Daya sir : haan…mai…mai theek hoon abhijeet aur koi pareshani nahi hai.

Abhijeet sir : sach me koi pareshani nahi hai.

Daya sir : haan mere bhai koi pareshani nahi hai.

Abhijeet sir : achacha theek hai mai raghu ko lekar bureau ja raha hoon aur report submit karni hai aur nikhil tum daya ko lekar hospital jao aur ushke bound per bandage karvao.

Nikhil : yes sir. And abhijeet sir left for bureau with raghu.

Daya sir restaurant me khane ka order dete hai aur ushe pack karne ko kehate hai.

Then daya sir and Nikhil moved towards to hospital and after dressing of daya sir's bound they reached near daya sir, abhijeet sir and purvi's house.

Daya sir : Nikhil tum yeh food parcel andar lekar jao aur tum bhi khana khaker jana.

Abhijeet sir aur baki sabhi se keh dena mera intazaar na karein khana kha le mujhe aane me der ho jayegi.

Nikhil : aree sir aap kahan ja rahen hai doctor ne aapko rest karne ke liye kaha hai.

Daya sir : nahi nikhil mujhe bahut urgent kaam se jana hai mai abhi nahi ruk sakta hoon and he left.


Here duo's and purvi house

Our three beautiful ladies were resting her head on couch and they were watching movie aashiqi -2.

But shreya was lost in her daya sir thoughts when song started in movie

Hum tere bin ab reh nahi sakte

Tere bina kya wajood mera (x2)

Tujhse juda gar ho jaayenge

Toh khud se hi ho jaayenge judaa

Kyunki tum hi ho

Ab tum hi ho

Zindagi ab tum hi ho

Chain bhi, mera dard bhi

Meri aashiqui ab tum hi ho

Tera mera rishta hai kaisa

Ik pal door gawara nahi

Tere liye har roz hai jeete

Tujh ko diya mera waqt sabhi

Koi lamha mera na ho tere bina

Har saans pe naam tera

Kyunki tum hi ho

Ab tum hi ho

Zindagi ab tum hi ho

Chain bhi, mera dard bhi

Made for each other Where stories live. Discover now