ONE

171 20 14
                                    

In my instagram account,you will find more enjoyable content regarding this story.Here is the link.

https://www.instagram.com/mariyam_3450?igsh=MTlodmF5eGhocXE1dA%3D%3D&utm_source=qr

com/mariyam_3450?igsh=MTlodmF5eGhocXE1dA%3D%3D&utm_source=qr

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

__________________________________

"Beshaq aap ke aanewale din mazi ke din se behtar hoga."

A woman in her mid twenties,she was reciting the Quran.While she reciting this verse,she stopped and recited it again.She closed her eyes and said to herself;

"Ya Allah,mere aanewale din beshaq mere mazi ke din se behtar hoga.Agar yeh is faani jahan mein behtar na hua to beshaq woh akhirat mein behtar hoga.Yeh mere Rab ka waada hai.Aur mere Rab ka wada saccha hai.Ya mere Maula bas mujhe sabr aata karna taki mein zindegi ke har halat mein aap se razi reh saku.Bas Sabr aata karna.Beshaq aap sabr karnewalo ki sath hai."

That woman closed the Quran and placed it on the place.She removed the curtain and opened the window.She feels the fresh air of the morning.

"Uffo Dua,subhe uthkar hi khirki khulne ki kya jarorat hai.Subha subha kyun mere neend ki dushman ban jati ho?"

DUA turned her head and smiled at her cousin,Zara.

"Sone ke liye raat kafi hota hai.Lekin tumhe reels dekhne se fursat mile tab na.Adhi raat tak jagte rehte ho aur subha tumse utha nahi jata.Aab utho Zara.Mein nasta banati hu."

Zara replied while closing her eyes.

"Uthti hu."

__________________________________

Dua comes to the kitchen and starts to make the breakfast.After a few hours later,she completes the breakfast and cleans the whole kitchen.Then her aunt Shirin enters here.

"Nasta tayar ho gaya?Tumhari chacha ko aaj jaldi office jana hai."

"Sab tayar hai chachi.Mein table set kar deti hu."

Shirin is about to leave the kitchen but she stopped and turned her head.

"Is mahine tuition ki paise mil gaye?"

"Ek do din ke andar mil jayega."

"Is mahine pura paisa dena.Pichle mahine ke tarha adha maat de dena.Hum tumhe khila rahe hai pila rahe hai.Tumhe paise ki kya jarorat.Sab mere hath dena phir mein tumhe kuch dungi."

Dua nodded her head.Shirin left the kitchen.After her leave,Dua dropped out some tears.She feels alone in this big cruel world without her parents.

__________________________________

In University canteen.

Dua is taking the food and a man who sitting next to her,starring at her face.He is smiling and Dua asking;

"Aise kya dekh rahi ho?"

"Dekh nahi raha hu balki soch raha hu."

"Kya?"

"Log apni mehboba ke khubsurat shakal mein sukoon dhundte hai lekin mein Faris shayed duniya ka pehla ashiq hu jise apni mehboba ko khate huye dekh ke sukoon milta hai.Dil chahta hai yeh nazara mein humesha dekhu."

Dua glared at Faris.He asked;

"Mere bheje huye paise ko phir lautaya kyun?"

"Kyun lungi mein tumse paise?Biwi hu kya tumhari?"

"Biwi banoge."

"Jab hongi tab de dena paise.Abhi nahi.Pehle khud ek job dhundlo.Abhi tak apne Abba pe depend ho."

Faris sipping on the tea.Then he said;

"Dua beshaq mein ek bohot bura ashiq hu lekin mein ek bohot accha shohar banunga.Apni chacha ke ghar jitne zaidti tumne bardast kiya hai woh tumhe kabhi bardast nahi karna parega.Malika bana ke mein rakhunga tumhe.Apni dil ki apni ghar ki malika banoge tum."

Dua looks at Faris,how confidently he said these words.Dua's heart and mind filled with happiness.

"To mujhse shadi kab karoge?"

Faris thinks then replied;

"Is ashiq ke dil mein beshumar mohabbat hai lekin jeb bilkul hai khali.Aur afsos ki baat yeh hai mehboba ke gharwale dil mein chupe mohabbat ke jaga jeb mein rakhe doulat ko tarzi denge.Lekin tum fiqar nahi karo is ashiq ke mohabbat ke tarha jeb mein paisa bhi aa jayega.Phir band baja barat leke ayunga tumhare ghar.Tumhe humesha humesha ke liye apna banana ke liye."

Dua said while tears are gathered on the corner of her eyes.

"Allah kare woh din jald aay."

__________________________________

A luxury mansion called "NAWAB HOUSE" an ancestral house of the Nawab Family.They are the most affluent families of the city.Patriarch of the family is Nawab Mukhtar Malik.He lived here with his family.His only son Nawab Shehram Malik,the hot tempered and self obsessed man.He not only handled the feudal system but the business too.

Right now Shehram Malik swimming in the pool.Helping hands of the house stand there holding a juice bottle.He comes out of the pool and wears his bathrobe.He takes the juice and helping hands said;

"Chote malik,begum sahiba ne aap ko yaad kiya hai?"

Shehram put the juice on the tray and said;

"Mere kapre tayar karo.Aata hu mein.

_________________________________

"Aap ne bulaya tha Maa?"

Shehram knocked on his mother's room's door.She was setting the jewellery,when her son called her.She put the jewellery on the box and looked at him.

"Aa jao Shehram."

Shehram sits on the bed next to her mother.

"Achanak itni jaruri talab.Ummed hai sab thik hai."

"Wahi purane sawal ka jawab chahiye shadi kab kar rahe ho?Mein aur tumhare baba tumhare ghar ko basta hua dekhna chahte hai.Humari khawaish yehi hai humare pote potiyon ko is angan mein khelte huye dekhe.Lekin tumhe jo bhi ladki dikhati hu tum thukra dete ho.Aur kab tak beta aisa karoge."

Shehram holds his mother's hand.

"Jo ladki aaj tak aap ne dikhaya un mein woh baat hi nahi hai jise dekh ke dil ko bha jai.Aur aap ko to pata hi hai jo chij Shehram ko pasand aa jai woh use hasil kar ke hi dam leta hai.Chahe woh kuch bhi ho."

"To batau beta tumhe kon pasand hai?"

"Hai ek mere pasand.Aap se baat karunga mein.Rishtan bhej dijiyega."

His mother asked him again.

"Kon hai kis khandan se hai.Maa baap ka kya pata hai?Yeh sab na jan ke rishtan kaise bhej du beta?"

Shehram replied in a serious way.

"Uski pehchan aur khandab dono mein hu.Woh meri hai maa.Kya itna janna kafi nahi?"

Saying this Shehram left the room and his mother starring at his departure.

Shehram comes to his room.He takes out his mobile from the pocket.

"Us din ka be sabri se intezar kar rahu mein jis din tum is kamre aaogi.Duniya tumhari mazi ke pehchan ko bhul ke mere naam se jangegi.Mrs Dua Shehram Malik."

Shehram starring at Dua's picture.Her face is not properly visible because of the dupatta on her head.It's seems like she doesn't even realise when this photo captures.

K A L A N KWhere stories live. Discover now