Mohabbat ki dushman hai duniy...

By sibbon

15.3K 1.7K 1.4K

Rich girl, fell in love with her dad's driver's son. Let's see, what will happen when her parents get to kno... More

Cast
β€’ 2 β€’
β€’ 3 β€’
β€’ 4 β€’
β€’ 5 β€’
β€’ 6 β€’
β€’ 7 β€’
β€’ 8 β€’
β€’ 9 β€’
β€’ 10 β€’
cover
β€’ 11 β€’
β€’ 12 β€’
β€’ 13 β€’
β€’ 14 β€’
β€’ 15 β€’
β€’ 16 β€’
β€’ 17 β€’
β€’ 18 β€’
β€’ 19 β€’
β€’ 20 β€’
epilogue

β€’ 1 β€’

1.6K 129 122
By sibbon


Dil ki baat dil hi jane, mai ne bhi kabhi kisi se dil joda tha. Par kambaq dil itna nazuk tha ke hazaar tukdo mai bikhar gaya. Duniya mai lakho loog ne dil lagaya hoga, par rooz lakho dil toot te bhi hai. Maa baap tho apne hi hote hai, jise apna mana tha wo tho paraye nikle.
Hani,
1/1/21

"Hani beta neche aaye , kab se aap aapne wo kamre mai baithe likhe jarahi hai" Her mother yelled from downstairs.

"Ammi jaan! abhi aayi bas hohi gaya." Hani yelled back

"Aap karti kya hai aaqar wo kamre mai? Ruke mai abhi aap ke kamre mai aake dekhti hu." Zoya shouts back, sitting in living room.

"Ammi aarahi hu, aap na boht ziddi hogayi hai" she closed her book and hides under the pillow.

Hani was going down, but she bumped with her mother. "Allah miya what's wrong with you miss khan?" Zoya said while banging Her forehead.

"Aap na yeh dialogue abba ko hi bole, mujh par suit nahi hoga." Hani pouts and kissed her cheeks.

"Haan haan, kiu nahi. Jaisa baap waisi beti, mera beta hi theek hai." Zoya said and went to Amir's room.

"Amir beta aap uthgaye?" She knocked the door. Amir opens, he great her.

"Salam Ammi jaan." Amir said.

"Wa alaikum Salam beta, aap ki begum ko bhi utha dijiye. Abba aap sab ka wait karrahe hai khane par. Zoya told them and went down.

Zoya see's that hani and assad was cracking jokes.

"Hamare bina hi aap dono shuru hogaye hai?" Zoya complains.

"Aap ki ammi ab tak choti bachi hai." Assad complains to hani.

"Udhalo mazak, hamari koi qadar hi nahi hai is ghar Mai." She pouts, and hani hugs her.

"Meri ammi kitni pyari hai." Hani said while, pulling her cheeks.

"Hani beta, aap ki gadi ready hai." One servant told her.

"Ham ne kitni baar bola hai, jab zanana baitha hai tho anadar na aaye." Assad scold the servant.

"Maaf ki jiye nawab saab." He told and goes.

"Abba aap itna kiu zulm karte ho unloog par. Wo kitne ache loog." Hani said.

"Ab aap Phir mujh se behans na kare, jaye late horahi ho college ke liye." Assad shouts at her, she without eating went.

"Haniya! Kuch tho khale!" Zoya mumble.

Amir and aynan came down.

"Phir dono ka ghagda hua?" Amir said.

"Phir nahi tho, subhe subhe yahi hota hai ghar Mai." Zoya said.

"Aynan aao aur tum hi samjhao apne sasur ji ko." Amir mutter.

Aynan sat down on dining chair and smile at him. " yeh Umar mai aap lardh rahe ho? Wo bhi apni beti se?" Aynan said catching his hands.

"Usko pata hai mujhe kitni nafrat hai, poor people se." Assad tells.

