishma ne bataya tha aapke baare mein

PS- andar to aao lalla
Pehle baith jao phir baat karo

VS- haan
He came inside keeping something in his pocket and sat on the sofa

PS- karishma! paani lao!

KS kept he glass of water in front of him and glared him
He guestured sorry with the most innocent face ever
But it didn't mattered to KS

VS- ab.. sab ka introduction karaogi karishma

KS scarstically- ji
To.. ye hai santu

SS smiled

VS- haan inse to mil chuke ham
Waise aapko ham kachre waale kyun lage

SS- wo... aapki shakal dekhi to laga ki aap kachre waale ho

VS started checking his face
To himself- meri shakal kachre waale jaisi dikhti hai

KS giggles
ye hai cheeta

CC forwarded his hand for a handshake

VS- oh! Cheeta! Uff.. ye masoomiyat! Right?

CC- are! sir!!

KS- ye hain billu champat

VS- haan, billu the spy! Hai na?

BC- oh! Sir! Aap mujhe jante hain?

VS- are aapko kon nahi jaanta
Pehla spy dekha hai jise sab jaante hain

KS- aur yeh hain..

VS- Haseena Mallik! right?

HM- 😊ji

VS- haan! Bohut suna hai aapke baare mein
Nahi matlab news mein to dekha hi hai
Par Karishma! Hamesha aap hi ke baare mein baat karti rehti hai

Kareena saw each other and
HM was like ohho!

KS scarstically- kaafi jaldi aa gaye hain aap
Ham sab to room mein jaa rahe hain
Aap jaiyye pushpaji ke room mein
Saare gents wahin rahenge
Aur ladies hamare room mein

VS made a sad face

Boys went to pushpa's room and Girls went to KS room as they've planned
They laid the mattresses on the floor...

In boys room they were enjoying together
While in girls room
Pushpa was sitting on the bed and everyone else on the floor

HM- bohut maza aaya chalo aab sote hain kal thane bhi to jana hai

KS and PS- haan chalo

SS gave a confused look and pulled HM and KS
seeing this pushpa also sat

HM- kya hua??

SS- kya kya hua? ye kya kar rahi thi aap donon?

KS- ye kaisa sawal hai, sone jaa rahe the santu

SS- par kyun?

HM- kyun sona nahi hai

SS- nahi

HM- to phir kya karna hai

SS- aap logon ne pehle kabhi night stay nahi kiya kya?

The trio looked at each other

Altogether- nahi

SS- tabhi!
Aap logon ko pata bhi hai night stay mein karte kya hain

KS- nahi

SS- kya aaplog kabhi raat bhar jaage ho

Kareena- han

SS- hash!! kya kiya tha?

Kareena- padhayi!

HM- han aur kya karte exam ke eak raat pehle poori raat jag kar
saare friends padhayi karte the

SS to herself- kaise boring senior mile hain

KS- han aur kya karte hain?

SS- main batati hun

KS- batao

SS- night stay ka sabse pehla rule 2 baje ke pehle to bilkul nahi sona
Aur dekhiye! Abhi to sirf 11 baje hain

(KS, HM and PS are listening like SS their teacher)

SS- doosri baat sab friends milkar alag alag games khelte hai jaise antakshari..

KS- haan han hamne eak film mein dekha tha wo log konsa game khelte hain wo... takiya phenkte hain

SS- passing the parcel?

KS- han passing the parcel Wo khelte hain

SS- thik hai wahi khelte hain

HM- ham un logon ko bhi bula lete hain

KS- han
Ham veyomji ko bolte hain

Calls VS
VS- hello meri jaan!

KS- bakwas band kijiye apna

VS- are yaar! Kitni baar sorry bola
Kitni der naaraz rahogi

KS- ham rahenge naaraz😤

VS- accha phone kyun kiya
Man nahi lag raha kya mere bina

KS- nahi hamara man to lag raha hai santu ka nahi lag raha hai

VS- santu??

KS- ji! Aiyye aap sab hall mein

VS- sab??? Kyun??

KS- jitna bola hai utna kijiye na

VS- theek hai☹
They hung up

KS- aa rahe hain sab hall mein
Chaliye!

They all came to hall, laid a mat and settled themselves with some snacks

AS- ab batayengi aap sab ne hame yaha kyun bulaya hai

KS- wo night-out hai na to hamne..

SS- maine

KS- haan! Santu ne socha ki akele akele kyun? Saath mein maze karte hain

CC- wah santuji! Ka gajab sochi hain aap matlab..

VS- bas bas cheeta bhai

KS- haan to hamne..

SS- maine

KS- haan santu! Tumne socha hai ki passing the parcel khelenge

SS- nahi madam! Ye to aapne socha tha na?

KS- ama santu!!

