Yaad ek ehsaas hai ,jo dil ko dukhati hai
Kuch meethi , kuch kadwi.
Bas ek Jhalak dikha jaati hain .
Yaadein jab yaad ati hai, rula deti hai
Kabhi hasa deti hai.
Kabhi doori badati, kabhi pass Lati hai.
Bas log chale jaate hai,apni yaad chod jaate hai .
Kabhi sahara banti, kabhi gussa dilati .
Yahi yaadein jo , aage Jakar dhadkan ban jaati.
Yaadein haa yaad ban , jaati jo dil ke sheeshe mai qaid raheti.
Aur aage badne ki taqat deti,
Yahi yaadein kaisa , waqt badal deti wo aage dekhna hoga.
Bas yaad hi raheti hai , log chale jaate bas yaad raheti.
- Pranav Bhaskar
