To aise hi kuchh din nikal jata hai Karishma ka study bhi bahut acche se chal raha hota hai ek din sham ko jab donon dining hall mein baithe the to Haseena ko ek phone aaya..

Hm - han hello ammi ab kitne dinon bad call kiye kyon call nahin karte aapko pata hai Ham kitni pareshan ho gaye the aapse baat nahin hua aur kab aane wali hai Aap...

pH - ..................

Hm - sacchi theek hai jaldi a jaaiye...

HM cut the call with smile

Ks - kya hua kiska phone tha!

Hm - are Ammi ko call tha vah aaj a rahi hai vah train mein baith chuki hai bus kuchh hi der mein Lucknow pahunch jayegi...

Ks (excited) - sach mein Ham kitne miss kar rahe the unhen theek hai Ham taiyari karte Hain aap jaaiye aur Ammi ki swagat ki taiyari kijiye

Hm - aap jaaiye taiyari kijiye aur ham yah dekhte hain....

Donon bahut khush hote Hain itne mein Karishma ko ek call aata hai....

Ks pick up the call

Ks - han hello Santu bol kaise phone kiya...

pH - Di ....Dii.. jaldi se jaldi se jiju ko phone do....(worriedly)

Ks - are kya hua tu jab bhi phone karti hai tere jiju ko dene bolati hai ki main Tera koi nahin hun...

pH - Di sab baat karne ke time nahin hai aap please jiju ko do aur jakar news channel on karo... Please...

Ks - kya hua Santu mujhe bol..

pH - Noor Jahan aunty jis train mein a rahi thi use train ke accident Ho Gaya...

Ks (shock) - kyaaaaa.....! Tujhe.... Tujhe kaise pata chala ki Ammi train mein a rahi hai aur tujhe yah kaise pata chala ki train accident ho gai hai....

pH - di.. aap to janti hai man aur aunty ka bahut achcha bonding hai isliye aunty ne man ko bataya tha ki kis train mein vah a rahi hai please baten mat kijiye jaaiye jiju ko bulaie aur jakar news channel on kijiye...

Ks cut the call and crying..

Rote rote Haseena ko bulati hai..

Ks (crying) Haas....eeenaaa Jii.... Haseena ji please yahan aaiae..

Hm come..

Hm - kya hua aap bula kyon rahi hai aur ab RO kyon rahi hai kya hua..?

Jaisi hi Haseena aati hai Karishma se jor se hug karti hai aur roe ja rahi thi is statement per Hasina shauk Ho jaati hai aur uske Bal sailani lagti hai..

Hm (soft tone) - Kya hua Ab RO kyon rahi hai bataiye hamen kisne aapko rulaya hai....

Ks (rote hoye) - aamm...iii ammmii ...

Hm - han ammi a rahi hai Ham jante Hain iske liye Rone ki kya baat hai....

Ks - vah hamen jis train aa rahi thi uska Acciid....eennt..

Hm - han kya hua...

Ks - am ...mi jis train mein a rahi thi uska accident Ho Gaya...

Hm - kya kya bol rahi hai aap aapka tabiyat to theek hai aur aap aise roe mat kijiye chup ho jaaiye...

Haseena hug break karti hai .. aur Karishma ke kandhe per karti hai aur use shant karne ki koshish karti hai...

Hm - shant Ho jao Karishma kuchh nahin hua hai .. achcha aap baithiye aur itminan se bataiye kya hua hai...

Ks (rote hue) - AAP AAP news channel lagaiye please....

Haseena aur time West Na kar ke news channel on karti hai...

News mein dekhte hi Haseena ka chehre ka bhav Badal jata hai uski Aankhen Nam Ho jaati hai aur vah shock bhi Ho jaati hai...

NEWS..

Host - Abhi Abhi Lucknow aane wali train ka accident Ho Gaya hai raste mein Abhi rescue team gai hai bahut logon ki maut ho chuki hai aur rescue team yah bhi bata rahi hai ki kisi ke bhi bachne ki chances kam hai train itni buri tarike se palti hai ki sach mein kisi ke bhi bachne ki koi chances nahin hai Ham lautenge chhoti si break ke bad aap jud rahi hai Zee news ke sath....

Haseena yah baat sunte hi Apne ghutne ke baith jaati hai aur chillati hai....

Hm (loudly) ...AMMIIIIIIIIII.......(with crying)...

Karishma yah dekhte hi Hasina ke pass aati hai aur use fir se hak kar lete hain Haseena bahut jor se Rone lagti hai...

That's it....

To Be Continue...

( Note - kuchh log kahate Hain meri story acchi nahin hai meri story bahut boring hai To vah story band karne kah rahi hai aap log bataiye aur story acchi nahin hai To Ham yahi per UN donon ki Milan kar dete hain aur story khatm kar dete Hain)

......................................................

To aaj ka part yahan per hi khatm hota hai...

Vote karna mat bhuliye aur please support kijiye...

Intezar Karna stay tune.......

Bye.... 🙏🏻







𝙿𝚢𝚊𝚛 𝙻𝚊𝚏𝚣𝚘𝚗 𝙼𝚎𝚒𝚗 𝙺𝚊𝚑𝚊𝚗Onde histórias criam vida. Descubra agora