Manav and mehar both shake their hands and mumbled a small "hello" while aarohi also did the same.

Aaru :- bhaiyya ab aap batayiye ye kya chal Raha hai?

Debu just sighed and looked the manav and mehar for help but they both looked away from him.

Debu again sighed and again looked back at aarohi before saying.

Debu :- aarohi asal mein ye sab Mera drama tha, yaddasht khone ka.

Aaru :- lekin kyun bhaiyya? Or aap sabko kyun batana nahi chahte?

Debu :- vivaan ke liye

Aaru :- vivaan ke liye se matlab bhaiyya?

Manav :- main batata hun, ye toh tumhe ghuma dega or dhang se kuch nahi batayega. Asal mein hua ye ki usne Jo ye drama Kara hai wo vivaan ki wajah se Kara hai, as vivaan tumse or Debu se hurt hai and tum dono se baat nahi kar raha hai.

Aaru :- ji toh? Iss or uss baat mein kya connection hai?

Mehar :- hai aarohi, debu ne ye isliye Kara jisse hum aake koi plan bataye or kuch Aisa karen jisse vivaan tumhe or debu ko maaf karde. Usko ye realise ho jaaye ki tum dono apne kartavya par guilty ho.

Aaru :- aap dono kaise karenge? Aapke pass koi plan hai?

Manav and mehar looked at each other then nodded their heads.

Mehar :- haan hai toh, sabse pehle hume uss ladki ko dhundhna hoga, jiski wajah se tumhare or vivaan mein ye daraar aaya hai.

Manav :- or phir usse puchna hoga ki usne aisa kyun Kara.

Debu :- lekin hum usko dhundhenge kaise?

Mehar :- oye ballu lallu, tu kuch pagal wagal hai kya?

Debu :- 🙄 batao bhi

Manav :- obviously tumhare laptop se.

Debu :- mere laptop se kaise?

Aarohi was just sitting there silently and looking at them arguing with each other.

Debu then got a hut on his head by mehar who rolled her eyes and told him "duffer kahinke, tumne hi toh kaha tha ki tumhe pata apne laptop mein recorded CCTV footage se pata chala ki vivaan ne aarohi par cheat nahi Kiya hai.

Hearing her, debu's eyes widened and he looked at mehar, who was also looking at him with done face.

Manav and aarohi saw this and laughed silently while giving each other a high-five.

Aaru :- agar Aisa hai toh bohot easy ho jayega Hume uss ladki ko dhundhna.

Manav :- haan, mehar tum ek kaam Karo tum abhi yahin debu ke pass ruko main or aarohi office jaake debu ke laptop se CCTV footage nikaal ke le aate hain.

Mehar was about to deny, but stopped in middle and nodded her head as she knew that debu needs her here with him.

Then aarohi and manav both went out of the room and walked through the corridor towards the lift.

Time skip
Manav and aarohi both reached the entrance of debu's company and stopped for a while to look at the company.

The guards, who were guarding the gate looked at them and then suddenly bowed, when they saw aarohi standing there. Aarohi just smiled and held manav's hand and took him inside.

Manav :- aarohi debu ka office kidhar hai?
Aarohi thought for a minute then looked at him.

Aaru :- bhaiyya wo last floor par left side corridor ke bilkul end mein ek bohot bada gate hai, wo hi bhaiyya ka office hai.

You've reached the end of published parts.

⏰ Last updated: May 10 ⏰

Add this story to your Library to get notified about new parts!

Life After Marriage (Virohi FF) Where stories live. Discover now