TOGETHER FOREVER

By BarkhaPatel0

21.2K 1.4K 2.7K

A story that was left incomplete. The story is not about only love but it's also about friendship, respect, c... More

Character sketch
part 1
Part 3
PART 4
PART 5
PART 6
PART 7
PART 8
COVER
PART 9
PART 10
PART 11
PART 12
PART 13
PART 14
PART 15
PART 16
PART 17
PART 18
PART 19
PART 20
PART 21
PART 22
Shekhawat Mansion Tour part 1
Shekhawat Mansion Tour part 2
part 23
PART 24
PART 25
PART 26
PART 27
PART 28
PART 29
PART 30

part 2

831 52 46
By BarkhaPatel0

then they all started going to their rooms and they stopped when they came front of rajveer's room and they entered in his room. 

There was a biggest portrait of rajveer on one side of wall. 

Seeing Rajveer's portrait, all three of them got tear in their eyes. They were all very much missing Rajveer. For a while they stood there in silence. And then after a while Alekh and Sherry went from there. Naina was looking at the portrait without blinking.

Naina: (looking at portrait with teary eyes) kese he ap Rajveer sir. Apko pata he aj me ap hi ke ghar me ap hi ke kamre me khadi hu. Kabhi socha nahi tha ke me kabhi ese apke kamre me akele khadi hongi. Kitni ajib bat he na ki me yaha ayi bhi to akele, kyu chhod ke chale gaye ap. Apko meri yad nahi ati kya please vapis a jaie. Apne mujse vada kiya tha ki ap hamesha mere sath rahenge fir kyu chhod ke gaye. Mene apse kiya har vada nibhaya, apki kahi har ek bat mani he mene, lekin apne kya kiy, apne apna vada nahi nibhaya or muje chhod ke chale gaye. Muje ap ki zarurat he sir, me ab or nahi seh sakti. Apki 'Naina ah.. singh' ko apki zarurat he, please vapis ajayie please. (And she started crying a lot and sat on the ground on her knees). Itne salo bad bhi muje yakin he ke ap vapas aoge, lekin ab or kitna intezar. Me ab or intezar nahi kar sakti, please ajaie mere liye nahi to baki sab ke liye. Apke super 6 ko apki zarurat he. Sab log apko bohot miss kar rahe he, apke student, apke friends or khas kar kr me, apka pyar....

At Naveen's house

Rajveer was sitting in his room thinking of something, and suddenly his gaze crossed the desk where naina's photo was kept. Then raj took Naina's photo in his hand.

Rajveer: kesi ho Naina. Me janta hu ki tum aj bhi mera intezar kar rahi ho. Or me vada karta hu ke me bohot jald tumse milunga. Kyuki ab me bhi tumse zyada dino tak dur nahi reh paunga. Me janta hu mene tumse vada kiya tha ki me hames tumhare sath rahunga. Or me hamesa tumhare sath tha, hu or rahunga. Pata nahi or kitna intezar karna padega muje tumse milne ke liye. Kyuki me bhi ab intezar nahi kar sakta tumse milne ke liye, vo adhure shabd bhi to pure karne he that 'I LOVE YOU NAINA'. Jis din milunga usi din apne pyar ka izhar bhi karunga kyuki is bar me tumhe khona nahi chahta. Zindagi ne dusra moka dia he to me ek pal bhi barbad nahi karunga. Tumhare hisse ki sari khushiya tumhe dunga. Muje pata he ke ham bohot jald milenge bas thoda intezar or...

Naveen also came there after some time only when Rajveer was thinking about Naina.

Naveen: kya bat he veeru tu itna udas kyu lag raha he.

Rajveer: kuchh nahi yar bas mere cadets or sherry ki yad a gayi thi.

Naveen: me samaj sakta hu kyuki me bhi gudiya ko bohot miss kar raha hu.

Rajveer: (in slow voice) me bhi.

Naveen: tune kuchh kaha.

Rajveer: nahi nahi mene kuchh nahi kaha. Vese tu yaha kya karne aya tha.

Naveen: kuchh nahi bas tuje bulane aya tha vo maa bula rahi he.

Rajveer: achha thik he chal chalet he.

With that they were left the room and going toward living room.

Naveen: maa dekho Raj bhi a gaya ab batao ke kya bat he.

NM: are vo to shivangi bête ka call aya tha vidhya ke phone par.

Naveen: (with excitement) are vahhh kab aya tha call, or vidhi tune hame bataya kyu nahi.

Rajveer: ha vidhya tune bataya kyu nahi vese to pura din chupp nahi rehti tum or kam ki hi bat batana bhul gayi.

Vidhya:(with puffed face) are ye kya bat hui. Or ap dono vidhya pe kyu chilla rahe ho. Vidhya ko jese pata chala vese hi ap ko bol dia lekin ab me bilkul nahi bataungi ke kya kaha shivi dii ne.

