ONE

565 108 28
                                    

A/N:This story is pure fictional.Reality and logic have nothing to do with it.

•••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••

In the morning time of a luxury mansion named "Khan Villa".Head of the family is coming downstairs and helping hands arrange his breakfast.He sitting on the chair and take his newspaper on hand.One of the helping hand making his special coffee and serves him.He takes one sips of it.

"Bibi ji aab tak jage nahi?"

Helping hands replied,

"Pata nahi khan shayed nahi uthe aab tak."

He looks at the watch and says,

"Aaj to important class hai uski.Aap rehne de mein utha deta hu."

He is about to get up from his chair then a girl in her twenties said from behind.

"Mr Murtasim khan ap ko zehmat karne ki jarorat nahi.Aap ki Haya hazir hai aap ke aage."

Murtasim looks at Haya with smiling face.She comes to her and gives him a tight hug.Murtasim also hugs her back.

Murtasim:Aao sath mein breakfast karte hai.Phir mein tumhe university chor dunga.

Haya sits on her place and helping hand serves her breakfast on her plate.

Murtasim:Subha uthte uthte uthte itne der kyun laga di Haya.Der se uthna buri baat hai.
Haya:Bhaiya mein jaldi uth gayi thi lekin ready hote hote der lag gayi.
Murtasim:Waise yeh baat mein kab se soch rahi thi meri pyari behen aaj itne saaj sawarke kaha ke tayari kar rahi hai?Pakka university hi jana hai na yaa phir kahin aur jane ka irada hai?
Haya:University to jana padega bohot important class hai woh to miss nahi kar sakti.Lekin uske baad mujhe friends ke sath outing pe jaungi.
Murtasim:Jo karna hai karo I give you full freedom.Just enjoy your life.
Haya:I know Bhaiya how much freedom you give me.Thank you.
Murtasim:Thank you bolegi to ek thappar khayegi.Behen ho meri woh bhi ek lauti.Kon hai mera is jahan mein tumhari siwa.
Haya:Mere bhi is jahan mein aap ke siwa koi nahi hai bhaiya.Sirf bhai nahi aap mere maa bhi hai aur baap bhi.

Murtasim softly touches her cheeks and she smiles at him.

Murtasim:Bohot huya emotional baten aab yeh batau outings pe chaloge kuch chahiye ho to bata do.Do you need my card?
Haya:I have my own cards aur kuch chij ki jarorat ho to mein aap ko bata dungi.
Murtasim:Just give a one phone call to me phir dekhna jo mangoge ankhon ke sapne hajir milega.
Haya:Pata hai mujhe jo mujhe chahiye woh apni zuban se mangne se pehle woh kaise aap mere ankhon ke samne lee aate hai.You are just a best brother in the world.
Murtasim:And you are my best sister.
••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••

In a road.

A woman in her twenties stuck in a traffic jam.She is sweating in warm temperatures.She is looking at her side and sees a old man feeling uncomfortable for the weather.She is offering her water bottle and says;

"Uncle pani pililiye aap ko aram aayegi."

That old man takes the water bottle and drank it.

Old man returns her bottle to her and says;

"Shukriya beta.Allah aap ko khush rakhe.Waise kiya naam hai Aap ka?

She smiles at him and then replies;

"Meerab"

Meerab then asks him;

Meerab:Uncle Aaj traffic ko hua kiya hai ek hi jaga stuck hoke betha hua hai.Ek bhi gari jaga nahi hil raha.
Old man:Traffic is liye hai beta suna hai MK ki gari yaha se nikega.
Meerab:MK?Kon hai yeh?Kisi politician hai kya?
Old man:Koi politician to nahi lekin hai bohot taqatwar insaan.Paisa aur power ki wajah se politician bhi dab ke rehte hai inke aage.Sara sheher janta hai unhe tumne kabhi naam nahi suna?
Meerab:Mein is sheher mein nayi aayi hu uncle is liye yaha ke logo ko jyada janti nahi hu.Lekin jo bhi ho kisi ko itna haq nahi hai aise dusre logo ko taqleef de.Dekhiye aaj woh mk ke wajah se hum itne garmi mein traffic mein beithe huye hai.
Old man:Aam log hai hum.Humari parwah kis ko hai.System to unke hisab se chalega jinke pas paisa hai aur power bhi.Humare jine se hi kya farak parta hai aur marne se bhi.

That old man's words effect Meerab a lot.She looks at everywhere how school buses and ambulance services are stuck there.Many kids and older people suffering in this horrible weather.

Meerab said to herself;

"Chal beta Meerab Ahmed mil gaya nayi chij aab kam mein lag jaa."

•••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••

In Murtasim's office.

Murtasim is watching a video on his phone.He is tightening his jaws while watching it.Meantime his PA Arsalan entered the room.

"Sir aap ne bulaya tha?"

Murtasim gives his mobile phone to him.

"Kon hai yeh?"

Arsalan plays the video again.

"Paisa aur power ke dam par sab kuch kharida jaa sakta hai.Agar aap ke pas paisa hai to sab aap ke gulam ban jata hai aur aisa hota bhi hai.Aur aisa ho bhi raha hai.Aap log khud dekhiye is traffic ko jaha ghanto se school buses aur ambulance service thehre huye hai pata hai kyun.Kyun ki is sheher ke ek bohot hi rich aur powerful man MK is road ko cross kar rahe hai is liye.Aur yaha ke aam log jo unke gulam hai unke yaha se guzarne ke intezar kar rahe hai.Kya farak parta hai hum kitne ghante yaha pe beithe huye hai kya farak parta hai aaj bahar dhup kitna hai.Kya farak parta hai bacche buzurg se garmi saha nahi jaa raha.Akhir kya farak parta hai humare takleef se.Hum to aam log hai humare jine se yaa marnese kya hota hai.System to yeh log hai yeh log hi banate hai apni power aur money ko use kar ke.Bas muh se hi kehte hai is mulk ki sare log ek barabar hai.Haqiqat mein woh humare sar khuda ban ke beithe huye hai aur hum unke gulam.Pata nahi humare is mulk mein tabdili kab ayega.Kab sab citizen ko ek nazar se dekha jayega.Kya pata kabhi woh tabdili ayega bhi yaa nahi."

Arsalan finished the video.

Arsalan:Sir yeh to Miss M hai ek content creator.
Murtasim:To kuch views ke khatir aaj usne mera istemal kiya hai taki mere zariye video ko rich mile aur woh kuch paise kama sake.Viral hone ke liye accha faida uthaya hai yeh Miss M ne.
Arsalan:Sir humesha hi Miss M ne mashre mein honewale galat chijon ko apni video mein lee ate hai.Aur woh....

Murtasim hits on his table loudly and Arsalan gets scared.

Murtasim:Kam mere liye karte ho aur himayet us youtuber ki kar rahe ho.
Arsalan:Sorry Sir mein to bas...
Murtasim:Shut up aur pata lagao is Miss M ke bare mein.
Arsalan:Sir pata to tab laga sakta tha jab unke shakal dekhne ko milta.Humesha video mein apni face ko blurry karke upload karte hai.Kaha se pata lagao.
Murtasim:Patal se bhi dhund nikaloge.Now get out.

𝖨𝖲𝖧𝖰Where stories live. Discover now