AS: ha Chalo. Ek minutes haseena ruko.

HM: kiyà hua?? Raised her eye brows.

AS: kuch kami hai abhi bhi.

HM: kiyà checking her dress , jewellery bangles. Sab toh theek hai.

AS: rukain hum abhi aaey.

KS: Kahan ja rhy hain bhaiya ap.

He brings box of vermilion and fill her hairline. And picture silently captured by karishma.

AS: ab theek hai ek minutes rukain.

HM: ab kiya Anubhav aur kiyà reh gaya hai.

He takes some Kajal from her corner of her eyes and placed behind her earlobe.

AS: ab humari jan ko kisi ki nazar nahi lagay gi.

HM: aur bhi kuch baqi hai ya chalen.

KS is silently watching and adoring them. But soon composed herself.

KS: aur kab tak yeh natak chalay ga ap dono ka, dekhain na hum ap kay in sab baton say pighalnay walay hain na hi maa toh please yeh sab Karna band karen.

AS: apko Kaun samjhay ab natak or haqeeqat mei farq chalen haseena.

Haseena is sitting next to Anubhav infront seat while Karishma Singh is sitting with her husband on back seat.
Haseena turns on the radio 📻 some romantic song is playing and both couples are enjoying the song.

After 6 hours.

KS: bhaiya safar buhat lamba hai kaafi dyar say ap drive kar rhy hain thak gay hun gay thori dyar aaram kar lyn ap gari side par rok dyn, raat bhi kaafi ho gae hai.

AS: ha raat toh kaafi ho gae hai ap kuch khana pasand Karen gi bhook lagi hai apko.

KS: ha bhaiya bhook toh buhat Zoro ki lagi hai, par dono toh Soo rhy hain.

AS: ha ap jija ji ko jagaein hum haseena ko jagatay hain.

KS: pati dev uthain.

Lalla ( vansh Singh): pohnch gay hum.

KS: nahi abhi toh 7-8 ghantay aur lagen gay , bhook lagi hai samnay dhaba hai chal k kuch kha laytay hain

VS: humain bhook nahi hai. Sonay do humain.

KS: ha abhi bhook nahi hai par 2 ghantay bad bhook lagi gi through h kuch nahi dyn gay hum khanay ko phir.

VS: kiyà hai karu sakoon say sonay bhi nahi dayti , properly resting his head on her shoulder.

KS: hum keh rhy hain pati dev uth jaen yeh kiyà humaray kandhay ko takya bana k so rhy hain ap, na khud uth rhy hain na hi humain janay day rhy hain.

VS: lo uth gay hum tumhain zara bhi acha nahi lagta na k pati thori dyar sakoon ki neend soey tang Karna lazmi hai .

AS: haseena uth jaen , kuch kha lyn bhook lagi hogi apko.

HM: bhook toh lagi hai.

AS: toh chalen samnay dhaba hai kuch kha laytay hain phir ap aaram kar layna.

HM: theek hai.

The all four enjoying dinner in open and cold environment, the guys ordered ice cream after that but ladies are interested in taking tea. Anubhav wants to enjoy weather so he holds her hand and walking on the road , while vansh feeling cold so he snatches karishma's shawl and she runs behind him.

KS: apko toh hero bannay ka shoq hai hum nay Kaha tha garam kapray rakh lyn magar ap humari suntay Kahan hain.

VS: humain kiya pata tha itni thand ho gi.

Hate Or LoveOnde histórias criam vida. Descubra agora