Naveen: (holding his ear with his hand) I am sorry vidhi. Please maf kar de. Dekh Raj bhi sorry bol raha he.

Rajveer: I am sorry na vidhi. Dekh dono ne sorry bol dia ab bata kya kaha shivi ne.

Vidhya: thik he maf kiya. Or shivi dii ne kaha ki vo kal a rahi he or ap dono ka chekup bhi to karna he.

Raj/ Naveen :lekin hame kya hua he

NM: mission ke doran jo chote lagi he use dekhna padega ya nahi.

Raj/ Naveen: (screaming) ham thik he, hame kuchh nahi hua.

NM: chilla kyu rahe ho chhote bachho jese.

NF: he bhagvan firse nahi. (turn towards NavRaj and with stern voice) tum dono is bar bina natak ke apna checup bhi karvaoge or davai bhi time pe loge.

Raj/Naveen: (with sad face) thik he.

Vidhya was laughing to seeing NavRaj condition.

At Shekhawat Mension

It's time for lunch, and after lunch Sherry, Alekh and Naina sat together in living room.

Naina: vese Sherry age tumne kya socha he, kya karogi. I mean ab to tumhara bachelor bhi to khatam ho gaya he.

Sherry: actually bhabhs mene kuchh socha nahi he lekin jald hi soch lungi.

Naina: (annoyingly) kitni bar bola he mene tuje ki bhabhas mat bola kar muje, or upar se flirt bhi karti he.

Alekh: (teasing her) dekh agar abhi Rajveer sir hote na to tu kab ki uski bhabhi ban chuki hoti to use bolne de.

Sherry: mere is khadus bhai ne bilkul sahi bat boli. Or vese bhi mene to ap ko apni bahbhi man liya he.

Alekh: vo sab bad me lekin ab bata kya socha he , shekhawat group of industry ko join karna he ya or kuchh.

Sherry: (with some hesitation) vo actually mene abhi nahi socha lekin jab bhi sochungi to ap ko hi sabse pehle bataungi.(in her mind) agar mene inhe bata dia ki mene kya soch he to ye muje kabhi nahi karne denge.

Naina's phone rang while they were talking and she answered her call.

Naina: Hello

Person: Hello phoolan, kesi he tu or qaidi kesa he.

Naina: me thik hu Huda or Alekh bhi thik he. Tu bata tu or Ali kese ho. Or kesa chal raha he tumhara mission.

Ali: Hello Naina hum dono thik he or hamara mission bhi successful raha he.

Alekh: to ab agli posting kaha he.

Huda: are qaidi vahi batane ke lie call kara he.

While they were talking Naina's phone got notification for another call

Naina: Huda ruk ja Udi ka call a raha he me phone conference me leti hu.

Udi: hi Naina, what's up brooo, how are you?

Naina: me thik hu Udi tu ye bata Pooja kesi he.

Pooja: are ham dono ache he or hamara qaidi kaha he.

Alekh: me bhi thik hu panjaban. Vese conference me Huda or Ali bhi he.

Ali: kesi ho ap Pooja ji. Or Udi bhai kese he.

Pooja: are mere ranjane tu chinta mat kar ham dono thik he.

Naina: huda tu bata raha tha na apni next posting ke bare me.

Huda: are vo kya he na ki muje or Ali ko 2 din me hq bulaya he mitting ke liye.

Udi: wohooo brooo tum manoge nahi lekin me or Pooja bhi 2 din me hq a rahe he hamare next posting ki information ke lie.

Pooja: or hamne bhi yahi batane ke lie call kia he.

Naina: ye kese ho sakta he kyuki muje or Alekh ko bhi 2 din me hq report karna he.

Alekh: lagta he kuchh to locha he varna ham sab ko ek sath hq .

Huda: bat to teri sahi he, bat to sochne vali he.

Ali: vo ham bad me sochenge abhi to ham khush he ki ham sab kitne time bad milne vale he.

Udi: you right brooo bohot time ho gaya hame mile.

Naina: thik he to fir ham sab ab 2 din bad hq hi milte he sidha byyyy.

With that she cut the call.

,

,

,

,

,

,

,

,

,

,

First of all thank you for your time.

Thanks for voting and comment. I hope that you like and enjoyed story. please ese hi support karte rahe.

Next update tak sochie ki sherry kya chhupa rahi he.

love from Barkha❤️

Continue Reading

You'll Also Like

31.6K 1.1K 15
Prologue:This story starts from everybody's believing about Rajveer's death. Let's see how the story takes new turns. P.S: I'm a new writer and I des...
190K 6.8K 43
"I'm not your personal doctor. And why the hell you want me to bandage your forhead when you have long list of girls to do it for you." I said glarin...
8K 512 61
They say "Blood is thicker than water." but "FAMILY" isn't just about blood, it's about who you love and have faith in and above all who loves you. F...
9.4K 104 41
A family who lost their happiness A girl who lost her reason of living but gained a new one but not totally A sister who lost her siblings A mother...