Sai's behaviour towards Virat (Part 2) (Happy One)

1K 107 7
                                    

In the night -

Sai was making her bed as she was going to sleep on the floor..

Virat *calm tone*- Sai abhi tumhara operation hua ha, tum upar bed par so jao..

Sai- no response

Virat *calm tone*- Sai agar tum nahi chahti ki ma tumhare sath sou to ma couch par so jauga

Sai- no response

She was about to go but Virat held her wrist and stopped her..

Sai *cold tone*- Virat sir mera hath chodiye

Virat *calm tone*- Sai meri ek bar baat to...

Sai *cold tone*- vah Virat sir ab apko kyu fikar ho rahi ha meri ya ye natak kar rahe ha. Aur agar natak kar rahe ha to please band kar dijiye ye natak..

She gets out of her grip and went to sleep..

Morning time -

Virat wakes up and sees Sai is not in the room.
He goes to freshen up and went to downstairs and sees sitting and talking with elders.

Ashwini- Sai bada ja tu thodi der ke liye garden me ja, khuli hawa me rahegi acha lagega

Sai- ho aai

Samrat- are Shiva bhi aa gaya ha tu isi ke sath ja

Sai sees Virat and then said...

"Nahi dada ma akeli chali jaugi, mujhe kisi ke sath jane ki zarurat nahi ha *looking at Virat*"

Then she goes to the garden...

Virat *in mind*- agar use mere sath rehna pasand nahi to thik ha, ma abhi use apni family ke sath hi chod deta hu. Ab to kaku ne bhi Sai ko apna liya ha...

He went to room because he wants Sai to enjoy with his family...

In his room -

He sat on the bed and started crying...

"Kash ma usi wakt apna transfer lekar chala gaya hota to na to Sai ghar chodkar jati aur uske sath vo hadsa hota!!"

He stood up and went to washroom, he washed his face and then went and sat on the bed and goes to deep thinking!!

Sai comes and sees that the fan is moving and can fall at any time..

Flashback

Before that Mahableshwar trip

Sai- Virat sir ye pankha kitna hil raha hai

Virat- tum kyu chinta kar rahi hu, ma thik kara duga

Sai- lekin Virat sir ye pankha bohot hil raha ha agar kabhi gir gaya to...

Virat *laughing*- Sai kuch bhi kehti ho...

Sai *fake anger*- Virat sir

Virat- acha sorry baba, karva duga ma thik...

Flashback end

But after that separation, he forgot to fix the fan...

Sai *louder*- Virat sir uthiye...

Virat- no response

Sai *louder*- Virat sir uthiye varna pankha gir jayega

Virat- no response

Sai goes towards him and pushed him in case both fell on the floor, Virat is below of Sai and Sai is above of Virat...

And the fan gets fall down...

Virat comes to his sense and said...

"Sai tumne mujhe dhaka kyu diya?"

Sai *anger*- dhaka kyu diya? Vah! Ap pagal ho gaye ha?

Virat *confused*- ma kuch samjha nahi

Sai *anger*- ap kabhi kuch samajhte bhi ha, vo pankha apne thik nahi karvaya aur vo gir gaya. Agar ma nahi ati aur apko dhaka nahi deti to vo apke upar gir jata

Virat- to fir kyu bachaya mujhe? Marne deti, acha hu hota...

Sai *anger*- pagal-vagal ho gaye ha kya?

Virat- haa ho gaya hu pagal, tumhare pyar me ho gaya hu...

Sai- kya?

Virat- I..I mean ki kyu bachaya mujhe? *Trying to divert the topic*

Sai- nahi apne kuch aur kaha

Virat- mane kya kaha?

Sai- yahi ki ap mujhse pyar karte ha

Virat- haa to jab pata ha to kyu puch rahi ho

Sai- kya matlab? Ek to apne mujhe bataya nahi ki ap mujhse pyar karte ha aur ab mujhe hi suna rahe ha...

Virat- haa nahi bataya kyuki tum to mujhse pyar nahi karti

Sai- kya apne kabhi mujhse pucha ki ma apse pyar karti hu ya nahi?

Virat- puchne ka kya fayda hota?

Sai- puchne se ye fayda hota ki apko ye pata chalta ki ma apse pyar karti hu ya nahi, aur agar puch lete to ye pata chalta ki ma apse pyar karti hu...

Virat- kya?
To fir bataya kyu nahi?

Sai- apne bhi to nahi bataya

Virat- zaruri nahi ki ladka hi pehle bataye

Sai- to zaruri nahi ki ladki pehle bataye...

Both laughed and then hug eachother

Virat- I love you Sai

Sai- I love you too Virat sir

(They were in the same position)

•••••••••••••••••••••••••••••••••••

I here end this OS..
Please share your thoughts...❤️
Thank you ❤️

Requested by - ShwethaRajkumar
Idea by - Shikha_Writer_21

Sairat - Love My Life ✓जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें