MUQAMAL NAMAZ-E MUHAMMEDI

Start from the beginning
                                    

Note: - ya hadees "takbirat ka bayan" awal baab ma hai, ishi liya isma pehli takbir ke sath bhi hath uthane ka zikr nhi hai.
(sahih bukhari ,803 aur sahih muslim,867)


Note: -
banu umaiya ke shareer gawarner (governor) jab ya buland takbir kehne ki sunnat chori to syed'na abu Huraira رضياللهعنه ne hadees per kasam khai.
(sahih bukhari ,784 to 789 aur sahih muslim,867 to 873)

2. Translation of hadees: - Rasoolullah صلىاللهعليهوسلم jab namaz ke liya kharey hotey to apne dono hath uthatey (rafa ul yadain) kertey. Yaha tak ke hath kandho ke muqabil ho jatey, aur phir ruku ma jatey hoa bhi (rafa ul yadain), ruku se uthtey waqt bhi (rafa ul yadain) kertey.
aur sajdey ma jatay hoa (rafa ul yadain) nhi kertey.

رسولاللہصلیاللہعلیہوسلمجبنمازکےلیےکھڑےہوتےتواپنےدونوںہاتھاٹھاتےرفعیدینکرتےیہاںتککہوہآپکےدونوںکندھوںکےمقابلہوجاتے،پھرآپصلیاللہعلیہوسلم «اللهأكبر» کہتے،اوروہدونوںہاتھاسیطرحہوتے،پھررکوعکرتے،پھرجبرکوعسےاپنیپیٹھاٹھانےکاارادہکرتےتوبھیاندونوںکواٹھاتے ( رفعیدینکرتے ) یہاںتککہوہآپکےکندھوںکےبالمقابلہوجاتے،پھرآپصلیاللہعلیہوسلم «سمعاللهلمنحمده» کہتے،اورسجدےمیںاپنےدونوںہاتھنہاٹھاتے،اوررکوعسےپہلےہرتکبیرکےوقتدونوںہاتھاٹھاتے،یہاںتککہآپکینمازپوریہوجاتی۔
(sahih bukhari 735 , sahih muslim 861, jamia tirmizi 255 aur 256, sunan abu dawood 722, sunan nisai 879, sunan ibn e majah 858)


Note :- Imam abu issa tirmizi (رَحِمَهُٱللّٰهُ‎) (al mutawafa 279 AH) liktey hain 'hadeesey ibn e Umar رضياللهعنه ' hasan sahih hai ' aur Imam abu Hanifa (رَحِمَهُٱللّٰهُ) ke shaqird Imam abdullah bin mubarak (رَحِمَهُٱللّٰهُ) ka qol hai ke jo shaks namaz ma hath uthata yani (rafa ul yadain) krta hai to uske uper bayan krdi hadees ibn e Umar رضياللهعنه sabit hai, jisay zuhairi ne bawa sita salim ke walid ( syedna ibn e Umar رضياللهعنه) se riwayat kiya. Aur sayedna ibn e masood رضياللهعنه ki jo hadees tamia tirmizi # 257 sabit he nahi hai key رسولاللہصلیاللہعلیہوسلمsirf namaz ke shuru ma hath utha tey thay.
(Jamia tirmizi hadees 256 key tehat)

Note: - Imam abu dawood (رَحِمَهُٱللّٰهُ) (al mutawafa 275 AH) ne bhi sayedna ibn e masood رضياللهعنه ki ishi hadees per likha "ya hadees in lafz ke sath sahi nhi" (sunnan abu dawood hadees 748 ke tehat)

Note: -Syedna ibn e Umar رضياللهعنه jis shaks ko dekhtay ke wo susti ki waja se ruku se pehla aur ruku ke bad "rafa ul yadain" nhi krta to ussey kankairya mara kartey tha.(juz rafa ul yadain # 15)

3. Translation of hadees: Rasoolullahصلىاللهعليهوسلم jab faraz namaz ke liya kharay hotey to takir parhtey (ALLAH O AKBR) ke sath apne dono hath apne kandho tak uthatey yani (rafa ul yadain kertey) aur phir jab ruku ma jatey to dono hath utha kr takbir ke sath rafa ul yadain kertey, aur jab ruku se sir Mubarak uthatey to takbir ke sath rafa ul yadain kertey, aur jab sajdey ma jane ka irada kertey to rafa ul yadain nahi kertey.


کہتے،اوراپنےدونوںہاتھمونڈھوںکےمقابلاٹھاتے،اورجبرکوعکاارادہکرتےتواسیطرحکرتے،اورجبرکوعسےسراٹھاتےتواسیطرحکرتےیعنیرفعیدینکرتے
اورجبدوسجدوںیعنیرکعتوںکےبعداٹھتےتواسیطرحکرتے )

Salah According to Sunnah Al Nabi S.AWhere stories live. Discover now