Rudhita - Jeene Bhi De

By __SabMayaHai__

122K 11.4K 2.3K

Anirudh Roy Chowdhary- A 26 year old London returned Barrister. He was happily married to his love but lost h... More

Prolouge.
Grihepravesh.
1st Track.(glimpse)
A Widows Life.
Promo 1
Memories.
Ourburst.
Promo 2.
Maa
Compromise.
Promo 3.
Promise.
Promo 4.
A Day Out.
A Small Family.
Relation Accepted.
Sepration Is Meant To Happen.
Promo.
Guilty.
Determination.
Promo
A Step Closer.
Helplessness.
Promo
Met Her.
New Book
Saved or Lost
Promo
My Wife
My Husband.
Promo
I am Sorry.
No Woman is Impure.
Unexpected Meet.
Promo.
New Book
Father's Day!
Blooming Feelings.
Meeting the Known
Fear
Aftermath : Comforting Her.
Promo
I am with You, Always
A Woman Can Fight
After Long Time.
Yashoda and Devki.
Captured
A/n
Thank You, Sakha Babu
Bringing Color to His Life.
Opening up with Each Other
Sweet Diaries Of Past
An Accident...?
Marriage Proposal
A/n
Promo
Engagement and Taunts
Promo
A Night Before The Storm
Haldi and Marraige
His Compulsion And Her Attempt To Save Him
Calming Him Like A Mother Does (1)
Calming Him Like A Mother Does (2)
A changed behavior?
Somethings are meant to be heard
Promo
Confession - A heartfelt conversation (1)
Confession- A Heartfelt Conversation (2)
A Byee For Forever?
Promo
A/n
A Final Bye
Hallucination
Before and After
Kalank

Naye Rishte.

1.8K 159 35
By __SabMayaHai__

Men : Anirudh Roy Chowdhary? Barrister?

Anirudh: kya baat hai! Mera parichay khub ache se jaante ho.

Men : Zamindaar babu kripya kar humare karya mein vighna na daale. Hume woh ladki saunp dena aur phir aap apne raaste hum apne raaste.

Anirudh: aur agar nhi saunpa toh?

Men : toh naa chahte huye bhi hume aap ko maar dena hoga.

Kaka and Binoy : aye ! Himmat kaise hui aise baat karne ki. Jaante bhi ho woh kon hai? Roy Chowdhary parivaar ka bada beta.

Men : maaf karein maalik par yeh humare karya mein vighna daal rhe hain.

Anirudh walking and talking looking at his eyes : Vihghna toh aana hi tha. Aur iss vighna ka naam hai Anirudh Roy Chowdhary.

The guests : par Anirudh babu. Yeh toh samaaj ke niyam hai. Har aurat ko maana padta hai. Iska virodh kar aap paap ke bhaagi dar ban jayenge.

Anirudh: Agar kisi maasoom ki jaan bachana paap hai toh yeh paap hi sahi.
Mein iss ladki ko ek aanch bhi nhi lagne doonga.

Men : dekhiye aap humari baat nhi samjh rhe hain.

Anirudh: samjh toh mein bohot ache se rha hoon ki tum log kya karna chah rhe ho.

Men : vidhwaon ka sati karna niyam hai.

Anirudh: aur mein aisa hone nhi doonga.

Gurudev from behind disguised as a normal poor villager.

Gurudev : yeh .. yeh humari bachi hai. Dhanyavaad beta humari bachi ki jaan bachane ke liye.

Anirudh: aap kon?

Gurudev: hum..hum iske dada ji hai.

Anirudh: acha. Toh aapki poti ka naam kya hai?

Gurudev: arre yeh kaisa sawaal hai. Hum bhala apni poti ka naam bhool sakte hai kya?

Anirudh: toh batayiye.

Gurudev: Chandra...

Anirudh: Chandra?Pakka na ?

Gurudev: Haan maalik.

Anirudh nodded but he was still suspicious.

Kaka : Anirudh chal na yahan se. Kya itne sawaal kar rhe ho?

He looked at Bondita. She looked innocent. Was it right to let her go with them?

He called for a helper and said : Inke saath jao. Agar iss ladki ko kuch bhi hua toh anjaam acha nhi hoga.

The helper nodded and helped Gurudev to take Bondita. While going a thin bracelet fell from her hand on the mud.

Three cars were there.
On one car Binoy,Kaka and Batuk.
The second being Somnath and Naina.
Third being Anirudh.

Anirudh was about sit on the car when he heard two widows talking.

