Cut the call

Virat:mane wo Red file kaha hai
Mane:sir wo to apke pass hi thi na
Virat:are ha shayad mai galati se blue aur red dono files lane ke alawa ek hi file leke aa gaya

Virat calls sai
On call

Virat: hello sai
Sai: boliye virat sub kuch thik hai na?
Virat:ha sai sare bacche safe hai
Sai: aur adya?
Virat:Adya bhi
Sai: thank god
Virat:sach adya ne bohot bahaduri vala kam kiya hai
Sai:ha
Virat:vaise sai kya tum meri red file muzhe lake de sakti ho please
Sai:ha ha kyu nahi usi bahane adya se bhi mil lungi
Virat:ha

Cut the call
After some time sai vaha aa jati hai aur sare baccho se milti hai sub bacche apne apne ghar chale jate hai except Adya

Sai: virat adya itni pareshan kyu nazar aa rahi hai kya uske parents ya relatives ise lene nahi aye
Virat:nahi sai Adya orphan hai
Sai:kya?
Virat:ha sai isliye wo udas hai mai bat karne ki koshish ki lekin
Sai:koi bat nahi mai bolti ho usse

Sai Adya ke pass jati hai

Sai:hii brave girl
Adya:hii
Sai:aap aise udas kyu baithe ho abhi ap bhi to apne dosto ke pass jaoge na
Adya:ha lekin apko pata hai mere bohot sare dosto ko naye ghar mil gaye lekin muzhe kisine nahi apnaya

Sai feels bad for adya

Sai:beta aise rote nahi kya aap hamare ghar chaloge mai pako hamare parivar se milana chahti hu
Adya: sacchi
Sai: mucchi
Adya:ha

Sairat Adya ko leke ghar chale jate hai
In CN

Adya:wow 😍 apka ghar kitna bada hai
Ashwini:are wah ye chota mehmaan kon hai sai
Sai:aai ye Adya hai
Sonali:kitna pyari hai ye bacchi
Bhawani:ha............ lekin ye hai kon
Karishma:are Adya tum yaha .................. Bhawani kaku maine apko bataya tha na mai aur sai bhabhi jis bacchi se mile vahi hai ye bacchi
Ninad:accha beta andar to aao
Virat:baba Adya
Sai:virat ek minute ............ Shivani Bua kya aap adya ko Krish se milvayegi usse bohot accha lagega
Ashwini: aur ise na cupcakes bhi khilana
Adya:wow cupcakes to muzhe bohot pasand hai
Shivani:hai na chalo mai tumhe deti hu aur Krish se bhi milati hu chalo

Adya aur Shivani andar chale jate hai

Samrat: Shiva tu kuch bata raha tha na
Virat:ha actually Adya orphan hai aur udas baithi thi jab sare bacche apne apne parents ke sath chale gaye to
Sai:aai Adya keh rahi thi ki uske orphanage ke bohot sare friends ko naye ghar mile lekin usse kisine apnaya nahi muzhe bohot bura laga isliye mai adya ko hamare ghar le aai
Bhawani:ek minute sai tera kehna ye to nahi ki ab se ye bacchi isi ghar mai rahegi?
Sai:kaku mai to bas
Karishma:ha to ismai galat kya hai kaku......................... Sai bhabhi Virat dada mai aur Mohit ek baby girl adopt karne ke bare mai soch rahe the kyuki ap subko pata hai ki Krish ke bad meri medical problems ki vajah se mai kabhi maa nahi ban sakti (she gets emotional)
Mahi, sai: karishma sambhalo khudko
Mohit:to kyu na hum Adya ko adopt kar le
Virat: muzhe accha laga tumhari soch aur bate sunkar
Sai: infact hum bhi isike bare mai soch rahe the
Mohit:hum sirf bate nahi kar rahe hai dada hum sachame ek baby girl adopt karne ke bare main soch rahe the

(Sorry guys lekin agar Sairat Adya ko adopt kar lete to bohot common lagta isiliye mai ek twist lana chahti thi I hope you don't have any problem)
After lot of discussion they come to the conclusion that mohirishama will adopt Adya and gave her a family and secure life

Sai:mai bohot Khush hu aap logo ke faisle se mai aur virat bhi Adya ko ek family aur ek secure life dene ke bare main soch rahe the
Virat:ha
All elders:hum log bhi tumhare faisale se khush hai
Bhawani:sai virat Mohit karishma muzhe maaf kardo muzhe pehle Adya ke bare mai aisa nahi bolna chahiye tha
Karishma:koi bat nahi kaku
Sai:ha kaku
Samrat:tum dono ne ekdam sahi aur accha disition liya hai
Virat: aur ek bat hamesha yaad rakhna ki chaye officially Adya tumhari beti kyu na ho jaye lekin wo hamari bhi beti hogi
Samrat:ha aur jimmedari bhi
Mahi:ha Mohit karishma Adya ko hum sub milkar ek acchi jindagi denge
Sai: aur usse apne se kabhi dur nahi karenge

They come near and hold each other's hands

All youngers (Sairat Samaira mohirishama): haMansi: aur tum baccho ko bhi kisiki nazar na lageBhawani:tum sabki ekta dekh kar bohot accha lagaAshwini: hamane hamare baccho par jo Sanskar kiye hai wo ekdam sahi theNinad: bilkul sahi kaha tumne ashw...

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

All youngers (Sairat Samaira mohirishama): ha
Mansi: aur tum baccho ko bhi kisiki nazar na lage
Bhawani:tum sabki ekta dekh kar bohot accha laga
Ashwini: hamane hamare baccho par jo Sanskar kiye hai wo ekdam sahi the
Ninad: bilkul sahi kaha tumne ashwini
Omkar:tum logo ko pata hai teeno bhai bhi bilkul aisehi the ekdusre se hamesha mil jul kar rehte the
Sonali:ye sub to thik hai par Mohit karishma Adya ke bat pe Krish ka kya reaction hoga kya wo Adya ko apani Badi behen ke taur par apnayega

all get tensed
Tabhi Krish bhag kar ata hai aur karishma ko hug karta hai

Karishma:kya hua Krish?
Krish: mamma ye didi bohot acchi hai kya hum ise apne pass hi rakh sakte hai please
All:😄
Sai: bilkul (She Seat on her knees that she can talk to Krish) Krish kya apko Adya didi pasand hai
Krish:ha
Sai:kya wo apke mamma papa ko mamma papa hi bulaye to apko koi problem nahi hai na?
Krish:nahi ye didi to bohot acchi hai

Karishma adya ke pass jati hai

Karishma:Adya apko hamhara ghar pasand aya?
Adya: bohot aap log bhi kitne acche hai (pointing towards sai) unhone muzhe toys and candy leke di
(Pointing towards Shivani) unhone muzhe cupcakes diye aur Krish ne aur ap subne muzhe ittese time mai kitna pyar diya
Mohit:to kya aap hamare sath isi gharme rehna chahegi Hamari Beti bankar

Adya thinks for a while

Adya:ha🥰
All:(Happy)

Karishma hugs Adya

Precap- Adya is family member now❤️
✨✨✨✨✨✨✨✨✨✨✨✨✨✨✨✨✨✨✨✨✨

Note- Please ignore mistakes and Illogical things🥺

So stay tuned
Until we meet
❤️❤️

❤️It's sairat's World❤️Where stories live. Discover now