As the car disappeared from sight, Madhav turned back towards the cliff, his heart heavy with the weight of the tragedy that had unfolded. He stood there for a moment, lost in thought, before finally making his way back to where the divers were gathered.

"Sach mein aapko Ab...Abhira nahi mili?" He asked to confirm

"Sir humne sach mein bahut koshish ki mam ko dhundhne ki lekin voh mili hi nahin." One of them said.

"Mai daave ke saath keh sakta hu ki mam ko paani ke jaanwaro ne maar diya hoga. She is no more. We just couldn't find her." Another one said.

"Sair ma ko pani mein geere huye bohot time ho gaya tha. Aur itne time kai janwaro ne unhe aapna khana.... aap sajh rahe hai na mai kya keh raha hu." The officer said.

Madhav nodded as tears fell down his eyes.

"Phir bhi aapki taslee ke liye hum ek aur baar neeche jaa kar dekhenge." The head diver said.

"Haa please. Ek baar jaa kar zaroor dekhiyega. Aur hume bata dijiyega." Madhav said.

The divers nodded and again went down the Cliff. Madhav went to his car and drive back home.

Here Manoj and the whole Poddar family reached home along with Armaan. Manoj and Krish carried Armaan to his room. He made him lay down on the bed and covered him the quilt. Aaryan called the doctor who arrived after a few minutes.

The doctor started checking him.

"Yeh haalat bohot problematic hai. Armaan bahut jyada stress aur thik se khaana na khaane ki wajah se bayhosh ho gaya hain. Uski bodu aur dimaag dono ki haalat thik nahi hai." The doctor said.

"Doctor, kya humein koi dawai ya tre....treatment suggest kar s...sakte hain Arm....Armaan ke liye?" Vidya asked anxiously, her voice trembling with worry.

"Ji, main kuch dawaiyan prescribe karunga jo use thoda aaram dilayegi. Aur saath hi, main suggest karunga ki use thoda araam aur pyaar diya jaaye. Uska mann bahut udas hai, aur usko abhi zyada stress nahi lena chahiye." The doctor replied.

"Doctor, kya humein kuch specific instructions follow karne chahiye Armaan ke liye?" Manoj asked.

"Haan, sabse pehle toh use proper rest dena hoga. Aur usko regular meals khilana bohot zaroori hai, taaki uski strength wapas aaye. Usko emotionally support karna bhi bahut zaroori hai." The doctor advised.

"Sab theek hoga na, doctor?" Vidya asked as her eyes filled with tears.

"Haan, don't worry. Sab kuch theek ho jayega. Bas abhi thoda sa time aur pyaar ki zaroorat hai Armaan ko." The doctor reassured them with a warm smile.

"Thank You doctor." Manoj said with a smile.

Doctor gave Vidya some medicines.

"Chaliye toh ab mai chalta hu." He said while packing up his equipments I'm his doctor case.

"Aaiye mai aapko bahar tak chod kar aata hu." Manoj said to which he nodded.

Manoj escorted the doctor to the main entrance and came back to the room.

"A....aap sab ja...jaaiye. M...mai Armaan ka khayal rakh...rakhungi." Ruhi said.

"Nahi, Jethani-sa hai apne bete ka khayal rakhne ke liye tumhe yaha rukne ki jarurat nahi hai." Manisha glared at her.

"Pa...par Arm....Armaan bhi mera dost hai." Ruhi said.

"Haa beta, Armaan tumhara dost hai lekin abhi Manisha sahi keh rahi hai. Vidya ko Armaan ke pass rukne do." Kaveri said.

ONE LAST CHANCE {ON HOLD}Where stories live. Discover now