Widow : Bondita kitni achi hai na. Uss nark se hume Bahar nikala usne .

Widow 2 : Haan. Lekin uska kya? Woh theek toh hogi na?

Anirudh was shocked and confused.
He walked to them.
Binoy: Anirudh kahan jaa rhe ho. Yeh ladka na .

Anirudh stopping the widows : Suniye.

Widow 1 : Jii.

Anirudh: yeh aap kisi baat kar rhi hai?

Widow : kyun aap hume wapas uss nark mein bhejna chahte ho?

Anirudh: nark..mein  samjha nahi!

Widow : zyada bhole mat bano. Tum sab aadmi ek jaise ho. Sab sirf aurton ka fayda uthana jaante ho. Aur woh Gurudev bhi...

Anirudh: Kon Gurudev?

A woman came running and said : Uss gurudev ne Bondita ko pakad liya hai aur usko .. usko sati karne le jaa rhe hai.

Anirudh, suspiciously : uss gurudev ne kya pehena tha?

Widow : Aam aadmiyon ke matlab gaon waale jo pehente  ....

Anirudh running: shitt..

Near a tree.

Bondita was tied to a tree , her mouth was stuffed with a cloth and she was unconscious.

Gurudev threw water on her face and she slowly opened her eyes.
She saw Gurudev standing their with a mashaal and a evil smirk.

Gurudev: kyun re? Kya socha tha tune? Bach jayegi mujhse?  Tujhe marna hoga.

Bondita struggled but ropes were too tightly tied. She was continuously giving angry stares to him.

Gurudev: lekin usse pehele hum khud maze lenge tere.

He laughed along with his saathi's.

Bondita's eyes turned tearful and she closed her eyes when she saw that he was coming closer .

She remembered a flashback where Dhruv was teaching her about self defense.

She opened her eyes which turned out to be red and as she felt he was near she kicked him on his torso and he fell back.

Gurudev indicated his saathi that to kill her .

His saathi took hold of the mashaal and started to go towards her.

Bondita felt that her end is near and she will soon meet Dhruv. She closed her eyes but never felt the fire.

She felt as if someone opened her ropes, opening it she saw that the widows were opening the ropes and A man was busy beating the saathi's of Gurudev.

The Roy Chowdhary family too came to the scene and were shocked to see Anirudh like this.

Kaka enraged : Anirudh, kyun tu samaaj ke karya mein ulanghan  de rhe ho. Chalo yahan se.

Anirudh leaving the men and said pointing: mein iss aadmi ko kisi maasoom ki jaan lene nhi dunga.

Bondita from behind in her feeble voice : aap..jaiyiye.

Anirudh turned to see the girl  and said : theek ho?

Bondita meekly nodded she was still not in her senses. The men had drugged her.

By now the whole village people had arrived as Gurudevs saathi provoked them against Anirudh.

The village people saw their Gurudev lying on the floor and one of the men shouted at Anirudh: Anirudh babu, aapki himmat kaise hui gurudev ke upar haath uthane ki?

Anirudh: shukar Manao ki tumhare gurudev ke upar sirf haath uthaya hai.

Woman : aap kyun samaaj ke karya mein ulanghan de rhe hai.

Anirudh: kyun ki yeh galat hai.

Man : Arre sadiyon se chali aa rhi pratha bhala kaise galat ho sakti hai? Pati ke Marne ke baad har aurat ko sati hona hi padta hai.

Anirudh: kahan likha hai ki har aurat ko sati hona hoga.

Man : Humre purvajon ne yeh niyam banaya hai. Aur unke niyam kabhi galat nhi ho sakte.

Anirudh: Galat nhi ho sakte? Kisi masoom ki jaan lena galat nhi?

Man : aree aurat toh apne pati ke saath swarg mein prasthaan karne ke liye sati hona zaroori hai.

Anirudh: acha! Toh yeh batayiye ki agar ek aurat Mar jaati toh! Kya aadmi ko bhi aurat ka saath dene ke liye apni jaan deni padti?

Man : aree hum mard kyun bhala apni jaan den? Yeh sirf aurat ka kartavaya hai.

Anirudh: sirf aurat hi kyun? Mard kyun nhi?

Man : dekhiye zamindaar babu aap bewajah hi taane adaa  rahe hain insab maamlon mein.

Gurudevs saathi: are iss vidhwa ne toh gurudev par prahar bhi kiya hai.

Woman : Vidhwa hoke , gurudev pe prahar kar rhi hai. Tujhe sharam nhi aayi? Tujhe toh Mar jaana chahiye.

