Bondita's decision

Start from the beginning
                                    

Anirudh : thik hai ( and start exiting rc mansion )

Ksj : ab kaha ja rhe ho ?

Anirudh : bondita ke pass ( and left )

Anirudh went to library for finding her but was unable to find her he search at each and every possible place to get her but he don't get anything he was getting worried suddenly he spot Aarush near rc mansion he thought to ask him about bondita but when he went near him he found that he was talking to bondita and smiling his worries turn into his anger

Anirudh : bondita !

Bondita : birristra babu aap yaha ?

Anirudh : tum yaha kya kar rhi ho bondita ?

Bondita : woh main library gyi thi books lene

Anirudh : toh mujh kyu nhi bataya main bhi chalta tumhare sath . Pata hai main kitna pareshan ho gya tha...

Aarush : are Anirudh babu ! aap chinta mat kijiy main tha topper ke sath

Anirudh : aarush main tumse nhi bondita se baat kar raha hu aur agar tumhara ho gya ho toh main usse le jau .

Bondita : par birristra babu isme aaru ki koi glti nhi h woh....

Anirudh ( interrupting her in middle ) : chle bondita ( and grabbed her hand and take her to rc mansion in study  )

In study

Bondita : yeh kya tarika tha kisi se baat krne ka birristra babu

Anirudh : pehle tum yeh batao ki ghar mein kisi ko bina batay chle jana koi tareeka hai kya ?

Bondita : yeh aap kya bol rhe hai main ksj ko bata kar gyi thi

Anirudh : toh kaka ko bata sakti thi aur mujh nhi

Bondita : aap so rhe the main aapko pareshan nhi karna chahti thi

Anirudh : so rha tha toh utha toh skati thi na . Pata hai main subh se tumhe dhoondh raha hu har jagah .

Bondita : birristra babu aap mujh London bhej rhe hai na waha toh main akele hi rahungi aap waha nhi honge na mera sath dene ke liy toh abhi se hi khud ko tayar kar rahi hu

Anirudh : toh ...kya hua abhi toh main hu na aur agar main nhi hounga toh tum aarush ke sath jaogi kya ?

Bondita : mtlb kya h aapka birristra babu .

Anirudh : yahi ki tum mujh nhi le gyi main samjh gya par aarush ko le jane ki kya jaroorat thi ?

Bondita : main aarush ko nhi ke gyi thi woh mujh mil gya raste mein

Anirudh : thik hai bondita par tum mujh nhi toh som , batuk ya bihari kisi ko bhi toh le ja sakti thi na . Tumhe pata hai na abhi ka mahool tanav bhara hai

Bondita : aap meri chinta kyu kar rhe hai birristra babu aakhir main aapke liy hu kya ek bh....

Suddenly bihari interrupt their conversation and take bondita with her

Anirudh : yeh bondita kya bol rhi thi .... Lagta main London jane ki baat se abhi bhi dukhi hai koi baat nhia apno se door jane ka dukh toh hoga hi na !

After some time they went to dining table for having dinner everyone was eating and bondita was serving them

Binoye : bondita beta aao tum bhi hamare sath baith kar khana khao

Bondita : nhi baba aap log kha lijiy main baad mein kha lungi

Batuk : baithiye na boudi waise bhi pata nhi kitne din bache h aapke London jane mein..... ( He stop in between and instantly regreted what he just said )
Everyone present their was giving him death glare

Ksj : kabhi bhi kuch acha nhi nikal sakta tumhare muh se hamesha galat samay par galat baat

Batuk : kaka woh main.... Glti .....

Binoye : jane dijiy na dada bacha h bondita beta tum aao baitho . Khao hamare sath

Bondita nodded and joined them

Som : toh boudi aapki london jane ki tayari ho gyi ?

Ksj : lo yeh dekho ... Ek kaam tha joh ab yeh bhi..

Som : kaka maine kaha kuch galat bola aap toh jante hi hai agar dada ne kuch bol diya toh boudi ke liye woh pathar ki lakir ban jati h .... Toh iska mtlb wahi hua na ki woh jayegi London maine toh sirf sawal pucha

Ksj : aise kaise har baar Anirudh ki nhi chalegi is baar jo hoga bahu ki marzi se hoga aur ham jante hai hamari Bahu ham sab ko chorkar nhi jana chahti

Anirudh : yeh baat aap bondita se hi puch lijiy ki uska kya faisla h

Ksj : ha bahu batao ki kya tum jana chahti ho videsh ya yaha ham sab ke sath rehna chahti ho

Bondita : ( down her face and speak after a while ) ksj jana toh main nhi chahti yahi rehna chahti hu aap sab ke sath .... Par birristra babu ne aaj tak joh kiya hai mere bhale ke liye hi jiya hai aur agar mere London jane se unhe khusi milti hai toh main jaungi London ....

Anirudh got happy
Anirudh : bahut achi baat hai .... Bondita tum tayari kar lo aaj se 5 din baad tumhe London ke liy nikalna hai

She didn't say anything and stay silent ......
 

anidita : a different way of expressing love Where stories live. Discover now