"Abba jaan, aap tension na lo, uska bhai Abhi zinda hai." Amir said.

"Aur aap aise karte rahoge, aur aap Ki Haniya kisi se dil laga kar baith jayegi. Wo bhi ek gareeb se hi, tab aap sirf apne haat malte Reh jayenge." Zoya told and went in her room.

"Lo bhai hogayi gussa." Assad told

"Tho ja kar manaye Abba jaan." Amynan said to gather. (Amynan is the ship of aynan and Amir)

Assad went, and they both start eating their breakfast.

IN CAR

"Haniya beta, aaj na Ham aap ko lene nahi aasakte." Hasham told, driver of Assad.

Assad has always believe in him, and never says any word to him. He also hates him, but never showed.

"Hasham uncle, aap rehne de Ham apna jugard karlenge." Hani said proudly.

"Nahi nawab saab Ham se naraaz hojayenge, mera beta aap ko ghar chord dega." Hasham told.

"Theek hai Phir, Ham rah dekhenge uski. Kahe jaldi aaye, hame ziyada wait karna acha nahi lagta." Hani said.

While talking they reached college, and hani went inside.

"Arey wah bhai wah! Haniya Ahmed Khan aaj boht hi pyari lagrahi hai." Someone told from behind.

"Aayee haye! Kya line marte ho tum. Ab aage bhi aajao, peche thair kar kya dekhna hai?" Hani said.

The boy came in front.

"Tanzeel! Kiu pareshaan karte ho." (Tanzeel and ashi in my book.) hani said. " ayee haye, is jodi ko kisi ki nazar na lage." Hani said taking balaye.

"Ooh nautanki ki dukan! Kal EID hai, shopping par chale?" Ashi said.

"Haan kiu nahi, college ke baad." Hani said and hi fi each other.

"Lo bhai Ham ko beach mai phasadiya, ab inke kapde dekh dekh kar bolna pardhega. Acha hai, nahi, yeh wala, wo wala. Arey tum ne tho dekha bhi nahi haa kehdiya." Tanzeel mocks.

"You! Be ready to get beat from us." They both yelled and he rans around the ground. They both were chasing him.

The bell rang, they head towards their classes.

Khan's mansion

"Kitne baar bole ham, Amir tum samaj te kiu nahi ho." Assad shouts

"Par Abba...." Amir was cut by Zoya.

"Amir! Bacche aap boht gussa karne lage ho." Zoya said, and hugs him.

"Ammi, aap hi boliye Haniya Abhi boht Choti hai shadi karne ke liye." Amir take his sisters side. "Wo abhi 20 saal ki hai! Kon karta hai 20 saal mai nikah?" Amir shouts at Assad.

"Ham karwate hai shadi 20 saal ki Umar mai, aur islam mai 18 saal ki jab lardkiya ho jaye unhe shadi ke layeq samaj te hai." Assad argue with his son.

"Abba! Aap konse zamane mai reh rahe hai? Yeh 21 century hai. Aap tho 90's ki baat karrahe ho." Amir yelled and went out from his dad's room.

Aynan was standing out and listening their conversation, he looks at her and smile. "Aap ne acha kiya, haniya abhi boht choti hai." Aynan said.

"Chale, ab gussa mat karey aur daftar ko jaye." Aynan said.

In Assad and Zoya's room

"Aap ko aqal hai? Aap kisse shadi karwana chahate hai hani ki? Zoya asked

"Ayan se, wo boht naik, reham dil, aur dil ka saaf insaan hai." Assad calmly explains her, but she wasn't ready to accept.

"Ab 2-3 saal tak is bare mai koi nahi, baat karega." Zoya said and went out for some work.

"Haye allah, Ham hamari bachi ko ek baar dulhan ke jode mai dekhna cahate hai." Assad said to himself and went to his office.

IN COLLEGE

"Haniya! Haniya!!!" Ashi called her

"Arey ashi? Itna kiu chillarahi ho, aarahi ho? Meri shadi hai jo late horahe hai?" She said

They both laugh and went near their car.

