MUQAMAL NAMAZ-E MUHAMMEDI

7 0 0
                                    


MUQAMAL NAMAZ-E MUHAMMEDI

صلىاللهعليهوسلم (sahi ulasnad hadees ki roshni ma)

Bismillahir-Rahmanir-Rahim

Alhamdulillahi Rabbil 'Alamin Wassalatu Wassalamu 'Ala-Asyarafil Anbiya'e Wal Mursalin Saidina Muhammadin Wa'ala Alihi Wasahbihi Ajma'in

رَبِّاشْرَحْلِيصَدْرِيوَيَسِّرْلِيأَمْرِيوَاحْلُلْعُقْدَةًمِنْلِسَانِييَفْقَهُواقَوْلِي

اے میرے رب میرا سینہ کھول دے
اورمیرا کام آسان کراور میری زبان سے گرہ کھول دےکہ میری بات سمجھ لیں
Ay mere rab mera seena khol dey, aur mera kam asan ker aur meri zaban se girah khol dey, ke ya log meri baat samajh lein.
(Surah Taha ayat# 25-28)



وَصَلُّواكَمَارَأَيْتُمُونِيأُصَلِّي

اسیطرحنمازپڑھناجیسےتمنےمجھےنمازپڑھتےہوئےدیکھاہے
Is tarha namaz parhna jaisa tumne mujha namaz parhtey hoa dekha

(sahih bukhari 631)

As Salamu 'alaykum wa rahmatullah wa barakatuh!!!

Mere musalman bhaiyo aur bheno !! shaitani was-wasey ke bawajood apni mout se pehla pehla sirf ek martaba is tehreer ko shuru se akhir tak parhlein....

ALLAH subhanahu wa ta'ala ke mehboob, hamare pyarey aqaa, imam e azaam, imamey qainat, syed aawalien o akhireen, imam khatam an-nabiyyin wal mursaleen, rehmat ul alameen, syedna MUHAMMED rasool ALLAH sallallahu alaihi wasallam ki muqamal namaz ka trika!! "Takbir tahremi se le ker salam tak" sahi halat main kitab o hadees ma mehfooz hai aur hamare amal ke liya bilkul asaan hai.

· Note :- Yay tehreer sirf unhi kitab se "takriben 140 sahih ulasnad hadees ki roshni ma" hain jinke mustanad hone per barraiye sagheer pak o hind ma "ahle sunnat ka dawa kerne walay" teeno maslaq :- 1) barelvi 2) deobandi 3) salafi (ahle hadees) na sirf mutafiq han balkey in kitab ke har maslaq ke alag alag urdu zaban main tarjumay bhi bazar ma ba-asani dastiyab han.

· Note: - Is tehreer ma Rasool ALLAH sallallahu alaihi wasallam ki tamaam sahih ulasnad hadees ke number ulmaiye harmain aur bairut ki "international numbering" ke ain mutabik han.

MUHAMMED صلىاللهعليهوسلم ki Namaz ka tarika

(sahi ulasnad hadees ki roshni ma)

1. Translation of hadees: -Abu Hurairaرضیاللہعنہ tamaam namazo ma takbir (ALLAH O AKBR) kaha kertey thay. Chahiye faraz namaz ho ya koi aur namaz, ramadan ka mahina ho ya baqi ke 11 mahiney.
Aur jab Ap صلىاللهعليهوسلم namaz ke liya kharay hotey to takbir kehtey. Phir Ruku ma jatey to takbir kehtey, phir ruku se sir Mubarak utha tey to "sami allahu liman hamidah rabbana wa lakal hamd" khetey, phir sajdey ke liya jhuktey to Takbir kehtey, Phir sajdey se sir uthatey to Takbir kehtey, ishi tarha jab dosri rakat ke liya kharay hotey to Takbir kehtey. Aur ap صلىاللهعليهوسلم ishi tarha sari zindagi namaz parhtey rahay.

رمضانکامہینہہویاکوئیاورمہینہہو،چنانچہجبآپنمازکےلیےکھڑےہوتےتوتکبیرکہتے،رکوعمیںجاتےتوتکبیرکہتے۔پھر
«سمعاللهلمنحمده‏»کہتےاوراسکےبعد «ربناولكالحمد‏»سجدہسےپہلے،پھرجبسجدہکےلیےجھکتےتو «اللهأكبر‏»کہتے۔پھرسجدہسےسراٹھاتےتو «اللهأكبر‏»کہتے۔پھردوسراسجدہکرتےوقت «اللهأكبر‏»کہتے۔اسیطرحسجدہسےسراٹھاتےتو «اللهأكبر‏»کہتے۔دورکعاتکےبعدقعدہاولیٰکرنےکےبعدجبکھڑےہوتےتببھیتکبیرکہتےاورآپہررکعتمیںایساہیکرتےیہاںتککہنمازسےفارغہونےتک۔نمازسےفارغہونےکےبعدفرماتےکہاسذاتکیقسمجسکےہاتھمیںمیریجانہےمیںتممیںسبسےزیادہنبیکریمصلیاللہعلیہوسلمکینمازسےمشابہہوں۔اورآپاسیطرحنمازپڑھتےرہےیہاںتککہآپدنیاسےتشریفلےگئے

Salah According to Sunnah Al Nabi S.AWhere stories live. Discover now