They reached annika's room.
V:tum jaldi se change karlo. Fresh hojaou.  Me abhi aya.(he left placing her on the floor)
An: to be Mrs.Rishi Singh bedi.
A:mamma...  ap mujhe ek baat batou ap mujhse aise formal kyu baat karte hai. As if me koi parayi hu.😠
An: oh ho. Bhuddu aisa kuch nai. Me tho tume chedne aise bolti hu na. (Annika was removed her necklace and anju went near her to help)
A:ouch mamma...(her hair strands stuck to her necklace hook)
An:offo sorry sorry. Ek mint me nikal ti hu.
A:hmm..

Anju helped her in removing her jewels and loosened her hair style.
A:uff...🥵 feeling light. Boj utar gaya.
An: tum fresh hone jou. Me doodh le ati hu. Hm..?!
A: hm.

Annika went to get freshed up.

"Kya me ne sachi me Rishi ko aisa feel karaya.? Obviously na tabi tho wo itna gussa ho gaye the. Teek hai me bat karlungi unse bad me call karke. I will make it up. Lekin mujhe aisebure khayal kyu arahe hai? Mujhe aisi ghabaraht kyu horahi hai..?! Nai nai me bhi kuch bhi sochne lag jati hu. Tum tho khidkhithod Annika ho.. aise bat bat pe bheegi billi banne ki zaroirat nai hai. Sab kuch sahi hai. Sab teek hai. Ok."

She came out wiping her hair with towel.
She came to bed saw her phone and thought she should talk to rishi once. But the same time anju came with her milk glass and vardhan behind her.

V: fresh hogayi..?
A:ji.
An:ye lo dood pi lo anu.
A

:😖hm.. (she made the wirdest face)
While anju and vardhan chuckled seeing this)
V:ise tho aaj bhi doodh pasand nai hai🤭
A:apko badi hasi arahi hai papa(she said taking the glass from the tray) ek mint. Ye lo ap pi k dikou.😏(handing him the glass)
V: arrey me kyu tumare liye hai na tum piyo(fake smile😁)
An:(laugh) oh god tum dono ka pata nai doodh se kya dushmani hai. Jab tum choti thi na tab kaise baghati thi mujhe is doodh k chakar me. Oh god. Mujhe aj bhi yaad hai. Tum doodh ko khud se zyada poudo ko pilaya hai.
V:han. Aur mujhe tho aisa lag raha hai ki kal hi tho nurse ne aa ke mujhe bataya ki "beti hui hai" aur aaj deko beti ki bidai hogi kal.
A:papaaaa!😟
An:hm baito.
Vardhan and Annika sat beside each other. Annika instantly side hugged him.
A: papa. Kya me waha adjust ho jaoungi..? Kya me un sare rishto ko nibha poungi..?
V:of course yes. Lekin bas ye Dyan me rakna ki kisi ko impress karne k liye ya kisi ki acceptance pane k liye khud ko mat badalna. Jo tumse pyaar karte hai wo tume tumari jaise hi pyaar karte hai. Aur rahi baat adjustment ki to ha tume thodi bohot adjustment tho karna padega. Choti choti cheezo se start Hati hai. Like tume us ghar ko adjust hona padega.
An: par beta wo tumara ghar hi rahega.. Rishi tume aise feel hone nai dega ki tum family nai ho. Hai na..?
V:rishi acha hai sacha hai. Mehenati hai. Tho usse zyada kya chahiye. Aur meri beti bhi tho kam nai hai. Hai na dolu.
A:hmm(she hmmed and nodded)  lekin papa..?
V:bolo..
A: kuch nai.
An:ab zyada mat socho. Wo tumare kiye bana hai tho bas sab kuch acha hi hoga.
A:will miss you papa. Mamma..🥺
An: me tho miss nai karungi. Meri musibat tho chali jayegi.
A:papa dekho na..☹
V:anju.. ye kya hai. Aise muh pe sach nai bolte. 🤭
A: papa ap bhi(she starts hiting his chest )
Then the trio hugs each other.

V: chalo ab good night. Jaldi so jana OK.(he left giving her a forehead kiss)
An: ok chalo me bhi chalti hu. Good night anu. (She hugged her kissed her ear and left)

Annika came out ti her balcony gazing the stars. Lovingly. The unknown feeling of fear, the happiness,  the giddiness, all together were her partners tonight.
Soon she remembered that she had to call Rishi.

"Phail gaya raita..! me ne tho call bhi nai kya.. timeee...? (She looked at the time)Oh ho. It's 12. Call karu..? Sorahe honge tho..? Anyway ill call"

Ishq hua... the unknown feeling  | ✓Where stories live. Discover now