"Pata nahi kon hoga!" Hani said to ashi.

"Hani dekh teri car." They both sat inside and saw a young boy is driving.

"Driver hame Inorbit mall par drop kardo." Hani told him.

"Mai aap ka driver nahi hu, bas mere baba ko kahi kaam tha tho mujhe bola gaya ki drop karo." Boy said

"Tho kardo, aur chale jana chord kar." Hani shout back.

"Aap ko mai sidha ghar drop karraha hu." Boy said.

"Naam kya hai tumhara?" Hani asked.

"Mere naam se Kya matlab?" Boy said

"Matlab hai, ki abba se shikayat karungi." Hani said

"Mai ne suna tha aap mere abba ki izzat karte ho. Yaha sab ultha nikla hai." Boy said

"Arey tum dono baad mai jhagard lena, mujhe yahi chord do." Ashi said and step out from the car.

" tumhari wajhe se, meri doust chale gayi. Ab ghar chord dena." Hani pouts and said. "Aur haa, apna naam bolne mai koi dikkat hai?" Hani said with puppy eyes.

"Boldeta hu! Mera naam na "Hadi Quraishi" hai" hadi said. "Bada pyara naam hai." Hani said

"Ghar aagay hai." Hadi said.

"Oye shakal tho batade." Hani shouts and he turns and showed.

"Tum na bade handsome ho." She said and he blushed.

"Blush sambhal ke, jab girl friend banao ge tab dikhana." Hani said and went in.

"Hani aagayi?" Zoya asked

"Nahi, Abhi na mai college mai hu. Aaye baad boldungi." Hani said in irritated voice.

"Tum itna irritated kiu ho?" Zoya asked

"Aap ke yeh jokes hai na, aagayi and all. Us par hasi aarahi hai." Hani said.

"Acha sunna." Zoya said

"Tho boliye na." Hani laugh and told.

"Hanii! Aap na boht mazakiya hogayi hai, mai Bol rahri thi. Ayan aaraha hai, room saaf kardo uske liye." Zoya said

"Wo langoor? Kiu aaraha hai?" She asked her in surprise.

"Kiu ki aap ke abba ne bulaya hai. Aur ek raat ki baat bole?" Zoya asked

"Bataye!" Hani sat on the couch and lay her head in Zoya's lap.

"Aap ke abba usse aap ki shadi karwana chate hai." Zoya said, hani fell down from couch.

"Ouch! Lagi badi zor ki lagi." Hani said

"Kya lagi hai zoor ki? Maar ya gusal khana jana hai?" Aynan said from behind them.

"Bhabhi jaan. Aap?" Hani gies and hugs her.

"Aap ko pata hai, wo driver ka beta kitna khadoos hai." Hani said without seeing her dad.

" Wo hadi?" Assad yelled.

"Haa!" She turns and said "nahi nahi, hadi nahi kon hai ki pata nahi." Hani said.

"Aap ghar kiske saat aayi?" Assad asked

"Hasham uncle ke saat." Hani said

"Sach bolo hani!" Assad shout

"Haan, sach hi bolrahi hu." Hani seeing in his eyes.

"Jhoot" hadi said from behind

"Uncle ji, yeh mere saat aayi hai." Ayan  said

"Ayan!" Hani shouts

"Ayan beta aagaye!" Assad asked.

"Arey yaar mere ammi abba ko kya pareshani hai? Dikh raha hai aagaye. Phir bhi aagaye, jarahe ho, sorahe ho, kharahe ho. Ugh, thak nahi jate. Hani whispered in aynan's ear. They both chuckled and sat on the couches.

"Agar nand Aur bhawaj ki baate hogayi tho idhar bhi tawajo dedo." Zoya said.

"Ammi jaan, Ham na fresh hoke aate hai. Is langoor ka room kisi Aur se saaf karwale." She said and went in her room.