Bondita: uss Gurudev ne mere saath batameezi ki. Mujhe galat tarike se chuaa.

Woman : yeh ladki. Hunare gurudev pe yeh ghinone ilzaaam lagana band kar.

Man : iss vidhwa ko sati hona hoga.
Chalo bhaiyon.

They forwarded with mashaal.

Anirudh: wahin ruk jao. Koi aage nhi aayega.

Binoy : yeh kya fitoor sawaar hai tumhre man mein Anirudh? Chodo yeh sab aur chalo ghar.

Kaka : Binoy sahi keh rha hai. Yeh sab chodo aur chalo yahan se.

Man : Anirudh babu , aap apni baba aur Kaka ki baat maankar chale jayiye.

Anirudh: mein yahan se tab tak nhi jaunga jab tak yeh ladki suraksheet nhi hoti.

Man : Aapko agar iss ladki ke saath marna hai toh yahi sahi.

Kaka: Zabaan sambhal ke baat karo.

Anirudh: maarna hai toh maarlo par mein uss ladki pe ek aanch bhi aane nhi dunga.

Man : Na pati ka sath na baba ka saath na hi koi Putra ka saath. Kiske liye kiye yeh?

Anirudh: Apne khushi ke liye jiyegi. Apne saath ho rhe anyay ke virudh awaaz uthane ke liye jiyegi.

Man and villagers heard him and mockingly laughed.

Man : aurat ko apni zindagi mein ek purush ki awashakta hoti hai. Purush ke bina woh kuch nhi hai. Kuvh bhi nhi.

Anirudh: Agar aisi baat hai toh mein dunga iska saath. Mein iska khayal rakhunga.

Man : hum kaise bharosa karne?

Anirudh: Chaya toh sirf roshni mein saath deti lekin mein Anirudh Roy Chowdhary Andhakaar mein bhi iska saath dunga.

Binoy : Anirudh tum..

Anirudh showing his palm : bas baba. Beech mein mat bolo. Agar iss ladki ki yahan kisiko chinta nhi toh mein isse sambhalunga. Iska dhyaan rakhunga.

Man : Acha maan lete hai. Par kis rishte se?

Anirudh : rishta hona zaroori nhi hai.

Man : waah zamindaar babu. Bina rishte ke hum apko iss ladki ko le jaane nhi denge. Kahin aap iss ladki ko apni Rakha...

Anirudh punched him and shouted: rishta chahiye na. Toh yeh ladki aaj se Anirudh Roy Chowdhary ki patni keh layegi.

He took a pinch of sindoor from a box which was opened and had fallen down.

He filled the hairline of Bondita and said : yeh aaj se Anirudh Roy Chowdhary ki patni hai.

She looked at him shocked and touched her maang with tearful eyes.

Turning him towards her, she whispered: yeh aapne kya kiya?

Anirudh himself was shocked but didn't find any words to answer her.

Man to Kaka : Zamindaar babu ,apke bete ne ek vidhwa ki maange mein sindoor bhara hai. Kya karein?

Binoy was about to reply when Kaka said : Vivaah ki taiyaariyan karo. Aaj se yeh ladki tumlogon ki badi maalkin hai.

Binoy : Da..

Kaka walked away while Binoy went behind him making faces.

Som and Naina were shocked and whispered: Matlab hume nayi boudi mili?

They looked at eachother with a confused smile.

Batuk : par woh meri Vanshika boudi ki jagah nhi le sakti. Mein iss ladki ko kabhi apni boudi nhi manunga.
.
.
.
Hello lovelies,
How was the chapter?
Tell in the comments below and don't forget to vote.

Acha btw I get time at night to write the chapters. So not on regular basis but may be alternate days you guys can the updates.

Regards
Your writer.

Byeeeeeee ❤






Continue Reading

You'll Also Like

50.1K 4.5K 29
[Complete] " This feeling is so beautiful. Yes, i felt it today. I...I.. love you" She twirled around in utter happiness and being on cloud nine. " D...
85.5K 9.3K 108
The story is based on the most popular show of Indian television called "Barrister Babu". When Anirudh Roy Chowdhary, a twenty-one year old barriste...
157K 6.7K 98
This ff was created on Colorstv's most popular show barristerbabu. Its totally based on my imagination. I am starting my story from Manorama and An...
38.3K 1.9K 15
Bondita Roy Chaudhary is on the path to become a barrister, just like her "Pati Babu". She is going to take the very first step of their dream by joi...