HM- karishma singh! Aaj to gussa mat kijiye

KS- madam sir ham kahan gussa kar rahe hain
Yeh..

HM- accha bas bas
Game shuru karein

SS- haan! Par music kon dega?

PS- ham de dete hain
Phir jo bhi out hoga uski jagah ham aa jayenge

SS- ok

And the game begins..

PS started the music and so the round
She stopped and the pillow was in CC's hand

Everyone- cheeta!!

CC- bataiyye ham ka karein

SS- cheete ko task main dungi
Cheete! chal pushpaji ki acting kar

Everyone- han han han

CC- thik hai to santuji aap karishma madam baniye

SS- han

SS- received a message

HM- kya hua karishma singh kiska message hai

SS- wo vyomji ka message hai

CC- blushing in PS style

SS- ka hai pushpaji ab ismein kahe sharma rahi hain aap

CC- wo lalla ke papa bhi na hamein aise hi chitthiyan bhejte the
jab 2 saal ke liye bahar gaye the

zindagi ke wo do saal hamne
kaise guzare hain ham hi jante hain
lalla ke papa!! (started laughing) (everyone burst out laughing)

HM- chalo start karte hain pushpaji aap baithiye cheeta tum music do

The game started again

This time it was SS turn

Everyone- santu!!

SS- batao main kya karun

KS- santu ko task ham dete hain
Santu madam sir ki acting karo

SS- ok

Karishma singh jazbaat se kaam ki jiye tajruba kehta hai hamara sirf is liye ke donon mein namak hota hai daal aur samandar kabhi bhi eak nahi hote

(everyone starts staring her)

KS- matlab??

SS- pata nahi tajruba kehta hai hamara ke baad koi to philosophy deni padegi na matlab se hamein kya lena dena
(everyone starts laughing)

HM- chalo ab start karte hain

They started again

This time pillow choosed pushpa

Everyone- pushpa ji!!

HM- pushpaji ko task hum dete hain
Pushpa ji aap koi gaana gaiyye

KS(whispering)- soch lijiye madam sir eak baar
inka gaana jaada der seh nahi paengi aap
jata rahe hain

Everyone- han han pushpaji gana gaiyye

PS- thik hai
ham aur lalla ke papa jab pehli baar mile thena tab
hamne ye gaana gaya tha

She sings doing her overacting

Dekha👀hai pehli1️⃣ baar
Saajan ki aankhon👀 mein pyaar ❤
Ab ja ke aaya mere
Bechain dil ko karaar
Dilbar tujhe milne ko
Kab se tha main be karaar
Dekha hai pehli baar
Saajan ki aankhon mein pyaar
Ab ja ke aaya mere
Be chain dil ko karaar
Palkein...

Everyone- bas bas pushpa ji ho gaya

(HM slowly) ab aur nahi
seh sakte

KS(slowly)- hamne to pehle hi kaha tha

Wah wah clapping

They started again
This time billu was holding the pillow when music stopped

AS- in shreeman ko to kaam ham denge
Suna hai aapko naachne ka bada shoq hai

Billu- ji sir!

AS- to phir chaliye! Ban jaiyye basanti

Billu danced which made everyone laugh

They started passing the pillow again
This time it was AS

AS- kya karein ham

HM- ham batate hain, aap wo kissa bataiyye jab pushpaji ke saare barati bhooke pet lot gaye the
And she winked at SS

AS- n..nahi wo.. to..

HM- nahi nahi bataiyye bataiyye

SS- haan haan sir bataiyye

AS- theek hai..

PS- 🤭are madam sir ye kya batayenge ham batate hain
Shaadi ke din inhone.. inhone hame aur hamare saare baraatiyon ko bina namak ke samose khilaye 🙄
Ab bataiyye madam sir bina namak ke samosa koi kaise kha sakta hai
Jab inhe kaha hamne to kya bolte hain..
Ye lijiye namak, laga kar kha lijiye
Ab bataiyye madam sir namak hai ya chetney "laga khar ka lijiye"

SS- anubhav sir!!

AS- are! Wo to...
Ham aapko batate hain kya hua tha
Darasal us din shaadi poore pariwar ki laadli aur hamari ekloti behen ki thi

KS- haan? "laadli??"
Laadli behen hain ham aapki?

HM- haan karishma singh! Laadli hone mein kya dikkat hai

KS- nahi nahi! Hain na ham inki laadli tabhi hamari bidaayi mein peeche naach rahe the!
Hain na anu bhaiyya?
She asked smiling scarstically

AS- aa..am wo to behena ham sab ke saamne naachte to wahan ka bhavuk maahol kharab ho jata na

KS- anu bhaiyya😡

AS- aa.. to.. eklota bhai hone ke naate inki shaadi mein mehmaano ki zimmedari ham par thi
Ham rasoi maharaj ke paas khade dekh hi rahe the ki tabhi phoophaji ne hame kisi kaam se bula liya aur jaise hi hamari nazar hati durghatna ghat gayi
  Wo samoson mein namak daalna bhool gaye
Aur pushpaji hamne aapko bina namak ke samose khilaye wo yaad hai aapko.. aur uske baad jab hamne aapko meethi meethi chashni bhari jalebiyan khilaye thi wo yaad nahi hai aapko

PS- um.. hm.. haan..