IN HALL

"Kal Eid ki dawat hai hamare ghar, har saal ham karte hai." Assad said to Ayan

"Mamu jaan, pata hai hame. Ham naye nahi aaye hai ghar Mai." Ayan said "mai jakar aaram karta hu." He said and went from there.

"Sab aajaye, chai bangayi." Zoya shouts from the kitchen.

"Aarahe hai, uske saat na samosa miljaye tho kitna maza aayega." Assad shouts from living room.

"Haan haan! Sab milega. Uske liye pehle yaha aana pardhega." Zoya said

"Arahe hai begum, aap Ayan Aur Amir ko bhi bulale." Assad said while walking in the garden.


IN HANIYA'S ROOM

Phir aaj mai ne ek shaksh se mili, bada hi naik tha. Wo hai Hasham uncle ka beta. Us ka naam tha..............haan! Hadi Quraishi hai uska naam. Bada hi pyaara hai, par wo uske jaisa na nikle. Mujhe na usko dekhte hi pyaar hogaya, pyaar karna itna asaan nahi hai. Pyaar mai manzil milna boht mushkil aati hai. Arijit Singh ne khoob kaha hai. "Ishq sacha wahi, jisko milti nahi manzile, manzile." Par khuda aap na meri "Mohabbat" aap ke haat, wo jaha bhi hai usko hamesha khush rakhna. Uspar kabhi bhi koi musibat na aaye, meri sari khushiya uski hojaye.
                                                          Hani,
                                                          1/1/21.

"Haniya, neche aayiye! Aap ki chai thandi hojayegi." Aynan shouts.

"Bhabhi jaan! Aarahe hai." Hani shouts back. She closed the book and again hide, under her pillow. She rans down and again bumped, but now with Ayan. She was going to slip but ayan catch's her by waist.

"Tho madam ko time milgaya mujh se milne ka?" Ayan said in husky voice.

(Ayan ibrahim)

"Ayan had mai raho, aur mujhe chodo." Hani said

"Pakka chord du?" Ayan asked. She saw her position, they were so close they can even hear each other's heartbeat.

Hani pushes him and ran down in the garden. Ayan came behind her, and sat beside her.

"Kya perfect lagrahe ho." Assad said seeing them.

"Abba? Again? If you again say this, I will not eat anything." She said folding her hands, and make grumpy face.

Ayan keeps his hand on her back, and rubs. She was in shock and widened her eyes, and moved to her left side.

"What happen hani? Theek ho?" Ayan asked her and she ignored. She goes and sat on the swing present in the garden. "Hani yeh lo tumhari chai." Aynan gesture her to take.

"Aynan jaan! Aap kitna khayal rakhti ho hani ka, khud ka bhi kabhi rakh le." Zoya said, taking sip of her green tea.

"Ammi, aap kiu fikar karti ho, bhaijaan hai na. Wo boht ache se rakhte hai unka khayal. Hai na bhabhi jaan?" She gave her a smirking face, and take a sip of her tea.

"Oh hoo! Chai kisne banayi?" Hani asked.

"Mai ne banayi hai." Ayan said, setting his hairs and was giving proud smile.

"Wahi bole, is mai lazzat hi nahi hai. Chai piye waqt na ek mood, ek shouk hona chahiye, mujhe dekho har flavour hai mere pass chai ka." Hani said

"Jaise?" Ayan asked.

"Jaisee......strawberry and lemon, mint and lemon, blueberry, chamomile, chocolate, cinnamon, ginger, masala tea. Aur dad jab bhi koi businesses trip par jate hai, tho mujhe waha ka famous tea la kardete hai." Hani said

"Bas hai? Ya aur koi flavour bhool gayi?" Ayan crack the joke, all chuckled. Even Haniya,

"Koi tho dhang ki baat ki." She laugh, start swinging.

