Tum se h mere khawabo k karwa
Tum me meri duniya jawa..
Paya jbse tumko jaana
Hua hu tumhara deewana..
Tadap jata hu tum bin
Rah ni pata tum bin..
Kasis basi h saso me
Jaadu sa h aakho me...
Kho jau tumme kahi
Rah jau mai tumse tum tak,
Ban jao meri jindgi
Aao tumko pyaar karu
De du khusi sare jag ki
Aao ban jao meri jindgi...
Sharma k shararat karti ho
Chupke-2 harkat karti ho..
Mera khilona meri gudiya
Meri pyari si komal duniya,,
Tumhi ho piya..
Pyaar karu
Palko me rakhu
De du jannt sari..
Aa jao pyaar karu
Bhar k baho me ikraar karu,...
Najuk sa badan h sone sa
Kaam ek hi aata h sone ka
Mujhse gusa hoke door chale jate ho
Fir wapis aake, mujhe gale lagte ho..
Bhar aati h aakhe meri
Pakar pyaar tumhara
Yu hi sath dena sathiya
Jindgi bhar hamara...
Aao meri sapno ki Raani
Sapne ko sakaar karu
Bhar k baho me tumko mai pyaar karu...!