Zara- C se hai kya uska naam
Jai- (schocked to know taht she knows)Bani- kya?
Zara-meine poocha....C se hai kya uska naam?
Veer- C se.....C se kya....?
Zara- C for chandrakala....
Bani- kya!
Veer- what nonsense! Tumhari himmat kaise hui meri maa ke bare mein aisa bolne ki...Zara- kyu? Ab kisi ke baare mein bhi bolne ke liye tumhari ijaazat ki zaroorat hai?
Veer- maa hai voh meri!
Zara- meine kab Mana kiya? Maa hai... Ek....
Chandrakala- yeh sahi keh rahi haiVeer- maa?
Chandrakala-han...mein hi Jai ki madad karti thi....kyuki muje pata nhi tah uss samay ki adi naagin...bani...sach mein tumse pyaar karti hai ya fir bas apna badla lene aayi hai....baki mera koi aur irada bilkul nhi tha...mein bas tere liye pareshaan thi mere laal...
Veer- maa aapko yeh sab karne ki kya zaroorat thi! Aap ek baar baat toh karke dekhti! Aap.....🤐
Bani- veer...bas....unhone jo kiya use chodo yeh dekho ki unne apni galti qubool ki....joki kitni badi baat hai....
Chandrakala- shukriya bani beta...muje maaf karne ke liye...ab muje oata chal gya hai ki veer ke liye tumse behtar aur koi nhi...
Bani- 😊
(Chandrakala leaves)
Bani- tume yeh sab kaise pata tha...
Zara- muje sab pata hai... bola tha na....
Veer- aur kya janti ho...
Zara- yeh poocho kya nhi janti
Veer- ok...kya nhi janti
Zara- (looks at veer in anger)
Veer- kya...tumne hi toh kaha...
(Zara goes closer to bani, )
Zara- abhi sab kahtam nhi hua hai...sab bahaar nhi aya hai...abhi bohot kuch daba hua hai....usne sab nhi bataya hai....
Bani- matlab..
Zara- voh jo dikhti hai asal mein kuch aur hi hai....asli roop kuch aur hi hai... Pehchan sako toh pehchan lena...
(She leaves)
Bani- (thinking that what could it be)Later zara goes in chandrakala room,
Chandrakala- aa gyi? Tumhara hi intezar kar rahi thi
Zara- kitni chalu ho tum
Chandrakala- arrey...tumhara kaam hi toh asaan kar rahi thi bas.
Zara- Adah sach...poora kaha bataya
Chandrakala- poora batadu toh! Bewakoof lag rahi hu mein!
Zara- sach paat hona chahiye sab ko isliye
Chandrakala- may karo inti mehrbani🙏
Zara- thik hai...nhi bolungi... Mein tumhara sath dene ke liye taiyaar hu tumhare maqsad mein tumhari madad karne ke liye taiyaar hu meinChandrakala- sach!?
Zara- par meri ek shart hai... naagmani ka istemal pehle mein karungi...fir tume uska jo karna hai karna muje koi fark nahi padta
Chandrakala-thik hai... manzoor hai.. tum uss adi naagin se naagmani lo uska istemaal karlo...Later that night, zara was dancing on this song 👇 alone, in that room,
Bani went there,
Bani- acha nachti ho tum...par aise yaha akele kyu....
Zara- akele aye the akele hi jayenge toh?
Bani- mera matlab kuch toh baat hai kya chupa rahi ho....
Zara- mein kisi se apni batein nhi baantti.....par tum alag ho......tume bata skati hu
Bani- hmmm....batein batne se man bhi halka ho jata hai....anjano ko batana asan bhi hota hai...
Zara- hmmm....suno....To be continued.....
YOU ARE READING
Naagin 5
Fantasyits continuation of naagin 5 story from episode 18 when there is sindoor and mangalsutra moment between veer and bani
what is zara upto 🤔
Start from the beginning