She was wearing

Open hairs, and flat slippers. Some hair strands were troubling her, while drinking tea. Ayan goes and tuks behind her ears.

"Ayan! Kya karrahe ho?" Hani shouts and jumps out from swing.

"Kuch nahi, bas yeh resham se baal tumhe satarahe the." Ayan said

" so cheesy Ayan, koi dusra dialogue dhoond na mujhe pata ne." Hani said and again sat on the swing. "Aur janab, ham se Mohabbat ki baate karni hai tho, kuch alfaaz sikh kar aana. Kiu ki mujhe passand nahi Ki Mohabbat ki koi bezati kare." Hani said

"Haniya begum, Ham aap ki tareef Kya kare? Aap ko jisne banaya hai uski tareef karni chahiye." Ayan said, hani rolls her eyes.

"Hani aap aise na baat kare Ayan se, wo aap ka....." Amir cuts off, coming towards them from the gate.

"Bhai hai, so tameez se baat karna hani." Amir said.

HADI'S HOUSE

"Ammi Ham ghar aagaye." Hadi said

"Hadi beta, aap ne Haniya bibi ko sahi salamat ghar chorddiya na?" asked his son.

Hasham Quraishi.

Noor Quraishi.

They belongs to a poor family, not that much poor but just think "middle class" just because of Assad they stay in small house.

Two rooms, one kitchen, a small angan, and one bike for hadi.

"Hadi, aajao beta khana khalo, uske baad tum apni pardhayi karlo." Noor  said. He smiles and went near her. They sat down for eating dinner,Noor  was making him eat.

"Aap na mujhe bigard do gi ammi." Hadi said

"Teri biwi aayegi na, jab wo aisa hi khilayegi." Noor said, Hasham also chuckled. "Aur teri biwi na bilkul ek sehzadi hogi." She said, and kissed his forehead.

After dinner he went in his room, open his cupboard and took out comfy clothes and sat on study table.

Mohabbat? Huh! Meri dimag mai aaj tak yeh lafz nahi aaya. Lakin aaj mai ne nawab saab ki beti ko dekh tho pagal hogaya,lakin ham gareeb loog itne bade loog ki beti se kaisa pyaar karey! Wo kaha, aur ham kaha. Par us lardki ki baat boht alag hai. Resham se baal, Kali aankhe, cehra hai yaa Chand hai. Ek hi gana aata hai jab bhi uske bare mai sonchu. "Chaudhvin ka chaand ho ya aafatab ho?
Jo bhi ho tum khuda ki kasam lajawab ho
Chaudhvin ka chaand ho ya aafatab ho?
Jo bhi ho tum khuda ki kasam lajawab ho
Chaudhvin ka chaand ho" haye yeh gana, khas usi ke liye bana hai. Haniya begum aap ne mere dil par boht bada khanjar chalaya hai, Ham ghayal hogaye."
                                    Hadi ali,
                                       1/1/21.

"Hadi, pardhayi hogayi? Aap kuch khaoge? Ya aap ke liye chai banade?" Noor asked him.

"Nahi ammi, Ham theek hai. Aur hame kuch nahi chahiye, pardhayi hogayi hai." He said and turn off the lights of his room.






Hello!

How is the chapter?

Tried something new, and I know udru perfectly.

See you all in next chapter!

Bye!
🍂🍂🍂

Continue Reading

You'll Also Like

86.2K 4.5K 71
[HINGLISH] A boy and a girl are going to do arranged marriage .They fall in love with each other after there engagement . But there is villain who is...
73.4K 3.2K 51
Hey guys This is a sidneet fanfic This story contains a lot of mysteries, love betrayal What will happen when a boy and girl fall for each other...
113K 6.3K 131
Two people who hate each will fall in love peep to know
1.6K 9 29
Aaron has to leave Aphmau to go to Military school, because of his parents. She waited at least 7 years to see him again. They still have feelings fo...