They had their dinner and came back to room.
R:tumne mujhe utya kyu nai.
A:utaya tho.
R:arrey matlab khana banane k liye.
A:Rishi me teek hu. Aur kal me office joungi. Aur ap bhi. Me teek hu sach me.
R:hmm. Teek hai. Me bhi jaounga. Aur pata hai Annika aaj mere liye best day tha.
A:kyu..?
R:me pura din tumare sath jo tha.
A:aur me har waqt so hi rahi thi. Hum na ek din sach me saath rahenge. Ok. Sirf hum na hi bimar na hi office. Pakka.
R:sach me..?😍
A:ha.
R:bas wo ek din jaldi ajaye ab.
A: ha waise muje ek baat puchni thi.
R: ha ha(he jumped on the bed)
A:wo apke phone me.. umm..meta photo..
R:tumne dekliye. Matlab tum mera taka jaki karahi ho..?
A:arrey boliye na. Me ne deka.. kab ka hai wo photo.
R: jab tum meri shaadi plan kar rahi thi. Tab tum jiyana ke saath baat kar rahi thi. I guess usne tume kuch China rahi thi.
A:apko itna sab yaad hai..?
R:tumse judi hui baat bhulne layak hi nai hota. Tho kya kare.
A:itna pasand hu me apko. Par.
R:par(he sensed the seriousness, got up, and sat) par. Kya Annika..?
A:(she sat beside him) ek taraf ap bolte ho ki ap mujhe pasand karte ho. Aur ek taraf bolte ho ki mera apse pyaar karna ya na karna maine nai rakta. Ek baar bolte ho ki me apse door na jaou. Aur agle hi pal mujhe bolte ho ki me..agar kisi se pyaar hua tho ap khud mujhe chod k aouge.. ye confusion kis baat ki hai..? Ap kehene kya chate ho. Kya karna chahate ho..?
Rishi had no answers. What would he say.
R:Annika,(deep breadth) ha me chata hu ki tum hamesha mera sath raho,lekin zabardasti nai. Ha me chahata hu ki tum bhi mujhse pyaar karo lekin taras kha ke nai, dil se. Aur agar is chakar me tume koi aisa mil gaya jo tume tumara pyaar se mila de tho me nai rokunga. Lekin me khishish zaroor karunga ki tume pyaar mujhse hi ho. Par naturally. Otherwise. You are free to go.(sad smile)
A:ap sach me pagal ho. Pehele ap decide karlo ki Karna kya hai. Phir ake muje batana. Ki me rahu ya nai. Ok. Good night. (She was angery with his confusing statements)
R:tume kya hua...? Arrey Annika..
Soon they slept. The next day they both went to office and they were having a normal life.
After somedays Vardhan and anjali invited RishIka for lunch.
Anika asked rishi for the same and he agreed to visit Trivedi's fir lunch the next day.

Next afternoon Annika reached her home first.
An: anu..? Rishi nai aya..?
A:ayenge mamma.. me office se seeda yehi agayi. Wo bhi nikal gaye hai ate honge.
V:hmm. Hello...
A;papaaa....(she ran to him and hugged him tight and as reflex he carried her with her waist and her legs hung) I missed you so much.
V:I missed you too dolu. Bohot zyada.
A:love you papa...
V:love you too bacha.
Annika came out of his hold listening to "bacha"
V:kya hua..?
A(she remembered something) kuch nai.
V:waise you are looking very pretty.  Sari tumpe sachme ache lagte hai dolu. Hai na anju..?
An:oh. Finally yaad agaya ki me bhi hu yehan.😏
V/A: 😝
An:ap dono na...ruko batati hu.(she ran behind Annika, Annika ran hiding herself behind vardhan)
A:papa..papa.. bacho..
V:arrey mujhe khud koi bachou..
An:tum na.. bilkul nai badli..(she cought annika's ear) hai na. Pata nai waha kaise reheti hai..
R:ahem ahem..(soon anju left her ear and Annika went into her room)
V:ajaiu rishi. Welcome. Fresh ho jaou.
An: ha. Tab thak khana garam karti hu.
R:ji..
He went into annija's room she was setting her saari.
He barged in without knocking.

R:I'm sorry wo mujhe knock karke aana  chahiye tha

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

R:I'm sorry wo mujhe knock karke aana  chahiye tha.
A:it's. It's ok. I'm fine.
R:wo me.
A:ji. Ayiye.
Rishi came in. Annika went near cupboard and took out a  towel for him.
A:ye lijiye. Ap fresh ho ke ajayiye.
R:hmm
A:Ek mint.
R: kya hua..?
A:apko zyada garam pani acha nai lagta na..(she went in bathroom)
Rishi also followed her.
She accidentally switched on the shower but rishi pulled her.
They shared an eye lock.
Rishi's hand went to her cheeks carsing her with his thumb. While her hands were near his torso.
R:tum aise mere sath kyu nai ho..? Waha aise kyu nai reheti ho..?
A:(confused)  kaha...? Kaise..?
R:hamare ghar me. Aise humesha sulji hui bahu banke kyu..?
A:ap fresh hojayiye.
R:looking beautiful.  Saari me bohot khubsoorat lagti ho.
She blushed and walked out. When she was out anju came in to call her. She saw Annika coming out from washroom, blushing, she smiled.
A:mamma ap..?
An:sorry bas bulane ayi thi.
A;ha wo..
An:it's ok.
A:hein..? Mamma mamma...(she went behind her.

Soon they had thier lunch, while gossiping and Rishi came to know about Annika's childhood a bit of it. But he enjoyed living them hearing those.
Then they headed back to their respective works. Anjali and vardhan were happy seeing the couple.

Hope it was not boring.
Thank you for this patience 🙏
Lots of love.
Keep supporting 😊

Please ignore my mistakes.

Love
- Author ❤

Ishq hua... the unknown feeling  | ✓Where stories live. Discover now