HM- pushpaji! Ye galat baat hai! Agar ham kisi ki buri yaadein yaad rakhtein hain to acchi bhi rakhni chahiye

SS- madam sir chaliye ab start kijiye aap teeno

HM- haan

They started passing the pillow and this time unfortunately it was in VS's hands

HM- bura na manein to aapko task ham dein?

VS- bura kyun manenge ham? Zaroor!

HM- hmm... To hamne suna hai.. aapki aur karishma singh ki love marriage hui hai

VS- haan.. t..to
He fumbled as he had an intution of what was HM going to say

HM- aur aap donon ki mulakat college mein hui thi? Aur is baare mein aap dono ke pariwaar waale nahi jaante the?

VS- j..ji

HM- to aap log chhup chhup kar milte honge?

VS- ji
In a giving up tone

HM- to us time ka koi funny kissa bataiyye

VS looked towards KS who gave him look as if saying "kar liya aa bael mujhe maar?"
VS started
  Us time par har ek ka personal mobile phone to hota nahi tha, isiliye ham dono telephone par baat kiya karte the
    Ab dikkat ye thi ke hamare ghar mein to hamare room mein telephone tha par karishma ke ghar par ek hi telephone tha jo saare ghar waale use karte the
Isliye hame saawdhani se ek time decide karna hota tha jab most probably koi aur inka telephone use na kar raha ho
Warna kya pata kon phone utha le
Aise hi ek baar hamne inhe phone kiya to inki buaji ne phone uthaya aur "hello" kaha
main to pehchan gaya ke koi aur hai isliye maine kuch kaha hi nahi
To inki buaji boli "kuch bolta kyun nahi? Gunga hai kya?😡 pata nahi kaise kaise log hote hain duniya mein
khud ko to kuch kaam dhaam hota nahi
bas hamara waqt barbaad karna jaante hain"

Everyone tried hard not laugh but failed

VS- hass lijiye aap sab bhi😔
Ye bhi hass hi rahi thi
Pointing towards KS

HM- sorry!🤭 lekin sachme aise kisse na sirf 90's ke couple ke saath hi hosakete hain
Aaj kal ke couples wo struggle kahan jaante hain
Sach me woh din bhi kya din the...

VS: Haseena ji! Itne bhi puraane nahi hain hum...😒😒

HM: Par kissa to aap ke saath 90s wala hi hua hai..🤭🤭🤭

CC murmured to himself while looking at SS helplessly
  - haan! Aaj kal ke couples ki to alag hi problem hoti hai

KS- nahi nahi madam sir! Nahi matlab maana ki aaj ke zamaane mein wo struggle nahi hai lekin struggle to aaj bhi karna padta hai
Aapko try karna hai to shaadi kar lijiye

HM- hame ek baat samajh mein nahi aati.. aap aur ammi har baar ghoom phir kar hamari shaadi par hi kahan se aa jaati hain

SS- bas bas madam sir aur karishma madam hamare paas ek hi raat hai
Aaplog start kijiye na

BC- ab bas 2 finalist bache hain haseena madam aur karishma madam

SS- Ab kon jeetega?

Kareena stared each other sometime and started

After a long round the pillow landed in her hands and the music stopped...

Here it ends!
Once again sorry!
Hope u liked it!
Do tell me in the comments section.
Guess, who won the game 😉

Continue Reading

You'll Also Like

15.3K 1.3K 20
Inspired by : Fatmagül'ün Suçu Ne? Yae Safar hai K Kat'ta nahi, Tanha Tanha Guzarta nahi.. Ishq mamnoo hai Phr bhi Ye Dil.. Ishq krny ce Darta nahi !
1 3 12
دانیہ شوگا کو پسند کرتی ہے مناہل کے پاس بچی کا آنا فیلکس کا روایہ بدلنا جیکسن کا کوریا آنا جنگکوک کی تلاش اور فکر
6.1K 394 14
فن فیک تخیلی! باری دیگر لندن در خاکسترهایی از وحشت غرق میشود و این دفعه باید همه تقاص پس بدند نه بلکه چندتا دختر بلکه همه موجوداتی که حتی از وجودشون...
2.5K 83 10
no description yet. But it's a fanfiction based on the book Jannat ke pattey by Nemra Ahmed.