HM: yani pehli bar ap nay humain Kal dekha tha jab ap hum say milnay aaey thy?

AS: nahi hum pehlay bhi ap say mil chukay thy. Par jantay nahi thy k ap hi Mrs Singh hain. Jabhi hum apnay ap par apnay jazbat par qabo nahi rakh sakay or apki taraf khechay chalay gay, dil mei khalash bhi thi k yeh ap k Sath ghalat hoga par dil ko ap say milnay ki chah bhi thi...

HM: matlab hum kuch samjhay nahi...

AS: yahi k kuch din pehlay Jo fauji Jawan sardar ji k get up mei aaey thy or hum or humara dost Ravi thy.

HM: woh ap thy?

AS: ji woh hum thy or humari Mrs Singh koi aur nahi humari hi haseena ji hain humain pata hi nahi tha....

HM: par Anubhav ji agar ap humain yeh baat nahi bhi batatay toh kiyà farq parnay wala tha.

AS: nahi haseena ji woh toh humari khush qismati thi k hum jisay pasand karnay lagay thy woh humari hi patni thi. Agar apko jagha koi aur hota toh hum guilt say maar jatay. Isliay hum nay decide kiyà tha ap say hum jis din bhi milain gay apko sach bata dyn gay agar ap nay humain shama kiyà toh humaray dil say yeh boojh utar jaey ga warna hum kaisay is boojh k Sath jeetay. Ap nay humain shama to kar diya hai na ?

HM: yeh koi ghalti nahi hai jis k liay hum apko maaf Karen. Humain toh Khushi hai k humain itna acha jewan sathi mila hai. Yahan toh log ghalti kar k bhi shama nahi mangtay, or yahan ap hain k ghalti na ho k bhi sharminda hain.

AS: dhanewad humain samjhnay k liey hum ap jaisi jevan sangni paa k dhanaye ho gay hain.

HM: aur....

AS: ji aur kiyà? Hum samjhay nahi?

HM:  kuch nahi raat buhat ho gae hai humain Soo Jana chaheay?

AS: woh...

HM: ji kuch kehna chahtay hain ap?

AS: aagay ka kiyà plan hai? Ap samjh rhi hain na hum kiyà kehna chahtay hain?

HM: ha hum jantay hain hum nay khud ko tyar kar liya hai aagay apki marzi kyun k 1.5 saal intezar kiyà hai or pata nahi aagay yeh intezar kitna lamba aur ho. Lekin humari Khushi apki Khushi mei hai.

AS: lekin hum pehlay ek dosray ko achi tarha jannah chahtay hain. Humain pata hai ap humari Khushi k liey yeh sab keh rhi hain. Magar ap bhi janti hain or hum bhi k agar hum ek bar is rishtay mei aagay barh gay toh wapisi ka koi rasta nahi hai.. hum nahi chahtay k bad mei apko koi bhi kisi bhi tarha ka dukh ya pachtawa ho.

HM: thank you so much humain samjhnay k liey. Humain nahi pata tha k ap sach mei itnay zayda achay hun gay. Ap nay khud say barh k humara baray mei socha hai. Hum jantay hain yeh  intezar ap nay kaisay kiyà hoga par phir bhi ap yahi chahtay hain k hum apnay dil say har dar har fikar nikal k pooray maan say is rishtay ko apnain. Or hum ap k is faisalay ki  dil see qadar kartay hain.

AS: ap ja k change Kar lyn pehlay phir hum change kar lyn gay.

HM: ji theek hai.

AS: or ha hum nay ap k kapray right side mei rakh diey hain agar kuch na milay toh humain bata dijeay ga.

HM: ap nay kyun takleef ki Kal hum kar laytay na?

AS: is mei takleef ki kiyà baat hai, patni ka hath batana yeh toh pati ka farz hota hai, waisay bhi jitnay din hum yahan ap k Sath hain humain yeh sab kar laynay dyn phir Kahan humain kuch karnay ka mooqa milay ga.

HM: shukriya

She takes her clothes and move towards the bathroom.

She is  lying on the bed, Haseena turns her face on another side. He switched off the room's light. And himself lying on empty side.. bit he faces her back. He softly called her name and she turns.

HM: ji Kuch kehna hai?

AS: ha,....... Hum nay is rishtay ko samay daynay ka ap say Kaha hai. Par agar ap is tarha say hum say dour rahen gi toh hum kaisay ek dosray ko Jan paen gay phir.

She little shifted herself towards him. Only a feet space left between them. Her hair strands falling on her face first he ask permission to tuck it she blinks and he tucks the strands behind ears. And touches her soft checks from his dorsal side of fingers and slides. She closes her eyes feeling his touch first time on her skin, his fingers stopped near her lips. She is waiting for his further action but he removes his hand, she opens her eyes and look him. He again ask permission through eyes she blinks he lightly pecked on her forehead and soon they fall asleep....

****************

To be continued....

Thank you so much for such a great response. I hope you like this part.

Sorry for grammatical mistakes

DHAI AKSHAR PREM KAY:Where stories live. Discover now