Chapter 19

2.1K 166 11
                                    

Next update after 150+ votes.
_______________________________

Poddar family and Mhatre are sitting in dinning room having their dinner. While the servants are serving the food.

"Aai, dadi, maine kal subah Puja rakhvai hai ghar par aur saath mein Sabhi ke liye Mahabhoj bhi rakhvaya hai." Abhira said.

"Puja kyu?" Geetanjali asked.

"Dadi, voh kal Ruhu ka birthday hai na toh maine socha ki kal se jyada shubh din Puja ke liye aur koi ho hi nahi sakta. Isiliye maine kal rakhvayi hai." Abhira said.

"Yeh toh bohot acchi baat hai Abhira. Par achanak se kyu rakhvayi hai Puja?' Vrushali asked.

"Aai, yeh Puja maine humare Ghar ki sukh, shaanti aur samriddhi ke liye rakhvayi hai. Mai chahti hu humare Ghar mein sirf khushiyan aaye dukh nahi." Abhira said.

"Abhira, tumne sach mein bahut achha kiya Puja rakhkar. Tum ghar ki dekhbhaal bahut achhe se karti ho." Geetanjali said, smiling warmly at her.

"Haan beta, tumhare iss naye initiative se hum sabko bahut khushi mili hai. Tumhari samajhdari aur ghar ki samriddhi ke liye tumhara yeh prayas bahut sarahniya hai." Vrushali added, nodding in agreement.

"Thank you Aai." Abhira said with a smile.

"Mumma...." Ruhanika wiggled in her father's arms.

"Kya hua Ruhu?" Ruhaan asked.

"Mummaa....." She said and forwarded her hands towards Abhira.

Abhira smiled and took her in her arms. She made her sat in her lap and started feeding her.

"Vaise Mahabhoj ke liye bohot saara khaana banana padega. Tum akeli kaise banaogi Abhira?" Kailash asked.

"Don't worry baba, mai aur Shri mil kar bana denge." Abhira said.

"Lekin tum dono akele mil kar kitne logo ka khaana banoge. Thak jaaoge. Shaam ko party bhi hai." Vrushali said.

"It's fine Aai. Hum kar lenge." Shriti said.

"What hum kar lenge. Pata bhi hai kitna khaana banana padta hai? Mai help karungi tum dono ki." Vrushali said.

"Nahi aai, iski koi jarurat nahi hai. Hum kar lenge." Abhira said.

"Abhira, Vrushali sahi keh rahi hai. Vo teri madad karegi. Aur tu kuch nahi bolegi. Samjhi." Geetanjali said.

"Haa itna saare khaana tum dono akele nahi bana sakte. Aai madad karegi tumhari." Ruhaan said.

"Theek hai." Abhira said.

"Umm....agar aap sab kahe toh mai, Manisha, Ruhi aur Kiara. Hum sab bhi aapki help kar sakte hai kya?" Vidya said nervously.

"Hum mehmaano se kaam nahi karvate, Mrs. Poddar." Abhira said in a cold tone.

Poddar's looked at her who called Vidya 'Mrs. Poddar' instead of Maa or aunty. Vidya got hurt seeing her reply but controlled herself to not let her tears fell infront of everyone.

"Haa aunty, Abhira sahi keh rahi hai. Aap sab rehne dijiye hum manage kar lenge." Ruhaan said.

"It's okay Ruhaan beta. Hum madad kar denge Abhira ki." Manisha said with a smile.

"Theek hai aunty. No problem." Abhira replied with a smile to Manisha who smiled back at her.

"Ruhaan, Rohit abhi tak nahi aaya?" Kailash asked.

Poddar's looked at him in shock yet confused look.

"Nahi, usne kaha ki voh apne friends ke saath bahar gaya hai aur raat ko late hoga use aane mein." Ruhaan said.

ONE LAST CHANCE {ON HOLD}Where stories live. Discover now